Bhagat Singh Kaun Hai ? Bhagat Singh ka Jivan parichay Hindi mein ?

Hello Friend, Friend Aaj ke es artical mein ham janenge, ki Bhagat singh kaun hai, Aur bhaget singh ka jiven parichay kiya hai,

Sab Kuchh janenge, Ham Bhagat Singhji ke bare mein Hindi mein aur iske sath mein. Ham Bhagat Singhji ka Janm Kab Hua, Ye bhi padenge,

​Bhagat Singhji ke Pita, iske sath mein Bhagat ji ki Mata Kaun hai ,

Aur Unka pura naam kya hai, Bhagat Singh ne Kitni padhaai Kari Thi, Bhagat Singhji ka naare kaun kaun se Hai,

Bhagat Singhji jail Kyu gaye the, Bhagat Singhji ki pustako ke naam kya kya hai, Bhagat Singh ko Phasi kyu Di Gai Thi, Yah sab Kuchh janenge,

Aur iske sath mein, Ham yah Bhi padenge ki Bhagat Singhji. ko sabse pahle aatankwadi Kisne Kaha tha,

Tatha Bhagat Singhji ki cast kya hai, Aur Bhagat Singhji Ki Maut kab Hui, Aur kis Karan Hui, Sab Kuchh janenge Hindi mein.

Tu Chaliya start Karte Hai,

Bhagat Singh Kaun Hai ? Bhagat Singh ka Jivan parichay Hindi mein ?
Bhagat Singh kaon hai

Bhagat Singh kaun hai ?

Dosto Bhagat Singh bharat wasi Hai, Aur Bhagat Singhji Swatantrata senaniyo Mein Se Ek Hai,

Bhagat Singhji ne bhi Bharat ko Azad karane Mein, Apna ful yogdan Diya Hai, Aur iske sath mein Bhagat Singhji ne Krantikari ke Chandrashekhar Azad party ke sath Milkar Bharat ko Azad karvane Mein madad ki thi,

Aur Jis Samay Bhagat Singhji ne Bharat ko Azad, karvaya tha us Samay British Sarkar Ki Hukumat Hamare Bharat Par Chal Rahi Thi,

Bhagat Singh ka Janm Kab Hua

Bhagat Singh Jaise Mahan Purush ka Janm Kab Hua, Yah Kaun Nahi Janna chahega to main aapko Bata Du, Dosto Bhagat Singhji ka Janm 27 September 1907 mein hua tha, Jab Bhagat Singh ka Janm hua tha. To us Samay Bhagat Singh ke Mata Pita Pakistan mein Rahte the, Pakistan main (banga Naam) Ka Ek Gaon Hai. Is Gaon Main Bhagat Singh ka Janm hua tha,

Bhagat Singh ke Pita ?

Bhagat Singh ke Pita kaun hai. aur Bhagat i ke Pita Kya Karte The, Dosto Bhagat ji ke Pita ka naam (Sardar Kishan Singh) the,

Dosto Bhagat Singh ke Pita Rashtriya Andolan Main, Kai Baar hissa le chuke hai,

Aur is rashtriy Aandolan ki vajah se Bhagat Singhji ke Pita Kai bar jail bhi Ja chuke hai, Bhagat Singhji ke Pita Aksar jaile Jaate Rehte the,

Bhagat Singh ki Mata

Dosto aap Bhagat Singhji ke Pita ko to Jaan hi Chuke Ho Gaya. Aur Bhagat Singh ke Pita ka naam bhi Jaan Chuke Hoge,

Lekin ab Ham Bhagat Singh ki Man ka naam Jante Hai, Bhagat Singhji ki Mata ka naam (Vidyavati) tha

Bhagat Singhji ka pura naam kiya hai ?

Bhagat Singhji ke Chacha 2006 mein Dono, Angrejon ke khilaf Aandolan chala rahe the, Aur Azad Bharat ko karane Mein Lage Hue The,

Lekin Jab Bhagat Singhji ka janm hua tha. To us Waqt Bhagat Singhji Ke Chacha ko jail Se riha Kiya gaya tha,

To us Samay Bhagat Singhji ki Dadi Ne. Bhagat Singhji ka naam (bhanga wala) Rakha tha

iska matlab hota hai, Acche Bhagya wala, lekin bad Main Bhagat Singhji Naam Rakha Gaya,

Bhagat Singh ne Kitni padhaai kari

Dosto Bhagat Singhji ne apni padhaai, Gaon Mein hi shuru ki thi. Lekin Bhagat Singh Gaon Mein Jyada Din padhaai Nahi kar sake,

Gaon Mein padhaai. Sirf Five class Tak Kari thi, Uske bad inke Pita ne (Anglo Vedic high school) mein admission karaya tha, Yah College Lahore mein sthit hai,

Lekin Bhagat Singhji Jyada Samay. Tak is college mein padhaai nahi kar sake. Bahut hi kam Umra Mein Bhagat Singhji Gandhi ji ke Saath.

