ICICI Bank se Loan Kaise Le ICICI se Loan lene ka Aasan tarika ?

ICICI Bank se loan Kaise Le, ICICI Bank se Loan lene ka Aasan tarika. Dosto Hamare liye paisa bahut jaruri hai. Har Insan ko Kabhi Na Kabhi paise ki avashyakta jarura hoti hai,

Lekin Kabhi – Kabhi Aisa Hota Hai. Ki Hame Paise Ki sakht avashyakta hoti hai. Aur Hame paise Nahi Mil paate hai.

Na hi koi paise Hamara rishtedar deta hai. Aur na hi Hamara Koi bhai Paisa deta hai.

Isliye Ham sochte Hai, Ki loan Le Le. Aur Apna Kam kar le. Isiliye Agar aapko bhi loan Lene Ki avashyakta Hai.

Aur aap Google ya Chrome per search kar rahe ho. Loan ke bare mein. Loans Kaise le ICICI bank se, Aur aap search karke is article per Aay Ho. To aaj aap bilkul sahi jagah par aa Chuke Ho.

Aaj ke is article main aapko Puri Jankari Milegi. ICICI banks se loans Kaise le. Aur ICICI bank se loan lene ke fayde kya hai,

ICICI bank se loan lene ke bad bank byaaj Kitna vasul karti hai, Aur Sabse Badi baat ye Aati Hai, ki loan lene ke bad Hame return kab karna hota hai.

Yah Janna Hamare liye bahut hi jaruri hai. Agar aapko yah saari Jankari padhni hai, To is artical ko Aakhir Tak Jarur padhe,

Yah artical padhne ke bad aapko dusri Jagah, ICICI bank se loan Kaise Le. koi bhi doubt Nahi rahega.

ICICI Bank se Loan Kaise Le
Loan

ICICI Bank se Loan Kaise Le

ICICI bank se loan Kaise le. Yah Sabse Badi Baat Hai, Jab Ham loan ke liye Bank Mein Jaate Hai, to humse bank Kuchh documents mangti hai.

Agar aap Sare documents Jama kar doge. To aapko ICICI bank se loan hundred percent mil jaega.

Kya – kya document chahie yah aage padenge.

Sabse pahle Ham yah padh Lete Hai, ki ICICI banks loan ke type kitne hai. Aur ham kaun- kaun se type ke loan Le sakte hai.

bank loan types

Dosto ICICI bank se loans Ham Anek Prakar se le sakte hai. Lekin Iske mukhy 3 Prakar ke type Hote Hai.

  • Personal Loan
  • Business Loan
  • Home Loan

Yah teen Prakar se Ham loan Le sakte hai. ICICI bank se bahut hi Aasani se. ICICI bank se Agar Hame personal loans Lena Hai.

To Hame kya – kya document chahie, yah sab Kuchh aage padenge. Lekin usse pahle Ham ya padh lete hai,

ICICI Bank Hame loans kitna De sakta hai, Aur ham ICICI bank se loan kitna Le sakte hai.

Dosto ICICI bank se ham 50000 se 25 lakh Tak loan Le sakte hai.

Lekin Itna loan Lena Hamare liye Aasan kaam Nahi Hai. Ya Loan lene ke liye, Hame bahut Sare bank ke criteria ko pura karna hota hai.

Jaise ki Hame Apna, CIBIL score 750 se upar dikhana Hota Hai. CIBIL score kya hai,

Is article Mein Puri jankari hai. civil score ke bare mein. CIBIL score ke baad Hame yah select karna hota hai, ki Ham loan kaun sa lena chahie.

Jaise ki personal loan, business loan, home loan,

Yah select karne ke bad aapko, Loan ke liye apply karna hoga. Jaise man Lijiye aapko business loan chahie, To aapko pahle apni Kuchh property dikhani Hogi.

Jab hi aapko business-loan mil payega, Chaliye ab Ham SabKo Ek – Ek Karke samajhte hai.

ICICI Bank Home Loan

Home loan Kaise Le, ICICI bank se agar aap home loan Lena chahte ho, to home loan main aapko. 6.50 7.70% Tak byaaj Dena Hota Hai.

Home Loan Lene ke liye. Aapki age 21 Sal se 60 sal ke bich Mein honi chahie,

Lekin Sabse Badi Baat yah hai, aap Employe hone chahie. Aapki salary 10000 se 30000 Tak honi chahie. Agar aapke salary 10 se 30 hazaar se kam hai, To aapko loan Nahi Mil payega.

ICICI bank home Loan documents need

Ab sabse important baat ye aati hai, ki home loan ko apply karne ke liye kya – kya documents chahie.

Home loan ke liye, documents bahut hi kam hai.

Jaise ki Aapko PAN Card, Aadhar Card, Yah Dena to compulsory hai.

Passport size photo bhi aapko dene Hoge.

Form 16 A Dena aapke liye very – very important hai.

Aapko bijali Bil, Dene ki avashyakta bhi Hogi. Aap kis jagah rehte ho, use jagah ko proof karne ke liye.

Agar aap kirae per rahte ho, To aap rent agreement de sakte ho.

Aapko 6 month ki salary slip bhi Deni Hogi.

6 month old aapko bank statement bhi dena hoga.

