Guest Post Kya Hai ? Guest Post Karne Ka Sahi Tarika Hindi Me

Friends aaj ham janege guest post kya hota hai aur blog website par guest post karne ka sahi tarika kya hai to chaliye start karte hai.

Agar aap blogger, affiliater ya businessman hai to aap ko guest post ko janna bahut jaruri hai aap es se grow kar sakte hai.

Guest post karna bahut hi aasan hai bas toda samaghne ka jarurat hai . pahale janege guest post kya hai.

Guest Post Kya Hota Hai ? – What is Guest Post in Hindi

Guest post digital marketing karne ka bahut acha tarika hai ye 3 types ka hote hai.

  • 1 Blogger apne blog par traffic lane ke liye dusre blogger ke blog website par blog likh kar post karte hai aur us post me apne blog ka link dal kar do follow backinks bnate hai aur sath me apne blog par traffic bhi late hai.
  • 2 businessman apne business ko development karne Ke liye blogger se guest post likhayate hai jis se ki un ka business aur services ko log janne lagte hai aur business develop hone lgta hai.
  • 3 Affiliater affiliate marketing karne Ke liye kisi products ke bare me reviews likh kar kisi dusre ke blog website par post karte hai jis se products sale hone par un ko commission milta hai.
  • Usi ko guest post kahate hai.

guest post

#1 Blog Website Par Traffic Lane Ke Liye Benefits Of Guest Blogging

Blog website par traffic lane ke liye Blogger ko guest blogging post karne se bahut benefits (phayade) hai examples.

  • Apne blog sites ke liye Quality do follow backlinks bnaya ja sakta hai.
  • Apne blog website ka authority badhaya ja sakta hai.
  • Organic aur referral traffic blog website par bahut jyada paya ja sakta hai.
  • Google, yahoo, bing ke search engine me apne blog ko rank krane ka bahut acha tarika hai.
  • Blogger se ache relationship bnaya ja sakta hai.

Aap agar mera blog backlinks kya hai nahi padhe to click-kar-jane ki backlinks kya hai?

Agar aap blogger hai aur apne blog website par traffice la kar grow krna chahte hai to jitna jyada ho sake utna jyada guest post likhe.

Agar aap apna post mere sites par publice karna chahte hai to submit a guest post free me kar sakte hai.

Mere blog webite par guest post blog likhane se pahale niche wala heading jarur padhe us ka bad hi likhe.

#2 Businessman Ko Guest Post Se Hone Wale Phayde

Businessman ko business develop karne Ke liye guest post ke bahut phayde hai jaise.

  • Jyada se jyada log aap ke business me diye jane wale services ko padhege aur aap se judege.
  • New customer pane ka bahut acha tarika hai guest post es se aap apne business me customer jod sakte hai.
  • Guest post karne se aap ke business par logho Ka trast badhta hai.

Man ligiye mai likha goodglo ke member guest post bahut acha likhate hai aur today der baad aap Google me search karte hai.

Hindi me guest post likhane ke liye sab se acha bogger kyn hai

Agar aap ko Google ke first page par goodglo dikha to aap goodglo ko jarur click kar ke padhege.

Aur aap ko agar guest blogging post likhyana hoga to aap goodglo ko apna kaam dedege.

Esi tarah se business me bhi guest posting ka phayada hota hai .

Agar aap apne business ke liye guest post mere se likhyana chahte hai to click kar ke contact form fill kare.

#3 Affiliate Marketing Me Guest Post Se Hone Wala Phayda

Affiliate marketing karne ke liye guest post acha option hai aur bahut phayda bhi hai jaise guest post example

  • guest post se affiliate products life time tak sale kar sakte hai aur profit bhi life time kma sakte hai.
  • Yek din me unlimited product aasni se sale kar sakte hai guest posting kar ke .
  • Aap ko bahut kam time me bahut jyada log janne lagege jis se aap ko aane wale time me phauda hoga.

Man ligiye aap yek affiliater hai aur 1 ya 2 din mehanat kar ke kisi product Ka ache se reviews likhate hai.

Likh kar mere sites https://goodglo.com par publice karte hai us Ka bad aap ko kuch nahi Karna hai.

Jab bhi koyi Google, Yahoo, Bing me yo product ka review padhna chahega to aap Ka post us ko dikhega.

Jis ko product chahiye hota hai yahi review padhta hai 100 log padhege to 10 log jarur buy karege.

Agar aap guest posts mere blog websites par Hindi me likhana chahte hai likh sakte hai.

Affiliate marketing kya hai aur kaise kare click kar ke jane

Aayiye jane ki guest post kaise likhe blogger websites par.

Goodglo Guest Post Guidelines Aur Likhane Ka Tarika Hindi me

Goodglo hindi guest post sites hai jaha koyi bhi blogger ya affiliater kuch guidelines ko follow kar ke hindi blog guest post kar Sakta hai.

Agar aap goodglo par free guest post likhana chahte hai to niche ke 6 point ko ache se padhe.

1. Post hindi me likha hona chahiye.

2. Post 1400 word se upar ka hona chahiye.

3. photo aur contant copyright free hona chahiye.

4. Aap ke post se related yek ya do photo hona chahiye.

5. post me kisi bhi tarah ka ghalat jankari nahi hona chahiye.

6. Aap ka post google ke sabhi niyam ko follow karna chahiye.

Agar aap ye sabhi points ko follow kar sakte hai tab aap guest post likhe. mai aasa karta hu ki gust post kya hai aap ko samgh aa gya hoga.

Blog website kya hota hai blog website kaise banaye janne ke liye yha click kare

Guest Post Kaise Kare Guest Posting Webite Par

Guest post likhane ka baad aap contact ke option me ja kar ham ko bheje ya phir goodglohelp@gmail.com par mail kare.

Market me guest post service to bahut log de rahe hai but jitna acha GoodGlo service dega utna acha koyi nahi dega.

Good Glo par aap guest post likhege to aap ka post kuch hi dino me google, yahoo, bing, facebook, twitter, linkdin, instagram etc.

Ke search engin me farst page par dikhane lagega aur aap life time ke liye acha traffic payege.

Guest Post Facebook Group

Niche jo mai guest post facebook group de rha hu us me sabhi post automatic aproved hota hai.

  1. Blogger facebook groups click and join
  2. Affiliater facebook groups click and join
  3. Businessman facebook groups click & join

Website ka authority badhana chahate hai ya organic traffic pana chahate hai ya phir do follow backlinks banna chahte hai.

To friends guest post aap Ke liye bahut phayde mand sabit ho sakta hai.

Friends mai aasha karta hu ki guest post kya hai, kaise likhe, kaise kare, kyo jaruri hai, ye sab ache se samgh gaye hoge.

Mera blog aap ko kaisa laga comment kar ke bataye agar acha laga to social media par share kare.

Friends agar aap hamare blog ko subscribe karte hai aur share ya comment karte hai tab aap ke liye good news hai.

Mere blog sites par jab 1000 subscribe pura hoge tab jo jyada post share aur comment kiya rahega us ko goodglo ke taraf se gift diya jayega.

Best Pen Drive Konsa Hai Janne Ke Liye Click Kare

Guest Post Hindi Story

Do dukandar the dono ka shop aamne samne tha yek ka shop electrical ka tha to dusra kapadhe Ka.

Dono ka dukkan aamne samne hone ki wajah se dono ache dost ho gaye.

Dono dosto me jis ka electrical ka dukkan tha us ke dukkan par bahut sare customer aate the.

Yahi dusra jis ka kapadhe ka dukkan tha us par customer bahut kam aate the kisi din yek bhi nahi aate the.

Jis ka kapadhe ka dukkan tha yo hamesa customer ke nahi aane ki wajah se tensan me rahta tha.

Yo hamesa apne samne dost ke dukkan ko dekhta rahta aur un ke customer ko dekh kar dukhi rahta tha.

Phir yek din usne apne electrical wale dost se pucha dost aap kya karte ho jis se ki.

Aap ke dukkan par bahut sare log saman kharidane aate hai aur mere dukan par jyada log nahi hai.

Phir us dost ne haste huye bola aap apne dukan ke achayi ko jitna jyada ho sake utna jyada logo ko btayiye.

Phir us ne pucha bahut jyada logo ko apne dukkan ke bare me kaise btaye.

Apne Business Ko Jyada Logo Tak pauchane ka Tarika

To Electrical wale dost ne bola apne dukkan ka poster bnayo aur jaha jyada log aate hai yha lga do.

Aur har din apne dukkan ke bare me 10 logho se btayo aur aap ke field me jitne dukkan wale hai sab se dosti kro.

Phir un dosto ko bolo agar aap ka paas koyi saman nahi ho aur aap ka coustmer puche ki yo saman kidhar milega.

To aap mere dukkan par bhejo aur mere paas agar koyi saman nahi rahega to mai aap ka pass bhejuga.

Phir kapdhe wale ne wahi kiya pahle poster banwaya aur jaha jyada log ikatha hote yha lgane lga.

Apne fild ke logo se relationship bnane laga aur apne dosto ko apne dukkan ke bare me btane lga.

Apne sabhi dosto ko yek poster deta aur bolta apne ghar ke samne ye poster lga dena.

Kuch dost ne poster apne ghar ke samne lgaye aur kuch ne nahi lgya usi tarah kuch dukkan wale.

Customer bhejne lage to kuch dukkan wale nahi bhi bhejte the lekin us ka dukkan femash hone lga.

Kuch hi dino me us ke dukkan par etne jyada log saman kharidne aane lge ki yo akela sabhi ko saman nahi de pata tha.

phir us ne apne dukkan par saman bechane wale aadmi ko rakha aur yek new dukkan khol liya.

Ab us ko malum chal gya tha ki dukkan chalane ke liye sab se jyada jaruri kya hai.

Question & Answer

Question – dono dukkan wale dost kaise bane ?

Answer – dono dukkan aamne samane hone ki wajah se dono me dosti huya.

Question – Business ko bada karne ke liye kya kare ?

Answer – 1 Business ko bada karne ke liye apne business ka poster bnaye aur jaha jyada log ikatha hote ho waha lgaye.

2 Business bada karne ke liye apne business se related businessman se ache relationship banye.

Es Story me jo poster lgane aur relationship ki baat kiya gya hai usi ko digital bhasa me Guest Post Kise Kahte hai.

Friends aaj ke samay me jitna bhi kaam ho rha hai sabhi ko digital tarike se kiya ja rha hai.

Kuch bechana ho to online becha ja rha hai kuch kharidna ho to online kharida ja rha hai.

Kisi ko kidhar jana ho to online car booking se le kar tren ka tikat bas ka tikat online kharida ja rha hai.

Ye samay me agar aap business ko develop Karna hai to digital marketing karna bahut jaruri hai.

Agar aap online ya offline koyi business karte hai ya affiliate marketing ya blogging karte hai to.

Mere blog website ko subscribe kare mere Facebook page se jude mai business develop karne ko le kar

Hamesa ache se acha blog likhta hu jis ko padh kar aur follow kar ke apne business ko bada kar sakte hai.

GoodGlo Social Media Details
  • Mera Facebook ka page se judhane ke liye click kare
  • Mera Facebook groups me join hone ke liye click kare

Thanks for Reading my hindi blog.

Friends agar aap 500 se jyada guest posting website ko janna chahte hai aur bahut sare website par posting likhna chahte hai.

To ye book ko kharide price ke hisab se bahut jyada information diya hai es book me.

Agar aap es book ko pura padhege to aap ke sabhi doubt clear ho jayega.

Ye Bhi Padhiye

डिजिटल मार्केटिंग कैसे करे

Best website design company

7 thoughts on “Guest Post Kya Hai ? Guest Post Karne Ka Sahi Tarika Hindi Me”

  1. सर हम आप के साईट पर गेस्ट पोस्ट लिखना चाहते है अपना व्हात्सप्प नंबर दीजिये

    Reply

Leave a Comment