Top 10 blazer brands in India Ki Jankari Hindi me.

Aaj ke es article me btaugi india ki top 10 best blazer brands konsa hai aur sabhi brand ka review dugi.

Blazers kya hota hai ye ek Prakar Ka jacket hota hai jisse ek Accha dikhne wali dress ke roop me pahna jata hai.

isiliye aaj hum Top 10 blazer brands ke bare me janege.

ye shabd Kabhi Kabhi do alag Prakar ke vastra boating jacket aur sport jacket mein iska prayog Kiya jata hai.

Blazer pahane se aapko ek bahut hi different look milta hai jaise aap kisi company ke

liye interview dene ja rahe Hain To aap ke pass blazer Hona jaruri hota hai.

kyon ki sabse pahle log aapke personality hi dekhte hain. aapke personality se hi maloom chalta hai ki aap kaise hain.

to sabse pahle agar aap Kisi bhi interview ya party shaadi mein a jaen to to aap blazer jarur Pahne.

iske liye aapke pass ek acche brand Ka blazer Hona bahut hi jaruri hai.

Ham Sab blazer Lene se pahle sochte Hain ki kaun sa blazer le kis company ka le jo achcha rahega.

to aap sabhi ko main 10 best blazers brand Ka jankari deti hun aapko ismein se jo achcha lage wo aap online order kar sakte hain ya offline le sakte hain.

Aur agar online shopping kar ke blazer ya aur bhi kuch buy karna chahte hai to Logpri.com se bhi kharid sakte hai.

Logpri yek Indian Shopping Site hai jis par branded product aap ko bahut ache price me milte hai.

blazer brands
Photo by Ron Lach from Pexels

Top 10 Best blazer brands

1. Raymond Blazer.

Raymond ki blazer badi chalak kaise taiyar kiya gaya hai aur is ki design , samagri Solly aur pattern ke mamle mein main alag hai.

badalte fashion ke hisab se acche acche acche raymond be blezer ready Kiya hai hai

jo ki 1925 se lekar 2021 tak Ke sabhi men’s ko Pasand aata hai Raymond Blazer or aage BHI yahi kosis jari hai ki Sab ko Pasand aaiye.

is blazer ki quality bahut hi acchi hoti hai aur kafi comfortable blazer bhi hai. Aap ek bar is pleasure ko jarur order Karen.

Raymond Blazer ne ek or opction Diya hai aap ko kis trh Ka design cahhiye ya Color cahiye aap usse pahle Oder de sakte hai.

Phir jaise hi aap Ka Pasandida blazer ready ho jaiga to aap ko informa Kar dega.

Is bezer ka cost aapke budget mein a jaega kyunki iska price Jada Nahin hai aap iss online ya offline le sakte hain.

ye ek popular brand hai. Van Heusen Blezer men’s ya women dono pahn sakte hai. Is dress ko men’s ya women khas kar office pahan kar jaate Hain.

2. Van Heusen Blezer.

yah blazer aap fitting mein aata hai. Is brand ka blazer Jada office wale logo ko Pasand aata hai isse bahut hi Accha look milta hai

or aap bahut hi smart dikhenge. plain shirt or tie lagakar is blazer ko pahne to jyada pata hai. Is ka kapda bahut hi soft hota hai.

aur shining bhi karta hai. Yah Blazer aapke budget mein a jaega iska price jyada Nahin hota hai.

best brand for blazers in india Agar aap office jaate Hain.

To aapke liye yah best blazer Hoga aap ise online order kar sakte hain ya offline le sakte hain.

#3 S. Philippe Blazer.

Louis Philippe blazer ek antrashtriy brand hai jo purush Ke liye koi Prakar ke upcharic ardhupcharic

custom nirmit kapde aur sahayak upkaran pradan karta hai.

agar aap stylish dress pehna Pasand karte Hain To aapko louisphilippe Ka ye blazer aapko niraash Nahin karega.

aap nishchit roop se yah le sakte hain. iske designing and pattern bahut different hoti hai.

is ki designcheck mein aata hai aur Thora dhila hota hai aap ise formal dress per pahan sakte hain .

yah Blezer Sardi ke liye best Hoga kyu ki yah unni hai aur is blazer se aap log achcha fill kr lenge.

Yah ek popular prant hai aur kam cost mein aata hai aap is se online buy sakte hai ya offline le sakte hai.

#4. Li6 Blazer.

Li6 purushon ke liye sabse best blazer hai kyunki yah bahut hi stylist hota hai. aap ise bade bade party me pahn sakte hai.

aap aapko naraj hone ka mauka Nahin dega baki sab se aapko bahut hi different look milega.

aap short per ya t-shirt per pahn sakte hai. Aur ye aap ke fitt me hota hai or ye kafi colour me uplabdh hai.

mere raste aap ek bar is pleasure ko jarur len iska price bhi jyada nahi hai aap ke

budget mein ho jaega aap ise online order kar sakte hain yah aap offline bhi le sakte hain.

iski quality jabardast hoti hai aur yah bahut hi comfortable Blezer hota hai. Yah Blezer aapko kafi colour mein available hai.

