Mahadevi Verma ka Jivan Parichay. Mahadevi Verma Kaun Hai Puri Jankari. Is article mein padhe. Dosto aaj ke is artical Mein Ham Mahadevi Vermaji ke bare mein baat karenge agar aap student Ho.
To is article ko bahut hi jyada Dhyan se padhe. Kyunki yah artical student wale vyakti ke liye bahut hi jyada important hai. Agar aap student Nahi ho to bhi aapke liye Itihaas ke
Mahan vyaktiyo ke bare mein Jankari Janna bahut hi jaruri hai. Aur Har vyakti ko janna bhi chahiye, aaj ke is article main Ham Mahadevi Vermaji ke bare mein janenge ki Verma ji kaun hai.
Verma Ji ka Jivan Parichay kya hai. Verma Ji ka Sahitya Parichay kya hai. Mahadevi Vermaji ki Rachna ke naam kya hai. Mahadevi Vermaji ka Janm kab hua tha. Inki poem ka naam kya hai.
Aur poem inki kaun si hai. Sabse Badi baat yah Hai Ki Mahadevi Verma Ki Maut kab hui thi. Aur unke Mata – Pita Ka Kya Naam Tha. Verma ji Kitni Padhi likhi Thi. Verma ji ki Bhasha Shaili kya hai.
Aur iske sath mein Verma Ji ka Janm Sthan kya hai yah sab Kuchh Ham janenge. Agar aap Mahadevi Vermaji ke bare mein Jankari prapt karne ke liye Google ya
Chrome per search kar rahe ho aur aap Google ya Chrome par search karke hi Hamare is article per Aaye Ho. To aaj aap bilkul sahi Jagah per Aa Chuke ho.
Aaj ke is article main aapko Puri Jankari Milegi. To Chaliye padhne start Karte Hai.
Mahadevi Verma kaun hai ?
Dosto Mahadevi Verma Ki Sabse Badi Baat To yah hai ki Mahadevi Verma Bharat ki Rahane Wali Hai. Iske baad Agar iski baat kare ki Mahadevi Verma kaun hai.
To main aapki Jankari ke liye bata du Mahadevi Verma Chhaya baad Rahasya Bad ke Pramukh kaviyo mein se ek Mahan Kavi Mani jaati hai. Aur Mahadevi Verma Kavi Hai.
Aur Sabse Badi baat yah Hai Ki Mahadevi Verma Vakil Ki Beti Hai.
Mahadevi Vermaji ka Jivan Parichay
Dosto Mahadevi Verma ka Janm Uttar Pradesh farookhabad ke Ek shikshit Parivar Mein San 1907 mein hua tha. Agar inke Ma baap Ki Baat kare to inke Pitaji ka naam Shri Govind Verma tha.
Yah Bhagalpur Bihar ke Ek college mein pradhanacharya the, aur Mahadevi Verma ki Ma Ki Baat kare to inki Ma ka naam Hemrani Devi tha. Isliye Mahadevi Vermaji ko
Prachin Samay mein hemrani Devi bhi Kaha jata tha. Mahadevi Vermaji ki ma Dharmik Sabhaw ki thi. Sabse Badi Baat yah hai ki inki Ma Ko Hindi sahitya mein bahut hi jyada Ruchi Thi.
Aur inki Ma Ki Sabse Badi Baat yah hai ki tah kabhi kabhi to Kavita bhi likha karti thi. Isiliye Mahadevi Vermaji ko Sahitya Anurag pratyek Roop mila tha.
Dosto Verma Ji Ne San 1933 Mein Allahabad Vishwavidyalay se Pratham Shredhi Mein Sanskrit bhasha mein Sanskrit Vishay Mein m.a. ki Pariksha ko pura Kiya.
Aur Usi Samay Prayag Mahila Vidyapeeth ki pracharya niyukt ho gai Thi. Is pad per Kaam karte hue Verma Ji ko Kuchh Samay Tak Chand Namak patrika ka sampadan kiya tha.
Inke Jivan per Mahatma Gandhi aur inki Kala Sadhana per Kabhi Gurudev Rabindranath ka Prabhav Hua Hai. Bharat Sarkar Ne Inko pad Bhushadh ki upadhi se sammanit kiya tha.
San 1983 main Mahadevi Vermaji ko inke Kavya Granth Yama per gyanpith Puraskar prapt hua tha. Aur ISI varsh Uttar Pradesh sarkar Ne Inko ek lakh rupaye ka Inam dekar bhi Inka Samman kiya tha.
Is Mahan Mahila ka 1987 mein nidhan ho gaya tha.
Mahadevi Vermaji ka sahityik Parichay
Dosto ab Ham Mahadevi Vermai ka sahityik Parichay padhte Hai. Sahityik Parichay Bah hota hai jismein vah apne Jivan Mein personal chij ko achieve Karti Hai.
Isi ko Sahitya Parichay Kaha Jata Hai. To Chaliye Sahitya Parichay padhne start karte hai. Sahitya Parichay dosto Mahadevi Verma Ki Sabse Badi Baat yah hai ki Verma ji swabhav
Atyant Shant Saral aur Madhur Thi. Iska matlab yah Hai ki Mahadevi Vermaji shant aur Saral vah Jyada fashion Mein Na Rahe kar Saral bhasha mein Raha karti th, aur shant Ka Matlab yah hai.
Ki vah Apne Upar kabhi bhi ghamand nahi kya karti thi. Madhur ka matlab yah hai ki vah Hamesha acchi Bhasha bola karti thi. Kabhi kisi ko Bura Bhala Nahi Kaha karti thi,
aur inki sabse khas Baat Yah Hai Ki Verma Ji ko Sahitya Mein Kafi Ruchi thi. Mahadevi Verma Ji Ki Sabse Badi Baat yah hai ki inki sarvpratham Rachna Chand Patrika Mein prakashit hui thi.
Iske baad Mahadevi Ji ko Chand ki sampathika bhi Rahane ko mila tha. Verma Ji Ne sahityakar Pasand ki sthapna Apne Jivan Mein kari thi. Iska matlab yah hota hai ki Sahitya mein madad karna aur
Inki rachnao ko prakashit karna padta hai, aur inke Jivan ka mukhya uddeshy Sahitya Seva aur Jan Seva karna tha.
Verma ji ki Rachna ke naam kya hai ?
Dosto aap Sabse Badi Baat yah aati hai ki Mahadevi Verma ji ne apne Jivan Mein Kafi Rachna ka aavishkar kya tha. Lekin Ham unke Naam ab padenge ki Mahadevi ji
ne apne Jivan mein kaun – kaun si Rachna ka aavishkar Kya Hai. Sabhi Rachna ke naam padhenge. To Chaliye padhna start karte hai. Jitne bhi Naam table ke andar
likhe Hue Hai Sabhi Mahadevi ji ki Rachna ke naam hai.
Sbtbardha. |
yama Atit ke chalchitra |
Himalaya. |
Smriti |
Mera Parivar.. |
Rekhaye. |
Ye sbhi Verma Ji Ke Rachna ke naam hai. Aur inki Rachna ke naam Aur Bhi bahut Sare hai. Lekin Ham Ek artical Main aapko Bata Nahi Sakte Hai agar aap inki Aur
Bhi Jankari Pana chahte ho to aap niche buy button per click Kare. Aur aap is book ko khareed sakte ho is book main aapko Mahadevi Verma ji ke bare mein Puri Jankari milegi.
Pure inke Jivan ke bare mein bhi Jankari milegi.
Mahadevi Verma ka Janm Kab Hua tha ?
Dosto agar aapne Mahadevi Verma Ji ka artical yah starting Se pada Hai. To aapne Jivan Parichay Mein Inka Janm date Jarur padi Hogi. Lekin Agar aapne starting se nahi pada hai.
Aur aap direct Janm padhne ke liye Aaye Ho. To aapki Jankari ke liye mein bata du ki Mahadevi Verma Ji ka Janm 1907 San mein hua tha.
Mahadevi Verma ki poem
Barsha jaati Rangeen Has; Selli banta hai indradhanush; Parimal Mal Mal jata Batas Per Raagheen to him nidhan; Nav Mein garbhvati Jhukta na shish. Per Ankh Liye Hai Din char ; Man gal Jata natt Vishv Dekha Tan seh leta hai kolish bhar Vah Chala durgo se Kintu near; Sunkar jalte cadh ki Pukar, Sukh se Barkat Dukh Mein Saman! |
Mahadevi Verma ke Mata – Pita
Dosto ab Ham Mahadevi Vermaji ke Mata – Pita Ke bare mein padhte hai. Sabse pahle Ham inke Pitaji ke bare mein padhte hai. pita ji ka naam Shri Govind Verma tha.
Lekin yah Kya Karte The. To main aapki jankari ke liye bata du Verma Ji Ke Pitaji Bhagalpur Bihar ke college mein pradhanacharya the. Aur School chalaya Karte The.
Aur inki Ma Ki Baat kare to inki Ma ka naam Shrimati hemrani Devi tha. Inki Mata Ji Dharmik swabhav ki thi.
Ma Ki Baat Kare Ki vah Kya Kam karti thi to inki Ma Ko Sahitya Mein Vishesh ruchi Thi. Aur vah apne Jivan mein kabhi kabhi Kavita bhi likha karti thi.
Mahadevi Verma Kitni Padhi likhi thi ?
Mahadevi Vermaji Kitni Padhi likhi Thi. Ye Jaanna Hamare liye bahut hi jaruri hai. Kyunki koi bhi vyakti Jab Itihaas ke panno mein Apna Naam likhva Deta Hai. To Bah Naam kabhi bhi Mitteta Nahi Hai.
Lekin iska sabse mahatva padhai par hota hai. ki Jab aap padhe likhe Hoge jab hi Apne Jivan mein kuch Bada Karke dikha sakte ho. Aur apne naam ko Itihaas ke panno mein chhapwa sakte ho.
Aisa hi Mahadevi Vermaji ne kya hai unhone apne sath mein Apne Mata-Pita ka naam bhi Itihaas ke panno Mein chhapwa Diya Hai. Lekin inki padhaai Kitni Thi yah Janna Hamare liye bahut hi jaruri hai.
To main aapko bata du Mahadevi Vermaji Ne sabse pahle 10th or 12th ki padhaai ko pura Kya. Iske baad inhone m.a ki padhaai ko pura Kya. M.a ki padhaai ko pura karne ke baad.
Apne Jivan mein bahut sari Rachna ka bhi aavishkar kiya hai. Aur Yah natkaar Bhi Hai.
Verma ji ka Janm sthan kya hai ?
Mahadevi Verma Ji ka Janm sthan farookhabad Uttar Pradesh hai.
Dosto Itihaas ke mahan logo ke baare mein janneke liye hamre is website ko follow Jarur kare. Aapko indain history ke bare mein Jankari milegi.
Dosto Itihaas ke mahan Ashok Vajpeyi ke bare mein janne ke liye reading More button per click kare. Isme apko Ashok Vajpeyi ke bare mein puri Jankari milegi. Jaise ki Ashok Vajpeyi kaun hai. Inka Jivan parichay kya hai. Inke mata Pita kaun hai.
Online makap kit kaise kharede aur makep kit ka review padhe is article ko padhne ke liye reading More button per click kare.
Mahadevi Verma ka best review book kharidne ke liye buy now button per click kare.
Leave a Reply