India mein kitne state hai ? India ke state ki rajdhani ke naam kya hai ?

Kya aap janna chahte hai ki India mein kitne state hai ? aur India ke sabhi state ki rajdhani ke naam kya hai ?

Aaj ke Jamane mein Har chij Badal chuki hai. Isi Prakar Se Hamare Bhartiya log bhi Badal chuke hai. Aaj ki generation Ko yah Maloom nahi hai.

Ki Hamare Bharat Desh Mein Kitne state Hai. Kitne district hai, aur kitne Rajya hai. Aur Rajya ki rajdhani ke naam kya hai. Kuchh Bhi Maloom nahi hai.

Agar aapko bhi yah Maloom nahi hai. Aur aap is Jankari Ko padhakar Yad karna chahte ho.

Aur aap isko Hamesha ke liye Yad Rakhna chahte ho to aaj aap bilkul sahi jagah par aa chuke ho.

Kyunki aaj ke is article main aapko Puri Jankari Milegi state ke bare mein. Bharat mein kitne state hai.

Aur Sabhi state ki rajdhani kya hai. Sab Kuchh aapko padhne ko Milega. To Chaliye padhna start Karte Hai.

India mein kitne state hai ?
Bharat ke state

India mein kitne state Hai ?

India (Bharat) mein kitne state hai. Aap Nahi Jante ho aur aap Janna chahte ho. To ise aage padhe. Agar aapko maloom nahi hai.

To main aapki Jankari ke liye bata du is Samay Bharat ke 28 state Hai.

In sabhi state Ke Naam aapko ek – ek Karke niche table Mein mil Jaenge

1Andhra Pradesh
2Arunachal Pradesh
3Assam
4Bihar
5Chhattisgadh
6Goa
7Gujarat
8Haryana
9Himachal Pradesh
10Jharkhand
11Kerala
12Madhya Pradesh
13Maharashtra
14Madhipur
15Meghalaya
16Mizoram
17Nagaland
18Odisha
19Punjab
20Rajasthan
21Sikkim
22Tamil Nadu
23Telangana
24Tripura
25Uttar Pradesh
26Uttarakhand
27Karnatak
28West Bengal
state name

Bharat mein kitne state hai. Yah to aap Jaan hi Chuke ho ab Ham in Sabhi state ki rajdhani ke naam padenge. To Chaliye padhna start Karte Hai.

Rajdhani name

India Mein Sabhi state ki rajdhani ke naam

  • Andhra Pradesh – Amravati.
  • Arunachal Pradesh – Itanagar.
  • Assam – Dispur.
  • Bihar – Patna.
  • Chhattisgarh – Rampur.
  • Goa – padhji.
  • Gujarat – Gandhinagar.
  • Haryana – Chandigarh.
  • Himachal Pradesh – Shimla.
  • Jharkhand – Ranchi.
  • Kerala – Thiruvananthapuram.
  • Madhya Pradesh – Bhopal.
  • Maharashtra – Mumbai.
  • Madhipur – Imphal.
  • Meghalaya – Shillong.
  • Mizoram – Aizawl.
  • Nagaland – Kohima.
  • Odisha – Bhubaneswar..
  • Punjab – Chandigarh..
  • Rajasthan – Jaipur.
  • Sikkim – Gangtok.
  • Tamil Nadu – Chennai.
  • Telangana – Hyderabad.
  • Tripura – Agartala.
  • Uttar Pradesh – Lucknow..
  • Uttrakhand – Dehradun.
  • Karnatak – Bengaluru.
  • West Bangal – Kolkata.

Dosto ab Ham sabhi ko ek – ek Karke paragraph Se samajhte Hai. Sabse pahle ham padhenge Andhra Pradesh ke bare mein.

India ke sabhi state ke bare mein.

1. Andhra Pradesh

Andhra Pradesh Bharat ke Dakshin Purvi Tat Par paya jata hai. Aur Andhra Pradesh bharat ka chautha sabse bada Rajya hai. Ye rajya Ek smard Itihaas ka Anand leta hai.

Aur sath hi Sath yah Ek mahatvpurn baudh Kendra bhi banaa Hua Hai.

2. Arunachal Pradesh

Dosto Arunachal Pradesh Bhi Ek mahatvpurn state Mana jata hai. Ye Uttar Purvi hisse mein sthit hai. Iski sabse khaas Baat yah hai.

Ki is Jagah per sundarta aur Hare junglo ke liye bahut hi jyada famous Jagah hai.

Iski sabse Badi Baat yah hai ki yah Rajya ugte Suraj ki Bhumi ke naam se bhi Jana jata hai. Yah Bharat ki sabse kam Abadi wala Rajya hai.

3. Assam

Assam Uttar purv Bharat Asam ka Shandar Pravesh dwara Bharat ka sabse accha Rajya Mana Jata Hai.

Rajya Mein Prakriti Ka Ek Dhan hai jo Chhote aur Aanokha lagta hai.

4. Bihar

Dosto ab Ham padhenge Bihar Jile ke bare mein. Sanskritik Roop se aitihasik Roop se chamakdar Chamakta hua Bihar Ek Bhartiya Rajya Hai.

Is Rajya Mein baudh Dharm aur Jain Dharm ka bahut hi jyada Gehra sambandh Hai. Jo duniya bhar mein Mana jata hai.

5. Chhattisgarh

Chhattisgarhi Ek famous India ka state hai. Is state ki sabse khaas Baat yah hai ki chhattisgarh Main navgathit Raja Bharat mein aapke chhutiyo ki

Yojana ke liye gantavy banaa Hua Hai. Is Rajya mein aapko Har janjatiyo Ke Log Milenge.

6. Goa

Sundarta Mein Sabse Aage gua state Mana Jata Hai. Iske baraber dusra State shayd Sundar Nahi Hai. Ye State Paschimi Tat Par takraya Hua Hai.

Aur Iski sabse Badi Baat yah hai ki Goa sabse Chhota Bhartiya State hai.

7. Gujarat

Gujarat bhi India ka state hai. Ye state apni Rajyase kilo aur Mahlo rashtriy Udyan aur Pavitra item Mandir ke naam se Jana jata hai.

Gujarat Bharat ka chhata hua sabse bada Rajya Hai. Ismein Sanskriti ka Roop se smard Rajya Ke sthaniya Log apni Parampara mein Dube hue hai.

Kyunki is Rajya Mein Har vyakti Apne Dharm ka Palan Dil Se karta hai.

India ka Rajya Haryana.

8. Haryana

Yah Haryan bhi Rajya Main Har janjati Ke Log rahte hai. Aur Yaha Ki Bhasha bhi alag hai. Haryana Rajya aadhyatmikta ke roop Mein.

Pani tapakne wali Kuchh Raja si jagah Ho ke Madhyam se chalne ke liye Aadarsh hai.

Is Rajya Ka Mahan itihas likha hua hai. Jo spasht Roop se Itihaas mein Dikhai deta.

9. Himachal

Himachal Pradesh barfili Choti aur badhti Aur Girne wali nadiyo ke naam se jaane Jaane wala Rajya hai. Yah Himachal Pradesh bharat ka sabse lokpriya Rajya hai.

Yah rajya sabse thand wala Rajya hai.

10. Jharkhand

Sundarta Ke Naam Se Jane – Jana wala Jharkhand Bhi Ek Raja Hai. Is Rajya mein Van Bhumi bahut hi jyada hai. Yah Swarg Mana jata hai.

Apne aakarshak pahadiyo Khubsurat jharano ke hariyalio ki vajah se yah Puri Duniya Mein Jana jata hai. Yah per Kafi Dur ke log ghumne ke liye Aate Hai.

11. Kerala

Kerala Ek Aisa Rajya Hai Jaha per Har Prakar ke har jaati Ke Log aapko Rahte Hue Milenge. Yahan per Har jaati Ke Log rahte hai.

Keral bhi sabse sundar Bhartiya Rajya Mana jata hai.

12. Madhya Pradesh

Bharat ka dil Madhya Pradesh Mana Jata Hai. Madhya Pradesh aapko Bistar ki ek tapestry La kar deta hai.

Jismein Shahi kilo Jabardast sthalakriti romanchac banny Jivan aur Prachin Gufa Aur mandiro Ke Naam Se Jana jata hai.

13. Maharashtra

Maharashtra Ek Sundar viprittatha Lata hai. Jo sab hi aayu varg ke yatriyo ko Akarshit karta hai. Aur is Rajyase Bhartiya Rajya ko Pasand karwata hai.

Maharashtra Sundarta ke naam se bhi Jana jata hai.

