Mohammad Ali Jauhar ka Jivan Parichay ? Mohammad Ali Jauhar kaun hai ?

Aaj ke is article Mein ham padenge. Mohammad Ali Jauhar ka Jivan Parichay, Aur Mohammad Ali Jauhar kaun hai.

Dosto Agar aap Itihas ke Mahan Logo ke bare mein Padhna chahte ho,

To Hamari is website ko, follow Jarur Karna, Kyunki Bharat ke Mahan logo ke bare mein hi Jankari dete Hai,

Aur Ager aap Ali Jauhar ke bare mein search karke, Hamare is article per Aaye Ho,

To aaj aap bilkul sahi Jagah per aa Chuke Ho, is article main aapko Puri Jankari Milegi. Mohammad ali Jauhar ke bare mein,

Jaise ki inke bare mein Ham padhenge,

Ali Jauhar ka Janm Kab Hua, Aur inke Mata Pita kaun hai,

Bharat ke liye Kya yogdan Diya Hai. Ali Jauhar ne, Aur Sabse Badi Baat yah Hai Ki Mohammed Ali Johar ki university kya hai,

Yah Janna Hamara bahut hi jaruri hai. Aur Aakhir Mein ham, Ali Jauhar ke fact padenge,

To choliye Shuru Karte Hai, Aur padhte Hai Ali Jauhar ke bare mein, Hindi mein.

Mohammad Ali Jauhar ka Jivan Parichay ? Mohammad Ali Jauhar kaun hai ?
Mohammad Ali Jauhar

Mohammad Ali Jauhar ka Janm Kab Hua, Aur kaha hua ?

Dosto Ali Jauhar ka Janm Kab Hua Chaliye Jante Hai, Ali Jauhar ka Janm 10 December ko hua tha,

Aur jab Jauhar ji ka Janm hua tha, To us Waqt 10 December 1878 sun chal rahi thi,

Dosto Mahan Itihas ke Krantikari logo ka Janm Ham Sab Logo Ko Hamesha Yad Rakhna chahiye,

Aur Sabse Badi Baat yah hai ki, Agar Bharat ko Azad karvane ke liye,

Mahan logo ka Janm Nahi Hota, To Aaj hamara Bharat Desh Azad Nahi Ho Pata,

Aur Aaj Bharat mein. Har vyakti Azadi se ghum raha hai, Bharat desh azad nahe hota to ham log azad Nahi rahe Pata. Isiliye Hamesha Bharat ke Mahan Logo, Ko Yad Rakhna chahie,

Dosto aap Jauhar ji ke bare mein. Yah to padh hi Chuke Ho, ki Johar ji ka Janm kab hua hai,

Lekin ab Ham yah Jante Hai, Ki Maulana Ali Jauhar ka Janm kis jagah hua. Aur kis Sthan per hua tha.

Maulana Ali Jauhar ka Janm Rampur Gaon Mein hua hai. Aur Uttar Pradesh Jile mein hua, Jis Samay Maulana Ali Jauhar ka Janm hua tha,

Us Samay Rampur Gaon Ki Tarah tha. Lekin Agar aaj ke Samay Ki Baat kare, To Rampur bahut bada aaj ke Samay Mein Sheher Ban chuka hai.

Aur jab Maulana Ali Jauhar ka Janm hua tha. to us Samay Rampur Gaon Mein, kacchi Sadak hoti Thi,

Lekin aaj ke Samay Mein. Rampur Mein Pakki Sadak Ban chuki hai, Aur Rampur Gaon Puri Tarah Se Badal chuka hai,

Mohammad Ali Jauhar ke Mata Pita

Maulana Ali Johar ke Pita ka naam, Abdul Ali Khan tha. Maulana Ali Johar ki Ma Ki Baat kare to inki Ma ka naam, Abadi Bano Begum tha.

Ali Johar ke Mata – Pita bahut acche aur Nek Dil Ke the. Yah Hamesha dusro ki madad Ke Liye Hi Kam Kiya Karte The,

Isiliye Bharat ko Azad karvane ke liye. Maulana Ali Johar Ne Apna Kafi Bada yogdan Diya Hai,

Bharat ko Azad karvane ke liye, Aur Gandhiji ke Sahyog Dene Wale Maulana, Ali Jauhar ye Kafi prasiddh hai.