Asahyog Andolan Mein jud gaye, Aur Bharat ko Azad karane ke liye Lag Gaye,

Bhagat Singh Ka Nara

Bhagat Singh ke Anek Nare Rahe Hai, Usmein se Ham Kuchh naro ko padenge.
1.Inqlaab jindabad

2.Samrajya baat ka naash ho,
Rakh ka Har EK Kar Meri Garmi Se gatiman Hai,

3.Main Ek Aisa Pagal Hu. Jo jail mein bhi Azad hai,

4.Jaruri nahi tha, ki Kranti Mein abhishapta Sangharsh Shamil ho, ya Bam aur pistol ka Nahi Hai,

4.Vyaktiyo ko Kuchal kar dil ke vicharo Ko Nahi Mar Sakte,
Premi pagal aur Kabhi. Ek Hi chij Se Bane Hote hai,

Bhagat Singh jail Kyu Gaye

Dosto Bhagat Singh ko fansi dene. ke bad kiranjit ne bataya tha. ki assembly Mein Bam fenkane ki ghatna Mein.

Bhagat Singh ko girftar kar liya gaya tha. ISI vajah se Bhagat Singhji ko jail Jana Pada.

Bhagat Singh ne jail mein kaun si Pustak likhi

Bharat ko Azad karvane ke liye. Bhagat Singhji Ek Aisa Mahan Purush Hai, Jinhone sirf 24 Sal Mein Hi Apni Jaan Kurban kar de. Bharat desh ko Azad karvane ke liye,

Lekin Bhagat Singhji jab Gandhiji ke sath Aandolan chala rahe the. To Bhagat Singhji ko jail mein band kar diya gaya tha,

Bhagat Singhji ne jail mein Hi Ek Kitab likhi, Jiska Naam Hai, (Bhagat Singhji Ki Jail Dayari) is Book main Bhagat Singhji ne Apne vicharo Ko likha hai,

ki vah Bharat ke liye kya karna chahte the,

Agar aap is book ko kharidna chahte ho. To is book ki link niche Di gai hai, Aap niche Di Gai link per click Kare aur Sidhe aap apne ghar. per yah book mangwa sakte ho, Aur padh sakte ho, bahut hi kam price Mein.

Kharidne ke liye click Kare

Phaansi Kyu Di Gai Bhagat Singh ko

Bhagat Singhji ko fansi kyu Di Gai Thi, Isko Jante Hai, Bistar mein. Dosto Bhagat Singhji Us Waqt se Lala Lajpat Rai Ki Maut Ka Badla. British Sarkar se Lena Chahte the,

Lekin Bhagat Singhji ne Dhokhe se saunders ko galti se James Scott samajh liya. Aur Unki Bhagat Singhji ne Hatya kar di.

ISI vajah se Bhagat_Singh ko jail mein band Kiya gaya tha, FIR Sarkar Ne Bhagat Singhji ko. fansi ki Saja Suna De aur 23 March 1931 ko Bhagat_Singh ko fansi di Gai thi,

Bhagat Singh ko sabse pahle aatankwadi Kisne Kaha

Bhagat Singhji Ek Mahan Purush Hai, jisne Bharat ko Azad karvane ke liye Apni Jaan De Di.

Lekin Bhagat Singhji ko rashtriy Bhawan NE unhe aatankwadi bataya Hai, Kyu bataya Hai yah Jante Hai, Jab Bhagat Singhji ki mrutyu ho gai.

Uske bad Bhagat Singhji ki Jayanti manae Jaane Lagi. Jayanti Har Sal manae Jaate hai, Lekin Bhagat Singh ki Jayanti manae Jaate Hai, To Har Sal Rashtriya Bhawan Ke Log Kahate Hai,

Ki Bhagat Singhji ko Shahid hone ka darja nahi. diya Jaaye Bhagat_Singh Ek aatankwadi The. unhe Isliye Kaha Jata Hai.

Aatankwadi Kyunki Bhagat Singhji Bachpan Se Hi bahut Joshi the kabhi kisi se darte nahi the. Unhone saunders Ka Murder kar diya tha,

Isiliye unhe aatankwadi Kaha jata hai,

Bhagat Singh ke kitne bhai the

Agar Ham Bhagat Singhji ke bhaiyo ki baat kare to Bhagat Singhji ke bhai 5 the, Bhagat Singhji ke sabhi Bhai Bahadur the. aur sabhi ka Parichay alag alag hai,

Bhagat Singhji ke sabse bade bhai, ka naam hai

(kultar Singh)

Uske bad dusre bhai ka naam hai

(Ranbir Singh)

Agar Ham Bhagat Singhji ke teesre bhai Ke Naam Ki Baat kare to Inka naam

(Kulveer Singh)

Tha aur Bhagat Singhji ka chauthe bhai ka naam

(Rajendra Singh)

Tha aur aakhira Rajendra ke bad (Bhagat Singhji) ke 5 main bhai ka naam (Jagat Singh) tha,

Bhagat Singh ke Rochak bate

Bhagat Singhji aise Mahan Purush hai. jo Itihaas ke panno mein Hamesha ke liye darj ho chuke hai, Itihaas Mein Naam Likhwa Na Koi Aasan kaam Nahin Hai,

jinko Ham Hamesha Bachpan se padhte aur sunte rahe hai, Lekin Kuchh Unki Aisi bate Hai, Jo Koi Nahin Jaanta. To Chale Ham Jante Hai, Kuchh Bhagat Singhji ke fact ?

Bhagat Singh fact

1. Sabse bada Bhagat Singhji ka fact ye hai. ki Bhagat Singhji ke Mata. Pita Bhagat Singh ki shaadi Karana Chahte the.

Lekin Bhagat Singhji shaadi nahi karna chahte The, Isliye apne ghar Hi. Chhod Diya.

Aur vah Apna Ghar Chhod Kar Kanpur Chale Gaye aur vahan per jakar Rahane Lage. Bhagat Singhji Kahate the. Agar meri shaadi angrejon ke Raj Mein ki Gai, To Main Apni Jaan de dunga.

Kyunki Main Apni shaadi Azad Desh Mein rahakar karna chahta hu.

2. Aur Bhagat Singhji ka sabse bada Fact ye bhi hai, ki Maut Nahi hui thi Bhagat Singh Ko fansi dekar Mara gaya tha,

3. Bhagat Singhji Hamesha Gandhiji ke sath mein. rahakar Bharat desh ko Azad Karana Chahte The,

Isliye Bhagat Singhji ne shaadi Nahi. Ki lekin Bhagat Singhji ismein Kamyab Nahi Hue us se pahle vah Shahid Ho Gaye.

Last Fact

4. Bhagat Singhji ji Ka 4 fact yah hai, ki unhone Sukhdev ke sath Milkar Lala Lajpat Rai ko marne Ka Badla lene ka plan banaya tha,

Lekin Uske Badle Mein Bhagat Singhji ne, Dhokhe se (James Scot) Ko Goli maar Di. iski vajah se Bhagat Singhji ko British police Ne kaid kar liya.

Aur unhen jail mein band kar diya Gaya,

Dosto Bhagat Singhji ko fansi kyu de gai, ager aap sach janna chahte ho to is book ko jaror padhna, ismein full detail Mein, bataya gaya hai

Agar aap is book ko kharidna chahte ho. to niche Di Gai link per click Karen aur apne ghar per home delivery kara sakte ho,

Bhagat Singh Kaun Hai by BBC

??Click here

Dosto Bhagat Singhji ki tarah. Itihaas ke Mahan Purush Aacharya Ramchandra Shukla kaun hai.

Agar aap inke bare mein. sari Jankari prapt karna chahte ho to niche Di Gai link per click karo.

Aur is article ko pura padho. is article Mein Aacharya Ramchandra Shukla ke bare mein. Sab Kuchh bataya gaya hai, ???

click here

Itihaas mein se ek Mahan Purush. Jiska Naam Hai. Bheemrav Ambedkar. Agar aap unke bare mein padhna chahte ho.

To niche Di Gai link per click Kare Aur artical Ko padhe???

?? click here

Kisi bhi dukaan ka product. Agar aap online bechna chahte ho. to is artical ko Jarur padhe, Naseeb product online Kaise Dekhen

product online Kaise beche

Leave a Comment