Salwar Suit 15 Alag Alag Prakar Ke Best design ke sath India me.

Kya aap janna chahti ho ki India me 15 alag alag prakar ke best salwar aur suit konsa hai aur kis naam se parsidh hai.

Salwar aur suit ek Aisa mahatvpurn dress hai Jo bacchon se lekar badhe tak pahnte Hain Kisi Kisi Ghar main rivaaj hai ki suit salwar hi pahna hai.

Gaon se lekar shahar me sabse jyada salwar suit hi istemal kiya jata hai aaj tak jahan saree nahi pahunch paye lekin salwar suit ne apni jagah bana li hai.

Aur yah bahut hi aaramdayak hota hai aaj main aap sabhi ko ek do Prakar Ke Nahin pure 15 Alag salwar suit ki charcha karenge.

Es ke alawa mai apni man pasand ki salwar aur suit amazon se nikal kar niche laga dugi jis par click kar ke aap amazon par ja kar dekh sakte hai.

Agar aap janna chahti ho ki suit kitne prakar ke hote hain aur salwar kitne prakar ke hote hain to mera ye article aakhir tak padhe mai es article me jitne bhi india ke best suit ke prakar hai sabhi ke bare me btaugi.

Friends agar aap online shopping karti hoto mai aap ko bta du ki Logpri India ki Online Shopping site hai.

Jaha se aap man pasand ke salwars aur suits bahut hi ache price me kharid sakati ho.

Logpri.com par bahut sare design ka salwar suit aap ko aasani se mil jayega.

suit kitne prakar ke hote hain

15 Alag Alag Prakar ke Salwar Suit

  • Anarkali
  • Punjabi
  • Churidar
  • Plazo
  • Dhoti
  • Vid jacket
  • Pakistani
  • Ghangra
  • Vid front shield
  • Asiyai
  • Vid mirror work
  • Traditional Punjabi
  • Simple
  • Angrakha
  • Heyram

#1. Anarkali Salwar Suit ka Review.

Anarkali salwar suit koi mamuli suit nahi hai mugal samrat ki raniyan pahana karti thi anarkali suit ka naam mugal samrajya ki mahila ke naam par rkha gya hai.

aajkal bahut hi jyada mahilaon ko anarkali suit Pahana Pasand Krti hai.

es suit ki designing bahut Tarah ki hoti hai kuchh printed kuch or jari ka work hota hai.

Stone main bhi work hota hai aur kuchh simple mein bhi hota hai bahut Tarah Ke designing hoti hai.

sabka alag alag andaaz hai designing Pasand karne ka anarkali vastra mein mahilayen bahut alag look dekhne ko milati hai.

#2. Punjabi salwars aur suits ki janari

Punjabi suits salwars main suit 8 samanyata chhoti e hoti hai aur uska Patiala salwars kafi bhari hota hai Patiala me kafi chin hota hain jis se a bahut ki.

aakarshak aur achcha lagta hai patiyala Salwar mein work Nahin hota hai printed mil

sakta hai or simple mein jyadatar mahilaon ko Pasand aata hai aur yahan Suit ki baat

Karen Tu Tu is main ful work hota hai hai jo ki bahut hi khubsurat se a kadhai ki jaati

hai jari ki kadhai hoti hain aur reshmi dhage ka bhi upyog kiya jata hai aur stone ka

bhi upyog kiya jata hai jo ki bahut hi khubsurat lagta hai aur Punjabi salwar suit ke

dupatte ki baat karun Tu to uska dupatta kafi lamba hota hai aur simple mein bhi hota hai kuchh designing per nirbhar hota hai aur kuchh dupatte mein work bhi hota hai .

#3. churidar salwar aur suit ke bare me padhiye.

churidar salwar suit main lamba kurti ke sath churidar pahani jaati hai chudidar aur suit alag alag rang ke ho sakte hain kurta aur churidar kafi.

sathiyon purana style hai cake ki kadhai ke bare mein main baat kiya jaaye to kiski kadhai pure suit per hoti hai ya gale aur Darwin per hoti hai iski kadhai jaldi se

resham se a stone se a aur printed bhi hoti hai skirt dupatta bhi bahut khubsurat hota hai.

dupatta ke Charon kaun per Les Diya hota hai aur aur resham ya jari se a kadhai bhi hoti hai .

#4. Salwar suit plazo ka Reviews

salwar suit plazo aaj kal sabse trend mein hai bahut hi jyada mahilaon ko Pasand aati hai aage se kati e wali short ke sath khula plazo ko pehna

jata hai or Kisi Kisi designing mein front side ke bich designing MIT cutting Nahin hota hai.

Aur is per ful work hota hai hai jaldi se resham se a aur plazo main main kafi badaa

chidiya date hota hai aur plazo Ke niche work Kiya rahata hai aur iske dupatta main

kinare laga hua hota hai aur jari ki kadhai hui aati hai mahilaon ko bahut ki alag look milta hai .

Salwar suits vid plazo se isliye jyada ka party yah Shaadi vivah mein pahna Pasand Karti Hain.

#5. Dhoti salwar aur suit ka Reviews

dhoti salwar suit mein chhoti kamij hoti hai aur aur kameez ke 2 3 designing bhi hai goll dawan ke ya char Kona barabr ke hote hai.

aur dhoti style ki sal-war pahani jaati hai aajkal dhoti salwar suit trending mein hai dhoti slwar ki designing bhi do teen Tarah ki hoti hai dhoti sal war aur suit ka colour alag alag hi hota hai jyadatar dhoti sal-war sut mein work Nahin hota hai simple ya printed mahilaon ko jyada Pasand

aata hai aur yah jyada chhoti bacchi ya ladkiyan pahnati Hain college ya market, party e main pahnati hain.

#6. Salwar suit vid jacket ka Review

salwar suit vid jacket is Tarah Ke suit mein plain tshirt par jacket pahani jaati hai suit Palak colour ka hota hai aur jacket ka colour salwar ki colour mein match hota hai

jacket per bhari matra mein work achcha Lagta hai jabki suit plane hota hai.

#7. Pakistani salwar suit ka Reviews

Pakistani salwar suit mein Pakistan k culture ko darshata hai is suits me Dhili dhali aur astrit hoti hai.

aur iska plazo churidar suits se messaging Ka hota hai ismein resham ki kadhai jyada hoti hai.

#8. Ghangra salwar Suit ka Review

ghangra suit aajkal mahilaon ko bahut pasand aata hai bade bade function aur tehvar main jyada pahnati Hain.

Ghagra suits salwars 2 colour mein hote Hain. Ghagra ka colour alag aur suit ka colour alag.

Jo bahut hi aakarshak lagte Hain aur is per patla chiffon ka dupatta hota hai is mein kurte ke aage siltest jyada aakarshit lagta hai.

#9. Salwar kameez vid front shield

Iska look bhi bahut different aata hai is shirt ke aage ka bhag khula hota hai aap ismein lega’s plazo pant Ghangra pahunch sakte hain.

#10. Asiyai salwar suit

yah suit kafi different hota hai. ise suit ko shirt ke designing mein taiyar kiya jata haisame shirt ki Tarah cutting hota hai per lambai thoda jyada hota hai.

aur shirt ki Tarah hi aage button lagaya jata hai is suit mein main button

dupatta aur salwar matching aur bade print ke sath hota hai jisse ladkiyan market, party, college main pahan kar jaati Hain.

#11. Salwar suit vid mirror work

dark colour jyada khubsurat lagta hai is tarak ke salwar suit ke a front mein main baju mein mirror lagaya jata hai.

Es suit ko mahilayen jyada shaadi ya Kisi party ya tevar mein pehna Pasand Karti Hai.

Iska salwar kafi bhari hota hai jo bahut hi different look deta hai Es dress ko gharara bhi Kaha jata hai.

#12. Traditional Punjabi Sharara Suit

Sabse jyada musalman mahilayen pahnati Hain yah dress bahut hi alag look deta hai yah dress kafi bhari hota hai.

