Allahabad Bank se Personal Loan Kaise le ? Loan Lene ka Aasan Tarika ?

Allahabad Bank se Personal Loan Kaise le ? Loan Lene ka Aasan Tarika ? kya hai. Agar aap Janna Chahte Ho To is artical ko aage Pade.

Bank se personal loan lene ke liye apply kaise kare. Aur personal loan ke liye kya eligibility criteria hai, Personal loan ke

liye eligibility criteria kya hai. eligibility ke bad padenge Allahabad Bank Mein Personal loan ke liye apply kaise kare.

Ager aap Janna chahte ho, to is article ko aage padhe. is article Ko Ek Bar padhne ke bad aapko Kahi Bhi dusri Jagah Jaane Ki

avashyakta Nahi Hogi. Aapko Puri Jankari Milegi Allahabad bank se loan lene ke bare mein.

Allahabad bank se personal loan Kaise le personal loan lene ke liye kya eligibility hai.

Aur personal loan lene ke liye kya – kya documents chahiye. Chaliye padhte Hai, sabse pahle Ham padhte Hai Ki Allahabad bank personal loan eligibility criteria kya hai.

Allahabad bank loan eligibility

Sabse khaas Baat yah hai ki agar Allahabad bank se personal loan Lena chahte ho. to aap Allahabad Bank ke Customer hone chahie.

Allahabad bank se loan lene ke liye sabse pahle aapki age kam se kam 21 Sal se upar honi chahie.

Aur Agar Jyada Ki Baat kare to aapki age Jyada Se Jyada 60 Sal tak hi Honi chahie. Agar aapki age 60 saal se jyada hai aur aap loan Lena chahte ho.

To aapko Loan Nahi milega. Aur agar aapki age 21 Sal se kam hai to bhi aapko loan Nahi milega.

Ab Sabse Badi baat yah aati hai. Agar aap personal loan Lena chahte ho, to aap employ Hona chahie, Chahe aapka khud ka business ho,

Ya FIR aap dusri company mein kam karte ho, lekin aap Kam Karne Wale Bande hone chahiye. Jab hi aapko loan milega.

Aap Jo kam karte ho us kaam se kam se kam aapki erning 10000 monthly ya FIR 30000 honi chahie. Agar aap 10000 se kam kamaate Ho to aapko loan Nahi milega.

Ab Sabse Badi Baat yah aati hai. ki agar aap Bharat bank se loan Lena chahte ho, Bharat ki bank se loan Lena chahte ho. To aap Bhartiya hone chahie.

Ab Sabse Badi baat ye aati hai. ki aapke documents hone chahie. aapke paas Apne documents Hai, Jab hi aapko loan milega kya – kya document chahie Chaliye Padhate Hai.

Allahabad Bank personal loan documents need

Sabse pahle aapke Aadhar Card, aur PAN card Hona bahut hi jaruri hai. Yah 2 documents compulsory hai,

Agar aapke pass yah 2 documents Nahi Hai To aapka koi bhi Kam Nahi Ho payega.

Bank statement ki photo copy Bank ki 6 month ki history slip. Iske baad aapki salary slip 6 month ki honi chahie,

aapka khud ka business hai, to aapko apna Bank ka current account dikhana hoga.

Uske bad aapke pass form 16 a Hona bahut jaruri hai,

FIR aapko apna address proof Dena hoga.

Address proof ke liye aap apna Aadhar card, Ya PAN card Laga sakte ho,

Uske bad aap Jis account mein Apna Paisa Lena chahte ho, us paise ko Lena ke liye Apne bank account ka account number dena Hoga. Aur aapko uske sath mein IFSC code Dena hoga.

Yah Sare documents Agar aapke pass available hai, to aap personal loan ke liye apply kar sakte ho. ab padhte Hai Allahabad bank se personal loan ke liye apply kaise kare.

Dosto Allahabad bank se personal loan lene ke liye aap 2 tariko Se apply kar sakte ho.

1. Sabse pahla aur sabse Aasan Tarika yah hai, ki aap direct Bank Mein jakar bank manager se baat Kare personal loan ke bare mein.

baat karne ke bad aap Bank ko Sare documents Jama kar sakte ho, aur bank se hi personal loan ke liye apply kar sakte ho.

2. Yah tarika Bah log Karte Hai Jinke Paas time nahi Ho Pata Aur vah personal loan Lena Chahte Hai.

Agar aap bhi Biji rahte ho, aur aapke pass time nahi hai to aap bahut hi aasani se online net ki madad se personal loan Allahabad bank se apply kar sakte ho.

Online personal loan ke liye apply kaise kare, Chaliye sikhate Hai.

Allahabad Bank personal loan apply

Allahabad bank se personal loan lene ke liye aapko apply karna hoga. Agar aap online apply karna chahte ho,

To aapka sabse pahle apne mobile mein Allahabad Bank ka App download karna hoga.

