Rani Lakshmibai kaun hai, Aur Rani Lakshmi Bai ka Jivan Parichay kya hai, sab Kuchh janenge aage,
Hello friend, Friend agar aap Google p, Ya Chrome mein, search kar rahe ho, ki Lakshmibai kaun hai,
Aur aap Google par search karke Hamare is article per Aaye Ho,
To aaj aap bilkul sahi Jagah per aa Chuke ho, Aaj is article mein, Aapko Lakshmibai ki full detail Mein, Sari Jankari Milegi,
Aaj Ham baat karenge,
Lakshmi Bai ke baare mein ki, Janm Kab Hua tha, Lakshmi Bai kaun hai, Aur Lakshmi Bai Ke Mata – Pita ka kya naam hai,
Yah Kya Karte The, kaha Rahte the, Aur Lakshmi Bai ko Jhansi Ki Rani Kyu Kaha jata hai,
And Sabse Badi Baat yah Hai, Ki Lakshmi Bai ka, Ghoda ka kya naam hai, Yah bhi Ham janenge,
Uske sath mein Lakshmi Bai ki mirutyu kab Hui, Aur kaise Hui thi, Aur Aakhir Mein, Ham Kuchh Lakshmi bai ke fact bhi padenge,
Agar aap yah sab Jankari padhne ke ichchuk ho, To Chaliye liye, Aage start Karte Hai,
Table of Contents
Rani Lakshmi Bai ka Janm Kab Hua hai ?
Dosto Lakshmi bai Koi Sadharadh Aurat Nahi Hai, Yah Rani Lakshmi Bai, Jhansi Ki Rani ke naam se bhi, Inko Jana Jata Hai,
Lakshmi Bai ka Janm 19 November 1828 mein hua tha
Rani Lakshmi bai kaun hai ?
Dosto Sabse Badi Baat yah hai, ki Jab Ham Kisi bhi Mahan Purush, Ya Mahila Ki Baat Karte Hai,
To Unka Naam sunane Se Hamare Sharir. Mein Ek feeling aati hai, Aur Hamare Dil Mein Anyay ke khilaf.
Kadam badhte Hai, Aur uthana bhi chahie, Aur Hamare andar, Ek Kuchh Achcha karne ka Josh aa jata hai,
Isliye Hame Sab ko Mahan logo ke bare mein. Janna chahie Dosto,
Rani Lakshmi bai Ek Aisi Aurat Hai, Jisne sirf 29 varsh Mein Hi, Apni Jaan Ko Kurban kar diya,
Aur Angrej Samrajya ki Cena se Akele Bhide Gai, Aur Apni Jaan Ki Par baa Na karte hue, Jung Mein Chali gai,
Aur Sabse Badi Baat Yahi Hai Ki Rani Lakshmi Bai, Ek Maratha shasit Jhansi ke Raja Ki Rani Hai, Isiliye Inko Jhansi Ki Rani bhi Kaha jata hai,
Rani Lakshmi Bai Ek Mahan Aurat hai, Aur Rani Hai, Aur uske sath mein Lakshmi Bai ek maa bhi hai, Kyunki Jab vah angrejo Se Jung Lad rahi thi,
To dosto aapane padha hoga, Chhoti class Mein, jaise ki 5th 6th 7th etc, class mein aapane Pada Hoga Ki,
Lakshmi bai Jung karte samay Apne bacche ko Peeth per bandh Liya Tha, Aur Peeth per bacche ko band kar chalati Rahi,
Aur apne bacche ki per Baa na karte hue, Jang Ladti Rahi, Aur Shahid Ho Gai,
Lakshmi Bai Ke Mata Pita kaun hai ?
Lakshmi Bai ko dosto jaise ki aapane padha hai, ki Lakshmi bai apni Veerta ki bajha se Kafi, Mashur Hai,
To Inko Paida Karne Wala Bhi Kafi mashhur honga,
Chaliye Jante Hai, Pita Kaun Hai. Aur kiya naam hai, Dosto Rani Lakshmi Bai Ke Pita ka naam Moropant Tambe tha Aur yah ek raja the,
Rani Lakshmi bai ko Jhansi Ki Rani Kyu Kaha jata hai ?