Aap jis liye loan rahe ho, Uske liye aapko home property ke kagaj dene Honge.

Aap Agar Business men ho, To aapko Business man proof Dena Hoga. business proof karne ke liye. aap Bank ka current account de sakte ho.

Yah Sare documents aapko Bank Mein Jama karne Honge. Agar aapke documents theek hai. to Aapka loan bahut jald hi approved kar diya Jaega.

Aapproved hone ke bad, aapke loan ka Paisa Aapke bank account mein transfer kar diya jaega.

Personal loan

Personal loan Lena Hamare liye bahut hi Aasan hai Personal loan ko Koi kam ko karne ke liye, emergency mein liya Jata Hai.

Personol loan lene ke liye aapko apply karna hoga. Apply karne ke liye click kare

Personal loan Ham do Prakar se le sakte hai. sabse pahla Tarika yah hai ki Ham Jis bank se loan Lena Chahte Hai, Us Bank ka app download Kare.

Agar aap app download nahi karna chahte ho. To aap direct Google par search karke website par jakar, Loan ke liye apply kar sakte ho.

ICICI Bank personal loan website per jaane ke liye, click Kare.

Personal Loan documents ICICI bank

Aadhar card, pan card, passport size photo,

Pahchan Patra ki avashyakta bahut hi kam hoti hai.

Form 16 a compulsory hai. driving licence, etc.

Aapse bahut saare Log Kahate Hai, ki bahut Sare document chahie, Loan ke liye, Lekin jo compulsory documents Hai. Yahi hai,

Agar aapke pass yah documents available hai, To aap bahut hi aasani se personal loan Le sakte ho.

Iske liye aap website per jakar bhi apply kar sakte ho, Ya FIR aap direct Bank Mein jakar bank se loan ke liye apply Karva sakte ho,

Agar aapke documents theek Honge, To Aapka loan ek mahine ke andar approved kar diya jaega.

Loan approved hone ke bad aapke bank account mein paise transfer kar Diye Jaega.

ICICI bank loan byaaj

ICICI Bank Sabhi banks Mein best Maani jaati hai. Aur Sabhi banks mein badi bhi hai, isiliye is bank se loan Lena bahut hi Aasan hai.

Is bank se loan agar aap lete ho. To aapko byaaj 11.25% isase Jyada bhi byaaj Dena padh sakta hai.

Kyunki Kitna byaaj dena hai, yah aapke Upar depend Karta Hai, Kyunki agar aap Jitna jaldi loan ko return kar doge. utna hi aapke Upar kam byaaj padega. aap jitne time ke bad loan ko return Karoge. utna Hi Jyada aapke upar byaaj Padega.

ICICI bank loan return

Sabse Badi problem yah aati hai, ki bank se loan lene ke bad return kab karna padta hai. Ham Log Ko Jama karne ka samay kitna milega. To Chaliye Jante Hai,

Jab aap ICICI Banks ya FIR other bank se loans ke liye apply Karvate Ho. To aapse bank question karti hai, aap kitne Samay Mein return kar doge. aapse pahle poochh Leti Hai.

Jab aap bata Doge Ki, Main 2 years ke bad return Karunga. To jab tak aapse bank Kuchh Nahi bolegi, Aur aapse 2 years ke bad loan vasul karegi.

Lekin Sabse Badi Baat yah hai, agar aap ICICI bank se loans lene ke baad, Ek Bar Mein Sare paise ko return nahi kar sakte ho.

To aap Thode – Thode Karke bhi paise return kar sakte ho. Aap kist ke Madhyam se bhi loan return kar sakte ho. jaise ki aapane ek lakh rupaye ka loan liya.

Aur aap Har mahine 10000 Bank ko Jama karte ho, To Aapka loan 10 manth Mein complete ho jaega.

ICICI bank se loan lene ke fayde

ICICI bank se loan lene ke bahut Sare fayde Hai. is Bank ka sabse bada fayda yah hai,

Ki is Bank Mein loan aap 50000 Se Lekar 25 lakh Tak ka loan Le sakte ho, jo ki dusri Banks Nahi Deti Hai.

Aur is bank ka sabse bada fayda yah hai, ki yah Bank paise Return ka samay bhi bahut jyada deti Hai.

ICICI bank se loan lene ke bad agar aap paiso ko thoda – thoda karke return karna chahte ho, to Bhi aap return kar sakte ho.

Sabse bada fayda yah hai, ki yah Bank byaj aapse bahut kam Vasool karti hai.

Agar aap ICICI Banks main loan ke liye apply karte ho. To Aapka loan bahut hi jaldi approve ho jata hai, aur Mil Jata Hai.

ICICI bank private hai, Ya Sarkari

ICICI private bank ka sector hai. Lekin iski Sabse Badi Baat yah hai, ki yah Bank Sabhi banks Mein top banks ke naam mein Aati Hai.

Is Bank mein bahut Sare benefit Hai. is Bank mein aap kabhi bhi saving account, ya FIR bachate acount open Karva sakte ho.

ICICI Bank se Loan Kaise Le Video

ICICI Bank se Loan Kaise Le

Ise bhi padhe

Life insurence kiya hai ?

Icici bank me investment start kaise kare

Leave a Comment