Surdas Kaun Hai, surdas ka jeevan parichay Hindi main ?

Surdas Kaun Hai, surdas ka jeevan parichay Hindi main Jaane. Dosto agar aap student Ho. To aapane Kabhi Na Kabhi Surdasji ke bare mein Jarur Suna Hoga. Aur inke bare mein Jarur padha hoga. Kyunki Surdasji pad Khand ke Kafi mashhur Hai, aur Sabse Badi baat yah hai.

Surdas ji ka Jivan Parichay Har Sal. 10th aur 12th class wale student ko paper mein. likhne ke liye Kaha Jata Hai. To dosto agar aap Surdasji ka Jivan Parichay padhna chahte ho.

Aur aap Google ya Chrome per search kar rahe ho. Surdasji ka Jivan Parichay ke bare mein. Aur aap Sudharji ka Jivan Parichay search karke Hamari is website per Aaye Ho. To aaj aap bilkul sahi Jagah per aa Chuke ho.

Kyunki aaj ke is article main aapko Puri Jankari Milegi Surdasji ke bare mein. Jaisa ki sabse pahle Ham padhenge Surdasji ka Jivan Parichay. Uske baad Ham padhenge Surdasji ka sahityik Parichay.

Aur iske sath mein Surdasji ki kavita bhi padenge. Kavita ke sath mein Surdasji andhe the yah andhe Nahi the is per bhi baat karenge. Aur Sabse Badi Baat yah hai ki Surdasji ki patni ka naam kya hai.

Aur Surdasji ki patni Kaun Thi. Yah Janna bhi Hamare liye bahut jaruri hai. Iske sath mein Ham Surdasji ki rachnae aur dohe aur Surdas ji ki mrutyu kab Hui Sab Kuchh padenge.

To Chaliye padhna start karte hai. sabse pahle Ham padenge Jivan Parichay.

Surdas Kaun Hai, surdas ka jeevan parichay Hindi main ?
Surdas ji

SurdasJi ka Jeevan Parichay

Dosto Surdas bahut hi Badhe Mahakavi the. To dosto Mahakavi Surdasji ka Janm rankata Naam Ke Gaon Mein Agra ke pass hua tha. Aur inka Janm 1478 San mein hua tha. Inke Pita ki baat kare.

To inke Pita ka naam Ramdas tha. Aur Ramdas ji Pandit the. Sabse Badhi Baat yah Hai, ki Pandit Ramdas Saraswat Brahmadh bhi the. Aur dosto Surdasji Ki Sabse Badhi Baat yah hai.

Ki Kuchh log Surdasji ka Janm sthan Sahi namak Janm Sthal manate Hai. Surdasji Ki Sabse Badhi baat yah Hai Ki Surdasji andhe the. Kuchh Log Kahate the.  Surdasji Bachpan Se Hi andhe the.

Lekin dosto Sabse Badi Baat yah aati hai. Agar Surdasji Bachpan se andhe Hote.

To yah Apne Jivan mein itna Badha Kam Nahi kar paate isliye Kuchh Log Kahate Hai Ki Surdasji Paida hone ke baad Mein Kuchh Dino ke baad andhe ho gaye the.

Surdas ji andhe

Surdas ji Shri Vallabhacharya ke Shishya the. Aur Surdasji ke Guru gaoghata per Shrinath Ji ke mandir per Raha Karte The. Surdasji ka Vivah bhi hua tha.

Aur shaadi hone se pahle Surdasji Apne Parivar ke sath Hi Raha Karte The. Sabse Badhi Baat yah hai ki Surdasji pahle dinta Ke Pad Gaya Karte The. Lekin Iske baad Jab Surdasji Apne Guru Vallabhacharya ji ke Sampark Mein Aaye.

To inse milane ke baad Surdasji Ne pad gana band kar diya. Aur uske baad karsan Leela ka gana Shuru kar diya. Aur dosto Surdasji Ki Sabse Badhi Baat yah hai.

Ki Mathura Mein Ek Bar Tulsidas Ji Se Bhi Surdasji mil Chuke the. Aur  jab Surdasji Tulsidas Ji Se Mile. To milane ke baad Kuchh time ke baad dono Mein Pyar badhane laga aur dono ek Sath Rahane Lage.

Ek Sath Rahte – Rahte he SurdasJi Ne Shri Krishna gitavali Rachna ka aavishkar kiya tha. Aur is Mahan Surdas ki San 1583 isbi Mein Govardhan ke paas parsoli Naam Ke gram mein mrutyu ho gai.

Surdas ka sahityik Parichay

Surdas ji ne apne Kavya Mein Bhav Paksh ko bahut hi jyada mahatva Diya Hai. Aur dosto gahan darshnik bhavo ko Komal aur Sukumar bhavnao ke sath mein vyakt karna Inka sabse Pramukh uddeshy tha.

Surdas Ji Ne Shrikrishna ke sagudh rope ke Prati Shakha Bhav ki vyakti ka nirupadh Kiya tha. Aur Iske sath mein Manav Hriday ki Komal bhavnao ka Prabhavpurdh Chitra Bhi Kiya.

Iske Kavya Main Radha Krishna Ki Leela Ke vibhinn rup ka Manohari ke Chitra Dikhai Dete Hai. Ab dosto Ham padhenge Surdasji ki kavita.

Surdasji ki kavita

1. Charan Kamal bando Hari Rai,
Jaaki kirpa Pangu Giri lange, Andhe Ko Sab Kuch Darshae.
Bahiro sunai gong puni bole, Rank chalai ser chhatr dharai.
Surdas swami karunamay, bar bar bando tinghi paai.

