12 Rabi ul Awal 2022 – Eid milad-un Nabi Kyo Manaya jata hai? in Hindi

Dosto aapane 12 Rabi ul Awal naam. Jarur Suna hoga, is Din Ko Itna mahatvpurn Kyo Mana jata hai.

Is Din mein. Log Khushiya Kyo manate Hai, Aur 12 Rabi ul Awwal ko. log juloos Kyu nikalte Hai.

Bara Rabi ul Awwal ko kya hua, 12 rabi ul awal ke din kya karna chahie.

12 Rabi ul Awwal ko kaise Manana chahie, 12 Rabi ul Awwal ko, kab start Kiya gaya tha.

Yah sab Kuchh janenge, Hindi mein. Puri jankari, Aur iske sath mein, Yah Bhi janenge ki Saudi Arab Mein.

12 Rabi ul Awal kab hai, Aur Pakistan mein. 12 Rabi ul Awal kab hai, Aur ager aap googal mein. saerch kar rahe ho.

ki 12 rabi ul awal ke bare mein. To Aur 12 rabi ul aewal ke bare mein. jankari Hasil karna chahte ho.

To aaj aap bilkul sahi Jagah, Per A Chuke Ho, is article main.

Aapko 12 Rabi ul awal ki. Full detail Mein, Jankari milegi, To Chaliye Jante Hai.

12 rabi ul awal

12 Rabi ul Awal india mein kab hai

Dosto 12 Rabi ul awal ka, Tyohar Har, Sal Manaya jata hai, Aur 12 Rabi ul Awal, ko barawafat Naam.

Se Bhi jana jata Hai, Dosto Bara Rabi ul Awwal Islamic calendar, ke mutabik,

Teesre mahine Mein, manai Jaati Hai, Aur barawafat islamic calender ke mutabik, Teesri mahine Mein,

12 tarikh ko Manai Jaati Hai. Baise hi is bar bhi India mein,

Rabi ul Awal Islam calender ke mutabik teesre mahine ke 12 tarekh ko Manaya Jayega,

Aur angreji tarikh 9 October 2022 ko hai,

India mein 9 tarikh ko, Barawafat Manaya Jayega,

12 Rabi ul awal kyu Manaya jata hai

Dosto ab Hame janenge. ki 12 Rabi ul Awal Aakhir kiyon Manaya jata hai, Ya Tiyohar. Itna popular Kiyon Mana Jata Hai,

To Dosto main aapko Bata Du. ki Islam ke calender ke mutabik, Teesre mahine ki 12 tarikh ke,

Din Hamare Nabi Pyare Muhammad Mustafa Sallallahu taala alayhi wasallam ka  janm hua tha,

Isiliye yah din bahut Khushi Ka Mana jata hai,

Aage padhen

Aur Sabse Badi Baat yah hai, ki yah Hamare Nabi Aakhri Nabi Hai, In ke bad Koi Nabi Nahi aaega!

Dosto Islam calender, Mein teesre mahine mein. 12 Rabi ul avval Ka Mahina aata hai, Aur is mahine ki,

shuruaat ke sath mein hi. Sari Duniya ke Musalman Eid miladun Nabi.

Ya FIR Ham, Eid a Milad, Ya FIR iska dusra Naam, mawlid le sakte hai, Is tyohar ke taiyariyon Mein,

Muslim Log mahne ki 1 tarikh se he lag jate hai, Muslim samuday, ke baad badhe Bujurg ka Manana hai,

ki Islam Dharm Main. Aakhiri Paigambar Muhammad Mustafa Sallallahu taala walaihi vasllam ka Janm 12 Rabi ul Awwal ko hi hua tha.

Musalmano ke Paigambar Mohammad Ka Janm Din, manane ke liye gharon ko Sajaya jata hai,

Hi duniya bhar ke sare Musalman. Islam Dharm ke paigamber Mohammad Mustafa Sallallahu Tala wale vasllam.

ka janmdin bahut hi dhumdham Se manate Hai,

Aur uske sath mein, Islam Dharm Ke Logo, Ka Manana Hai. Ki Aakhre paighamber Muhammad Mustafa Sallallahu Tala Ali wsalam,

ko Allah Tala ne farishto ke jariye. Quran Sharif ka Sandesh diya tha, Aur Paigambar Muhammad Mustafa Sallallahu Tala wale vasllam ke,

Sadke Musalman Logo Ko Quran mila hai, Dosto Muslim samuday ke bahut Sare alag alag bujurgo,

ka Manana Hai, Ki Mohammed mustfa Ka janmdin Islami. Sanskrit Main Koi, Sthan Nahi Rakhta hai,

Lekin Bharat mein, Unke janmdin ko Kafi dhumdham se Manaya jata hai,

Rabi ul Awal ke din kiya hota hai

Rabiul avval ke, Din kya hota hai, Agar aap Janna chahte ho, To agaye is article ko Jarur padhna,

Dosto main aapko Bata Du. 12 Rabi ul Awwal Ek bahut hi, Aham Din Hai, Yah badhi aur Khushi Ka Din Hai,

Aur musalmanon Ke Tohar Mein. Sabse bada tyohar 12 Rabi ul Awwal Mana Jata Hai, Is tyohar Ke Din,

Har Koi vyakti Apne gharo Ko sajata Hai, Galiyon Ko sajata Hai, Masjido ko sajata Hai, Magar ko sajate hai,

Aur apne Har Gaon, kasbe, Shahar, Basti, Jile, Har Jagah, se juloos nikale Jaate Hai, Aur is Din,

Hame Apne Musalman hone, ka Saboot pesh karna Hota Hai,

Rabi ul awal ke din julos kyu nikala jata hai

Rabi ul avval. ke din juloos Kyon nikala Jata Hai, Dosto agar aap, Janna chahte ho, To aage.

Jarur padhe, Dosto 12 Rabi ul avval ke din isliye juloos nikala Jata Hai. Kyunki yah Din musalmano ka sabse, Ahem Din Hai, Is Din.

Hamare Nabi Sallallahu Tala wali vasllam ka Janm hua tha, Agar Hamare Nabi, Is Duniya Per Tsharif Nahin late,

Suraj Nahi banaya jata, Agar Nabi tashrif Nahi late to Chand Nahi banaya jata, Agar Nabi tasrif Nahi aate,

Duniya Nahi Banai jaati, Agar Nabi tashrif Nahin laate. To Ham musalman bhaiyon ko Islam Nahi, Mil Pata,

Hamre Agar Nabi Nahi, Aate To Hamen Quran Nahi Milta. Agar Nabi tashrif Nahi late, To Hame namaj Nahin milati,

Aur Agar Nabi Nahi Aate, To Hame Jeene Ka Tarika Nahi Milta, Isiliye juloos nikala jata hai,

Warafat ki shuruat kab hui

Dosto ab Ham yah janenge. ki sabse pahle. Aur sabse pahle kis, jagah per Eid miladun Nabi. Ka tyohar Manaya gaya tha,

Dosto main aapko bata, do sabse pahle Eid miladun Nabi Ka tyohar. Sabse pahle 11 shaadi ko.

Mishra Shahar Mein. Manaya gaya tha, Aur fitni ke sultan Ne. Manaya tha, Lekin us Samay unhone tyohar Ki,

Tarah Nahi. Manaya tha, 12 Rabi ul Awwal ko, 4 Shadiyon ke bad. Tyohar manana. Shuru Kiya gaya tha, Kyunki.

Hamare Nabi ka Janm. ISI Din hua tha, Aur Hamare Nabi Ki wafat,

Bhi 12 Rabi ul Awwal ko hi hui thi, Isiliye isko warafat bhi Kaha jata hai,

Rabi ul awal ka tyohar kaun se dharm ke log manate hai

Rabi ul Awwal ka tyohar. Hamare Nabi Ki paidaish Ki. Khushi Mein. Manaya jata hai, Lekin Sabse Badi Baat,

Yah aati hai, ki yah Tyohar kaun kau. Dharm Ke Log banaa sakte hai, To mai. Aapko Bata Do,

Ki Rabi ul avval ka tyohar, Har vyakti Nahi, Mana sakta hai, Lekin jo vyakti Hamare Nabi.

Muhammad Mustafa Sallallahu taala Alaihi vasllam ko. Jo Apna Paigambar mante Hai. vah vyakti Rbi ul awal ka tyohar Manata hai.

Lekin ab Baat aati hai, ki dusre Dharm Ke Log, Yah tyohar Mana sakte hai, ya nahi. To main aapko bata do,

Yah tyohar Har vyakti Mana sakta hai, Lekin usse pahle Hamare Nabi, Muhammad Mustafa Sallallahu taala Alaihi Wasallam,

ko apna Paigambar Manna Hoga, Aur unke Upar Imaan Lana Hoga,

jab hi vah vyakti is, Tohar Ko Mana sakta hai,

Is tyohar ko kis kis naam se jana jata hai

Hamare Nabi Muhammad Mustafa. ki paidaish, Islam ke, Teesre mahine. ki 12 tarikh ko hua tha,

Isliye Bara Rabi Awwal ko. Anek Namo se a Jana Jata Hai. Lekin ab Ham, Yah janenge ki,

Is tyohar ko kis kis naam se Jana jata hai,

  • barawafat
  • Rabi ul Awwal

Etc, Anek Naam Se Jana jata hai,
Dosto Bara Rabi ul Awwal, ka naam Kaise Pada,

Chaliye Jante Hai, Dosto Bara Rabi ul Awwal, ke din Hamare, Nabi Mohammed Ka. Janm hua tha,

Isliye is Naam, Ke teesre mahine, ke 12 tarikh ko Rabi ul Awal ka din kahan jata hai,

Ab Ham Yah Jante Hai Ki is tyohar ko Barafat ke naam se kyu Jana jata hai. To main Aapko bata.

Du dosto 12 Rabi ul avval, ke din Hamare. Nabi Ka janm hau, tha, Aur ISI Din Hamare Nabi Ki,

wafat hui, thi. Isliye is tyohar. Ko Wafat bhi Kaha jata hai,

Rabi ul Awal ke din kiya karna chayie Aur kiya nahe karna chayie

Rabi awal ka, Tyohar Khushi Ka Din, Hota Hai, us Din kuch Baatei aisi hai, Jo Hame Nahi Karni chahie,

Is Din Hame, Apne Nabi. ko Khush karna hota hai, Aur Hame Apne Gunaho ko Maaf karvana hota hai,

Lekin Hame Maloom Nahi hota hai. ki 12 Rabi ul avval ke Din kya karna chahie. Aur kya nahi karna chahie,

Lekin aap ko Chinta lene, ki koi baat nahi hai, Aage is article ko. padhiye, Ismei bataya gaya hai,

ki 12 Rabi ul avval ke, Din kya nahi karna chahie. Dost Mein, Ek bahut badha Din Hai, Is Din Hamare Nabi Ki paidaish hui thi,

Agar Hamare Nabi Nahi Aate, To Hame namaj Nahi milati, Namaj Hamare Nabi Ke Sadke mein mili hai,

Agar Hamare Nabi nahi aate. To Hame Jeene Ka Tarika Nahin Milta, Agar Hamare Nabi Duniya mein tashref Nahi late.

To Hame Islam Nahi Mil Pata, Ham Sunni Musalman Hai, Hamen Apne Musalman hone Ka Izhaar Karna chahie.

Is Din Hame Jyada Se Jyada Namaz padhne chahie, Hame Apne Gunaho ki maafi mangna chahiye,

Dosto is Din Bhul Kar Bhi, Hamen Sharab, Nasha, Aur jina. Se Bachana chahie, Is Din Hamen Apne gharon,

Ko Sajana chahie, Hamare Nabi. Ne Nahi kaha ki, Apne gharon Ko. Jyada Paisa kharch Kare, Jyada Se Jyada Sajan,


Nabi ka farman

Lekin Hamare Nabi Ne farmaya ki. Mere paidaish Wale Din sirf ek he balb laga dena. Lekin usse yah izhaar Hona chahie.

ki aap Khushiyan Mana rahe hai, isliye Hame in Baton ko Hamesha Dhyan Rakhna chahie.

Apne Ghar Ko Bhi Jarur Sajana chahie, Aur Hamare gharon per jhanda bhi Lagana jaruri hai,

Aur juloojjjs, Har Shahar, har Basti, Se Jolus nikala Jata Hai,

Har Musalman ka farj banta hai, ki juloos ke din.

Har Kisi Ko uske sath Shamil Hona chahie. juloos Mein ghumna chahie,

Jolus bale din bole jane bale Naare

Jolus jab Nikala jata hai, To kuchh Nare bole jate hai, Jo ham Padhenge, To chliye start karte hai,

Dosto Milad un Nabi. Per sabse jiyda. Naare Takbeer bola jata hai, Or iske saat mein bahut sare nare bole jate hai,

Example..
Naare Nisalet
Ya Gous

Aur bara Rabi ul awal bale din. Ye bhi bola Jata hai, (Aaj kiya hai) To iska jabab hai, (Barmi)
Allahu akber
Mere Nabi ki Aise shaan
Iska answer (Bacha bacha hai kurban)
Jalse miladun Nabi
Sarkar ki aamed  

Friends mere ye blog post kaisa laga aap mughe comment kar ke btayiye agar acha laga to share boton par click kar ke apne friends aur ristedaro me share kare.

Esi tarah ki jankri aage pana chahte hai to mere blog ko subscribe kar le jis se jab bhi blog post ho aap ko notification mile.

12 Rabi ul Awal 2022

Ise bhi padhe

Eid ul fitr 2022 In India

Online shopping sites ka review click here

Abdul Ghaffar Khan ka Jivan parichay click here

Leave a Comment