Raskhan kaun hai? raskhan ji ka Jivan Parichay Hindi mein?

Raskhan kaun hai, raskhan ji ka Jivan Parichay Hindi mein. Dosto aaj ke article Mein Ham raskhan ji ke bare mein baat karenge. Aaj ke is artical Mein Ham padhenge ki raskhan ji kaun hai.

Raskhan ji ka Jivan Parichay kya hai, aur raskhan ji ka Janm Kab Hua. Aur Janm kis jagah per Hua, or Unki Mrityu kab Hui aur kaise Hui inke Mata – Pita ka kya naam hai. Inke Mata – Pita Kya Karte The.

Iske sath mein Ham yah Bhi padenge ki raskhan ji kitne padhe likhe the. Aur yah Kyu prasiddh the. Chaliye padhna start Karte Hai.

Raskhan kaun hai ?
raskhan ji ka Image

Raskhan ji ka pura naam

Dosto Shivsingh Saroj aur Hindi sahitya Mein sabse pahle Itihaas mein aur iske sath mein tathiyo ke Madhyam Se raskhanji ka Janm Sthan Pihani Jile ke paas Hardoi Gaab Mana Jata Hai.

Raskhanji Ko Ras ka Khan bhi Mana Jata Hai. Lekin raskhan ka yah asali Naam Nahi Hai, raskhanji ka asali naam Syed Ibrahim Hai. Dosto raskhan Ji Ne Apna Naam Syed Ibrahim isliye Rakha tha.

Taki is Naam Ka upyog apni Rachna Mein kar sake. Rachna raskhanji ki kya – kya hai yah Ham aage padenge.

Janm Kab Hua

Dosto raskhanji Ibrahim ka Janm 1533 mein hua tha, aur dosto Kuchh vidwano ka Manana hai. ki Inka Janm 1548 mein hua tha.

Lekin dosto raskhanji ka Janm pakka confirm nahi hai. ki kab hua tha. Raskhanji ke Janm ki Sadharadh si baat kare to Inke sabse jyada 1533 hi date Mani Jaati Hai.

Raskhan ji ki Mrityu kis jagah par Hui, aur kab Hui.

Dosto Kuchh logo ka Manana hai, ki raskhanji Ki Maut 1628 San Mein hui thi. Lekin ab Sabse Badi Baat yah aati hai. ki raskhanji Ki Maut kis Sthan par hui thi. To dosto main aapko Bata Du.

Ki raskhanji Ki Maut Jis Sthan per Janm hua tha. Vahi Sthan per raskhanji Ki Maut hui thi. Lekin Kuchh logo ka Manana yah bhi hai, ki raskhanji Ki Maut Vrindavan Mein hui thi. Aur yah Sach bhi hai.

Jeevan parichay

Dosto raskhanji ka Jivan Parichay bahut hi mahatvpurdh hai. Aur bahut hi Sundar hai. Isliye ab Ham raskhanji ka Jivan Parichay padenge. Agar aap 10th or 12th class ke student ho.

To yah artical aapke liye bahut hi jyada important hai. Kyunki yah raskhanji ka Jivan Parichay Har Saal paper mein likhane ke liye Kaha jata hai. Aur Agar is article ko aap ek bar padh loge,

to aap is article Mein raskhanji ka Jivan Parichay bahut hi aasani se Yad kar sakte ho. Aur paper mein likh sakte ho. To Chaliye aapka time na Barbad karte hue Jivan Parichay padhna start Karte Hai.

Lekin sabse pahle main aapko yah Bata Du ki agar aap student Nahi ho. To bhi aap is article ko padh sakte ho. Kyunki Hamare Indian history ke bare mein Hamara Jaanne ka farj banta hai.

Aur Hame Janna bhi chahiye.

Jeevan Parichay Raskhan ji ka

Dosto aap Jab Kisi exam Mein raskhanji ka Jivan Parichay likhate ho. To sabse pahle aap raskhanji ka Janm Likhna.

Raskhanji ka Janm 1533 San mein hua tha. Aur Sabse Badi Baat yah hai, ki raskhanji ka Janm kis Sthan per Hua yah pakka confirm Nahi Hai. Lekin Kuchh vidwano ka Manana Hai.

Ki Rasayanji ka Delhi mein Janm hua tha. Dosto Sabse Badi Baat yah hai, ki raskhanji ka Jivan abhi bhi andhkar mein hai, aur Inka sambandh Delhi ke Rajvansh se tha.

Aur raskhanji ki sabse khaas Baat yah hai, ki raskhanji ka raskhanji asali naam Nahi Hai. Inka asali naam Syed Ibrahim tha, aur inke Pita Ki Baat kare. To inke Pita ka naam Jagir Nath tha.

Aur Sabse Badi Baat yah hai, ki raskhanji ki Dharm Ki Baat kare. to Raskhanji Musalman the. Aur dosto raskhanji ki sabse Dukh Bhari Baat yah hai,

ki raskhanji Is Duniya per Jyada Samay Nahi rahe the. balki Kuchh Sal he raskhanji Is Duniya per jivith rahe. Raskhanji ki 1628 mein mrutyu ho gai. Dosto ab Ham raskhanji ka upnaam padenge.

Raskhan ji ka upnaam kiya hai.

Dosto Jis Tarah aapane Pada ki raskhan ji ka Janm sthan, aur Raskhan ji ka ka Janm date kya hai. Kuchh Bhi pakka confirm Nahi Hai. Usi Prakar Se raskhanJi ke naam mein bhi Khed Hai,

raskhanJi ke Mukhya Roop se 2 Naam batae Hai. sabse pahla naam raskhanji hai, aur yah Naam To aapane Kabhi Na Kabhi suna hi hoga. Lekin jo dusra Naam Hai.

vah Naam aapane Shayad Kabhi Na Suna Ho. Dosto raskhanji ka dusra Naam Sujan raskhan bhi Mana jata hai. Aur Sabse Badi Baat yah hai. ki raskhanji ko Syyed Ibrahim Naam Se Bhi Jana jata hai.

Bachpan

Dosto aapane Piche Pada hi hai, ki raskhanji ke Pita ka naam Jagirdar tha. Aur inke Pita ka naam Jagirdar tha, isiliye raskhanji ka Lalan Palan bahut hi Pyar Se Hua Hai.

Aisa isliye Mana Jata Hai. Kyunki raskhanji Kavya mein Vishesh Prakar ki kutta ka sarasar abhav Paya gaya hai, isiliye Aisa Mana jata hai, ki raskhanji ka Palan poshadh bahut hi Ladh Pyar Se Hua Hai,

aur Sabse Badi Baat yah hai, ki raskhan ji ka ka Janm Ek sampan Parivar mein hua tha, isiliye Unki Shiksha acchi aur Uchch Koti ki hui thi. Kyunki iska andaza aap is Prakar Laga sakte ho,

ki raskhan Ji ko Farsi Bhasha bhi Aati Thi. Aur iske sath mein raskhan Ji Ne Hindi bhasha Ka Bhi Apne Jivan mein upyog kiya hai. Aur Sabse Badi Baat yah hai,

ki raskhan Ji Ne Sanskrit Bhasha ka Achcha Gyan prapt kiya tha, raskhan Ji Ne Farsi aur Hindi bhasha ka sabse Jyada Apne Jivan mein upyog kiya hai. Dosto ab Ham padenge raskhan ji ki Rachna ke bare mein.

Raskhan ji ki Rachna kaun – kaun si hai. Chaliye padhte hai. Aur Rachna mein kya bataya Hai raskhan Ji Ne.

Rachna

(Shyed Ibrahim) raskhanji ki Rachna ki agar Ham Baat kare. To Rachna raskhanji ki bahut sari hai.

