ICICI Bank investment kaise kare, Bank Mein paise invest karne ke fayde ?

ICICI Bank mein investment kaise kare. Aur Bank Mein paise invest karne ke fayde kya hai, yah Janna Hamare liye bahut jaruri hai. Kyunki aaj ke Samay Mein Paisa invest karna bahut hi jaruri hai.

Paise ko bacha kar Rakhna bhi bahut jaruri hai, isiliye aaj ke Jamane Mein Har vyakti Paisa ko invest karne start kar raha hai,

Isliye yah janna bhi bahut jaruri hai, ki invest karne se fayda kya hai, Aur nuksan kya hai, investmenet karna chahie ya Nahi,

Aur Sabse Badi Baat yah aati hai ki ICICI Bank Mein invest karne se fayde, Aur nuksan kya hai. Aur ICICI Bank Mein investment start kaise kare.

Agar aap Janna chahte ho, To is artical ko Pura Aakhir Tak Jarur padhe. Agar aap search kar rahe ho, Google per ICICI Bank investment karne ke bare mein. Aur aap Google per search karke hi Hamare is particle per Aaye Ho.

To aaj aap bilkul sahi Jagah per Aa Chuke Ho. Kyunki is article main aapko Puri Jankari Milegi, investment ke bare mein. Chaliye padhna start Karte Hai,

ICICI Bank investment kaise kare, Bank Mein paise invest karne ke fayde ?
Loan

ICICI Bank investment 

Aaj ke Jamane mein Paisa bahut jaruri hai. Agar aapke pass Paisa hai, To aapke rishtedar, aapka bhai, Sab aapke sath hai. Aur Agar aapke pass Paisa Nahi Hai, To aapke sath koi bhi nahi hai,

Isiliye Paisa is very – very important.

Isiliye aaj ke Jamane Mein. Paisa kamane ke tarike bahut jyada badh chuke hai. Aur bahut jyada Aasan bhi hai unhi Mein investment bhi Shamil Hai. Investment ki madad se hajaro log karodpati Ban chuke hai.

Lekin Sabse Badi Baat yah aati hai, ki investment start karne se pahle Hame. investment ki jankari honi chahie,

Agar Hame investment ki knowledge Nahi Hogi. To Hamara Paisa Dube sakta hai. Isiliye agar aap investment ke field Mein new Ho, To is article ko akhir Tak Jarur padhe.

Investment karne ke liye. Sabse Badi Baat yah hai, ki Hame Sahi Rasta Pata Hona chahie, taaki Paisa Teji se grow ho,

isiliye agar aap investment Mein paise ko, invest karna chahte ho, to aapke liye ICICI Bank best ho sakti hai. Chaliye padhte Hai, ICICI Bank Mein paise ko invest kaise kare.

ICICI Bank mein investment kaise kare

Dosto aaj ke Jamane Mein, investment karna bahut hi Aasan ho chuka hai. Aur aaj ke jamane Mein jitni bhi Bank chal rahi hai, sab hi Bank mein aap apne paise co-invest kar sakte ho.

Lekin ICICI Bank sabse acchi Mani Jaati Hai, agar aap ismein paise ko invest karte ho, to ismein aapko return bahut hi Achcha Milega.

Aur Aapka Paisa bahut bhi Teji se grow hoga. Agar aap ismein paise ko invest karna chahte ho, To ismein aap Anek tariko se paise ko invest kar sakte ho.

Example

Aap apne paise ko investment Mein Lagane ke liye, FD kara sakte ho. Yah sabse Aasan hai.

Aur sabse acchi baat yah hai, agar aap apne paise ko Teji se Badhana chahte ho, to aap ICICI Bank ke share ko khareed sakte ho,

Lekin ismein rix bahut jyada rahta hai, agar aap share kharidna Nahi chahte ho,

To aap mutual fund mein bhi paise ko invest kar sakte ho, mutual fund kya hai, agar aap Janna chahte ho, to reading more button per click Kare.

Reading More

Share kya hai, share market Kya Hai, Ye Jaanne Ke Liye reading more button per click Kare.

Reading More

ICICI Bank Mein invest karne ka sabse Achcha tarika sip hai. Agar aap ek middle class family se belong karte ho, Aur aap apne paise ko invest karna chahte ho,

To SIP aapke liye sabse Achcha hai. iski sabse acchi baat yah hai, ki ismein aap apne paise ko baar mein invest na Karke Thode – Thode paise ko invest kar sakte ho.

Ismein aapka rixs bhi bahut hi kam rahata hai, Aur Aapka Paisa bhi bahut Teji Se Grow Hota Hai.

Ab aap yah to Jaan hi Chuke Hoge. ki ICICI Bank Mein paise ko invest kaise kare, Ab Ham yah Jante Hai, Ki ICICI Bank Mein paise ko invest karne ke fayde kya hai. 

ICICI Bank mein investment karne ke benefit

Bank Mein paise ko invest karne ke bahut Sare fayde Hote Hai.

Example

Agar aapke Bank mein 1 lakh Se Jyada paise Rehte Hai, To aapke paise per tax Lagna start ho jata hai.

ICICI Bank Mein paise ko invest karne ka sabse bada fayda yah hai, ki aapka paise per tax Nahi lagega, agar aap apne paise ko Bank Mein invest kar doge to.

