Kya aap comment backlink kaise banaye janna chahte hai ? to dosto mai es post me puri jakari duga ki comment se backlinks kaise bnate hai.
Friends kya aap jante hai ki backlink kya hai aur kaise kaam karta hai agar nahi jante to pls pahle ye jane ki backlinks kya hai.
Us ke baad ye article padhe tabhi aap es article ko ache se samgh payege.
Friends agar aap janna chahte hai ki Backlink kya hota hai to GoodGlo par publice article ko padhe
Aur agar aap backlink ke bare me pahle se jante hai aur abhi bas ye janna chahte hai ki comment se backlink kaise bnaye aur Comment se backlinks banane ke liye HTML code kya hai aur comment backlink kis tarah ke page se banaye.
Eske alawa comment backlink SEO me kis tarah fayda pahuchata hai aur backlink kaise check kare to ye post pura padhe.
Dosto jo bhi apne field me successful huye hai. yo sabhi ne comment backlink banaye hai.
Bina comment backlink banaye abhi tak koyi bhi successful nahi huwa hai. bhale hi successful hone ke baad comment backlinks bnana band kar diye ho.
Lekin starting me sabhi comment backlink banate hai.
Comment backlink se bhale hi aap ko No follow backlinks milate ho but aap ke website ke liye bahut phayede mand sabit hota hai.
Lekin Friends mai aap ko pahale hi yek baat bolna chahuga ki koyi bhi kaam ho had se jyada nahi krna chahiye.
Mai kuch logo ko dekhata hu ki kahi bhi kuch bhi comment karte hai subah se sam tak.
Es tarah se karne par google aap ke website ko span list me dal sakta hai.
Table of Contents
Comment Se Backlink Kaise Banaye
- Apne website se miltajulta (similar) website khoje.
- Eske baad us website ka DA, PA aur Alexa Rank check kare.
- Comment Backlink wahi banaye Jis ka DA, PA & Rank aap ke website se achcha ho ya google par rank karta ho.
- Achcha sa comment likhe jise website ka admin turant approve kare.
- Dhyan Rahe Spam bilkul nahi kare.
mere btaye gaye sabhi baato ko dhayan me rakh kar comment backlink banayege to har admin aap ka comment approved karege.
Agar aap High Quality Backlink Kaise Banaye nahi jante to GoogGlo par publice Arical padhe
Comment se Backlinks yek din me Kitna Banaye
Esliye Friends mai aap ko boluga ki aap yek din me 25 website se jyada website par backlink nahi banaye.
ha aap ko bnana hai to daly 25 website se backlink banayiye koyi bhi time apna fix kar le es kaam ke liye.
daly es kaam ko 30 mints kariye aur ache se dil laga kar kariye aap 1 years me jitna backlink chahege utna bna lege.
Comment backlink wahi bnaye jaha qustion pucha gya ho aur aap ka link us qustion ka answer deta ho.
Ya phir aap ka content jis post ke content match karta ho backlink wahi se bnaye.
dosto agar aap janana chahte hai ki comment se backlink kaise banaye to mera ye post pura padhiye ga.
Comment se Backlink banane ka aasan Tarika.
Dosto comment se backlinks banane ka 3 tarika hota hai. jis se aap comment backlink bna sakte hai.
1:- bahut sare log comment backlink kuch es tarah banate hai .
jaise examples :-
koyi comment me kisi se puch rha hai backlink kya hai aur aap es ke upar artical likhe hai to niche jaise likha hu yayise likh sakte hai.
sir mai es post me backlink kya hai us ki jankari diya hu aap padh sakte hai . <a href=”https://goodglo.com/backlink-kya-hota-hai-backlinks-free-me-kaise-banate-hain/”> backlink kya hai free me backlink kaise banaye </a>
friends agar aap es code ko copy karna chahe to kar sakte hai but apne post ke hisab se notepad me paste kar ke edit jarur kare.
Us ke baad hi kisi ke comment me paste kare.
2:- Kuch log comment backlinks bina H.T.M.L code use kiye bhi bnate hai.
jaise Examples:-
sir aap jo question puche hai backlink kya hai mai apne es artical me backlink kya hai es ke bare me jankari diya hu link par click kar ke padhiye https://goodglo.com/backlink-kya-hota-hai-backlinks-free-me-kaise-banate-hain/
Es tarah se comment backlink banayege to aap ka link comment me dikhega.
Jis se aap ka link par click kar ke visitor aap ke page par jayege.
3:- Jyada tar log kuch es tarah se comment backlink banate hai.
Jaise Examples:-
backlink ke bare me koyi likha hai aur kuch baat jo us post me nahi likha hai aur aap us ke bare me likhe hai. to us ka link de kar bta sakte hai.
Bas itna likh kar apne name box me naam likhate hai. aur email box me email aur website wale box me apna website likh dete hai.
Phir comment post kar dete hai.
Es se un ke name ke upar koyi bhi click karega to yo jis bhi website ko website box me dale the un ke website par chala jayega.
Es tarah yo apne site ke liye yek backlink bna pate hai.
Comment Backlink Kis Tarah ke Page par Banaye.
Friends comment backlink usi page se banaye jis page se aap ke page ka content 60% match karta ho tabhi aap ke comment se aap ko profit hoga.
kahi se bhi backlink banayege to aap ko traffic to milega but yo log aap ke post ko pura nahi padhege.
Agar 60% content match karta rahega to jo bhi visitor aap ke post par aayege yo aap ka post pura padhege.
Es liye mai to yahi kahuga ki jiska artcial aap ke artcial se milta julta hai comment usi par kare.
Comment Backlinks HTML Code Kya hai.
comment backlinks ke liye HTML code dalte samay sabhi bindu par ache se dhayan de kuch bhi ghalti nahi hona chahiye.
<a href=””> </a >
Jaise Examples:-
Pahale jo question pucha gya hai us ko samghana hai <a href=”yha jis page ke link ka backlink bnana hai yo link daliye”> apne page ka title dale </a>
Phir jis bhi comment me apna bnaya huwa comment le ja kar paste kare us ke baad apna naam, email id aur apna website fill kar ke post comment par click kar de.
aap dekhege ki aap ne jo title diye the us me aap ka link set ho jayega.
Aur aap ke title par koyi click karega to aap jo link dale rahege us page par chale jayege.
dosto comment backlinks HTML code aur comment backlink kaise banaye
Janane ke baad comment backlinks SEO ke liye kitna fayedemand hai ese bhi jarur janiye.
Comment Backlinks SEO me kis Tarah Profit deta hai. ?
Comment backlinks SEO ke liye bahut jyada phayede mand sabit hote hai.
Kyo ki comment backlinks se aap ke page par bahut jyada visiter aate hai aur aap ka post padhate hai.
Agar aap ka post acha rahega to aap ke post par visiter jyada time tak rukege
Agar jyada time tak ruke to.
Google ko samgh aa jayega ki aap ka post acha hai phir google aap ke page ko acha rank dega.
friends agar aap es website par kisi bhi page se backlink banana chahe to bindas banaye.
Aap ke sabhi comment backline ko approvel milega.
Website ka Backlink Kaise Check kare.
Friends agar aap apne website ka backlink check karna chahte hai aur janna chahte hai ki aap ke website ke liye abhi tak kitna backlink banaye hai.
aap google me search kare free backlink checker aur aap dekhege ki sab se pahala website Ahrefs ka website dikhega.
Ahrefs website ka ye tool bahut hi acha hai website ka backlink check karne ke liye.
jis par click kar ke us website par jaye aur waha apna website type kare.
us ke baad sumbit kar de cepcha par click kare us ke baad aap jitana bhi backlink banaye hoge.
yo sabhi website aap ke samne display ho jayega phir aap check kar sakte hai ki aap kitna backlink bnaye hai.
Aur kis kis page se backlink banaye hai sabhi kuch details me dikh jayega.
Aaj aapne kya sikha
Friends Mai aasa karta hu ki aap comment se backlink kaise banaye aur kyo jaruri hai.
Sath me ye bhi jan paye hai ki comment backlink banane ke liye HTML code kya hai.
Aur backlink kaise check kare sabhi kuch ache se samgh aa gya hoga.
Friends mera ye post aap ko kaisa lga comment kar ke btayiye. aur agar acha laga to apne friends ke sath ye post share kare.
Ye Bhi Padhe.
Affiliate marketing kya hai aur affiliate marketing kaise kare click-kar-padhe
Friends agar aap Indian History, Investment, Fashion aur Technology ke upar artica padhana chahte hai to.
Aap es website ko subscribe kariye agar aap subscribe kar lege to jab bhi es website par post publice hoge.
Turant aap ke email par pura post ka artical chala jayega jis se aap aasani se padh payege.
FAQ:
उत्तर – किसी दुसरे वेबसाइट पर कमेंट करने के बाद जो बैकलिंक्स प्राप्त होता है उसी को कमेंट बैकलिंक्स कहते है!
उत्तर – जो वेबसाइट आप के वेबसाइट से मिलताजुलता (similar) है उस के कमेंट में अपना वेबसाइट का लिंक डाल कर बैकलिंक बना सकते है तथा लोगो के लिए कीमती (valuable) कंटेंट लिखे जिस से लोग आप के वेबसाइट को बैकलिंक दे!
उत्तर – ब्लॉगर अपने ब्लॉग वेबसाइट पर रेफरल ट्रैफिक पाने के लिए कमेंट बैकलिंक बनाते है इसका उदेश्य मुख्य रूप से रेफरल ट्रैफिक पाना होता है!
उत्तर – जी बिलकुल काम करता है कमेंट बैकलिंक के द्वारा रेफरल ट्रैफिक मिलता है इसके अलावा कमेंट बैकलिंक से और कुछ फायदा नहीं है!
Leave a Reply