#5. Arrow Blazer.

Arrow blazer cutting simple hota hai aur bahut hi acchi quality ka hota hai is blazer ko aap formal dress mein pahunch sakte hain.

jisse aapka log bahut hi achcha create hoga. yah Blezer unni hota hai.

Jo ki Sardi ke liye best hai aur iska blazer kafi soft hota hai. Is blazer ka cost BHI Jada Nahi hai.

Is blazer ko jyada log black colour hi Pasand karte hai . Aap pizza online order kar sakte hain.

#6. ack & Jones Blazer.

yah blazer aapko koi bhi youngest generation ke liye kafi attractive sabit hoga.

yah blazer only one sided single blazer ke liye famous Hai yah blazer agar aap lete Hain to

ismein aap smartlook ke dekhenge aur yah kafi aaramdayak hota hai

aur aap eiseley trouser ke sath pahan sakte hain agar yah blazer aap white shirt and black trouser ke sath is blazer ka aap chayan karte Hain to yah aapko bahut hi preshit look panyega,

yah blazer aapko party ke liye kafi accha sabit hoga yah blazer aap per offline ya

online kisi bhi market se purchase kar sakte hain iski price range aapko 4000 se 10000 rupaye ke bich mein Mil jata Hai

yah blazer ki colour ke bad ki jaaye to uski colour aapko black white brown purple yah sari colour mein aapko Mil jata Hai.

#7. blackberry blazer.

yah blazer 1 premium men fashion ke brand se Jana jata hai ya yah brand ka blazer aapko 25 salon se famous hai

ya top brand blazer mein se ek brand blazer hai iska manufacturing shirt denim footwear aur bahut sare kapdon se related hai ya styleon ka badshah hai,

yah blackberry blazer luxurious blazer kaha jata Hai is blazer main aapko white shirt

per kafi attractive dikhenge agar aap ise printed shirt ke sath the pahne chahenge to is per aur jyada attractive dikhne lagega,

agar iske price ki baat ki jaaye to uski price 4000 rupaye se starting hota Hai.

yah brand ka blazer aapko offline market mein isliye nahin Mil pata hai isliye aap isase

buy karte waqt aap online ek bar jarur check Kare.

#8. canary London blazer – Top 10 blazer brands.

yah pleasure aapko suggest isliye hota hai kyunki yah London ka famous prant mein se ek hai

ya company 2007 se apne top 10 blazer mein se a 8 number per hai,

yah pleasure aapko formal aur semi-formal segment mein isliye Mil jata Hai

agar ise ab single breasted blazer ke liye use karte ho to kafi expansion hota hai

aur ise solid black colour aur grey trouser ke sath use karte hain to aap ismein crisp look dikhenge,

yah blazer aapka 2500 rupaye starting price hoti hai :-ise aap offline market mein isliye mil jati hai.

#9. mufti blazer – Top 10 blazer brands.

mufti blazer India ka casual Man ke liye jyada famous hai yah blazer new generation aur training ke liye bahut hi famous brand hai.

yah blazer aapko usne kar aur tshirt ke sath the agar yah mufti casual blazer use karte hain.

to aapko perfect look banega aur ismein aap agar check blazer lete ho single breasted blazer to kafi attractive look banta hai

halaki ya blazer single aur double breasted blazer main bhi isliye available hai yah blazer aapko navy blue casual blazer and white blazer mein bhi aapko Mil jata Hai.

yah blazer ki price ki baat ki jaaye to iski price 4500 se starting price hai.

#10. parx blazer Top 10 blazer brands me kyo hai.

parx blazer 1 Raymond blazer ki tarah bahut hi teji se a bada hai yah

blazer 999 se famous hua aur outstanding semi-formal clothing line mein apna naam rakha parx blazer Man ke liye ek desirelook deta hai.

aur ya single aur double breasted blazer isliye Mil jata yah Black on colour mein aapko jyada good looking milta hai.

ismein aapko pattern aur check mein bhi yah blazer aapko Mil jata Hai.

yah blazer high range mein bhi milta Hai.

agar aap ise dark tower aur white shirt mein is parx blazer ko use karte hain to kafi good looking mil raha hai.

iski price ki baat ki jaaye to ise aap sare 3000 rupaye se starting price aur ise aap offline ya online market se isliye bye kar sakte hain.

agar aap is colour ke bad karen to colour mein aapbahut sara variety Mil jata Hai.

ismein white black Navy dark blue navy blue mein aapko Mil jata Hai ismein aap ke sath payenge to kafi attractive looking milta Hai

aur ise aap party e aur special party mein bhi e use kar sakte hain.

Top 10 blazer brands in India Ki Jankari Hindi me Video.

Best blazer brands

Ye Bhi Padhiye.

Leave a Comment