Hello friend, Friend aaj ke is article Mein, ham janenge Pandit Jawaharlal nehru ji kaun hai,
Iske saath mein. Itihaas ke Mahan Aise Purush ke bare mein, Jo Aaj Bhi Itihas ke panno mein chhape hue hai. Aur Hamesha chhape Hue Rahenge,
Dosto Inka jikr Har Jagah per hota hai, Hamesha Hota Rahega, Inka naam hai,
Pandit Jawaharlal ji is article Mein aage, Ham janenge ki Jawaharlal Nehru ka Janm kab hua tha,
Aur Jawaharlal Nehru ji ki Mrityu kab Hui, Jawahar lal Nehru Kyo prasiddh hai. Aur Jawaharlal Nehru kitne padhe likhe the,
Yah sab Kuchh padenge, Aur iske sath mein Ham yah Bhi janenge ki, Jawaharlal Nehru ji Pradhanmantri bane the,
To kab se Bane Bane. Aur kab tak Pradhan mantri rahe the,
Aur Sabse Badi Baat yah hai. ki Ham Pandit Jawaharlal ji Ne Bharat ke liye kya yogdan Diya Hai. Yah bhi janenge. To Chaliye start Karte Hai,
Table of Contents
Jawaharlal Nehru kaun hai ?
Dosto Jawaharlal Nehru ji, Ek bharatwasi hai, Aur Bharat Desh ke bete Hai, Jinka Janm Bharat Desh Mein hua hai,
Aur unhone Apna pura Jivan Bharat Desh Ke Liye Hi Kurban kar diya hai,
Jawaharlal Nehru ji, Hamesha garibo ke bare mein. Socha Karte The, Aur Hamesha dusro ki madad Kiya Karte The,
Aur Sabse Badi Baat To yah hai, ki Jawaharlal Nehru ji Hamare Desh Ke Pradhanmantri bhi Rahe chuke hai,
Yani ke jawaharlal naheru ji hamre desh ke pardhanmantri bhi hai,
Jawaharlal Nehru ka Janm Kab Hua ?
Desh ke Mahan Purush Jawaharlal Nehru ka Janm 14 November 1889 mein hua tha,
Aur unke gaon ka naam Prayag Raj hai, Prayagraj Mein Hi, Jawaharlal Nehru ji ka Janm hua,
Jawaharlal Nehru ke Mata Pita kaun hai ?
Dosto Jawaharlal Nehru ji ka Janm Motilal Nehru ke ghar per hua tha. Jawaharlal Nehru ke Pita ka naam Motilal Nehru tha,
Aur Unki Man ka naam. Swaroop Rani tha, Yah dono bahut hi, acche Dil Ke the,
Jawaharlal Nehru ki Jayanti kab manai jati hai ?
Bharat ko Azad karane Mein, Anek Logo Ne Apna bada-bada yogdan diya hai, Aur apni qurbaniyan Di Hai,
Ismein se Anek log Shamil Hai, Aur inmein seache hai, Hamare Pandit Jawaharlal Nehru,
Jawaharlal Nehru ji ne bhi Bharat desh ko Azad Karvate Samay Kafi Bada yogdan Diya Hai,
Lekin ab Ham janenge ki Jawaharlal Nehru ji ki Jayanti kab hai, Aur kab manae Jaati Hai,
Dosto jaise ki aapane Upar Pada hi hai, ki Jawaharlal Nehru Ek Pradhanmantri bhi Rah chuke hai,
Aur Pandit Jawaharlal Nehru ka Janm 14 November 1889 mein hua tha,
Jaise ki aap Jaan hi chuke hai, ki 14 November 1889 ko Janm hua tha, Pandit Jawaharlal Nehru ka.
Ab Ham yah Jante Hai, Ki Jawaharlal Nehru ki Jayanti kya hai, Aur Jayanti kab manai Jaati Hai,
Jayanti kya hai
Dosto Jab Kisi vyakti ka Janm hota hai, To usi din ki. Ek date likh jaati hai,
Aur dusre Saal Mein Vahi Mahina aur Vahi tarikh Aati Hai. To Usi Din Ko Jayanti ke naam se Jana jata hai,
Jayanti kab manaai Jaati Hai ?
Agar aap yah Jaan Loge. ki Jayanti kab manaai Jaati Hai, To aapko Kisi bhi vyakti ke bare mein.
Yah padhne ki jarurat Nahi. padegi ki Jayanti kab manae.
Jaati Hai, Main aapko Bata Du, ki Jayanti Jab manaai. Jaati Hai. Kisi vyakti ka Janm hota hai, To Ek fix date hoti hai, Ki us,
Din vyakti ka Janm hua tha, Jaise ki Jawaharlal Nehru ka Janm 14 November 1889 main hua tha. To Jaise Ki Har Sal Jab Bhi.
November Ka Mahina aata hai,
Aur November ke mahine Mein 14 tarikh ka din aata hai. To is Din Jawaharlal Nehru ki Jayanti manae Jaati Hai,
Jawaharlal Nehru Pradhanmantri kab bane ?
Pahle log angrejo ki gulami mein. Hamesha Raha Karte The, Aur jo bhi Angrej Kaha Karte The, unke Kahane ke mutabik Hi Kam Kiya jata Tha,
Lekin Jab Desh mein Mahan logo ka jab Janm Hua. Aur unhone angrejo ke khilaf jang ladhi, Aur jab angrejo ko Bhaga kar Hamara.
Desh Azad Karva Diya, To Uske bad sabse pahla Pradhanmantri Banaya Gaya, Jawaharlal Nehru ko,
Inko Pradhanmantri banane ke bad jo bhi Kanoon Jawaharlal Nehru Chalate the,
Sab log Unki Kanoon Ka Palan Kiya Karte The, Aur sab Inka Kahana bhi Mana karte the,
Jawaharlal Nehru 16 varsh Tak Pradhanmantri Hamare Desh Ke rahe hai, Sabse pahle Pradhanmantri rahe hai,
Jawaharlal Nehru ke fact
Ab Ham Jawaharlal Nehru ke Kuchh fact janenge, Jawaharlal Nehru ka sabse bada fact yah hai,
ki Jawaharlal Nehru Hamare Bharat Desh ke, Sabse pahle Pradhanmantri rahe hai, Jab 1947 Mein hamara Bharat Desh Azad ho gaya tha,
Angreji is desh ko chhod kar Bhag gaye the, To sabse pahle Hamare Jawaharlal Nehru ko Pradhanmantri Banaya Gaya Tha,
Dusra fact yahi hai. Jawaharlal Nehru ka, ki Jawaharlal Nehru ko 16 varsh Tak Nehru ji ke Pita Ne. Ghar per Hi Unhen padhaayaa Tha.
Third fact yah hai, Nehru ji ka, 1910 Mein Apni degree ko pura karne ke bad, London chale gaye,
London Mein jaane ke bad Nehru Ji Ne, Kanoon ki padhaai ki, Aur kanoon sekha,
Jawaharlal Nehru ka Four fact yah hai, Ki Jawaharlal Nehru ko Kai bar jail bhi Jana pada hai,
Lekin sabse pahle 1929 main Jawaharlal Nehru Ko kaid Kiya gaya tha,
iska matlab hai, ki jawaharlal nehru ko sabse pahle jail mein. Band kiya gaya,
Aur Jawaharlal Nehru ka sabse bada fact yahi hai. Ki Jawaharlal Nehru 1934 se 1935 yani ke pure Ek varsh Tak Jawaharlal Nehru jail mein rahe hai. Nehru Jab jail mein the,
To unhone apni aatmkatha jail mein hi likhi thi,
Jawaharlal Nehru ka sabse bada fact yah hai, ki Jawaharlal Nehru Apne Parivar mein baccho mein sabse Bade the,
Bhai Bahan mein sab mein Bade the,
Jawalal Nehru ki patni kaun hai,
Jawaharlal Nehru apni biwi yani, apni Patni Se bahut jyada pyar karte the, Unki patni ka naam (Kamla cal) tha,
Kamla cal bahut hi acche, Dil ki thi, Aur Hamesha dusro ke bhalai Ke Liye Hi jiti thi,
Jawaharlal Nehru ki Beti ka kiya naam hai,
Jawaharlal Nehru ki beti ka naam Indira Gandhi hai. InKi Sabse Badi Baat yah hai, ki Jawaharlal Nehru Ek Pradhanmantri the,
Aur Unki beti Bhi, Ek Pradhanmantri rahi hai, Lekin sabse Dukh Bhari Baat yahi hai,
ki Indira Gandhi Ki Maut Nahi hui thi. Unhe Banduk se Mara gaya tha, Aur Indira Gandhi ko Dhokhe se Mara gaya tha,
Motilal Nehru ke bacche kitne the ?
Jawaharlal Nehru ke Pita Motilal, Nehru inke kitne bacche the, Chaliye Jante Hai, Nehru ji ke Pita ka ek beta,
Aur Do betiya thi,inke beti ka naam Jawaharlal Nehru hai, aur Unki betiyo ka naam Vijay Lakshmi, Aur Krishna thi,
Jawaharlal Nehru Ki Maut Kaise Hui ? Aur kab Hui
Bhart Desh Ke Pradhanmantri. Jawaharlal Nehru Ki Maut 27 May 1964 ke din hui thi, Is Din Desh ke pahle,
Pradhanmantri ka Aakhiri Din tha, Aur sabse Gambhir Baat To yah hai, ki Nehru Ki Maut Achanak hui thi,
Jawaharlal nehru bimar bhi nahi the, Aur na hi unhe Kisi Ne Mara tha, Jawaharlal Nehru Ki Maut Achanak Hui,
Jawaharlal nehru ke bare mein ager apko Aur jankari chhahye, To aap is book kharsakte ho ye book bahut hi sasti hai,
Dosto ager aap Pandit jawahar Lal ki sasti, book kharedna chahte ho, To is link per click kare,
Pandit jawahar lala nehru ke vichar
Pandit Jawaharlal Nehru ke Vichar ab Ham padhenge, Pandit Jawaharlal Nehru ke Kuchh Aise vichar,
Jo Ham Sab Ko padhna chahye, Aur in Sabhi vicharo per Hame kam karna chahye
1. Nehru ji ne bataya hai. ki safalta tab hi vyakti ke pass se jaati Hai, Jab vyakti Apne uddeshyo Aur aadarsho tatha siddhanto ko bhul jata hai.
2 Jo Kitab Hame sochne ke liye, Vishwas Deti Hai vah K, Tab Vastav mein Hamari sabse Adhik sahayata karti hai,
3 Agyanta badlav Mein. Hamesha Dharti hi rahi hai.
4 Nehru Ji Ne Sabse Badi Baat kahi hai, ki Shanti Ke Bina Sare Sapne Kho Jaate Hai,
Inka Kahane ka matlab yah hai. Ki jo kam Bina Kiye Hi, Hame fal Mil Jata Hai, vah Hamare Sath jiyada Dino Tak sath mein nahi rahata hai.
5 Aur Nehru Ji Ne Hame bataya hai, ki loktantra sabse Achcha hai,
Aur Nehru ji Kahate Hai, Ki Main isliye Kah Raha Hun Kyunki Baki aur vyavastha sari Buri hai,
Loktantrik Desh isliye Achcha hai, Kyunki ismein Janta ke Kahane ke mutabik. kam Kiya jata hai,
Aur Padhe
6 Jivan Mein Shayad Bhai se Bura, Aur Khatarnak Kuchh Bhi Nahi Hai, Ismein Inka matlab yah hai,
ki Dar se Khatarnak Kuchh Bhi Nahi Hai.
Agar Ham kisi chij se dare Nahi. To Ham Kuchh Bhi kar sakte hai,
7 Nehru Ji Ne Hame bataya hai, Ki Insan ke andar Sabse Badi. Kami Yahi Hoti Hai, Ki vah kaam kam karta hai, Aur baat jiyada karta hai,
Dosto Bhart ka top web sereis kota factory seson two releis ho choka hai. Ager aap dekhna chahte ho to is link per click kare
Dosto ager aap, Bharat desh ke mahan purosho ke bare mein, Padhna chhahte ho,
To aage padhe, Ismein Chandrashekhar Azad ka kab Janm Hua. kab mirutyu Hui. Aur unhone Bharat desh ko Azad karvane ke liye kya kya yogdan Diya Hai,
Sab Kuchh Is article Mein bataya Gaya Hai, Padhne ke liye niche click Karen,
Leave a Reply