14. Madhipur

Madhipur Ek bahut hi Bada aur sabse sundar mana Jaane wala Rajya Hai. Uttar purv Bharat ka ananddayak Madhipur Rajya Hai. Madhipur sundarta Atma mohak Hai.

Aap Yaha man Prakriti ke har mukhote ko dekh sakte ho. Jismein Ghane jangalo rolling pahadiyo.

Aur Dur – Dur Tak pahle Hue Panna chai banaa Shamil Sabhi Yaha per sthit hai.

15. Meghalaya

Dosto Bangladesh ke maidano se Asam Ghati ko vibhajit karne wala meghalay Rajya Hai. Uttar purv Bharat ka sabse Amulya Ratan banaa Hua meghalay Raja hai.

Jo apni Vividh prakrutik sundarta ke liye Pyara Hai.

16. Mizoram

Mizoram Bharat ka sabse mana Hua Rajya Hai. Uttar Purvi Bharat ka ek kam gyaat Mizoram giltes aur Galaimar Ki nakali partto se bahut Dur wala Rajya hai.

Yah Rajya Atma ko andhe ka karne ka avsar pradan karta hai.

17. Nagaland

States ki rajdhani ke naam

Nagaland Bharat ka Rajya hi Nagaland pahadiyo se Saja Hua Hai. Yaha per Bahar Ke Log Aate Hai. Pahadiyo ko dekhne ke liye.

Aur Yaha per aapko bahut Sare Khubsurat Pahad dekhne ko Milte Hai. ismein Ek anjani si khench hai.

18. Odisha

Bharat ka janjati Odisha Itihaas ka dhobne Wala prakrutik ke bare mein Mana jata hai. Yaha per Kafi chij aisi Bani Hui hai. Jo Har vyakti Dekh Kar Chauk jata hai.

19. Punjab

Punjab Bharat ki sabse Jivan aur khushhali Bala Rajya hai. Yaha Panch nadiyo ke naam se Jana jata hai.

Yah sabse upjau Bhartiya Rajya Hai. Jaha Koi kheti ki durdaraj ke.

vistar ko dekh sakta hai. Punjab Ke sthaniya Log punjabi jyadatar Sikh samuday se sambandhit hai. Yaha per sabse Jyada aapko Punjabi log hi Milenge.

20. Rajasthan

Rajasthan Bharat ka state hai. Yaha per retily Jagah bahut jyada hai. Aur yah ret ke naam se famous Hai. Is Rajya Mein Pani bahut kam paya jata hai,

aur sabse iski Badi Baat yah hai ki is jagah per upjao Jameen bahut hi kam hai. Yaha per kheti badi bahut kam hoti hai.

21. Sikkim

Sikkim state Rajsee Himalaya dwara Snehi dhang se Jhuka Hua Hai. Dosto Sikkim Bharat ke Uttar Purvi hissa per sthit hai.

Yah Rajya Anginat Chhote Mahto ke liye prasidh hai. Jo Iske Drishti Kaun Mein Jayant Rang jodte Rehte Hai.

Tamil Nadu state ke bare mein Jankari

22. Tamil Nadu

Tamil Nadu Rajya pure duniya mein prasiddh hai. Aur yah bahut hi Sundarta Bala Rajya Hai.

Tamil Nadu Sabhi Pasando ke Aayo samuh Ke Logo Ko utsahit karne wala Rajya hai. Yaha per Har Dharm Ke Log aapko dekhne ke liye Milte Hai.

23. Telangana

Dosto Telangana 2 June 2014 ko sthapit ek navnirmit Bhartiya Rajya bana hua hai.

Yah Rajay pahle Andhra Pradesh ke Hisse Mein Juda hua tha. Telangana sabse Rajshree.

Hyderabad Mein Kuchh Shandar Govind aur pragaitihasik. Masjido. makbare aur Kile ke Minar Awaas ke naam se Jana jane wala Rajya Hai.

24. Tripura

Dosto Tripura Bharat ka Rajya Hai. Yah Rajay Bharat mein Saat bahano ke Rajya mein se ek Mana Jata Hai.

Yah apni sanskritik Virasat Vastu Shilp Shandar aur bhai aakarshan ke sath Ek Sundar Chhavi Rakhta hai.

Lokpriya state Uttar Pradesh

25. Uttar Pradesh

Uttar Pradesh bharat ka Rajay Hai. Is Rajay ki Sabse Badi Baat yah hai. Ki is Rajya Se Badi janjati dusre Rajya mein nahi hai. Aur is Rajya ki sabse badhi Baat yah Hai.

Ki aapko Uttar Pradesh ke andar Har janjati Ke Log Milenge. Har Dharm ko manne wale log Milenge.

26. Uttarakhand

Uttrakhand Bharat ka state hai. Uttrakhand Uttar Pradesh ke barabar Mein sthit Hai. Rajaysi Himalaya ke mohak vistas ke sath ghumna

Uttrakhand Prakriti Ka Ek Adbhut Uphar hai. Is Rajya mein aapko Pahadi ilakha Milega.

27. Karnatak

Karnatak Sanskriti Itihaas swoad paridrishya aur Nirtya rupo ka Ek Rajay banaa Hua Hai. Dosto Karnatak Apne Rajase aabha ke sath Lakho Logon Ke Dil jeetta rahata hai.

28. West Bengal

Bharat ka Paschim Bangal sabse popular Rajya hai. Ismein sanskritik roop se smardh rajyo mein se ek Paschim Bangal Anand dayak bowl Sangeet.

Safed aur Lal Sadi pahne Huay mahilaye Rahti Hai.

Dosto India history ke bare mein Jankari prapt karne ke liye Hamari is website follow Jarur kare.

Is website par aapko Puri Jankari Indian history ke bare mein milati rahti Hai.

India mein kitne kendra shasit state hai

India mein kitne Kendra shasit State Hai. Yah dosto Ham Sabko Maloom Hona chahie. Agar aapko yah Maloom nahi hai aur aap is Jankari ko prapt karna chahte ho.

To Chaliye main aapki Jankari ke liye Bata Du. Bartman Mein Bharat mein 8 Kendra shasit Pradesh Hai.

Lekin pahle Hamare Bharat mein kul 7 Kendra shasit Pradesh the.

Lekin ab badh kar 8 Ho Chuke Hai. in sabhi Ke Naam Kya – Kya Hai. Chaliye aage padhte hai.

India ke sabhi kendra shasit Pradesh ke Naam

India mein kitne Kendra state state hai. Yah to aap padh Chuke ho. Lekin ab Ham Naam padenge Sabhi Kendra shasit pradesho ke.

  • Delhi.
  • Jammu aur Kashmir.
  • Ladakh.
  • Andaman aur Nicobar dip samuh,
  • Chandigadh,
  • Dadra aur Nagar, Haveli aur Daman, aur Deep,
  • Lakshadeep,
  • Puducherry

Mai aasa karta hu ki aap ko India mein kitne state hai aur sabhi ke naam kya hai aur sabhi state ka rajdhani kaha samgh gaye hoge.

aur friends agar aap hamesa ke liye yaad karna chahte hai to es post ko 5 din tak dalye 1 baar padhe.

India ke State ke baad ye bhi padhe.

Ise bhi padhe. Ismain aapko Puri Jankari Mahatma Gandhiji ke bare mein Milegi. Inhone Apne India desh ko Azad karaya hai.

Inka article padhne ke liye reading More button per click Kare. Is per click karne ke baad aapke saame ek website open hogi.

Open hone ke baad. Aapke saamne is prkar ki w3ebsite aygi jo aap dekh rehe ho. usme aapko puri jankari miljaygi.

Reading More

Ise bhi padhe. Dosto agar aapki koi shopping dukaan hai. Aur aap apne product ko online bhechna chahte ho.

To niche reading more button per click Kare. Ismein aapko Puri Jankari Milegi online product ko Bechne ke bare mein. Jaise ki onile product kaise beche aur.

Ager aap bilkul nay ho to kaise start kare puri jankari mil jaygi. Online producte bechne ka baare mein

Reading more

Dosto Indian history ke bare mein. Aur Jankari prapt karne ke liye aap is book ko khared sakte ho. Jo niche hai. Kharedne ke liye buy now button per click Kare. Yah book aapko bahut kam daamo mein mil jaygi. Ise jarur kharede.

Buy now Low price

Indian history ki best book ismein aapko Puri Jankari Indian history ke bare mein Milegi. Kharedne ke liye buy now button per click Kare. Ager aapko bah book pasend nahi hai to aap isko bhi khared sekate ho ye bahut hi sasti hai.

Buy now high price

Leave a Comment