APJ Abdul Kalam kaun hai ?Abdul Kalam ka Jivan parichay ?

APJ Abdul Kalam kaun hai, Agar aap Abdul Kalam ke bare mein padhne ke liye is article per Aay Ho. To Aaj is article ko aap ek bar pura Jarur padhna!

Ek Bar pura padhne ke bad aapko Abdul Kalam ke bare mein. Kuchh Bhi Jaanne ki jarurat Nahi padegi.

Kyunki is article Mein. Humne aapko inke bare mein full detail Mein Jankari Di hai, Jaise Abdul Kalam ka Janm Kab Hua,

Abdul Kalam ki mrutyu kab Hui, Abdul Kalam kitne padhe likhe the, Abdul Kalam ke Mata Pita Kaun Hai,

Abdul Kalam ke Mata Pita Kya Karte The, Abdul Kalam kaun se Dharm se Taluk rakhte the, Abdul Kalam itne prasiddh Kyu hue,

Aur ham Aakhir Mein. Abdul Kalam ke Kuch Aise fact janenge, jinko Ham Apne Jivan mein follow karke kuch bhi Hasil kar sakte hai,

Agar aap student ho to yah artical aapke liye bahut jyada jaruri hai, Kyunki yah exam Mein. Jarur Pucha Jata Hai, Abdul Kalam ke bare mein, ki Abdul Kalam Kaun Hai, To Chaliye start Karte Hai,

APJ Abdul Kalam kaun hai ?Abdul Kalam k Jivan ki kahani in hindi
APJ Abdul Kalam kaun hai

Abdul Kalam kaun hai ?

APJ bdul Kalam Kaun the, Abdul Kalam Ek Jainu Labhden the, Inca angreji Naam (APJ Abdul Kalam) tha. Abdul Kalam ko missile man Naam Se Bhi log Jante the.

Aur Abdul Kalam ko Bharat ke Rashtrapati Naam Se Bhi Jana Jata Hai, Kyunki Bharat ko Azadi milane ke bad. Abdul Kalam ko 11bha purv Rashtrapati Banaya Gaya Tha.

Aur iske sath mein. APJ Abdul Kalam Ek mashhur vaigyanik bhi the, vaigyanik ke sath mein Abdul Kalam engineer bhi the, Aur iske sath mein Abdul Kalam lekhak,

bhi rahe hai, unhone Kafi books likhi hai, Jo Ham aapko Aage bataenge, To Chaliye aage Padhate hai,

APJ Abdul Klam ka Janm kab hua ?

Dosto Abdul Kalam ka Janm. Ek machuare Parivar mein hua tha Inka Janm 15 October 1931 Rameshwaram Gaon Mein hua tha,

Abdul Kalam Kyu prasiddh Hai ?

Abdul Kalam Ji Bachpan Se Hi bahut Hoshiyar the. Aur padhai Mein Hamesha Tej rahe hai, Abdul Kalam Bachpan Mein Hi padhaai. ke sath Akhbar. aur magazine Bechne ka kam Kiya Karte The,

Or padhaai Karte Karte Abdul Kalam Anek Naam Se prasiddh Ho Gaye, Jaise Abdul Kalam Ne vaigyanik ki padhaai puri ki.

Iske bad Inko Abdul Kalam vaigyanik. Naam Se Jana jata tha, Aur FIR Bhart Desh Azad hone ke bad, Abdul Kalam ko 11bha Rashtrapati Banaya Gaya Tha, isse pahle Abdul Kalam Jab vaigyanik ka kam kar rahe the,

To inhone missile Banane ka kam Kiya tha, Jab yah missile Banane Mein Kamyab ho gaye the, To Abdul Kalam ko missile man Naam Se Bhi log Jaanne Lage.

Aur Abdul Kalam Pramukh Roop se missile Mein Naam Se prasiddh hai,

APJ Abdul Kalam ji Kamyab kaise hue ?

APJ Abdul Kalam Apne Jivan Mein Kaise Safal Hue, aur Abdul Kalam missile man vaigyanik, Bharat ke Rashtrapati, Kaise Bane.