2. jiyo gunge meethe fal kuo ras. anterget hee bhave.
param swaad sabhi su nirnter. amit tus upjabeai.
man baani kou agam agoucher, 100 janai jo pabai.
Roop rekha gun jaati jugit binu, niralamb kit dhabai.
sab bhidhi agam bicharsingh tatai, sur samun pad gaabai.

3. manimay kanak nand kai aagan, bimb pakribai dhabhat.
kabhu nirkhi hari aapu chhah kau kar sou pakran chhahat.
kilki hansat raajat duwai datiyan, puni puni tinghi abgahat.
kanak bhumi per kar -pagh chhaya, yah upma ik raajti.
kari kari prtipad prtimani basudha, kamal baithaki saajti.
baal dasa-sukh nirkhi jasodha. puni puni nand bulabati.
Achra tar lai dhaki. soor kai parbhu kau dudh piyabati.

Dosto aapne jo ye dohe padhe hai. Yah surdas ji ke hai. dosto ye dohe 12th aur 10th mein har saal paper mein puchhe jate hai. Aur dosto sabse badhi baat yah hai ki Duhe ko hi kabita kaha jata hai.

Surdas ji andhe the

surdas ji andhe the – Dosto ye baat sabse badhi hai, dosto kuchh logo ka manna hai ki surdas ji bachpen se hi aandhe the. Lekin dosto surdas ji ki sabse badhi baat yah hai,

ki surdasji ka naam itihaas mein likha hua hai. To dosto aap suchte hoge ki itihas mein naam likha hua hai to ye kya hai. To dosto mein aapko bata du,

ki itihaas mein naam likhbana koai asan kaam nahi hai, isliye kaha jata hai ki surdas ji baad mein andhe hue the. Jab surdas ji ka janm hua tha to surdas ji bilkul theek the.

Kiyunki iska andaja aap- isse laga sakte ho, ki inka naam itihaas mein likha hua hai, to isse hame ye pata chalta hai,

ki surdas ji ne itna badha kaam kiya hoga jab hi to itihaas mein naam likh gaya. Isliye surdas ji baad mein andhe hue the.

Dosto ab aap ye to samajh hi chuke hoge. ki surdas ji baad mein andhe hue the. Aur dosto ye baat aap hamesha yaad rakhna.

Surdas ji ki Bhasha Shaili

Dosto ab Ham padhenge Surdas ji ki Bhasha Shailike baare mein. Bhasha Shaili Khy thi Surdas Ji Ki. Chaliye padhte Hai. Sabse pahle Ham padhte Hai.

Bhasha ke bare mein Surdas ji ki bhasha BrajBhasha ko Sahitya ka Saundarya aur sabse Jyada mahatva Surdas Ji Ne Barj Bhasha ko hi Diya Hai.

Inke Kavya ki bhasha Lok prachalit Brij Bhasha hoti thi. Surdas ji ne apne Jeevan Mein sabse Jyada Madhur Bhasha ka upyog kya hai.

Aur iske sath mein dayalu Bhasha bhi Dikhai Deti Hai. Dosto ab Ham padenge Surdas ji ki Shaili ke bare mein. Aur Surdas ji ki Shaili kya hai,

Surdas ji ki Shaili dosto Surdas ji ki nimn Prakar se 2 shailiya Hai.

1. saral Shaili.
2.kut Shaili.
Shaili ke naam.

Surdas ji ki patni

Kaha jata hai ki Surdas Ji Ne shaadi bhi Kari Thi. Surdas ji ki shaadi ko Lekar Kafi sarvey kye gay. Lekin Kuchh Bhi unke bare mein detail pata nahi kar Paya.

Lekin Fir Bhi Agar Surdasji ki patni Ki Baat kare to Unki patni ka naam ratnabali Mana gaya hai, shaadi hone se pahle Surdas ji Apne Parivar ke sath Raha Karte The.

Surdas ji ke Guru

Apne Parivar se Khush hokar Surdasij dinta Ke Pad Gaya Karte The. Lekin dosto Sabse Badi Baat yah hai. ki Surdas ji Jab Ek Baar dinta ke pad ga rahe the,

To usi samay Unki Mulaqat Shri Vallabha charya se ho gai. Aur Usi samay srivallabha chary ji ne Surdasji ko Apna shish banaa liya.

Uske baad Surdas ji aur unke Guru dono Milkar Krishna Bhagwan ka Smaran aur Unki long ka vardhan karne lage the. Aur iske baad dono hamesha ek saath rahna lage.

Surdas ji ki rachnaay

Dosto Surdasji ne hindi Kavya mein laakho rachna ka Avishkar kya hai. Aur Sabse Badi Baat yah hai. Ki Surdasji ne anek garnth likhe hai.

In garntho ke naam is Prakar hai. Rachnao ko hi garnth kaha jata hai.

Sur sager, Sur sarabali, Sahitya lahri, nal daynti, sur pachhes, Govardhan, leela, naag leela, pad Sangharah, is Prakar ke Surdasji ke rachnae hai.

Surdasji ki mout kab hue.

Dosto Surdasji Apne ma baap ke Dulare the. Lekin ab Ham baat karenge ki Surdasji Ki Maut kab Hui. To main aapko bata du 1583 mein Surdasji Ki Maut hui thi.

Sabse Badi Baat yah Hai, ki Surdasji ne Apne Jivan Mein. kavya dhara ko sabse Jyada mahatva diya hai. Aur is kavya dhara ke Madhyam se Hindi gadhh aur padd Ke chetra Mein Kafi Bade prasiddh the.

Agar aapko yah article Pasand Aaya ho. To aap Hamari website ko follow Jarur karna. Kyunki Ham education, aur Indian history ke bare mein article publish Karte rahte hai.

Surdas ki history best book

Buy book low price

Buy book high price

Ise bhi padhe


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *