Sumitranandan pant kaun hai ? sumitranandan ji ka Jivan Parichay Hindi mein ?

Sumitranandan pant kaun hai, sumitranandan ji ka Jivan Parichay Hindi mein. Dosto Sumitranandan ji Itihaas ke Mahan Aise Kavi Hai. Jinka Koi Jawab Nahi Hai,

Dosto aaj ke is article Mein Ham sumitranandan ji ke bare mein padenge. Agar aap student ho aur aap 12th ya 10th class ke student ho.

To yah artical aapke liye bahut hi jyada important hai. Kyunki sumitranandan Ji ek kabhi hai, aur Kavi ke bare mein ek Jivan Parichay likhane Ke Liye Har

Sal paper mein kaha Jata Hai. To Agar is bar paper ki taiyari kar rahe ho, to aap is article Ko Ek Bar pura Jarur padhe.

Ek baar sumitranandanji ka Jivan Parichay padhne ke baad aapko Kahi Bhi doosri Jagah padhne Ki avashyakta Nahi Hogi.

Kyunki aap ko Itni Aasan bhasha mein yah Jivan Parichay padhne ko Milega, ki aap bahut hi aasani Se Is Jivan Parichay Ko Yad kar sakte ho.

To dosto aapka time na lete Hue. Padhna start Karte Hai. Aaj Ke is article Mein sabse pahle Ham yah padenge. Ki sumitranandanji kaun hai.

Iske baad Mein Ham yah padenge ki sumitranandanji ka Janm kab hua tha. Aur Janm kaha hua tha. sumitranandan ji ke Pita ka naam kya tha.

Dosto Sabse Badi Baat yah hai, ki sumitranandanji ki Bhasha Shaili kya hai. Sumitranandan ji ka Jivan Parichay ab Ham padhenge.

Iske baad Ham Rachna sumitranandanji ki padenge. To Chaliye Padhna start karte hai. Sabse pahle Ham yah padenge ki sumitranandan ji kaun hai.

Sumitranandan pant kaun hai ?
Sumitranandan pant

Sumitranandan ji Kuan hai ?

Dosto sumitranandanji Kaun Hai. To Chaliye Jante hai. sumitranandanji Itihas ke Mahan Kavi Hai.

Aur iske sath mein sumitranandanji rachnakar bhi hai. Aur bahut sari rachnae likhi hai. Dosto Rachnao ke bare mein Ham aage padenge.

Sumitranandan ji ka Janm kab hua tha.

Sumitranandan ji ka Janm 1900 San mein hua tha. Aur sumitranandanji ka Janm Ek Sadharadh Parivar mein hua tha.

Inke Parivar ke bare mein aur sumitranandanji ki padhaai ke bare mein Ham Jivan Parichay mein padenge.

Sumitranandan ji ka Janm kaha hua tha ?

Dosto aapane sumitranandanji ka Janm kab hua tha. Yah to padh hi liya hai, lekin ab Ham yah padhate Hai. Ki sumitranandan ji ka Janm kis Sthan par hua tha.

To dosto main aapko bata du sumitranandanji ka Janm Almodha Janpad Mein lagbhag 25 mail Dur Uttar Pradesh ki taraf kausaani Naam Ke Gaon Mein hua tha.

Sumitranandan ji ke mata – Pita ka naam

Dosto jab kisi ke Mata – Pita ki Aulad badha karke dikhati hai. To uske mata – Pita Apne bacche per Garv mahsus Karte hai.

Kyunki aap logo ne Itihaas ke maahn sumitranandanji ke baare mein jarur suna hoga, inhone Apna Naam aur apne Parivar ka naam bhi apne sath mein

Itihaas ke panno mein likhwa dya hai. Isiliye sumitranandanji ke Mata – Pita bhi bahut Garv mahsus Karte Hoge. Lekin itne Naseeb Bhale ma baap ka naam kya hai,

Chaliye Jaane Jaate Hai. To Main aapko bata du sumitranandan ji ke Mata – Pita ka naam kya hai, dosto Pita ka naam pandit Ganga Datt Pant tha,

Aur Agar inki Ma Ki Baat kare to inki Ma ka naam Shrimati Saraswati Devi tha, lekin sabse Dukh Bhari Baat yah hai ki

sumitranandan ji Jyada Samay Tak Is Duniya per Jeevit na rahe saki thi.

Sumitranandan ji ka Jivan Parichay

Dosto aaj aap is article per isiliye Aaye Ho, ki aap sumitranandan ji ka Jivan Parichay padhna chahte ho. Aur aap itni der se Sabar kar rahe ho padhne ke liye,

to ab time a gaya hai, ab Ham sumitranandan ji ka Jivan Parichay padenge.

Jeevan parichay

Sumitranandan ji ka pura naam sumitranandan pant hai. Sumitranandan ji ka Janm Almodha Janpad Mein 25 Meel Uttar ki taraf Kausaani naam Ke Gaon Mein.

San 1900 isbi Mein Pandit Ganga dant pant ke Parivar Mein Sumitra Nandan Ji ka Janm hua tha. Dosto Agar inki Ma Ki Baat kare.

To inki Ma ka naam Saraswati Dev tha, lekin sabse Dukh Bhari Aur Sabse Badi Baat yah hai. Ki sumitara ji ki ma Saraswati Devi sumitranandan Ji ko Janm dekar.

Kuchh Samay baad he is Sansar se Vida Ho Gai. Aur Unka turant Hi nidhan Ho Gaya. Aur Sabse Badi Baat yah hai, ki sumitranandan ji ka bachpan ka naam gusai dath tha.

