Mangal Pandey Kaun Hai, Mangal Pandey ka Jivan Parichay Hindi mein. Dosto ager aap mangal Pandey ke baare mein. Jankari prapt karne ke liye, Googal ya Chrome per search kar rahe ho.
Aur aap Chrome ya Google per search karke, hi Hamari is website par Aaye Ho. To aaj aap bilkul sahi Jagah per aa Chuke Ho. Aaj ke is article Mein aapko Puri Jankari Milegi mangal Pandey ke baare mein.
Jaise ki Pandey ji Kaun Hai. Pandey ji ka Jivan Parichay kya hai. Pandey ji Ka Janm Kab Hua, aur Maut kab Hui, aur Maut Kaise Hui.
Tatha iske sath mein Ham yah Bhi padenge, ki Pandey ji ke Mata – Pita Kaun Hai. Pandey ji Ne Desh ke liye kya – kiya. Aur Sabse Badi Baat yah Hai, Ki Pandey ji ki Jayanti kab manae Jaati Hai Yah Bhi Jaange.
Mangal Pande Ne kaun – kaun se Aandolan Mein Bhag Liya. Yah aur iske sath mein yah bhi Jaenge. ki Pandey ji Ko Goli Kisne Mari Thi, agar aap Pandey ji ke bare mein Jankari prapt karna chahte ho.
To is article Aakhir Tak Jarur padhe. Yah artical Ek Baar padhne ke baad. Aapko Kahi Bhi dusre Jagah Pandey ji ke bare mein padhne Ki avashyakta Nahi Hogi.
To Chaliye Padhna start karte hai, sabse pahle padhte Hai, Pandey ji ka Janm Kab Hua.
Table of Contents
Mangal Pande ka Janm Kab Hua
Pandey ji Ka janm 19 July 1827 main hua tha. Aur unke Agar gao ki baat kare, to Pandey ji Ke Gao Ka Naam nagwa tha.
Ab Ham sabse pahle yah padhte Hai. Ki Pandey ji ke Mata – Pita ka naam kya hai, aur Mata – Pita kaun the.
Mangal Pandey ke mata Pita ka naam
Dosto Pandey ji ka Janm 19 July 1827 ko Uttar Pradesh ke Baliya Jile ke Nagwa Gao Mein hua tha. Aur Agar inke Mata-Pita Ki Baat kare to inke Pita ka naam Diwakar Pandey tha.
Aur inki ma Ki Baat kare to, inki Ma ka naam Shrimati Abhay Rani tha. Pandey ji ke Mata – Pita bahut acche aur Nek dil ke the. Yah Hamesha dusro ki bhalai ke liye Hi Kam Kiya Karte the.
Dosto aap Pandey ji ke Mata – Pita ko to Jaan hi Chuke Hoge. Ab Ham padhate Hai, Ki Pandey ji Kaun Hai the.
Mangal Pandey kaun the
Mangal Pandey Kaun Hai. Yah janne se pahle Ham yah Jaan Lete Hai, Ki Mangal Pandey Bhartiya vyakti the. Pandey ji ka naam shahido mein Aata Hai, Pandey ji angrejo ke Jamane mein angrejo Ke Dushman Hua Karte The.
Pandey ji Hamesha angrejo ko Apna Dushman samajhte the. Jab Gandhi ji ne Aandolan chalay Bharat ko Azad karbane ke liye, Aur Apne Kadam Badhaye. To Unka samarthan Kiya,
Isiliye ko Shahadat ki Ijjat milti hai. Pandey kaun hai, ab aap yah Jaan Chuke ho, ab padhte Hai. Ki Pandey ji Ki Maut Kaise Hui, aur kab Hui,
Mangal Pandey Ki Maut Kaise, aur kab Hui
Sabse pahle Ham Yah padhte Hai. Ki Pandey ji Ki Maut kab Hui, dosto Mangal Pandey Ki Maut 8 April 1857 main hui thi,
Ab Sabse Badi Baat Yah aati hai, ki Mangal Pandey Ki Maut Kaise Hui. To main aapko bata du, dosto Mangal Pandey Ki Maut phansi Dene Ke Karadh hui thi.
Mangal Pandey ko jab phansi Di ja rahi thi. To sthaniya jallado ne Pandey ji ko phansi Dene Se mana kar diya tha, inke Mana karne ke baad. Kolkata se Char jallado Ko Bulaya Gaya, unko Bulane ke baad char jallado Ne,
Pandey ji ko phansi de di. Aur Phansi Dene Ke Kara Pandey ji Ki Maut ho gai ab Sabse Badi baat yah aati hai ki Pandey ji Ne Desh ke liye kya kiya Chaliye Jaante Hai
Mangal Pandey ka Desh Ke Liye yogdan
Dosto ab Sabse Badi baat yah aati hai. Ki Pandey ji Ne Desh ke liye kya – kiya Apne Bharat ke liye kya – kiya. To main aapko Bata Du, dosto sabse pahle aur Sabse Badi Baat yah hai,
ki Mangal Pandey Ne Bharat ke liye Apni Jaan Ko Kurban kar diya. Mangal Pandey Ne angrejo ke khilaf Kadam Badhaye,
isiliye angrejo Ne Mangal Pandey ko phansi de di. Aur unhe Maut Ke Ghaat utaar Diya, ab Ham padhte Hai. Ki Mangal Pandey ki Jayanti kab manae Jaati Hai,
Mangal Pandey ki Jayanti
Mangal Pandey ki Jayanti Kiya hai. Pandey ji ki Jayanti ki agar Ham Baat Kare, To Hame sabse pahle yah Dekhna Hoga. Ki Pandey ji ka Janm Kab Hua tha.
