Mahatma Gandhi kaun hai ?Gandhi ji ka Jivan Parichay kiya hai ?

Mahatma Gandhi kaun hai ?Gandhi ji ka Jivan Parichay kiya hai ? Dosto Jab bhi Itihas Ki Baat Hoti Hai, To Itihaas Mein Kuch Aise log Hai, Jin ka Charcha Hamesha Hota raha hai,

Hota hai, Aur Hota Rahega. jismein se ek hi Gandhiji ! Jinko mahatma Gandhi ji bhi Kahate Hai,

Bharat ko Azad karane Mei. Gandhi ji ne Kafi Bada Apna yogdan diya hai, Aur Apna pura Jivan garibo,

Aur Is Desh Ke Liye nikal Diya, Aur agar aap bhi Gandhi ji ke bare mein Puri Jankari prapt karna chahte hai,

Aur aap Google par search kar rahe ho! ki Gandhi ji Kaun Hai, unhone Apne Jivan mein kiya kiya tha!

To aaj aap bilkul sahi Jagah per Aa Chuke Ho! Yaha per aapko Gandhi ji ! ke bare main pure Jivan ke bare mein, bataya hai,

To Chaliye start Karte Hai.

Mahatma Gandhi kaun hai ?Gandhi ji ka Jivan Parichay kiya hai ?
Mahatma Gandhi

Mahatma Gandhi kaun hai


Dosto Mahatma Gandhiji ko Kaun Nahi Jaanta hai, Agar Ham Baat Kare ki Mahatma Gandhi kaun Hai,

To Main aapko bata do. Mahatma Gandhiji Bharat ka Rashtrapati Hai, Pahle Bharat aur Pakistan ek hi Desh Hua Karta Tha,

Lakin Jab Bharat aur Pakistan alag – alag Ho Gaya, To Mahatma Gandhi Bharat ke Rashtrapati bane,

Mahatma Gandhi ka Janm Porbandar Gaon Mein hua tha! Mahatma Gandhi bahut hi sacche Dil aur Nek swabhav ke the, Mahatma Gandhi ji shakahari the,

Gandhi ji ke Adhyatmik Guru kaun the


Dosto Gandhi ji ke adhyatmik Guru Ramchandra the, Ramchandra Ji Se Mahatma Gandhi Gujarat mein mile the,

Aur Unki Mulaqat 1891 Mein hui thi! Mahatma Gandhi Ramchandra Ji Se Adhik prabhavit Rahte the,

Vaise to Mahatma Gandhi ne Kafi meeting mein, Ramchandra ji ke bare mein bataya hai,

Gandhi ji ke Guru. Ramchandra ji ka Janm 9 November 1867 mein, Panbadhiya Gaon Mein hua tha,

Aur jab Ramchandra ji Char sal ke Hue to, Inka naam Rai Chandra Rakh Diya Tha,

Gandhiji aur Ramchandra ji Lambe Samay Tak sath mein rahe the,

Aur Ramchandra ji ka 9 April 1961 mein nidhan ho gaya tha,

Mahatma Gandhi ko rashtrapita Kyu Kaha jata hai, Dost Mahatma Gandhi ko rashtrapita.

Aur Bapu ke naam se Jana jata tha, Lekin Kabhi aapane yah Socha Hai,

Ki yah Naam inke Kyu Padha. aur sabse pahle Mahatma Gandhi ko rashtrapita kisne Kaha Tha, To Chaliye Aage Jante Hai,


Mahatma Gandhi ko rashtrapita sabse pahle. Bharat ke Neta Subhash Chandra BOS ne bola tha,
Gandhiji Ne Bharat ko Azad karane ke liye Kafi Aandolan chalaye,

jaise ki

1942 Bharat Chhodo Andolan

1920 Mein asahyog Andolan

1919 ke Khilafat Andolan etc.

Aandolan Chalaye! Aur jab Gandhi Ji, Ne Sare Aandolan mein kamyabi Hasil Karle,

To Subhash Chandra BOS ko laga ki, Gandhi ji Hamare Desh Ke Rashtrapati Ban sakte hai,

Isliye sabse pahle Subhash Chandra BOS ne rashtrapita bola tha,


Bharat ko Azad karane Mein Gandhiji ka yogdan


Bharat mein. Angrej Bharat vasiyon ke Sahyog Se Aaye The, Aur FIR Aakar unhone apna.

Desh par kabja kar liya, Aur Bharat Desh par Hukumat Karne Lage,

FIR Mahatma Gandhi Ji ko laga ki Jab Angrej Bharat vasiyon ke Sahyog Se Aaye Hai, Usi Prakar Bharat vasiyon ke Sahyog se,

Unhe Bhaghaya Bhi Ja sakta hai, isiliye Mahatma Gandhi Ji Ne asahyog Aandolan chalaya tha,

Bharat desh ko Azad angrejo se karvane mein,

vaise to bahut Sare Bharat vasiyon ka yogdan raha hai, Lekin sabse Jyada Mahatma Gandhi ji ka Hai,
Aur Gandhi ji ne, Satyagraha Bharat Chhodo Andolan se angrejo ki Satta ko Hila Kar rakh Diya tha,

Aur angrejo Ka Jab Bharat per dabab kam hone laga!

To Fir bharat ke log Dhire Dhire Mahatma Gandhi ji ke sath jodne Lage!
Aur jab Gandhi ji ne angrejo Se Jung Jeet kar Bharat ko Azad kaarvayi! Aur jao asahyog Andolan,

Khilafat Andolan, Bharat Chhodo Aandolan, Karke Aandolan chalaya the, Jab hi se Gandhi ji ka naam rashtrapita hua tha,

Aur Bharat ko Azad karane Mein, sabse Jyada mahatvpurn yogdan Mahatma Gandhi ji ka hai,


Mahatma Gandhi ki mrutyu kab aur kaise Hui


Gandhi ji Ko Goli Kisne Mari thi, Jab Gandhi ji Nai Delhi main. Birla holl Mein.

Meeting kar rahe the, To Sham 5:00 Baje Nathuram Godse ne Goli Mari thi,

Aur Gandhi ji ki Hatya kar di Gai thi, Gandhi ji par usse pahle bhi Kai bar. Hatya karne ki koshish ki gayi thi,

Parantu Pahle Kabhi Safal Nahin ho sake, Lekin Jab Dobara se mauka Mila Gandhi ji ko marne ka.

TO Godse Ne sabse pahle Aakar Gandh JI KO Pranam Kiya, Aur theek Samne se ek-ek Karke teen Goli. lagatar Mari thi,

Aur ISI Karan se Gandhi ji ki turant Maut ho gai,


Mahatma Gandhi ki beti


Dosto Gandhi ji ki beti ka naam kya hai, yah to aapane bahut Jagah Pada hoga,

Lakin main aapko bata do. Gandhi ki beti Nahin thi, is baat ka Gandhi ji ko bhi Kafi Bada Afsos tha,

Lakin Aane Wale Samay Mein. Unki Family Mein,

Bato Se Jyada betiyon ki sankhya badh gai, Gandhi ji Ke Char bete the,

Harilal

Manilal

Ramdas

Devdas

Aur Gandhi ji Apne Parivar Mein, sabse Chhote the, Gandhi ji ki ek Badi bahan Thi,

Jinka Naam laliya tha Aur unke do bade bhai the, Lakshmi Das. aur Krishna Das,


Aur sath mein donon bhaiyon ki Patni Gandhi ji ki bhabhi, ek kumbhara thi aur ek Ganga yah donon thi,

Mahatma Gandhi ki pustak ka naam


Gandhi ji ne Anek Pustak likhi thi,

Usmein se Kuchh is Prakar Hai,

Gandhi ji ki sabse Pahli Pustak Ek aatmkatha Hai,

Satya Ke Sath,

Mere prayog ki kahani.
Aur dusri Pustak ka naam hai,

Hind Swaraj Gaya

Bhartiya Grah Niyam.

Swasthya Ki Kunji, yah bhi Gandhi ki pustak ka naam hai,
Etc. is Prakar ki Gandhi ji ne Pustak likhi thi,

Mahatma Gandhi ka janmdin kab Aata Hai

Gandhi ji ka Janm 2 October 1869 mein hua tha, Aur Porbandar Gaon Mein hua tha,

Isiliye Gandhi ji ka Janm Din Har Sal mein, aane wali 2 October ke din. Mahatma Gandhi ji ka.

happy birthday Manaya jata hai!

Mahatma Gandhi death date

Gandhi ji ko Nai Delhi mein. Sham 5:00 Baje 1948 30 January ko Ghode se Ne Goli Mari thi,

Ghode se Ne lagatar Gandhi Ji ko 3 goliyan Mari Thi, Jiske Karan Gandhi ji ki turant mrutyu ho gai !

Gandhi Ji father name

Dosto Mahatma Gandhi ji. ke bare mein, aapane Itni Jankari padi hai, Aur Jaani hai, lekin ab Ham Jante Hai,

Gandhi ji ke pita ji ke bare mein, Gandhi ji ke Pita ka naam Karamchand Gandhi Tha,

Jo poor family se the, Aur Gandhi ji ke Pita Ek Shikshak the, Isliye unhe Munshi Kaha jata tha,

Gandhiji ka pura naam kya hai

Sabse pahle Desh Ke, Rashtrapati Gandhi ji ka naam Mohandas Karamchand hai,

Aur Gandhi ji ! bhi ine ko kaha jata tha, Kuchh log to inhen Pyar Mein Bapu ji kahkar Bulaya Karte The,

Mahatma Gandhi ki upadhi kahan sthit hai

Dosto Gandhi ji ki mrutyu, hone ke bad Gandhi ji ki, upadhi Rajghat Main, Banwa de gai hai,

Mahatma Gandhi Nrega Yojana

Dosto Jab Hamara Desh. Gandhi ji Subhash Chandra Bose, Lal Bahadur Shastri,

Bahadur Logo Ne Hamara Desh Milkar Azad karaya tha, Jab Hamara desh Puri Tarah Se Azad ho,

chuka tha Uske bad Hamare Gandhi ji ko rashtrapita Chuna gaya tha, Rashtrapati Chunav ke bad Gandhi ji ne.

Ek Yojana Chalai thi Jiska Naam Tha Nrega Yojana.

Narega Yojana kya hai

Dosto Gandhi Ji Ne. Nrega Yojana Chalai Thi, Nrega Yojana Mein. Sarkar Logo.

Ko kam karne ke liye deti hai, Aur iska majduro ka Paisa Diya jata hai, Nrega Yojana main.

Aapko 1 Sal mein. 100 Din Hi, Kam karna hota hai, Aur aap ko majhduri Ki Tarah Hi Kam Diya jata hai,

Aur aapko apna kam karna Hota Hai, Nrega Yojana Mein kam karne ke liye 200 se 250 rupaye ki majduri Di Jaati Hai,

Nrega Yojana ka Labh bataen

Dosto nrega Yojna majduro ke liye, Bahut hi acchi Yojana hai, Aur yah berojgar ko kam karne ka ke liyen Hai,

Nrega Yojana Mein, berojgar ko kam kar Diya jata hai, aap uska Labh Utha Sakte ho! uska Labh uthane ke liye aapko,

Ek Sarkar se card banvana Hoga! Jiska Naam Nrega Yojana Hai, yah card aap daak ghar.

Ya Kisi cyber cafe Par jakar banwa sakte ho, Aur aap Nrega Yojana ka bhi Labh Utha sakte ho,

Mahatma Gandhi ke nare

Jab Gandhi Ji, Ne Bharat ko Azad karane ke liye, Kadam uthae the,

To unhone Bharat vasiyon ko Kuchh Nara Bhi Diye, The Jo is Prakar Hai,

Karo Ya Maro

Bharat Chhodo

Jahan Prem Hai vahan Jivan hai,

Bhagwan ka koi. Dharm Nahin Hai,

Kisi Se Meherbani mangna, Apni Azadi Bechne,

Angrejo se Ladai karte hue, Gandhi Ji Ne Kuchh is Prakar ke nare Diye hai,

Dosto Gandhi Ji. Ne Apna pura Jivan Bharat vasiyon ke liye nikal Diya,

Aur apni Ye Jaan Bhi Kurban kar di, Is Bharat desh ko Azad karvane ke, liye isliye dosto Hamen Gandhi ji ke bare mein.

Jankari Hona bahut jaruri hai, Jis Prakar Humne is article Mein. Sikha hai, ki Gandhi kaun Hai,

Kya Karte The, Gandhi ji ne apne Jeevan mein, kiya kya tha, Hamen Sab Kuchh Yad Rakhna chahie,

Agar aapko yah article Pasand Aaya ho, To is artical ko like aur share Jarur karna, Aur subscribe bhi is website ko Jarur kar dena,

Taki Aage Aane wali Jankari aapke pass bhi pahunch Jaaye,

Mahatma Gandhi kaun hai

ise bhi padhe

Online product ko kaise bachne


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *