Chandrashekhar Azad ka Jivan Parichay ? Chandrashekhar Kaun Hai ?

Chandrashekhar Azad ka Jivan Parichay ? Chandrashekhar Kaun Hai ?

Hello friend. Friend aaj ke is article Mein Ham janenge ki Chandrashekhar Kaun Hai,

Aur Chandrashekhar ka Jivan Parichay Kya Hai,

Dosto aapne bahut Sare ithaas ke Logo ke bare mein Pada Hoga, Ki hamara bharat desh kaise azad hua hai,

Aur bharat desh ko azad karvane ke liye, kis kis logo ne apna blidan diya hai, Aur bharat desh ko azad karvane ke liya kiya kiya pareshani jheli hai, 

Lekin aaj ke is article Mein Ham,

Chandrashekhar ji ke bare mein Kuchh Aisi bate Karenge, Jo aapke andar Josh Bhar Denge,

Aur aapka Janna bhi bahut jaruri hai,

Agar aap Bharat wasi Ho, To Har bharatwasi ka yah farj (Jmmedari) hai,

ki Hamare Itihaas mein Jis tarike se Bharat Azad Hua Hai, Sab Kuchh Janna chahie,

Chandrashekhar Azad ka Jivan Parichay ? Chandrashekhar Kaun Hai ?
Chandrashekhar Azad kaon hai

Chandra shekhar kaun hai

Ager Aap Chandrashekhar ji ke bare mein, janne ke liye Google per search kar rahe ho,

To aaj aap bilkul sahi Jagah per, Aa Chuke Ho

Is article main aapko Chandrashekhar Azad ke bare mein,

Jankari Milegi. Jaise ki Chandrashekhar Azad ka Janm Kab Hua, Aur kis jagah par hua tha, Chandrashekhar ji ke Mata Pita kaun hai,

Or Shekhar Ji Ne Bharat ke liye kya kiya Tha, Jiske Liye yah prasiddh hai,

Or unke Parivar mein kaun kaun tha, Thatha Chandrashekhar ji ke bhai ka kya naam hai,

Iske sath mein Ham Shekhar ki patni ke bare mein bhi padenge,

Or Chandrashekhar Ji Ne Hame Bharat ko Azad karte samay Kuchh Aise Nare Diye, Jo in ki Jayanti per bole Jaate Hai,

Ye Nare bhi Ham padhenge aur uske bad Inka pura naam kya hai, yah bhi Ham janenge aur Unki Maut kab hui thi, yah bhi Hamara Janna bahut jaruri hai,

Aur uske bad Mein Shekhar ji ki Jayanti kab manai Jaati Hai,

Yah bhi padenge aur unke pass Ek pistol thi, vah kis kam I hai ye bhi padenge,

Aur Shekhar ji kitne padhe likhe the, Yah Janna Hamara bahut jaruri hai, To Chaliye Shuru Karte Hai,

Chandrashekhar Azad ka Janm Kab Hua

Sabse pahle Ham yah Jante Hai, Ki Chandrashekhar Azad ka Janm Kab Hua,

Aur kaha Hua, Dosto Agar Main aapko Batau ki Chandrashekhar Azad ka Janm Kab Hua,

TO (30 July 1906) ko Chandrashekhar Azad ka Janm hua tha,

Aur Agar Ham yah baat kare  Chandrashekhar ji ka Janm kaun se Gaon Mein hua tha,

To main aapko bata do. (Madhya Pradesh) ke (Alirajpur) Jile mein Ek bhanwra Gaon hai,

Is Gaon Mein Chandrashekhar ji ka Janm hua tha,

Chandrashekhar Azad ke Mata Pita kaun hai ?

Chandrashekhar Azad ke Mata Pita (Madhya Pradesh) ke pass bhanwra Gaon Mein Rahte the,

Isi Gaon Mein Chandra Shekhar ji ka Janm hua tha,

Chandrashekhar ji ke Pita Pandit the, Inka naam (Sitaram Tiwari) tha,

Aur Chandrashekhar Azad ki Man ka naam ( Jaaghdevi) tha, Chandrashekhar ji ki man housewife thi, Aur inke Pita Pandit the,

Chandrashekhar Azad kaun hai ?