1857 ke Sangram mein, Ek afwah fail gai, ki Bhartiya Cena ko jo Hathiyar Diye gaye hai, uske sath mein gay,
Tatha suar ki Charbi Milai gai hai, Aur Suar ka prayog Kiya gaya hai, Is Baat Ko Bhartiya sainiko Ne Jab Suna,
To Sainik ke angreji Sarkar Ke khilaf gaye, Aur fir sainikon Ne angreji Hukumat se. Desh ko Azad karvane Ka Faisla Kiya,
Faisla karne ke bad, Hajaro sainiko ne apne is faisle ko nibhate Hue, Apni Jaan Ko Kurban Kar Diya,
Yah Jung aur yah Azadi ki shuruaat merath se hui thi,
Aur uske bad vaha Se, Lekar Bareilly, Aur Delhi dono jagaho per fail Gai, Uske bad Bharat se angreji Sarkar Ko, To Nahi hataya Ja Saka,
Lekin Jhansi ki samet Kahi Rajya se angrejo ko Hata liya Gaya, Aur Sabse Badi Baat yahi hai, ki is yuddh Mein Rani Lakshmibai bhi Shamil thi,
Aur angrejo Ke khilaf Yudh Karte Karte unhone Jhansi ke Raja se angrejon ko Bhaga Diya,
Aur vaha Ki Rani ban gai, Aur is Jhansi ke Raja Ke Liye Hi Apni Jaan Ko Kurban kar diya, Aur angrejo se Akela Ladai Karte Karte mar gai,
Isiliye Lakshmi Bai ko Jhansi Ki Rani Kaha jata hai,
Lakshmi Bai Ke ghodo ke kya kya naam the ?
Lakshmi Bai Ke ghodon ke naam
Pawan
Badal
Sarangi
Lakshmi bai ke Mukhya Roop se. Teen Ghode the, Teeno ghodo ke naam. Aap perdh Chuke Ho,
Lekin dosto Sabse Badi Baat yah hai, ki ek bar Lakshmi Bai, Apni Jaan bachane Ke Liye Ek Unchi Deewar per, chhalang Laga rahi thi,
To us Samay Unki madad, Badal Ghode Ne ki, Aur unhe bachaya, aur bachane ke Samay Apni Jaan jokhim mein, Dal kar apni Kurbani De Di,
Badal Ghoda us, Waqt Mar Gaya, Uske bad kaha jata hai, ki pawan Ghoda Lakshmi Bai ko Pasand tha,
Aur Badal Ghode ke marne ke bad Lakshmi Bai, Pavan ghode ka upyog karne Lagi Thi,
Lakshmi Bai Ki Maut Kaise Hui ?
Lakshmi Bai Ki Maut, Sir per Talwar lagne Ke Karan se hui thi, Lekin dosto, Sabse Badi Baat yah Hai, Ki angrejo ke captain roderick vigorous,
Ek pahla aadami Hai, Jisne Lakshmi Bai ko, Jung karte hue dekha tha, Ladai karte hue dekha tha,
Aur usse Pahle Kabhi bhi kisi bhi vyakti Ne,
Lakshmi Bai ko Jung Karte Nahi Dekha, Aur Unki Bahaduri, Unki takat Sab Kuchh Is vyakti Ne Dekhi, Dosto Jung karte samay,
Lakshmi Bai Ghode per Sawar thi, Lekin Sabse Badi Baat yah Hai, ki Ghode per Sawar Thi,
Aur Ghode ko bhi, Sambhal rahi thi, Aur Ghode Ki Rashi ko, Apne Muh Mein Rakhi hui thi,
Sabse Badi Baat, Aur Khaas Baat yah Hai, Ki Ladai karte hue, unke Sath Ek beta Bhi Tha,
Jisko Lakshmi bai, Apne Peeth per bandi hui thi, Aur apne bete,
Apni Jaan Ki Parwah na karte hue, Akele angrejo, Se Jung kar rahe thi, Dosto sabse khaas Baat To yah Hai, Ki Lakshmi Bai Jang karte samay
Dono Hatho se, Talwar Chala rahi thi, Aur dono Hatho, Se Baar angrejo Ke Upar kar rahi thi,
Lakshmi Bai Ki Maut kab Hui
Rani Lakshmi Bai, Ki Maut kab Hui, To Chaliye Jante Hai, Dosto Rani Lakshmi Bai Ki Maut,