Or Bharat ko Azad karvane ke liye, Anek Logo Ne Apna yogdan Diya Hai,

Sabse badi baat yah hai, Bharat ke liye Agar Chandrashekhar Azad, Subhash Chandra Bose, Pandit Jawaharlal Nehru, Mahatma Gandhi, Aadi,

Agar yah sab log Apna Balidan Nahi dete, To Aaj hamara Bharat Desh Azad Nahi Hota,

Bharat Desh ko Anek Logo Ne Milkar Azad kaarvaya hai, Agar in SAB Logo ke bare mein,

Aap Jankari lena chahte ho, padhna chhate ho, To niche link per click Kare Aur hamari, is websit ko Follow jarur kare ??

Mahatma Gandhi

Subhash Chandra Bose

Chandrashekhar Azad

Pandit Jawaharlal Nehru

Maulana Ali Jauhar kaun hai ?

Hamara Bharat Desh ab, Puri Tarah Se Azad hai, Lekin Azaad karvane ke liye Anek Logo Ne apna Balidan Diya Hai,

Usmein se Hamare prasiddh Neta, Maulana Ali Johar bhi Shamil Hai,

Chaliye Jante Hai, Maulana Ali Jauhar ke bare mein, Maulana Ali Jauhar kaun hai.

Sabse Badi Baat

Yah hai ki Maulana Ali Johar Ek Bhartiya Hai, Bharat Desh ke vyakti hai, Aur iske sath mein. Maulana Ali Johar Muslim Parivar Se Hai,

Dosto Mohammed Ali juahar ko Maulana Ali Johar bhi Kaha Jata Hai, Kyunki yo Islam Dharm ko mante the,

Aur Islam Parivar se hai.

Uske sath Maulana bhi the, Uske bad Mein Maulana Ali Jauhar, Hamare Desh Ke Muslim Neta bhi Rah chuke hai,

Aur uske sath mein Bhartiya Swatantrata Mein yogdan Dene Wale Kranti Kari bhi hai,

Lakin Sabse Badi Baat yah hai, Ali Jauhar Ek bahut Bade vidwan bhi the, Aur patrakaar bhi hai,

Aur dosto Sabse Badi Baat yah hai. ki Mohammad Ali Jauhar Kabhi bhi hai, Jinhone Aanek Kavita likhi Hai.

Mohammad Ali Jauhar ki kavita ko ham Aage padenge. Dosto Ali Johar Bhartiya aur rashtriy congress party ke yuvak hai,

Mohammad Ali jauhar ki kavita

Habse jyeshth ho is darja Tu marna hai,

khak Jina Hai, Agar Maut Se Darna hai.

In do lino mein, Johar Ali ne bataya hai ki, jo Hamare Saamne Humse jite. To Uske Samne Ham Jinda Lash hai,

Aur ham haar kar jiye uska Kya Jina hai, vah to Ek Khak Jina hi hai,

Isiliye unhone kaha hai, ki Hame Kisi Se Darna Nahi Hai, Hame kamyabi Hasil karni hai,

Chashm yah khonaba Bar, dekhiae kab tak rahega.

Seena Hamara figar dekhiae, kab tak rahega.

Ismein Johar Ali ji ne bataya hai ki, Tum Hamara Hosla, Aur Hamari takat dekhna.

Ham Apne Khoon Ki Nadiya Bah Denge, Lekin Ham Azadi Lekar Rahenge.

Kafan Surkh shahido ka, sab Rahana hai.

Yah had Hai, Basti ki ke pashti ko balundi lena Jana hai,

Kafan ka matlab kya hai,

Yah To Ham aapko dikha Kar Hi Rahenge, Jitne bhi log Shahid ho rahe hai, Bharat ke liye.

Sabka Ham Badla bhi Lekar Rahenge, Lekin Ham Azadi Lekar Rahenge, Aur sab Logo Ko Azad Karva kar Rahenge.

Ye Hamare Johar Ali JI Ne bataya hai, Aur kaha ki jo log shahed ho rahe, Bah sab log hamesha ke liye amar ho jaynge,

Aur hamesha log yaad rakhenge, Aur tum log hamesha ke liye mar jauge,

Mohammad Ali Jauhar Bharat ke liye yogdan

Bharat ke liye Mohammad Ali Jauhar ne kya kiya hai, Chaliye Jante Hai.

Dosto Sabse Badi Baat yah hai, ki Bharat ke liye ek college Mohammad Ali Jauhar Ne banvaya Hai,

Jiske bare mein aapko Aage padhne ko Milega,

Rampur ke mashur Johar Ali. ka Bharat Swatantrata Mein Aham yogdan raha hai,

Kuchh logo ka kehana hai, ki Bharat ke liye. Maulana Johar Ali Ne Sab Kuchh Tyag Diya,

Aur Apna pura Jivan Desh Ke Liye Kurban kar diya, Maulana Ali Jauhar ke vyaktitva per Charcha karte hue,

Sabse Badi Baat yah hai, ki Maulana Ali Jauhar Ne Bharat Mein Ek Aisa calling banvaya. Jaha per Dur Dur Se log Aakar padhte likhate hai,

Aur is college Ke Liye Hi Maulana Ali Jauhar Ne. Sab Kuchh tyaag Diya,

inhone college Isliye banvaya Taki hamara Bharat Desh. Kisi Se Bhi Piche Na Rahe,

Aur Hamare Bharat Desh Mein Anpadh log Na Rahe. Aur is college ki sabse khaas Baat yah hai,

ki unhone sabse kam fees college mein rakhi hai, Taki gareeb se gareeb baccha bhi padh sake, Aur yah college aaj bhi chal raha hai,

Mohammad Ali Jauhar University

Jaise ki aapane padha tha, ki Maulana Ali Jauhar ki university kya hai, aapko Aage padhne ko milega. To chaliye jante hai,

Jo college Johar Ji Ne banvaya tha, yah college Bharat ke Uttar Pradesh Mein. Rampur Jile mein sthit hai,

Is colloge ko mohammed jauhar university kaha jata hai. Jauhar ali university mein 3000+ student hai, aur yah padh rahe hai,

is college ki sabse khaas Baat yah hai, ki Yaha per Anek Prakar ki padhaai hoti hai,

Jaise ki is college mein, B.A, B.Sc. B.tec, bahut hi kam paiso Mein course, Yaha per karvaye Jaate Hai, Ya college 300 ekad Mein banaa Hua Hai,

Mohammad Ali Jauhar Ki Maut

Dosto aaj se lagbhag 90 sal pahle. Hamare Bhartiya Swatantrata ke, Krantikari Mohammad Ali Jauhar Ne Is Duniya Ko Alvida kah diya,

Maulana Ali Jauhar ki 1931 Mein Maut Ho Gai Thi. Maulana ali Jauhar Bimari ki halat mein,

Bharat Ki Azadi ke liye, 1930 Mein Gol Mage kaamfresh Mein hissa lene ke liye, London gaye the.

Yaha per pahuch kar Maulana Ali Jauhar Ne, Bharat ke liye bhashadh diye,

Aur kaha. Ya to Bharat ko Azadi do, Ya FIR Mujhe Do Gaj ki Qabar ke liye Jameen do,

Fir ali jauhar ne kaha. Main aap Logo se baada Karta Hu. Ki Main Jab tak Wapas Nahi Jaunga. Jab Tak Main Apne Mulk Ko Main Apne Bharat ko Azad na Karva Lu,

yah bhashadh hone ke bad, British Sarkar Ne Bharat ko Azadi To Nahi di. Lakin Maulana Ali Johar Ne Azad Desh Mein Ek Samadhi Jeet Li,

Sabse Badi Baat yah ki Mahan Krantikari Ki Maut, London mein hui thi, Maulana Ali Johar ki aakhri Sans. London ke hight Park Hotel Mein Nikali thi,

Jis Waqt Maulana Ali Jauhar Ki Maut hui thi, us Waqt Yah London Mein the, Inki Maut ki khabar. Akhbar Mein fail Gai,

Aur Akbar ke Madhyam Se Hamare Bharat mein bhi, pahunchi, Inke maut hone ke bad Anek Logo Ne,

Apni Jaan Ko Kurban karne ki kasam Khai. Aur kaha ki Ham Bharat ko Azad Karva kar Rahenge,

friends aap ko mera ye jankari kaisa lga comment kar ke btayiye agar acha laga to apne dosto ke sath share kariye.

Mohammad Ali Jauhar

Ise bhi padhe

Apne product online kaise bech

1 thought on “Mohammad Ali Jauhar ka Jivan Parichay ? Mohammad Ali Jauhar kaun hai ?”

  1. सर आपने बहुत अच्छे से समझाया है, उपयोगी जानकारी शेयर करने के लिए धन्यवाद

    Reply

Leave a Comment