App ka naam ( INDOASIS – INDIAN BANK MOBILE BANKING) hai,

Yah app Indian Bank ne banaya hai, Lekin ab to Allahabad Bank bhi Indian ho chuki hai. isliye yah app Allahabad Bank ke liye bhi possible hai,

App download

Yah app aap download karna chahte ho. to download button per click Kare Jo Upar likha hua hai,

Yah app ke bina agar aap loan ke liye apply karna chahte ho. to aapko direct Google ya FIR Chrome per search karna hoga,

Indian bank banking loan. search karne ke baad aapko jo website Dekhe us per click karna hai. website par jane ke liye go button per click Kare.

Go website

Aapko yah 2 mein se 1 ko select karna hai, Ya to aap appko download kar sakte ho. ya FIR aap apply website ki madad se kar sakte ho.

Sabse pahle Ham Jante Hai, Ki App Ki madad se apply kaise kare,

App Ki madad se apply karne ke liye sabse pahle aapko app ko open karna hai. open karne ke baad aapko apna account banana hai, account banane ka process bahut hi simple hai.

Sirf aapko apna mobile number aur ek Gmail ID ki avashyakta Hogi. yah mobile number dalne ke baad aapko OTP aaega, OTP dalne ke bad aapka account open ho jaega.

Open karne ke baad aapko bahut saara interface Dikhai dega, aapko ismein confus Nahi hona hai.

Is app ke andar aapko 6 number per apply loan ka option Dikhai dega.

Allahabad Bank se Personal Loan Kaise le ? Loan Lene ka Aasan Tarika ?
Apply loan

Allahabad bank

Aapko apply loan per click karna hai.

Apply loan per click karne ke baad, aapka loan ka form open ho jaega.

Allahabad Bank se Personal Loan Kaise le ? Loan Lene ka Aasan Tarika ?
Form apply loan

Aapko Kuchh is Prakar ka Dikhai Dega Jo image Mein Dikhai de raha hai.

Ismein aapko confused Nahi hona hai, Sabse pahle aapko Apna Naam enter karna hai, Naam enter karne ke baad aapko apna mobile number dalana hai,

Mobile number dalne ke bad aapko yah select karna hai. ki aap loan kaun sa Lena chahte ho lekin Ham baat kar rahe hai personal loan ke bare mein, to personal loan per aapko click karna hai,

Yah select karne ke baad aapko Ek captcha Dikhai Dega, Kuchh is Prakar ka.

Captcha

Aapko captcha fil karna hai.

captcha fill karne ke bad aapko submit button per click karna hai,

Jab aap apna form ko submit kar doge to Allahabad Bank care customer ki taraf se 24 hours ke andar aapke pass call aaega. call aane per aap sari Baat kare,

Customer se baat kar lene ke baad aap se loan lene ki jo bhi prakriya hai, vah sari aapko phone per Samjha De Jayegi.

Jaisa phone per aapko bataya Jaega Vaisa hi aapko karna hai, FIR aap Apne man mutabik loan prapt kar sakte ho.

Ab Ham padenge website ki madad se Allahabad bank personal loan ke liye apply kaise kare.

Sabse pahle aapko Google ya Chrome open karna hai.

Open karne ke baad aapko Search karna hai, Allahabad Bank personal loan apply.

Uske bad aapko Ek website Dikhai Degi, us per click karna hai jo image mein hai.

Allahabad bank ke liye aage padhe

Click karne ke bad aapko

Website open karna ke baad, apply form open ho jaega.
Usper click karna hai. Use per click karne ke baad bahut Sare option Dikhai Denge,

FIR aapko isme form bharna hai,

Is form ko bharane ke liye.

Aapko apna Naam. apna mobile number. aapko Apne income bataani Hogi, Aur aap married ho ya unmarried yah bhi batana Hoga.

Iske alava aapko apna residence proof Dena hoga. usmein aap postal code, Dal sakte ho yah code aapke Aadhar Card per Hota Hai.

Uske bad aapko ismein apna loan bharna hai, aap Kitna loan Lena chahte ho. maan Lijiye aap 1 lakh ka loan Lena chahte ho, to aapko 1 lakh daalna hai.

Allahabad bank

Uske bad sabse akhir mein aapko Apna Kam select karna hai. Aap government worker ho, ya aap private worker ho, ya aapka khud ka business hai. Aapko select karna hai.

Ismein aapko PAN card, mobile number, email ID, income,

aap loan kaun se bank account mein Lena chahte ho, us Bank ka naam yah sab Kuchh dalna hai. yah dalne ke baad Gate click karna hai.

Is per click karne ke baad. Aapka loan Ka form submit ho jaega. submit hone ke baad aapka loan verify Kiya Jayega. Agar aapka loan successfully verify ho jata hai, to bank ki taraf se aapko call aaega.

call aane ke bad aapko loan prapt ho jaega, aapke bank account mein loan ka Paisa transfer kar diya jaega.

Dosto ager aap apne paise ko Allahabad bank mein investment Mein Lagana chahte ho to is article ko padhe.

ismein aap apne paise ko Allahabad Bank Mein Kaise investment Mein Laga sakte ho. sab Kuchh bataya Gaya Hai, investment karne ke fayde kya hai. Investment start kaise kare. Allahabad Bank Mein Sab Kuchh bataya Gaya Hai, padhne ke liye reading more button per click Kare.

Reading More

Leave a Comment