Share market kya hai ? kaise start karen Puri Jankari Hindi mein ?

What is share market. share market kya hai. share market Investment ko kaise start karen,

Agar aap Google per. yah search kar rahe ho ki. share market kya hai! Aur Share market start kaise karen.

To aaj aap sahi jagha per aa choke ho, Kyunki is article Mein share market ke bare mein, bataya gaya hai,

Yahan per. aap yah article Ek Bar pura Jarur padhna. Ya artical Ek Bar pura padhne ke bad! Aapko share market ke bare mein. Kafi knowledge prapt Hogi.

Kyunki is article MeinShare market kya hai kaise start karen Puri Jankari Hindi mein ke bare mein Jankari. Di gai hai!

Is Duniya Mein. Paise ko Kaun Kamana Nahin Chahta Hai! Kyunki Paisa koi bhi kam ko pura karne ke liye Jaruri Hota Hai!

Agar aapke pass Paisa hai! To aap Is Duniya Mein. Apne Har Sapne ko pura kar sakte ho, Aur Paise Ke Bina Ham Kuchh Bhi Nahin kar sakte,

Aur aajkal Duniya Mein. Sabhi log Paise Ki ahmiyat Jyada samajhte Hain, Agar aapke pass Paisa Hai.

To aapke pass Ijjat, rishtedar, dost, Sab Hain!

Is Duniya main. Paisa kamane ke Tarike bahut hain, Koi vyakti Naukari Karke Paisa kamata hai, Aur koi vyakti business Karke Paisa kamata hai,

Aor kuchh Aise Bhi vyakti Hain Jo paise se Paisa kamate Hain Aaj ham is article mein paise se Paisa kamane ke bare mein janenge

Share market kya hai ? kaise start karen Puri Jankari Hindi mein ?
Shar Market kiya Jane

Shar Market Kya hai ?

Doston share market Ek Aisa Bajar hai! jismein alag-alag bahut sari companiyon ke share ki kharidari ki jaati hai!

Aur FIR unko becha jata hai! share market dusre Bazaron ke Samanya raha hai! Aur is Bajar Mein Bechne, Aur kharidari karne ka kam Kiya Jata Hai,

Doston Ab To yah kam offline bhi nahin Raha Hai! Isko aap Ghar Baithe online hi start kar sakte ho!

Doston Agar aapke ghar mein. TV par Samachar Dekhe Jaate Hain, To aapane Share market ke bare mein. kabhi Jarur Suna Hoga.

Ki share market kya hai, Doston share market Ek Paisa kamane ka ped hai!

Jahan se aap paise se Paisa Kama sakte ho! Ismein share market Mein. Doston Paisa kamane ke liye, paise se share kharida jata hai,

Aur doston main aapko bata don. share ki kimat bhadti aur Ghate ti rahti hai. Doston Jab share Sasta hota hai,

To aap khareed sakte ho, Aur aap Jab share ke Dam badh Jaaye, To aap use bach sakte ho!

Aur ISI kharidne aur Bechne mein aap ki kamai hoti hai! Aur ISI ko share market Kahate Hain,

Share Market se Paise Kaise kamay ?

Share Market se Paise kamane ke Liyen, Apko jab Share sasta ho To khared lene hai,

Or jab Share ke Dam Badh jay to aap use bech sakte ho,

Shar Market se kamai

Exmple– jaise ki man lijiye ki apne 1000 Thusend ka share khareda, or jab share ke apne dekha ki share ke daam badh gay hai,

To apne jo share 1000 Thusend ka khreda tha use apne 1500 ka sell ker diya. to apki isme 500 ki income huai!

Share Market mein And Mutual Fund mein Antar ?

Mutual Fund. share market.

share market and mutual fund donon. sabse lokpriya Bajar Nivesh upkaran mein se ek rahe hai, apni mehnat ki kamai ko invest Mein, Lagane ke liye, Un donon mein Antar samajh Lijiye!

Share market Ko Shuru karne ka matlab yah hai, ki aap Sidhe share market Mein invest kar rahe ho!

Aur mutual fund ko start karne ka matlab yah Hai, Ki Manager Ki help se invest kar rahe ho,

Aur share market, and mutual fund ke alag alag Labh Hote hai, in donon ke Labh Kya Hai, Jaane Ke Liye aage padhe,

Share market and mutual fund ke antar

Mutual fund Kya Hai, Doston mutual fund ki agar Aasan bhasha mein baat karen, To mutual fund logo ka samuh Hota Hai,

Jaise ki mutual fund Ne 10 Logon se paise liye! Aur FIR UN paison ko ek Jagah per invest na Karke.

Jahan Se Jyada Achcha return Mile. vahan Thode Thode invest kar deta hai!

Mutual fund ko (AMC) Asscent management company dwara manage Kiya jata hai,

Mutual Fund do Prakar ke Hote Hain?

  • Equity Mutual Fund ismein company ka share kharidna Hota Hai,
  • Dete Mutual Fund. ismein Sarkari Bond. Aur security donon Mile Hote Hain,

Agar aap paise ko invest karne ke bare mein, soch rahe hain, To aapke liye Mutual Fund best ho sakta hai!

Doston mutual fund Mein, aapka koi Paisa dubne ka Rix nahin rahata hai,

Aur return bhi share market Se Jyada badh Kar Hi Milta Hai,

Share market

Doston jaise ki aapane mutual fund ke bare mein, pada hai, vaise hi Ek share market bhi Hota Hai,

Share market ek aisa Bajar Hota Hai, Jis Bajar Mein Alag Alag sari companiyan ekatrit, Karke share kharid ti,

Aur Bechti Hain, Jiske Madhyam se company apne business mein, Logon Ko jodne Ka mauka Deti Hai,

Aur ham share Ko khareed Ka use company ke hissedar Ban Jaate Hain,

Kisi bhi share ka kimat per hone wala chadhave, company ki sthiti per hi nirbhar karta hai,

Share market Mein Paisa bahut aasani Se kamaya Ja sakta hai, lekin yah bhi Sach Hai Ki, share bazar Mein paisa Doob bhi bahut jaldi jata hai,

Yah business company ke, Utaar chdab per aadharit Hota Hai,

Doston share market K Vhi Kuchh alag alag type Hote Hain

Shar Market Types

  • Intraday trading
  • Swing Trem trading
  • ShortTerm trading
  • Long term trading

Intraday trading doston Ek Din Ka hi hota hai, Aur jab market morning mein, open hota hai, Aur uske bad Se Lekar job Tak khula rahata hai,

To Iske Beech mein. jo trading Hoti Hai, Isko intraday trading Kahate Hain,

Intraday trading main. Doston aapko Ek Hi Din Mein Shar ko kharidne Hota Hai, Aur night mein share bazar ko band hone se pahle,

Share ko sell karna Hota Hai, Ismein Doston chahie aap ko nuksan ho, ya fayda ismein aapko Shar process Ek Hi Din Mein karna Hota Hai,

Doston intraday trading bahut kam hota hai, agar aap trading ki field mein new hai,

To Main aapko batan Doston aap intraday trading mat karna, yah bahut Rakshi kam Hota Hai,

Swing trading

Doston swing trading bhi intraday trading ki, hi Tarah Hota Hai, ismein aapko share ko kharidna Hota Hai,

Jab share ka price low ho to aap Aisa khareed lete hain,

Aur FIR Jab share ke Dam High Ho Jane, ke badh aap ko isko sale kar dena Hota Hai,

Example– Man Lijiy aapane share ko 200 rupay mein kharida, Aur Fie two and three day. ke bad share ke Dam Badhkar 250 Ho Gaya.

To aap use bech Doge, To ismein aap ki 50 rupaye ki erning Hogi. Doston intraday trading sirf 1 Din Ki hi trading hoti hai,

Ismein aapko kharidne aur Bechne ka kam ek hi, Din mein karna hota

Ismein aap do SE Chaar Din Le sakte ho. Ya FIR aap ek weekly Tak Apna share Rakh ko sakte ho,

Aur jab Uske Dam Badh jaaun FIR use bache sakte ho,

Or Long term trading

Aor Long term trading kya hai, Long term trading main aapko Kisi bhi share ko kharidne ke bad usko hold Karke Rakhna padta hai,

And Long term ka matlab yah hota hai, ki aap ismein apne share ko jitne Din Chahe, Itne din ke bad bech sakte ho sale kar sakte ho,

Jab aapko Lage ki share ka dam badh gaya hai, Jab aap isko sale kar sakte ho,

Short term trading

Short term trading ka matlab yah hota hai, ki ismein aapko Apne share ko Jyada Din Nahin Rakh sakte ho,

SelI jaldi hi karna Hota Hai, jaise ki aapane ek share kharida to use share ko. aap ek Weekly ya FIR two week ke andar andar hi bechna hota hai,

ISI ko short term trading Kahate Hain,

Share Market app

doston agar aap share market start karna chahte ho aur aapko yah Nahin Maloom Hai Ki share market kahan se start karen aur kaun se App se start karen to main aapko Ho top apps share bazar Mein invest karne ke liye

1. Upstox

India mein number one per aap upstox hai, jismein aap nishchit hokar, ismein invest kar sakte ho,

Is app ka interface bilkul easy hi, koi bhi vyakti use kar sakta hai, Aur ismein aapko security Kafi high hai,

Milati hai aur aapko customer support bi milati Hai,

Yah app India ka number one app hai, ismein 1 million Se Bhi Jyada user active hai,

2. Groww

India ka Groww app bhi. Kafi Bada share bazar Ban chuka hai, Yah app bhi Kafi Teji se Groww kar raha hai,

Aur yah app return bhi bahut acche deta hai, is app ko bhi aap Agar invest karna chahte ho to use kar sakte ho,

Share market by Dr Vivek Bindra

Ise bhi padhe

Product ko online Kaise bache

Leave a Comment