Bihari Lal satsai Kaun Hai ? Bihari Lal satsai ji ka Jivan Parichay ?

Bihari Lal Kaun Hai, Bihari Lal ji ka Jivan Parichay. Dosto agar aap student ho aur aap 12th class ya 10th class ke student Ho.

To yah artical aapke liye hi hai. Kyunki Bihari Lal Ek bahut hi Bade prasiddh Kabhi Hai. Bihari Lal ji ka Jivan Parichay Har Sal 12th aur 10th class wale Student ke paper mein.

Aur Hindi ke paper mein likhane ko kaha jata hai. To agar aap student ho aur aap Chrome ya Google per Bihari ji ke bare mein search kar rahe ho,

Aur Unka Jivan Parichay. Yaad karna chahte ho.

Aur aap Google yah Chrome per search karke Hamare is website par Aaye Ho To aaj aap bilkul sahi Jagah per Chuke Ho.

Kyunki aaj ke is article main aapko Puri Jankari Milegi Bihari Lal ji ke bare mein.

Aaj ke is article main aapko padhne ko Milega. Jaise ki Bihari Lal ji ka Jivan Parichay Kya Hai. Bihari Lal ji ka Janm Kab Hua.

Aur Bihari ji ka Janm kaha Hua. Aur Bihari ji ke Mata – Pita kaun hai.

Or Mata – Pita ka naam kya hai. Bihari ji ki Bhasha Kya Hai, aur Bihari ji ki Rachna kaun – kaun si hai. Bihari ji ka pura naam kya hai.

Or Bihari ji ke dohe aur uske sath mein Ham yah Bhi padenge.

Ki Bihari ji ke Guru kaun hai. Aur Iske baad ham padhenge ki Bihari Ji Ki Maut kab Hui. Lekin isse pahle Ham yah Bhi padenge ki Bihari ji ki Bhasha aur Shaili kya hai.

To Chaliye padhna start Karte Hai.

Bihari Lal satsai Kaun Hai ?
Bihari Lal ji ka Image

Bihari Lal ji ka Janm Kab Hua

Itihas ke Mahan Kavi Bihari Lal ji ka Janm 1603 San mein hua tha. Sabse Badi Baat yah hai ki bihari lal Kavi Ke field mein bahut Bade prasiddh Hai.

Aur isse bhi Badi Baat yah hai. Ki Bihari ji ka naam Itihaas ke panno Mein Likh chuka hai. Aur Itihaas ke panno mein chhap gaya hai.

Lekin usse pahle main aapko Bata Du, Itihaas ke panno mein Naam Likhwana Koi Aasan kaam Nahi Hai.

Bahut hi jyada mehnat karna padati hai aur kuchh naya Karke dikhana padta hai. aur Desh Ke Liye Kuch badha karna padta hai.

Jab hi Itihaas ke pannon mein Naam likh Pata Hai. To Aaj Ke is article Mein Ham Yahi janenge ki Bihari Lal Ji Ne Aisa Kya – Kiya Jo Inka

naam Itihas ke panno mein Chhup Gaya.

Bihari Lal ji ka Janm kaha hua tha

Bihari Lal ji ka Janm 1603 San mein hua tha. Yah to aap Jante Hi Ho. Lakin ab Ham yah Jante Hai, Ki Bihari Lal ji ka Janm kaun se Sthan per hua tha.

To dosto main aapko Bata Du bihari lal ka Janm Basuaa Jile ke pass Govindapur Gaon ke nikat Gwalior Madhya Pradesh mein hua tha.

Bihari Lal ji ke Mata – Pita ka naam

Dosto Sabse Badhi Baat yah Hai, ki Jab Kisi Ka children Kisi ka baccha jab Kuchh Bada kam kar deta hai. To Uske mata – pita Ka Naam Roshan ho jata hai.

Aur Aisa Hi Kiya Hai Bihari Lal Ji Ne Jo unhone Apne man Baap Ka Naam Roshan Karke dikhaya, aur Apna aur apne mata – pita Ka Naam Itihaas ke panno Mein chhapaba Diya.

Keshav Rai Naam inke Pita ka tha. Dosto Aap Kahi Bhi padh sakte ho aap Chaho to kitabo mein bhi dekh sakte ho. Aur internet per bhi Inka naam available hai.

Lekin Agar inki Mata Ki Baat kare to Inki Mata ka naam koi bhi pakka confirm nahi kar Paya Hai. Ki inki Mata ka naam kya hai.

Lekin Kuchh vidwano ka Manana hai. ki inki Mata ka naam shrodatek Hai. Lekin inke Mata ke naam mein Khed hai.

Bihari Lal ji ki Bhasha kya hai ?

Dosto bihari lal ki Bhasha proudh Aur parimarjit Hai. Inke Madhyam se Kai Rachna prayukt ki gai hai.

Aur Sabse Badi Baat yah hai, ki inke Rachna Mein Barge bhasha ka upyog Hua Hai.

Aur inki Lifestyle Mein Bhasha Ki Baat kare. To inhone Khadi boli, Pharsi, aur uske sath mein Arbi, bhasha ke shabdo ka upyog kiya hai.

Inki bhasha mein sobhavitha Kahi Bhi nasht Nahi Hui Hai.

Lekin Bihari Ki bhasha mein ritikal aur Anya kaviyo ke Saman Todh marodh bahut hi kam hai.

Bihari ji ki bhasha mein samas, shakti hi inki safalta mein Mani jaati hai, aur yah apni samas Shakti ko hi Apna Lakshya mante the.

Barge bhasha.Khadhiboli.
Faarsi.Hindi etc.
Bhasha ka upyog kiya

Bihari Lal ji ka jeevan parichay

Dosto agar aap 12th class ya 10th class ke student ho. To yah Jivan Parichay Ek Baar Pura Jarur padhna. ye Jivan Parichay aapko Apne paper mein likhna Padega.

Jeevan Parichay

Itihaas ke Mahan Kavi ka Janm 1603 mein hua tha. Lekin Agar Ham yah Baat Kare ki kaha Hua Tha.

To aage padhiye.Bihari ji ka Gwalior Ke Pass basua Govindapur Gaon Main Ek bahut hi Bade Pramukh Parivar Mein Bihari ji ka Janm hua tha.

Bihari ji ke Pita ka naam Keshavray tha. Bihari Lal Ji Ki Sabse Badi Baat yah hai ki Bihari ji Bachpan Se Hi kusharg buddhiman the.

Kusharg ka matlab yah hota hai ki bahut hi jyada buddhiman the.

Aur Agar Ham Bihari ji ki Shiksha Ki Baat Kare. Ki Bihari ji ko Kisne Shiksha De to main aapko Bata Du.

Inke Guru ka naam Baba Narhari Singh tha. Baba Nar Singh Ne Hi Bihari ji ko Shiksha Pradhan ki,

Aur inko Padhya tha. Aur ab baat yah aati Hai, ki Baba Hari Singh ke sath padhte – padhte bihari lal ji ko Jhangeer ke Darbar Mein Bihari ko Ashray prapt bhi ho gaya tha.

Aur kuchh log to yah bhi Kahate Hai.

Bihari ji ka jivan parichay

Ki Bihari ji ko Shah Jaha ne Bihari ji ko bada hi Saman Diya. Aur apne pass bolaya tha. Isiliye Kuchh kitabo Mein Bihari Lal Ji ko Raja bhi Kaha jata hai.

Lekin Jab Shahjaha ne bihari lal Ji ko Samman Diya. Uske baad Bihari Lal ji Apne Sasural Mein gaye the. Aur Sasural Mein Aakar Rahane Lage the.

Sasural ke baad Bihari ji yuvavastha Mein Apni Sasural

Chhod Kar Jaipur ke Maharaj jaysingh ke yaha per pahunch gaye. Jab Bihari ji maharaj Jaysingh ke yaha pahunche. To vaha per Bihari ji nabbibahita Rani ke pyar Paya.

Lekin Sabse Badi Baat yah hai ki Jab bihariji inke Yaha per pahunche to Yaha per jaane ke baad. Samast karykarta chaupat ho gaya tha.

Bihari ji ka isliye Bihari ji ko Yaha per bilkul bhi achcha Nahi Laga. Bihari ji ka kya – kya hua tha Yaha per jakar yah hai baat Bihari ji Ne is dohe Mein Bataya hai ye Doha niche hai.

Bihari ji ka doha

Nahi Parag, Nahi Madhur Madhu, Nahi Vikasu ehee kaal,
Ali kali he so bindhiyo, aage kaun habaal,
Doha Bihari Lal ji ka

Dosto Bihari Lal Ji ko Raja ke Prem ne Nasha mein kar dya tha. Aur vilasita ki madad ko karne ke liye is dohe Ne Jadu ka kam kiya tha.

Maharaj Jay Singh Bihari Ki Bilchhadh  Pratibha Ko Dekhkar bahut hi jyada Khush hua tha. Isiliye inhone Bihari ji ko Sundar dohe ki Rachna karne ka Aadesh diya tha.

Aur pratyek dohe per Ek swardhamudra Dene Ko Kaha Tha. To Bihari ji Ne Jab apni Kriti satsai ki Rachna Puri Kari Thi.

To Uske Kuchh Dino ke bad hi Bihari ji ki patni ka dehant ho gaya. Aur is Dukh Bhari Jindagi Mein Bihari ji  Vrindavan a gaye the. Aur Yahi per Inka nidhan hua tha.

Bihari ji ka nidhan 1663 san mein hua tha.

Bihari Lal ji ki rachna

Dosto Bihari ji ki Rachna ke bare mein baat ki Jaaye to Bihari ji Ne 750 rachnao ka aavishkar Kiya Hai. Lekin in Sab rachnao ke naam is article Mein padhna possible nahi hai.

Isliye Ham sirf 1 ya 2 hi ke naam padhenge. Agar aap unke bare mein sari Rachna ke bare mein Janna chahte ho.

To Hamari is website ko follow Jarur Kare. Rachna ke naam 1. Bihari, 2 satsai, Bihari ji ki sabse Pramukh Rachna ka naam Bihari satsai Hai,

Aur Singaar Bhakti nitiparak yah bhi Rachna hai, Bihari ji ki

Bihari ji ka pura naam kya hai

Dosto Bihari ji ka pura naam bihari lal choube hai.

Bihari ji ke Guru ka naam

Dosto Bihari ji ke Guru ka naam Baba Narhari Singh tha. Aur Bachpan Mein Baba Narhari Singh Ne Hi Bihari ji ko Shiksha di thi.

Bihari Lal ji ki Maut kab huai

Dosto Bihari Lal ji ki patni ka nidhan ho gaya tha. To Bihari ji Vrindavan a gaye the. Aur Yahi per Bihari ji ka nidhan ho gaya tha Bihari ji ka nidha n. 1663 mein hua tha.

Goswami Tulsidas ji kaun hai, Goswami Tulsidas ka Janm kab hua tha, aur Goswami Tulsidas ka jeevan parichay kya hai. Aur Goswami Tulsidas ji Kyu prasiddh Hai.

Jaanne Ke Liye reading Mor Button per click Kare.

Reading More

Dosto ager aapki shopping dukaan hai to is article ko bhi padhe.

Reading More

Bihari lal satsai ji ki best book in hindi low price

Buy book

Bihari lalji ki best book Indian history high price

Buy book

1 thought on “Bihari Lal satsai Kaun Hai ? Bihari Lal satsai ji ka Jivan Parichay ?”

Leave a Comment