To mein aapko bata du, Pandey ji ka Janm 19 July 1827 son Mein hua tha. To Mangal Pandey ji ki Jayanti Har Saal Jab July Ka Mahina aata hai, to July ke mahine Mein 19 tarikh ko manae Jaati hai,
Mangal Pande ki Jayanti jaanne ke baad ab Ham padhte Hai, Ki Mangal Pandey ke Aandolan ke bare mein.
Mangal Pande ka Aandolan
Dosto agar aap Indian history ke bare mein news padhte ho. To aapane Kafi bar Dekha Hoga, Ki India ko Azad karvane ke liye Kafi Andolan ka Avishkar hua tha,
Aur kai baar inh Aandolan Mein Pandey ji ne bhi apna Kafi yogdan Diya Hai Mangal Pandey Ek Bar Aandolan chala rahe the to 29 March Wale Din do British Sarkar Ke officer per Hamla kar diya
ISI Karadh se Mangal Pandey ko jail bhi Jana Padha tha. Pandey ji Ne Kafi Aandolan Mein Apna yogdan Diya Hai. Krantikari Aandolan mein bhi Mangal Pande Ne Apna yogdan Diya Hai.
Mangal Pandey Ka Nara
Dosto jitne bhi log Hamare Bharat desh ko Azad karvane ke liye Apne Balidan de chuke hai. Sabhi Logo Ne Bharat ko ek Nara to Jarur hi Diya Hai.
Unmein se Pandey ji ne bhi Ham Logo ko ek Nara diya hai. Us Nare ka naam hai, (Maro Firangi ko) angrejo ke khilaf Jab Pandey ji Ne Kadam uthae. To logo ka Hosla badhane ke liye, Pandey ji Ne yah Nara Diya (Maro Firangi ko)
Mangal Pandey ko fansi kyu Di Gai thi
Ek Bar Aandolan mein Mangal Pande Ne British Sarkar Ke 2 officer per Hamla Kar Diya ISI Karadh se
Mangal Pandey ko jail Le Jaya Gaya. Aur jail jaane ke baad Pandey ji ko phansi ki Saja Suna De Gai. Aur baad Mein Mangal Pandey ko phansi de di gai.
Mangal Pandey ke facts
1 Pandey ji ka sabse bada fact yah hai. Ki Pandey ji Ne nidder hokar birtish Sarkar ke 2 officer per akele hamla bol diya.
2. Pandey ji Ki Maut Nahi hui thi. Pandey ji ko phansi di Gai thi, isi kardh se inki Maut ho gai.
3. (Maro Firangi ko) yah Nara Pandey ji Ne Diya.
4. Dosto Pandey ji ka yah fact bahut hi kam log Jante Hai. Kyunki is fact mein bahut hi Khaas baat chupi hai. Vo Baat yah hai, ki Pandey ji ko Sarkar Ne 10 April ko phansi Dene Ka order diya tha.
5. Lekin Pandey ji itne Bade Bahadur the. Ki Unse Dar kar 10 April se 2 din pahle hi 8 April ko Pandey ji ko phansi de di Gai thi.
Mangal Pande Ne Nara Kyu Diya
Dosto Maro Firangi ko yah Nara Bharat ke swadhinta ke sarvpratham Bharat ke liye Awaaz uthane wale Kranti kari Pandey ji Ne yah Nara sabse pahle bola.
Ab sabse Badi Baat yah hai, ki Pandey Ji ko sarvpratham krantikariyo mein se ek Mana Jata Hai. Dosto Angrej ya British jo bhi us Samay desh ko Gulam banae Hue The,
To unko hi Firangi Kaha jata tha. isiliye Pandey Ji Ne Maro Firangi ko Nara Diya.
To us Samay desh ki Janata, Desh Ke Sainik, Ke Dil Mein angrejo ke khilaf Aag bhadhkaane ke liye. Firangi ko Maro Pandey Ji Ne sabse pahle ye hi Nara bola tha.
Mangal Pandey poem
Dosto Pandey ji ke yah poem hai, is poem ko ek baar pora Jarur padhe.
Khud Hi Akele virodh Chhed Diya
Sabhi Sathiyu ko ekattha karke yuddh Kiya
Pandey ji ne angrejo ka virodh Kiya
Desh Ke Liye unhone Sangharsh Kiya
Jisne Dharm ki Raksha ke liye Ladai ki.
Apni Jaan Ki Na usne Parvah ki
Angrejo ke aage Sar na jhukaya
Desh Ke Liye Jaan Kurban kar di
Gay suar ki Charbi Ka istemal Na Karo. Hamara Dharm Tum nashta Na Karo. Khud Hi Akele virodh Chhed Diya, Sabhi Sathiyo ko ekattha karke yuddh Kiya.
Dosto Pandey ji ki poem. Aur Pandey ji ki jankari aapko kaisi lagi hai. Comment Karke Jarur batana. Agar aap Indian history ke bare mein Jankari Janna chahte ho. to Hamari is website ko follow Jarur Kare.
Taaki aage Aane Wale article aapke paas bhi pahuch jay.
Follow karne se fayda ya hoga. ki aap Har Indian history ke Mahan purusho ke bare mein Jankari prapt kar sakte ho
Mangal Pandey Best book low price
Mangal Pandey Best book hige price
Ise bhi padhe
Mahatma Gandhi ka jiven parichay
Best online shopping sites in india
Leave a Reply