Lekin Pramukh Rachna 2 hai. Premvatika, aur dusri Rachna ka naam hai, Sujan raskhan, aur Sujan raskhan, raskhanji ke naam per bani hai.

Bhasha

Dosto ab Ham raskhanji ki Bhasha kiya Chaliye jante hai. Dosto yah hamara janna bahut hi jaruri hai, ki raskhan ji bhasha kiya hai.

Bhasha – Dosto Jab Surdas ji ka Janm hua tha, to Surdas ji ne apne Jivan Mein Barge bhasha ko Ek spasht Bhasha banaa diya tha. Aur Aam log bhi Barge bhasha ka hi upyog Karte The.

Isliye Surdas ji ke baad Jab raskhanji ka Janm Hua. To raskhan Ji Ne Bhi Apne Jivan Mein sabse Jyada Barge Sabse ka hi upyog kya hai. Raskhanji ki Bhasha Saral aur swabhavik Bhasha hai,

aur Sabse Badi Baat yah hai, ki raskhan ji ki Bhasha Madhur aur Dukh Bhari Bhasha hai, inki bhasha mein Saral sumadhur Saras Parvah mein, aur Bhav bhasha hai.

Shyed Ibrahim ne dosto anek bhasha ka upyog kiya hai, ab ham Shyed Ibrahim ki Shaili ke bare mein padenge. Shaili kya hai Chaliye padhte Hai.

Raskhan ji ki Bhasha Shaili

Raskhan ji ki Shaili ki agar Ham Baat kare. To inki Shaili Saral aur bahut hi jyada prabhavshali hai. Kyunki Sabse Badi Baat yah hai. ki inke Shaili mein dhokebaj Aur banavati pan aur Drishtgochar Nahi Hai.

Jab raskhan ji is Jamana tha. To us Samay geet Kafi Dhoom – Dhaam se Chalte the. Vah Samay ke geeto ka naam Sur, Nand, Das, Krishna, Das, Mira, etc tha.

Raskhan ji ke dohe

1. Raskhan ka Doha

Sabse pahle dohe mein raskhan Ji Ne Krishadh ke atyant Sundar hone ke bare mein bataya hai.

1. Doha

Dekhyo roop apaar mohen Sundar syam ko Bah Barge rajkumar hiye jiye nainani mein basyo.

Is dohe ka arth

Is dohe Mein raskhan Ji Kahate Hai. Ki Ati Sundar barge Rajkumar ke unke Hirsay man mijaj ji Jaan aur Aankho Mein Nivas banay Rahe. ISI ke bare mein bataya hai,

2. Raskhan ji ka Doha

Is dohe mein Khan Ji Ne Shri Krishna ko shawali kha kar sambodhit kiya hai. Jo ki Sundar gopiyo ko Apne Natkhat chote Hue. Andaaz Mein bataya hai.

2. Doha

Ari anokhi baam tu, i goune nae bahar dharsi n paam hai. Chhaliya tub taak mein.

Is dohe ka arth

Is  dohe Mein raskhanji gopiyo Se Kahate Hai. ki ari Anupam Sundari Tum nai Naveli gonna aagman kara kar Braj Mein Aaye ho. tumko kya pata nahi hai, ki Mohan ka chaal dhaal kya hai,

Bihari lal ji kaun hai. Bihari lal ji ka Jivan Parichay. yah Janna ke liye reading More button per click Kare ismein Puri Jankari hai. Is artical Mein aapko Puri jankari milegi Bihari lal ji ke bare mein.

Reading More

Makeup Kit Online Shopping karne ke liye is artical ko ek baar jarur padhe jo niche link Di gai hai ??? is article Mein aapko makeup Kit Online Shopping ke baare mein puri jaankari Milegi

Reading More

Indian history raskhan ji ke fact best book low price

Buy book

Raskhanji fact Indian history book best high price

Buy book

Leave a Comment