Dusra fayda yah hai, ki agar aap apne paise ko ICI Bank mein investment kar dete ho. To Aapka Paisa badhta rahata hai,

Aur ismein invest karne ka sabse bada fayda yah hai, ki agar aap investment Mein paise ko laga dete ho, to aapka Paisa safe Rehta Hai, Koi Chori hone ka Khatra Nahi rahata.

ICICI Bank Mein investment karne ka sabse bada fayda ya hai, ki agar aap apne paise co-invest kar doge, to aap Aane Wale Samay Mein karodpati Ban sakte ho.

ICICI Bank investment types

Paise ko investment Mein Lagane ke liye bahut Sare types hai, Kuchh is Prakar Hai,

Mutual fund, Stock market, Gold investment, SIP investment, in Sab Ko vistar mein padhte hai,

Mutual Fund

Paise ko investment Mein Lagane ke liye, Mutual fund Se Accha Tarika dusra hai hi Nahi. Ismein aap bahut hi aasani se apne paise ko invest kar sakte ho,

Aur apne paise ko bahut Teji se grow kar sakte ho. Mutual fund Kaise start kare kya hai, kaise kam karta hai, agar aap Janna chahte ho, to reading butten per click kare. Reading more

Stock market

stock market mein investment start kare. Agar aap apne paise ko invest karna chahte ho, Save karna chahte ho, to aap stock market ka use kar sakte ho.

Stock market kya hai. kaise kam karta hai, Aur stock market Mein paise co-investment kaise kare. jaanne ke liye reading more button per ke liye Kare. Reading More

Gold investment


Agar aap low-risk per paise ko investment Mein Lagana chahte ho. to aap physically investment kar sakte ho, Gold ko bye karke.

Gold ka price Ghattata badhta rahata Hai, Jab aap Chaho gold ko khareed sakte ho, Jab aap Chaho gold ko baich sakte ho,

investment Mein paise ko lagane ka Achcha Tarika gold bhi ho sakta hai.

ICICI Bank documents need investment karne ke liye

Ab Baat aati hai, ki ICICI Bank mein paise ko investment Mein Lagane ke liye kya – kya documents ki avashyakta Hogi, To Chaliye Jante Hai.

Lekin Sabse Badi Baat yah hai, ki agar aap apne paise ko online investment karna chahte ho, ICICI Bank ke Madhyam se, to aapke pass Demat account Hona bahut hi jaruri hai.

Agar aapke pass Demat account nahi hai. To aap investment nahi kar Sakoge, online mobile ke Madhyam se.

Demat account kya hai, Demat account kaise kaam karta hai. Demat account mein paise ko investment Mein Kaise lagae. jaanne ke liye reading more button per click Kare. Reading more

Document needs

Paise Koi investment Mein Lagane ke liye, aapke pass Aadhar Card, aur PAN card, Hona bahut jaruri hai.

Iske bad aapka Aadhar card, mobile number se link Hona chahie.

Aapka Aadhar Card, aur PAN card, Ek dusre se link Hona chahie,

Email ID ki bhi avashyakta Hogi, Yah aap mobile se bana sakte ho,

Jab aap investment Mein paise ko lagate ho, to 1 Nominee ki avashyakta Hoti Hai.

Nomine ka matlab hota hai, agar aapki death Ho Jaati Hai Kisi bhi Karan se.

Aur Aapka Paisa investment Mein laga hua hai, Aur us paise ko nikalna Chahe Koi vyakti to use paise ko sirf nomine hi nikal sakta hai,

Isiliye nomine aap apne mother ya father ko hi bana sakte hai, isiliye nomine banane ke liye aapke father ya mother ki document ki avashyakta Hogi,

Jaise ki Aadhar Card, PAN card.

ICICI Bank investment return

1 years10%
2 years15%
3 years20%
5 years30%
10 years50%
Investment return

Dosto ab aap ye to samjh hi chuke hoge, ki investment mein kitna return milta hai. Lekin return kitna chahye ye aapke uper depand karta hai. kiyunki aap jitne jyaada years ke liye aap investment karte ho, utna hi jayad aapko return milega.

Jaise ki maan lijiye aap 2 years ke liye investmkent start karte ho, to sabse badi baat ye aati hai ki aap investment kis Sthan per kar rahe ho. Kyunki har Sthan ka return alag-alag hai.

Agar aapko ye article Pasand Aaya ho, to Hamari website ko follow Jarur kare, kyunki Ham Apne website per loan ke bare mein Har Bank ke bare mein Jankari dete rahte hai.

Aage Jankari prapt karne ke liye Hamare website ko follow Jarur Kare,

Ise bhi padhe

ICICI bank se loan kaise le

Apne product ko online kaise beche

2 thoughts on “ICICI Bank investment kaise kare, Bank Mein paise invest karne ke fayde ?”

  1. आपकी वेबसाइट सचमुच प्रभावशाली है! यह स्पष्ट है कि आपने बहुत प्रयास किया है। मैंने इसे भविष्य के संदर्भ के लिए पहले ही बुकमार्क कर लिया है। हम उत्सुकता से आशा करते हैं कि आने वाले समय में भी आप ऐसी बहुमूल्य जानकारी प्रदान करते रहेंगे।

    Reply
  2. मुझे आपकी वैबसाइट बहुत हीज्यादा पसंद आई। आपने काफी ज्यादा मेहनत की है। मैंने आपकी वैबसाइट को बुकमार्क कर किया है। हमे उम्मीद है की आप आगे भी इसी प्रकार की अच्छी जानकारी हमे उपलब्ध कराते रहेंगे।

    Reply

Leave a Comment