Bharat ko Azad karvane ke liye. Anek Logo Ne Apna viledan Diya Hai,

Usi Mein Shamil Hamare Chandrashekhar ji bhi hai, Aur Chandrashekhar Ji Ne Bharat desh ko Azad karvane ke liye, Apna viledan diya,

Chandrashekhar ji Bharat ko Swatantrata dilwane ke liye. senaniyon Mein Se Ek senani hai,

Bharat ko azad karvane ke liye, Chandrashekhar ji ne bhi apna pura validan diya hai,

Aur Chandrashekhar ji Hmare bharat ke neta bhi rahe chuke hai,

Chandrashekhar Azad Ne Bharat ke liye kya kara

Bharat ke liye Chandrashekhar Ji Ne Apna pura Jivan Kurban Kar Diya,

Chandrashekhar ji ki Mother chahti thi, ki Mera Beta Bada hokar Ek Sanskrit vidwan Banega,

Isliye inke Pita ji Ne Chandrashekhar ji padhne ke liye Bahar bhej diya tha, Lekin apni Mother Ki ichcha ko Kurbani De di,

Is Bharat ko Azad karane ke liye,

Chandra Shekhar Ji Ne 1928 Mein Lahore ke British police officer ko Goli maar kar Lala Lajpat Rai, Ki Maut Ka Badla le liya tha,

Aur Sabse badi baat ye hai, ki Chandrashekhar ji ne bharat ko azad karvane ke liye,

Apni mother ki ichach ko bhi chhod diya, Aur apna jivan bharat ko azad karvane ke liye kurban kar diya,

Chandrashekhar Azad ke fact kiya hai ?

Chandrashekhar ji ke Kuchh Aise fact Hai, Jisko sunkar aap Machal jaaoge, To Chaliye Jante Hai, Chander shakher ji fact|

Sabse bada Chandrashekhar ji ka fact yah hai, ki Chandrashekhar ji ki man Apne bete ko padha kar Sanskrit vidwan banana chahti thi,

Lekin Bharat Desh ke liye, Mahan Chandrashekhar ji ne apni Man Ki ichcha ko thukra Diya,

Aur Chandrashekhar ji ka sabse bada fact yah hai, ki Chandrashekhar Ki Maut Nahi hui thi,

Inhone apne aap khud Apne sar per Goli Markar apni Hatya kar di, Aur Shahid Ho Gaye. Bharat Desh ke liye.

Iske bad Chandrashekhar ji ka sabse bada fact ye hai, ki Chandrashekhar Ji ek Pandit ke bete the.

Aur Chandrashekhar ji ki man house wife thi (home maker)

Dosto Chandrashekhar Ji Ki Sabse Badi Baat yah hai, ki vah na hi kisi par Zulm Karte The, Aur na hi Kisi Ko Zulm karne dete the,

Aur Chandrashekhar Ji Ne 14 varsh ki Umra Mein Hi Gandhiji ke sath asahyog Andolan Mein jud gaye the,

Bachpan Mein Chandrashekhar ji ka naam Chandrashekhar Sitaram tha, Uske bad badal kar Chandrashekhar Azad Ho Gaya,

Chandrashekhar Azad ki family mein kaun kaun tha ?

Chandrashekhar Azad ka bahut Chhota Sa Parivar tha, Chandrashekhar ke Parivar Mein do Mata Pita aur bhai tha,

Shekhar ji ke Pita ka naam Sitaram Tiwari tha, Aur Unki Man ka naam jagrani Devi tha,

Or Inka bhai tha, uska naam Sukhdev tha, Yah Chhote Sa parivar Mein hi Shekhar ji ka Janm hua tha,

Shakher ji ka ISI Parivar ke sath palan pushad hua, iske baad Desh ke hit Mein kam Kiya shakher ji  ne,

Or desh ke liye kurbani de di,

Chandrashekhar ki patni kaun hai ?

Chandrashekhar ji ki patni kaun hai, Chaliye Jante Hai, To main aapko bata do Chandrashekhar ji ki patni Nahi Thi,

Kyunki unhone shaadi Nahi ki, Jab unke dost bolate shadi ke liye,

To Baha pistol dikhate the, Aur Kahate the ki mera batane Hi Mera Sab Kuchh hai,

Chandrashekhar ji ki pistol

Dosto jaise ki Apne Upar pada hai, ki Jab Bhi Shekhar Ji Se Koi bolata Shaadi Ke Liye, To vah apni pistol dikhte the,

Lekin unhe pistol Kaise Mili Chaliye Jante Hai, Dosto Ek Bar Jab police Adhyaksh ke Ek John note babar Naam Ka police spector tha,

Jab vah retire ho gaya tha, To Unki Banduk Sarkar Ne Chandrashekhar Azad ko Inam mein de di,

Aur us Waqt se Shikhar ji is Banduk ko Hamesha Apne Sath rakhte the। Aur is pistol ko Lekar Ek Bar England bhi gaye the, shakher ji,

Chandrashekhar Azad ka pura naam kiya hai ?

Dosto Chandrashekhar Azad ka Bachpan Mein Naam (Chandrashekhar Tiwari) Rakha gaya tha,

Lakin jab Shekhar ji ne, Bharat ko Swatantrata Dilvane ke liye Apne Kadam Badhaye, To Kuchh Aise kam kiye Jisko Logo Ne Pasand Kiya,

Aur Unka Naam badalkar Chandrashekhar Azad Kar Diya,

Chandrashekhar Azad ki Jayanti kab manai Jaati Hai

Bhartiya Swatantrata Sangram ke Mahan Purush ka naam Chandrashekhar Azad, ka Janm 23 July ko hua tha,

Isliye Chandrashekhar ji ki Jayanti 23 July ko Har Sal Jab July Ka Mahina aata hai,

To 23 July ko manai Jaati Hai, vaise To Har vyakti ki Jayanti manai Jaati Hai,

Jis jis vyakti Ne Bharat ko Azad karvane ke liye Apni Jaan Ko Kurban Kiya Hai

Yah bhi Pade dosto agar aap online product khareed te ho to is artical ko Jarur padhna???

??? Click here

Chandrashekhar Azad ke nare

Dosto Chandrashekhar Azad Ne Hame Aise Nara Diye Hai, Jo Shekhar ji ki Jayanti per Bole Jaate Hai,

Dosto Shekhar Ji Ne Hame nare isliye Diye Hai Ki Jab Kabhi Jung hoti Thi, To logo ka Josh badhane ke liye nare Hame diye the Shekhar Ji Ne,

Lekin aaj ke Jamane ke Logo Ko Itihaas ke bare mein Kuchh pata nahi hai, Aur na hi yah pata hai ki hamara Bharat Kaise Azad Hua Hai,

Dosto Agar pahle log Apni Jaan Ki Qurbani Nahi date, To Aaj Ham Aasman Ke Niche Itni aasani se Khuli Sans Nahi Le paate,

To Chaliye Jante Hai Shekhar ji ke nare

Dushmanon ki Goliyo Ka Samna Ham Karenge,

Azad Hai, Azad Hi Rahenge,

Jab tak Hamare Sharir Mein Jaan Hai,

Jab tak Ham angrejo Ki gulami Nahi Karenge,

Chandrashekhar ki Maut

Shakher Ki Maut 27 February 1931 Mein hui,

Chandrashekhar Ki Maut Kaise Hui,

Dosto Yah ghatna bahut hi kam log Jante Hai, Ki Chandrashekhar Azad Ki Maut kab Hui,

Aur kaise Hui, Chandrashekhar Ji Ki Maut kab Hui, Yah to aap Padhi Chuke ho,

Lekin ab Ham padhenge ki Chandrashekhar Azad Ki Maut kis Karan Se Hui,

Jab Bharat Desh per angrejo Ki Hukumat chal rahi thi,

To Is Desh Mein Kuchh Aise naujawano ka Janm Hua, Jinke naam sunker Sarkar darti Thi, Usi Mein Se Ek Hai,

Hamare Chandrashekhar Azad ji inhone Bharat Desh ke liye apni Kurbani De Di,

Jab Ek Bar Akele Sarkar Ke angreji Hukumat ke Fauji Logo Chandrashekhar Azad se Akele bidh Gaye to use Samay Jab ladte ladte Azad ji ki pistol mein sirf ek Goli bachi,

To unhe lag raha tha, ki agar Maine yah Goli Chalai Tu Meri goliya khatm ho jaayengi,

Aur Mujhe yah log Giraftaar kar lenge aur Mujhe Marenge,

To Chandrashekhar Ji Ne yah Achcha Nahi Samjha aur unhone apne aap khud Goli Marli, Kyunki baha Nahi Chahte the ki vah dusre ke Hath se Mare

Unhone apne aap Goli Chala kar apne aap ko Shahid kar diya, Is Bharat Desh ke liye,

Chandrashekhar Azad ka Jivan Parichay

Ager aap chandrashekhar Azad Ki Puri jankari Hindi mein, Puri jivan ki padhna chahte ho,

To aap es book ko khareed sakte ho sirf 60 rupay mein available hai,

LOW PRICE ??? Click here

LOW price ???Click here

Subhash Chandra BOS ithas ke Mahan Purush ke bare mein, Agar aap padhna chahte ho to isko Click Kare??? Click here

Leave a Comment