Kya aap janna chahti ho ki India me 15 alag alag prakar ke best salwar aur suit konsa hai aur kis naam se parsidh hai.

Salwar aur suit ek Aisa mahatvpurn dress hai Jo bacchon se lekar badhe tak pahnte Hain Kisi Kisi Ghar main rivaaj hai ki suit salwar hi pahna hai.

Gaon se lekar shahar me sabse jyada salwar suit hi istemal kiya jata hai aaj tak jahan saree nahi pahunch paye lekin salwar suit ne apni jagah bana li hai.

Aur yah bahut hi aaramdayak hota hai aaj main aap sabhi ko ek do Prakar Ke Nahin pure 15 Alag salwar suit ki charcha karenge.

Anarkali salwar suit koi mamuli suit nahi hai mugal samrat ki raniyan pahana karti thi anarkali suit ka naam mugal samrajya ki mahila ke naam par rkha gya hai.