Pant ji ki padhaai

Pant ji ki shuruaat ki padhai gaon ki Pathshala Mein Hi start hui thi. Aur Pant Ji Ne lagbhag 12 varsh ki avastha mein rajkiy shisksha high school mein Pravesh kar liya tha,

Almodha rajkiy school se pant ji ne 9th class ki Shiksha ko complete Kiya. 9th class ko complete karne ke bad pant ji Kashi a gaye,

Kashi mein aane ke bad Yaha per pant Ji Ne High School aur 12th class ki Pariksha ko pura Kiya. Kashi Mein 12th class ki padhai Karte Karte pant Ji Ne Sanskriti Hindi,

Bangla aur angreji, Bhasha ko Sikh liya. Aur Sabse Badi Baat yah hai ki in Bhasha ko sikhane ke baad pant ji ne apne Jeevan Mein in Sabhi Bhasha ka upyog bhi kiya hai.

1921 son Mein asahyog Aandolan Aarambh hone per pant Ji Ne college chhod diya tha.

Us Samay pant ji ki aayu 7 varsh ki thi tabhi Pandit Ji Ne Ek Kavita likhi. us Kavita per Pandit shivadhar Pande Ne bahut jyada Prerndha pradan ki.

Sumitranandan Ji San 1931 mein kalakankr chale gaye the. Aur vaha Pandit Ji Ne marksvad Ka adhyayan kiya tha.

Pant ji Arvind Darshan se prabhavit hokar pant Ji Ne Swrdhkiradh, swordh dhuli, Uttara, etc,

Kavya sankalo ki Rachna ka aavishkar kya tha, aur is Mahan Kavi 1977 mein nidhan ho gaya.

Sumitranandan ji ki Bhasha Shaili

Dosto jaise ki Apne Jivan Parichay padha Hai. Ki sumitranandan ji ne apne Jivan Mein Kafi bhashao ka upyog kiya hai.

Ab Ham sabhi bhashao ka alag – alag vistar mein Jankari lete hai. Aur uske baad Ham sheliya padenge.

Sumitranandan ji ki bhasha

Dosto pant Ji Ne Khadiboli ka sabse Jyada Apne Jivan mein upyog kiya hai. Aur pant ji ne apni Rachna Mein Sanskrit wali Bhasha aur iske sath mein

Farsi Bhasha ka upyog Kya Hai. Lekin Sabse Badi Baat yah hai, ki pant ji ki Bhasha Saral sankshipt, Raghu, Samajik, Dikhai. Deti Hai.

Kyunki pant ji ki bhasha mein Kathor Shabd nahi hai.

Sumitranandan pant ji ki Shaili

Dosto sumitranandan ji ki shaliya to bahut sari hai. usmein se Kuchh shailiyo ke naam is Prakar Hai jaise ki

1. Chitramayta Shaili

2. Sangeetatmak Shaili.

Rajiya Mein pant ji ne apne Dukh ke bare mein bataya hai,

Sumitranandan ji ka chapter name

Agar aap class 10th class mein padhte ho. Aur aapane Kabhi Na Kabhi sumitranandan ji ka chapter Jarur bada hoga. To inke chapter ka naam bhi bada hoga.

Sumitranandan ji ke chapter ka naam chiti Hai. pant Ji Ne Chiti ke upar bahut hi acchi – acchi baat Kahi Hai. Agar aap is part ko padhna chahte ho.

To aap niche Di Gai Ling ko click Kare. Aur aap is book ko khareed sakte ho. Is Book mein is chapter ke bare mein bataya hai.

Pant ji ka bachpan ka naam

Agar aapane pant ji ka Jivan Parichay padha hai. To aapane yah Bhi padha Hoga. Ki pant ji ki Mata ka naam Saraswathi Devi tha.

Lekin usse Badi Baat yah hai ki Saraswati Devi pant Ji ko Janm dekar turant Is Duniya Ko Alvidha kah gae.

Aur Unki Maut hone ke baad sumitranandan pant ji ka Bachpan mein gusaidatt naam Rakha gaya tha.

Sumitranandan pant ji kitne padhe likhe the

10th class, 12th class kaashi school se Shiksha prapt ki thi Pant Ji Ne.

Pant Ji Ki Rachna ke naam

sumitranandan ji ki Pramukh Rachna ke naam is Prakar Hain

Beedha pallab
shilpi Yugvandhi
Uttaralokaytan
beedhakala
Buddha Chandetc.
Rachna ke naam

Aapane jitne bhi pant ji ki Rachna ke naam pedhe Hai. Sabhi Rachna pant Ji Ne likhi hai. Aur sabhi Rachna ke alag – alag fayde hai.

Pant ji ki mrutyu kab Hui

Dosto vaise to aapane Pant ji ki mrutyu ke bare mein Jivan Parichay Mein Jarur Paida Hoga. Lekin main aapko Ek Bar bata du. pant ji ki 1977 Mein mrutyu hui thi.

Dosto aapko sumitranandan pant ji ke bare mein Jankari kaisi lagi hai. Jankari aap comment Karke Jarur Hame batana.

Agar aapko Hamare is article Mein Koi Bhi Kami mahsus hoti hai. To bhi aap Hame comment Kare.

Aise hi aur artical padhne ke liye Hamari is website ko follow Jarur Kare. Taaki aage Aane wali Har Jankari aap tak pahunch Jaaye.

Sumitranandan ji best book

Buy now high price book

Ise bhi padhe

Product ko online kaise beche


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *