Eid ul fitr 2022 In India ? Eid ki namaz padhne ka tarika ?

Dosto kiya aap jaanna chahte ho ki eid ul fitr 2022 In India eid ki namaz padhne ka tarika ?

Kiya hai. Eid ul fitr islamic dharm me sbse mahtbpurh tyiohaar mana jata hai. Ye tyohar ramjan ke mhine ke baad ata hai.

Ye tyohar saal me ek baar ata hai. Ager aap janna chahte ho. Ki eid ul fitr kiya hai. Kyu manai jaati hai. To aap bilkul sahi post pr aay ho.

Is article mein aapko puri jankari milegi eid ul fitr ke baare me. Eid ul fitr ko mitthi eid ya sibayon baali eid bhi bola jata hai.

Ye tyohar khushi ka tyohar hota hai. Is din sab log khushiya manate hai. Aur ek dusre ko gle bhi milte hai.

Eid ul fitr 2022 In India eid ki namaz padhne ka tarika ?

Ager aap is eid ke baare me puri jankari padhna chahte ho to last tak bane rhe.

Isme ham sbhi topic ek – ek kareke aapko batange.

# Eid ul fitr kya hai ?

Eid ul fitr muslmano ka dharmik tyohar hai. Aur Eid ul fitr ramjan ke mahine ke baad aane bala tyohar hai.

Isko mitthi eid bhi kaha jata hai. Is din sabhi log khushya manate hai. Aur mitthaaya baat te hai.

Eid ul fitr ko Islamic calender ke mutabik 10 mahine me sabbal ke pahle di me manya jata hai.

# India 2022 me eid ul fitr kab hai ?

Dosto jaise ki aap jaante hoge. Is eid ko mitthi eid bhi kaha jata hai. To me aapki jankari ke liye bata du.

Mitthi eid ul fitr 2022 india me 3 may ko manai jaygi. Aur ager ham apne padhosi desh ki baat kare to baha pr 2 ya 3 may me Eid manai jaygi.

Din tuesday ka hoga Eid baale din.

# Eid ul fitr ke din kya karna chahye ?

Eid ke din log namaz padhne jaate hai. Dosto ager aap islam dharm ko manne baale hai .

To me aapki jankari ke liye bata du. Is din ki bahut khas bate hai. Yah din bahut pabitr din hota hai. Is din eid ki namaz padhni chahye.

Aur mitthi sibyo pr fatiha lagbani chaye. Aur is din garebo me kheraat batni chahye. Apne paribaar me sabhi ke naam ka sdhka dena chahye.

Sadhka dene se bhimarya dur hoti hai iske Aur bhi bahut fayde hai.

# Eid ul fitr ka matlab kya hai ?

Bhut se ese log hote hai. Jo eid ka tyohar to manate hai. Lekin unhe eid ka matlab nahi malum hota hai.

To me aapko bahi batane bala hu ki mitthi eid ka matlab kya hota hai. Dosto eid ka matlab hota hai. Lout Lout kar ana Aur Fitr ka matlab hota hai.

davat dena. Ager eid ul fitr ki asan bhasha me baat kare to hota hai. Khoshi ko batna. kyunki isse pahle muslim log ek mahne tak roje rakhte hai.

Aur apne manpasnd pakbaan bhi nahi khate hai. To jab mahine ka jane ke baad pahla din hota hai. To eid ul fitr manai jaati hai.

Eid ki shuruaat farz namaz se hoti hai. Fir iske baad eid ki namaz hoti hai. namaz padhne ke baad sab log ek dusre ko gale milte hai.

Aur ek dusre ke ghar pr davet bhi karte hai. Aur fir sabhi logo ka ana jana shuru ho jata hai.

# Eid ke din namaz kyo padhi jaati hai ?

Dosto eid ki shuruaat namaz se hoti hai. Aur islam me namaz se badhker koai bhi badhi ibadt nahi hai.

Namaz padhne ke bhut saare fayde hai. Aur eid ki namaz padhne se kaafi ghuna ( paap ) maaf hote hai.

Isliye eid ki namaz hoti hai. Eid ki namaz padhne ka trika kiya hai. chalye me aapko batata hu.

Lekin usse pahle me aapko bata du har namaz padhne ka tarika alag alag hota hai . Lekin dua sabhi me same padhi jaati hai. chaliye bistar me samjhte hai.

# Eid ke din namaz padhne ka tarika

Dosto eid ki namaz bahut asan huti hai. Aur yah baat jaan ker aapko ashchary hoga ki yah nmaz choti bhi bahut hoti hai.

Yah nmaz sirf 2 rakat ki hoti hai. Isko padhne ke liye aapko sabse pahle eid ke nmaz ki niyt ko karna hoga. Namaz ki nyat kya hoti hai.

Chaliye aapko bistar me batata hu.

# Eid ki nmaz ki nyat

Dosto nmaz ki nyat karna bahut hi asaan hai. Har namaz ki nayt karne ka tarika alg alg hota hai.

Aur sabhi eid ki nyt bhi alg – alg hoti hai. Me sabhi eid kyu bol raha hu ye aapke man me sabal jarur ata huga.

To me aapki jankari ke lye bata du. Eid do hoti hai . Ek ko baqraed kaha jata hai,

aur dusri ko mitthi eid kaha jata hai in dono eid me kiye anter ha. Yah ham aage padhenge.

Likin usse pahle ham eid ul fitr ki namaz ka tarika padh lete hai. Sabse pahle ham ye jante hai ki nyat kiya hai.

To me aapko bata du nyat dil ke ykeen ko kahte hai. kisi bhi chej pr believe karna nayt kah lata hai.

Usi prkar se jab aap eid ki namaz ko padhne ke liye khadhe ho to dil me yakeen kare ki me namaz padh raha hu is ki nayt karna kahte hai.

Ab me aapko batata hu ki nayt bandi kaise jaati hai.

# Eid ul fitr ki namaz ki nyat kaise bande

Nayt karte samy padhe

Niyat ki maine 2 rakat namaz bajib eid ul fitr ki saath jayd 6 takbeero ke baste allha tala ke muh mera kaba sharef ki tarf allhuakber.

Yah padhne ke baad aapko haath baand lene hai. Aur me aapki jankari ke liye bata du imam sahab bhi ki ek baar nmaz se pahle nmaz ka trika batate hai.

Nyat badne ke baad aapko sna padhna hai. Uske baad aapko imam sahab ke peche nmaz ada karni hai.

Aur Fir slam fer lena hai. Salam fer lene ke baad aapki nmaz puri ho jaygi. Aur sabse padhi baat yah aapko hamesha yaad rakhni hai.

Ki eid ki nmaz kabhi bhi bina jamat ke na padhe. nahi to aapki namaz nahi hogi. Namz padh lene ke baad aap eid mana sakte ho.

Dosto meine aapse kaha tha ki me aapko aage batunga ki eid ul fitr aur eid ul adha me kya antr hai. To chaliye me aapko batata hu

# Eid ul fitr aur eid ul adha me kya antr hai ?

Dosto baise to ye eid dono samaan hoti hai. Aur dono saman tarike se manai bhi jaati hai.

Dono eid pr nmaz bhi padhi jaati hai. Lekin dono eid ke naam alg – alg hai. Islye inme antr bhi hai.

Chaliye me aapko dono eid me antr batata hu. Ramjan ke baad ane baali eid ko mitthi eid ya eid ul fitr ya fir isko sibayon baali eid bhi kaha jata hai.

Is ed ko paganmber muhammed mustfa sahb ne 624 isbi me jang e badr jitne ke baad is eid ko manaya tha.

Fir jab se sab log mitti eid mnane lage. Aur aaj tak manai jaatiu hai. Aur dusri eid ko ebhraheem ne manaya tha.

Ek baar ebraheem ne khwuab dekha tha ki unhe apni sabse pyari chej ki qurbani deni hai.

To inhone bina time lagay apne bete ki qurbaani dene ke liye chale gay. kaha jata hai.

Ki jab ibrahem sahab qurbani dene ke liye gay the to unhone apni aankho pr patti ko baad lya tha.

Taki bete pr rahem kha kar qurbani dene se haath ruk jay lekin jab unhone bete ko lita kar qurbani dena Chaha.

To unke bete pr chaku nahi chala Aur jab aankh ki patti ko hataya to donmbe ko jiba paya. Yani ke bhed ko kata paya .

Aur us samy se qurbani dena shuru ho gaya. Aur ab tak sabhi log dete hai. aur qyamet tak dete rahenge.

Dosto ummed klarta hu ki aapko dono eid me antr samjh aa gya hoga. Ab me aapko eid mubark baad dene ka tarika batane bala hu.

# Eid pr mubarkbaad kaise de ?

Baise to sabhi log Eid mubark baad aapko eid mubark ho es prkar se dete hai.

Lekin me aapki jankari ke lye bata du hame eid ke din kahna chahye ki khuda aapke aur hamare sabh ke naik amal kabul farmay.

Eid Ul fitr 2022 In India. Me aasa karta hu ki aap samajh gay hoge ki india me eid kab hai.

Aur Dosto ummed karta hu ki aapko yah jankari pasend ayi hogi.

Ager aapko yah article pasnd aya ho to ise shar jarur kare aur isi prkar ki jankari prapt karne ke liye hamri is goodglo.com website ko follow jarur kare.

Inida me kitne state hai ? Ager aap nahi jante hai to ise ek baar jarur padhe Is article me aapko puri jankari mil jaygi.

Dosto me aapko jo link dya hu best top muslim isko aap bahut asani se bahut kam price me khared sakte ho

Buy now Low pirce

Buy now High pirce

Ise bhi padhe