Goswami Tulsidas Kaun Hai ? gosawmi Tulsidas ji ka Jivan Parichay Hindi mein ?

Goswami Tulsidas Kaun Hai, gosawmi Tulsidas ji ka Jivan Parichay. Dosto Aaj Ke artical Main aapko Tulsidas ji ke bare mein. Puri Jankari padhne ko milegi.

Is article mein aapko Goswami Tulsidas ji ke bare mein sari Jankari Milegi. Jaise ki Tulsidas ji ka Jivan Parichay kya hai. Tulsidas ji ka Janm Kab Hua. Tulsidas ji ka Janm kaha hua tha.

Aur Tulsidas ji ka nidhan Kab Hua. Tulsidas ji ki rachnae kya hai. Aur iske sath mein Ham yah bhi padenge. Tulsidas ke Pita ka naam kya hai. Aur Tulsidas ki Mata ka naam kya hai.

Iske sath mein Tulsidas ki patni ka naam aur Patni Kaun Thi yah bhi janenge. Aur uske sath mein Tulsidas ki kavyagat visheshtae bhi padenge. Etc Jankari aapko is article mein milegi.

Dosto mein ummid karta hu aapko yah artical Kafi Pasand aaega. Yah article Agar aapko Achcha Laga. To is artical ko Apne dosto, aur apne Parivar mein aur friend ko share Jarur Kare.

Aur iske sath mein comment box Mein Jarur comment Kare. Is article Mein Koi Bhi Kami Ho Koi Bhi, Agar Humse Galti Ho To usko aap comment mein Jarur bataay.

To Chaliye aapka time Barbaad na karte hue padhna start Karte Hai.

1. Mahakavi Goswami TulsidasJi ka Jeevan Parichay.
2. Tulsidas ji ka nidhan Kab Hua.
3. Tulsidas ji ki rachnaey kya – kya hai.
4. Tulsidas ji ki patni ka naam.
Table of Contents
Goswami Tulsidas Kaun Hai ?
Goswami Tulsidas

Goswami Tulsidas ji ka Jivan Parichay

Dosto ab Ham Goswami Tulsidas ji ka Jeevan Parichay padenge. Hindi sahitya ke Mahan Kavi Goswami Tulsidas ji ka Janm 1532 main hua tha. Inka Janm Uttar Pradesh ke Banda Jile mein sthit Rajapur Gaon Mein hua tha.

Lakin Sabse Badi Baat yah hai. ki Kuchh logo ka Manna Yah bhi hai. ki Tulsidas ji ka Janm 1589 mein hua tha. Yah Baat Goswami Tulsidas ji Ne Khud bhi swikar kari hai.

Goswami Ji ke Janm mein Main Kafi matbhend Hui Hai. Inka Janm Samay 1554 Bhi Kahi – Kahi likha hua hai. Dosto Tulsidas Ji Ki Sabse Badi Baat yah hai.

Ki Tulsidas ki Bhakti Kala ke Ram Marg Shakha ke pirsiddh Kabhi rahe hai. Goswami Ji Ki Sabse Badi Baat yah hai ki Tulsidas Ji Ne Hindi sahitya Mein vah Sthan prapt kiya hai.

Jo Sanskrit Sahitya Mein Balmiki aur unke dost Ved Vyas Ko Sthan prapt hua tha. Vahi Sthan Hindi sahitya Mein Tulsidas Ji Ne prapt Kiya Hai.

Goswami Tulsidas ji ke Pita ka naam

Tulsidas ji ke Pita ka naam Atmaram Dubey hai. Aur Agar inke Mata Ki Baat kare to inke Mata ka naam hulsy tha. Jis Tarah Tulsidas ji ke Janm Samay ke bare mein alag – alag bataya gaya hai. Use perkar Kuchh vidwano ka Manana hai.

Ki Tulsidas ji ka Janm Sthan soro Jila Etah Uttar Pradesh hai. Or kuchh Log Kahate Hai, Ki Tulsidas ji ab ukt Mool Nakshatra Mein Paida Hue The. Aur Janm lete hi inki avastha 5 varsh ke Balak ke barabar Ho Gai Thi.

Munh Mein turant dant nikal Aaye. Aur Tulsidas Ji Ki Sabse Badi Baat yah hai. Ki unke Mata-Pita Ne der Ki aashanka se Tulsidas ji ko Tyag diya tha.

Tulsidasji jaise hi Paida Hue. To unke turant dant nikal Aaye. Aur Bah 5 varsh ke Lagne Lage. Or unke Mata – Pita Tulsidas Ji Se Darne Lage, isiliye Tulsidas ji ko unke Mata – Pita Ne Tyag Diya. Aur unhone unka Palan poshadh bhi nahi kiya.

Mata -Pita Ke Tyag dene ke baad Tulsi ji ki dekhbhal Maniya Namak Ekadasi Ne ki thi. Tulsidas Ji Ki Sabse Badi aur sabse Dukh Bhari Baat yah hai. Ki inka Bachpan bahut hi cast aur bahut hi Dukh Bhara.

Aur uske sath mein bahut hi Sangharsh bhara nikala hai. Tulsidas ji ka bachpan ka naam Ram bola tha.

Tulsidas ji ki patni ka naam

Dosto Tulsidas Ne shaadi bhi Kari Thi. Aur Unki patni ka naam ratnavali Tha. Jo Pandit dinant Pathak ki Putri thi. Tulsidas ji ki patni Ki Sabse Badi Baat yah hai ki Tulsidas Ji ki patni Vidushi Mahila Thi.

Aur Kisi Karadh Varsh vaivahik Jivan Jyada Samay Tak Nahi chal Saka. Or Jyada Samay Tak Na ji SaKi. Aur bahut jald hi Unka nidhan Ho Gaya. Tulsidas Ji Ne Grah Tyag diya tha. Sabse Badi Baat yah hai ki Tulsidas ji ki patni Ek Bar Maike Chali Gai Thi.

To Tulsidas ji unke Piche saap ko rassi samajhkar. unke Maike Tak pahunch gaye the. Jab Tulsidas ji ratnavali Ke Piche saamp ko rassi pakad kar ja rahe the.

Tab hi Unki Patni Ne unhe dhamki Di aur kaha ki tum mere pyar mein Itni Pagal Ho Chuke Ho. Ki Tumko saamp rassi lag raha hai. Aur Mujhse milane gaye.

Agar tum itna hi Prem Aur Pyar bhagwan Shri Ram Se Karte. To Tumhara Udhar ho jata. Bus Yahi Kahana tha Uske baad Tulsidas ji Kabhi Bhi Apne Ghar Nahi Aaye.

Aur Hamesha ke liye Bhagwan Ram ki Bhakti Mein chale gaye. Aur Vahi par Rehte Rahe aur Vahi Apna Jivan vyatit Kiya.

Ek Bar to Kaha jata hai ki Tulsidas ji ghumte – ghumte Ayodhya pahunch gaye. Aur vahi per 1631 main Tulsidas Ji Ne Ramcharitmanas ki Rachna ka aavishkar Kiya.

Aur yah Rachna prarambh karde. Baad Mein Tulsidas ji baha se Aakar Rahane Lage the. Tulsidas ji Jeevan Ke antim Samay Mein Shanti ke liye Tulsidas Ji Ne Hanuman ji ki stuti Thi.

Jo Hanuman Naam Se prasiddh Aaj Bhi Hai.

Tulsidas ji ke Guru

Sabse Badhi Baat yah hai. ki Tulsidas ji ke 2 Guru rahe hai. Ek Guru Tulsidas ji ke aadhyatmik Guru the. Aur dusre Guru Ki Baat kare. to unko Shiksha hai. jisne siksha pradan ki vah dusre Guru the.

Tulsidas Ji ko Guru narharidas ki madad se Ram bhakti ka Marg prapt hua tha. Aur Baba narharidas ki Tulsidas ji ke Adhyatmik Guru the. Ab Ham Tulsidas ji ke Shiksha Guru Ki Baat Karte Hai.

Shikshak Guru Kashi ke Jay Shesh Sanatan Ji Maharaj the. Tulsidas Ji Ki Shiksha ke Guru shes Sanatan Ji Maharaj hi Mane Jaate Hai.

Tulsidas ji ka nidhan

Dosto Tulsidas ji ka nidhan 16080 mein Kashi ke Ghat per Shravan Shukla Saptami ko Tulsidas ji ka nidhan hua tha. Lekin Tulsidas Ki Sabse Badi Baat yah hai. ki Tulsidas ji ki Jab Mrityu hui thi.

To us Samay Ek doha bahut hi jyada teji se chal raha tha yah dohe ke bare mein Ham aage badhenge.

Tulsidas ji ka Dohe

Tulsidas ji ka Doha is Prakar hai.

samvat soleh so assi.
Assi Ganga Ke Teer.
Shravan Shukla Saptami.
Tulsi tjio shrer.

Tulsidas ji ka doha

Tulsidas Ji Ne is dohe Mein bataya hai. ki 1680 Mein Ganga Ke Tat Par Shravan Shukla Saptami ko Tulsidas Ji Ne Apna Sharir Tyag diya tha. Aur Yahi Tulsidas ji Apne dohe Mein Kahana cha rahe hai.

Dosto ab Ham sabse Aakhir Mein Tulsidas ji ki rachnae padenge. To Chaliye padhna start Karte Hai.

Tulsidas ji ki Rachna

Tulsidas ji ki Anek Rachanay Hai. Jo Ham Kuchh rachnao ke bare mein padenge.

1. Shri Ramcharitmanas – Goswami Tulsidas Ji Ne Ramcharitmanas Rachna ka avadhi bhasha mein upyog kiya hai. Ramcharitmanas ki ek mahakavya Rachna Hai.

Ramcharitmanas ka sabse bada aur sabse mukhya Baat yah Hai. Ki yah chhand Chaupai hai. Kyunki is Rachna Mein Kahi-Kahi Chand Ka prayog Kiya gaya hai.

Goswami Tulsidas Ji Ne Ramcharitmanas ki Rachna ko 2 varsh aur uske sath mein 7 maha ki avadhi mein kiya tha.

2 Giti Kavy – Dosto Goswami Ji Ne Giti Kavya ko Vinay Patrika bhi bataya hai. Tulsidas Ji Ne Vinay Patrika Rachna ka aavishkar brajbhasha mein kiya hai.

Is Rachna Mein Vinay Patrika Main Atmanivedan Dikhai Deta Hai. Kyunki Tulsidas Ji Ne raam Ke Darbar Mein apna nivedan diya tha.

3 kavitavali – Kavita vali bhi Rachna Tulsidasji ki hai. Is Rachna Mein Tulsidas Ji Ne Barj Bhasha ka upyog Kiya Hai.

4. Doha Bali – Dosto Tulsidas ji ke sabse Pramukh Doha wali Rachna hai. Aur ek doha wali Rachna Mein Tulsidas Ji Ne mukhtak Kavya Kiya Hai.

5. Gitavali – Tulsidas ji ki gitavali Ek gitikavya Rachna hai.

6. Ramlala Nahachu – Ramlal rchana ko Tulsidas Ji Ne Hi banaya hai. Ramlala Rachna ko Tulsidas Ji Ne Kavya aur geet Shaili per aadharit banaya hai.

7. Vairagya sandeepani – Tulsidas Ji ne vairagya sandeepani prabandh Kavya bataya hai.

8. Ramagya prashnavali – ramagya prashnavali Jyotish vishayak Granth Kaha jata hai. Kyunki yah Rachna Jyotish Vishay per hi aadharit hai.

Goswami Tulsidas ji ki kavyagat visheshtae

Dosto Tulsidas Ji ko Sahitya ki Najar Se Dekha Jaaye. To inmein lokhith log Mangal Ki Prakhar Bhavna Dikhai Deti Hai. Tulsidas Ji Ki Sabse Badi Baat yah hai.

Ki Tulsi ji ne apne Samay mein prachalit avadhi aur iske sath mein Barge bhasha dono ka Ek Sath upyog Kiya Hai.

Reading More ? Surdas ji

Ise Bhi padhe is article Mein Tulsidas ke jaisa Surdas ji ka Jivan Parichay ke bare mein bataya Surdas ji ke bare mein padhne ke liye dating aur button per click Karen Jo Upar likha hua hai✌✋?

Dosto Agar aap Social Media ka kam karte ho to aap Facebook India group mein Jarur join Ho jaay Facebook India group ke bare mein Puri Jankari jaane ke liye reading more button per click Kare.

Reading More ??? Fecbook group India

Goswami Tulsidas ji ki best book in hindi only 15 rupees Low price

Buy book

Tulsidas ji ki best book in hindi high price

Buy book

1 thought on “Goswami Tulsidas Kaun Hai ? gosawmi Tulsidas ji ka Jivan Parichay Hindi mein ?”

Leave a Comment