18 June 1858 June Mein hui thi, Aur Unki Maut Kaise Hui, Yah to aap padh Chuke Ho,
Rani Lakshmibai ke fact
Lakshmi Bai ki kuchh khas bate, Chaliye Jante Hai,
Fact
Rani Lakshmibai ka, Sabse bada fact Yahi Hai, Ki Rani Lakshmibai teen ghodo, ka upyog karti thi,
Sacond Fact Lakshmi Bai Ke ser per Jab, Talwar Mari Gai, To Maut ho gai
Three fact Lakshmi Bai Akele, saikdo angrejo Se Jung Ladne, ke liye Chali Gai thi, iIsiliye vah mari gai,
Four Fact Lakshmi Bai Ki Maut, 18 January 1858 Mein hui thi,
Five Fact Lakshmi bai Jhansi Ki Rani Hai,
Six fact Lakshmi bai ke sabse bada fact yah Hai, Ki Lakshmi Bai jab angrejo, Se Jung Lad rahi thi, To us Samay unke Sath,
Ladka tha, Jisko unhone apni peet per band Rakha tha,
Saven fact Lakshmi Bai ke teen godhe the, Aur teeno ghodo Ke Naam alag – alag the,
Ek ghode ka naam Pawan second Badal third Sarangi
Eight fact Lakshmi bai ki sabse khaas Baat yah hai, Aur sabse bada fact yah Hai, Ki Lakshmi Bai Ki Maut 29 varsh Mein Hi Ho Gai,
Nine fact Lakshmi Bai, Apne Mata – Pita ki Akeli beti thi,
Ten fact Lakshmi Bai Ke Mata – Pita Raja the,
Eleven fact
Sab facto mein, se ek fact ye bhi Hai, Ki Lakshmi Bai ko Bachpan main Manikarnika Kaha jata tha,
Twelve fact Rani ka fact sabse bada ye hai, ki Rani ki Man Ki Maut sirf, Char varsh Mein Hi Ho Gai Thi,
Jab Lakshmi Bai chhoti si thi, jab hi maa ki Maut ho gai,
Thirteen fact Lakshmi bai jab, Bhag Rahi Thi, Aur Mahal ki diwaal se kude rahi thi, To unhe bachane ke liye,
Badal Ghode Ne Sath diya tha, Aur Lakshmi bai ko bachane Mein, Badal Ghode Ki Maut ho gai,
Fourteen fact Badal Ghode Ki Maut, hone ke bad, Lakshmi Bai Pavan ghode ka upyog karti thi,
Fifteen fact saffar karne ke liye, Lakshmi bai pawan ka upyog karti thi, Lekin sabse Jyada Badal Ghode ko,
Lakshmi Bai apne pass Rakha karti thi,
Sixteen fact Lakshmi Bai ki shaadi, firoj Naam ke ladke se hui thi,
Seventeen fact Dosto Lakshmi Ji ka sabse bada fact ye hai, ki Lakshmi Bai ne apni Jaan apni Praja ke liye de di,
Rani Lakshmi Bai
Buy now
Buy now
Ise bhi padhe
- Surdas Kaun Hai
- Indira Gandhi kaun hai
- Mangal Pandey Kaun Hai
- Mahatma Gandhi kaun hai
- APJ Abdul Kalam kaun hai ?
- Sumitranandan pant kaun hai
- Bheem rav Ambedkar kaun hai
- Ramdhari Singh Dinkar Kaun Hai
- Padumlal punnalal Bakshi kaun hai
- Mahadevi Verma ka Jivan Parichay
- Jaishankar Prasad ka Jivan Parichay
- Apna product ko online kaise beche
- Abdul Gaffar Khan ki Jivan ki kahani
- Makhan lal Chaturvedi ka Jivan Parichay
- Mohammad Ali Jauhar ka Jivan Parichay
- Doctor Bhagwat Sharan Upadhyay Kaun Hai ?
- Lal bahadur shastri ka jiven parichay kya hai
- Doctor Rajendra Prasad ji ka Jivan Parichay ?
- Subhadra Kumari Chauhan ka Jivan Parichay
- Pandit Ramnaresh Tripathi ka Jivan Parichay
- Aacharya Ramchandra Shukla ka Jivan Parichay
Leave a Reply