To Chaliye Jante Hai, Dosto Sabse Badi Baat kamyabi pane ke liye yah hai, ki aapka Ek target Hona chahie. Jo Abdul Kalam Ka Tha. Aur Iske bad Sabse Badi Baat yah aati hai ki Apne target ko Hasil karne ke liye mehnat karne ka Josh Hona bahut jaruri hai,

Jo aapko aapke target Tak Lekar Jaega,

Ab Ham Jante Hai, Ki

Abdul Kalam ki shuruaat Kaise Hui ?

Abdul Kalam ki shuruaat Jab Hui. Jab unhone cycle se Akbar aur magazine Bechne ka kam Shuru kiya tha,

Ya kam karne se Abdul Kalam ki Adhik kamai Nahi Hoti Thi, Lekin Fir Bhi Abdul Kalam ke kam se jo paise kamte the. us paise se Abdul Kalam ke ghar ka kharch chal Jaya Karta Tha,

Aur Sabse Badi Baat yah hai, ki Akbar aur magazine Bechne ka kam karne ke bad Jo samay bechta tha,

Baha Samay Abdul Kalam Kafi mehnat, ke sath padhai Karte The, Aur APJ Abdul Kalam Bachpan Se Hi bahut Hoshiyar the, kafi mahnat Karane ki vajah se Abdul Kalam. Safal ho paay the,

Aur Abdul Kalam ki sabse mahatvpurn Baat yah hai, ki Abdul Kalam har roj Kuchh Na Kuchh naya sikhane Ki Chahat rakhte the,

Jab Abdul Kalam engineer college mein. Admission karane ke liye ja rahe the. to unke Parivar Walo Ne mana kar diya tha. Ki Tum padhaai Nahi Karoge,

Lekin Abdul Kalam Ne. Haar Nahi Mani to Unki bahan aur Abdul Kalam ke Dada. Ne unhe Himmat De Aur Abdul Kalam ki bahan ne, apne Sare Zebrath bech Diye, jisse Abdul Kalam Ne admission karaya.

Abdul Kalam Kahate Hai. ki agar us Din Meri Bahan aur Mere Dada  Mera Sath Na dete. To main Kamyab Na Ho pata

isase Hame yah sikhana chahie ki agar Hamare Parivar Mein. Koi padhna Chahta Hai, To Hame usko padhaai karne se Mana nahi karna chahie balki Hame uska Sath Dena chahie,

Abdul Kalam ki Jayanti kab manae Jaati Hai ?

Abdul Kalam ki Jayanti kab manae Jaati Hai, To Chaliye Jante Hai. Dosto sabse pahle Ham yah Jante Hai, Ki Jayanti kya hai, aur Jayanti Kise Kahate Hai,

Agar aap Jayanti kya hai, Kise Kahate Hai, ya Jaan Loge. To aap Kisi Ki Bhi Jayanti aasani se pata kar sakte ho. ki Jayanti kab manae Jaati Hai, Jayanti kya hai.

Jayanti kya hai Chaliye Jante Hai,

Jab Kisi vyakti ka Janm hota hai, To vah tarikh Vahi Din Jo 1 Sal Mein Laut kar aata hai, to Usi Din Jayanti manae Jaati Hai,

Jaise Abdul Kalam ka Janm 15 October 1931 mein hua tha, to Kalam Ji ki Jayanti Sal Mein Jab October Ka Mahina aata hai, To Abdul Kalam ki 15 October ko Jayanti manae Jaati Hai,

Jayanti Kise Kahate Hai, Dosto jaise ki aapane Upar pada hai, ki Jab Kisi vyakti ka Janm Hota Hai. to agale Sal Mein. Jab vah tarikh Aaegi to Jayanti manae Jaati Hai,

Lekin ab Ham yah Jante Hai, ki

Jayanti Kise Kahate Hai,

To Dosto main aapko Bata Du ki janmdin ko Jayanti Kaha jata hai, Aur isko English mein birthday bhi Kaha jata hai,

APJ Abdul Kalam ki Mrityu Kaise aur kab Hui ?

Abdul Kalam ki Mrityu Achanak hui thi, Chaliye Jante Hai, kab aur kaise Hui Dosto APJ Abdul Kalam ki Mrityu 27 July 2015 Mein meghalay ke pass Shillong Gaon Mein hui thi,

APJ Abdul Kalam ki Mrityu Kaise Hui. Abdul Kalam Jab Shillong ke Ek college mein lecture de rahe the.

Tu Abdul Kalam ko Achanak Ek dauda Pada dauda padhne per Abdul Kalam Ji ko aspataal. Le Jaya Gaya. vaha per Le jaane ke bad Abdul Kalam ki. Thodhi der bad Maut ho gai.

FIR Uske bad Abdul Kalam ko unke Gaon Le Jaya Gaya, vaha per unko 30 July 2015 ko antim sanskar Kiya gaya tha,

Abdul Kalam ka pura naam kya hai ?

Dosto Abdul Kalam ko vaise to Anek Naam, Se Jana Jata Hai, jaise ki missile Men, vaigyanik, scientist, Lekhak, Aadi, Naam Se Jana Jata Hai.

Lekin Abdul Kalam. ka pura naam (Abdul Pakir jainulabdeen Abdul) tha, inke naam ko short Mein (APJ Abdul Kalam) Kaha jata hai,

Abdul Kalam ke Mata – Pita ka naam kiya hai ?

APJ Abdul Kalam ke Mata Pita ka naam kya hai, Chaliye Jante hai, Abdul Kalam Ek Muslim Parivar Se Hai.

Abdul Kalam ke Mata Pita bhi Musalman the, Abdul Kalam ke Pita ka naam, Jainulabuddin marakayar tha, Unke Pita Ek machhuare the. yah Machhali Pakda Karte The,

Aur usko bech kar apne ghar ka kaam Kaaj Chalaya Karte The. Abdul Kalam Ek Garib Pariwar say the,

Lakin APJ Abdul Kalam ne Kuchh Samay ke bad Naksha hi Badal kar Rakh Diya,

Aur Abdul Kalam ki Mata ka naam Ashiamma jainulabiddin in ki Mataji housewife thi,

Abdul Kalam ki study

Dosto Abdul Kalam vaigyanik, missile man, Lekhak the. Lekin banne Se Pahle Abdul Kalam Ne padhai ki thi,

Abdul Kalam Ne pahle 10th pass kiya, Uske bad Abdul Kalam Ne. 12th pass kiya, 12th pass karne ke bad,

Abdul Kalam Ne graduation pura Kiya Yah pura karne ke bad. inhone vaigyanik (scientist) ki padhaai puri ki. vaigyanik banne ke bad. Abdul Kalam Ne missile Banane wali company ke sath kam Kiya.

Jab Abdul Kalam missile Banane Mein Kamyab Ho Gaye. To Abdul Kalam ka naam missile man Pad Gaya,

Abdul Kalam ke fact

Ab Ham Abdul Kalam ke Kuchh Fact ke bare mein janenge,

Abdul Kalam ka sabse bada fact yah Hai, Ki Abdul Kalam Hamesha Apne balo ko bada kar rakhte the,

Abdul Kalam balo ko bada kar isliye Rakha kar rakhte the, ek Kan Aadha tha isliye Abdul Kalam Apne kan Ko Dhak kar rakha Karte The,

APJ Abdul Kalam ka dusra fact yah hai ki Abdul Kalam 1 Muslim Parivar Se Hai

APJ Abdul Kalam ka sabse bada Fact yahi hai ki Abdul Kalam itne Bade aadami the lekin unke Pita Ek machhuare the,


Lekin sabse bada fact Abdul Kalam Ka Yahi Hai, Ki Abdul Kalam ki Mrityu dhoda padne Ke Karan hui thi,

Aur Abdul Kalam ka fact yah bhi hai. ki Abdul Kalam ko missile man bhi Kaha jata tha hai, Aur Abdul Kalam Ek scientist bhi the,

Highe price click here

Low price Click here

Ise bhi padhe

aap ko mera yah artical kaisa lga comment kar batiye aur agar achcha lga to dosto ke sath share kare

2 thoughts on “APJ Abdul Kalam kaun hai ?Abdul Kalam ka Jivan parichay ?”

  1. बहुत ही सुंदर तरीके से बताया है श्रीमान जी आपने, कलाम जी के बारे , बैहतर और रोचक जानकारी मिली …………

    Reply

Leave a Comment