  • Ishq Suit ki baat karen to kafi work hota hai.
  • Ghar mein niche me bhari work hota hai.

Dupatta per pura work hota hai iske kadhai bahut Tarah ki hoti hai jari ki kadhai, resham ki kadhai, stone ki kadhai

aur bhi Tarah ki kadhai hoti hai yah teenon Ka ek hi colour mein khubsurat lagta hai.

#13. Simple Salwars Suits

Is Tarah Ke suit cotton mein hote Hain Jo bahut hi aaramdayak hote hain ise mahilayen rojana pehna Pasand karti hai simple suit

salwar ka ka style bhi bahut hi Tarah Ka hota hai agar suit ka colour alag aur salwar ka colour alag hua to salwar ke kapda ka button ya pipin lagaya jata hai.

Jo kafi khubsurat lagta hai.

#14. Angrakha Salwar Suit

angrakha Rajasthan aur Gujarat rajyon mein pahnane jaane wale drees hai is drees ki cutting kafi different hota hai side se open hota hai.

button ya Dori lagai jaati hai ki acche se Bandha sake TS short long hota hai.

Churidar hota hai ismein simple work hoti hai hai reshmi dhage se.

#15. Heyram salwar suit

Jaise Aladdin salwar ki Tarah niche se Nahi badha jata kis Tarah Ke kurti ke sath is Tarah ki salwar ko pahna ja sakta hai chahe vah frock ki

Tarah kurti ho ho ja Suit ki Tarah kurti ho short ho use pahan sakte hain is per koi

work Nahin hota hai gale par Les laga hua hota hai.

aur baju per isase ladkiyan college pahankar jaati Hain Jo bahut the different look deta hai.

agar aap salwar suit buy karne ja Rahe Hain to sabse pahle aap suits ki quality aur kaun si raw material se bana Hai aapka suit vah check karna bahut hi anivarya hai jab bhi aap suit kharidna jaen to uski kapdon ki Quality jarur check Karen.

kyunki suit kharidna matlab aaramdayak hona hai aur dekhne mein attractive hona,

Agar aapka budget high hai to aap anarkali salwars suit kharide kyunki yah casual party aur wear dress mein kafi achcha hota Hai.

Arya marriage function main kafi attractive hota hai isliye jyadatar mahilayen ise use karti Hain.

aapko anarkali salwar suitmarket mein online shopping site or offline market me.

easily mil jata hai iska starting price 2500 rupaye Hain to agar aapka budget itna hai to aap anarkali Lena pasand Kare.

Tips

Bollywood salwar kameez yah bhi market mein aap ko easily Mil jata Hai yah jyadatar Bollywood ki actress pehanti hai.

  • yah kafi Haigh price mein milta hai.
  • aapka budget hoto aap ise bhi ek bar jarur pahne.

Suit lene se pahle aap colour combination jarur dekhen kyunki colour aapko bahut bda role karta hai, dark colour party mein jyada use hota Hai.

online/offline buy salwar suit:- agar aapke market mein salwar suit ka stock khatm ho. gaya ho to aap online buy Karen.

Nahi to aap offline buy Karen kyunki offline by karne per aap apne pasand ka size aur colour donon acche se select kar payenge.

Aur aap ichcha anusar easily salwars suits kharid sakte ho.

मैं आसा करती हु की सूट कितने प्रकार के होते है और सबसे अच्छा सूट और सलवार कोनसा है आप समझ गयी होगी

FAQ: Jyada Puche Jane Wala Question

Q: Salwar Aur Suit Kitne Prakar Ke Hote Hain?

India me suit aur salwar mukhay roop se 15 prakar ke hote hai jis ko indian ladke aur ladkiya jyada pasand karte hai.

Q: Suit aur Salwar ke Kitne Pics Hote Hai?

Salwar aur suit me kul 3 pics hote hai jis ka name 1- Dupatta, 2-Suit, 3- Salwar kuch log upar se blazer bhi dalte hai es tarh dekhe to 4 pics hote hai.

Ye Bhi Padhe

Indian Social Media se judna chahte hai to Hmsay.com par profile bna kar jud sakte hai.


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *