Hello friend. friend Bank se Loan Kaise Le, Loan lene ka tarika Puri Jankari, aaj ke Samay Mein. karj lene ki Jarurat kis vyakti Ko Nahin Hoti Hai.
Jab aapke pass Paisa Nahin Hai, To Jab aap market ya Bajar Kuch kharidne Jaate Ho.
To aapko paison ki jarurat hoti hai, Aur aap Jo job Karke kamate Ho! usmein kabhi kabhi kharcha pure Nahin Ho paate hain.
Aur aap ko karj lene ki jarurat padati hi, To aaj main aapko bataunga bank se Loan Kaise len.
Aur bank se loan Kaise liya jata hai. To Aaj Ham is artical mein. janenge ki bank se loan Kaise len,
Bank se loan. lene ke liye. kya kya document chahie Sab Kuchh aapko. Jan ne ko Milega Hindi mein. to Chaliye start Karte Hain.
Main aapko jankari dunga. Bo janne ke bad aap Kisi bhi. Bank Mein loan Le sakte hain,
Is article ko Aage. Padhne se pahle. Aap ya Jaan Lijiye. Aor Bank se loan lene ka tarika
Table of Contents
Bank se loan Kaise le
Doston bank se loan lene ke liye. Aapko Kuchh documents. ki avashyakta hoti hai. jo ki aapko Aage Jaane ko Milega,
Doston documents ko complete. karne ke bad. Aapko Apne branch Jana Hoga, Vahan per aapko bank manager se paiso ke liye baat karni Hogi.
Aur aapko Sare documents. Bank manager se check Karana Honge, Bank manager ke documents approved karne ke bad.
Aapko aapke Man pasand Bank khate Main. Kuchh Samay bad Paisa transfer kar diya jayga,
Bank se loan lene ke liye documents
PAN card
Aadhar card
Doston bank se loan lene ke liye. Aapko PAN card and Aadhar card ki avashyakta avashya padati hai,
2 document Hona very very important Hote Hain,
Inko aap jis Jile Mein. ya FIR Jis Shahar Mein. Rahte Hain. vahan per Daag Ghar per jakar Aadhar Card, and PAN card, banwa sakte ho!
3 salary slip
Doston Third document hai. Salary slip hi. salary slip aapki 6 month old honi chahie,
Aur Agar aap business chalate Hain, To aapko 3 yaar old IT Yaar bhi chahie. jismein aapane business tax Diya Hoa ho,
Form 16
Form 16 bhi Loan lene ke liye. Bahut important document hai,
Form16 aapko us company se Milega. Jis company mein aap work karte ho, Vahan se Form 16 aap ko diya jaega.
Usmein company aapko likh Kar Degi. ki yah vyakti Hamari company mein. kam karta hai,
Aur Iske father ka naam yah Hai, Yah vyakti kitne Samay se work kar raha hai, Aur yah vyakti Imandar hai,
Yah sab Kuchh likh Kar Degi, Aur FIR aapko is form ko bhi. Bank Mein Jama karna hoga,Iske bad aapko chahie 2 stamp paper Jo sau rupaye ke hone chahie do aapko isliye chahie Kyunki Ek aapka chahie aur ek aapke Gal Taka chahie
Uske bad aapko one form Bank ke dwara Diya jata hai,
Use FIR karna hoga, Aur Sare documents us form ke sath Jama karna Hota Hai,
Kitna loan Le sakte hain bank se
Simple bhasha mein. Doston Agar Ham Baat karen, To bank se aap. 50,000 se 50 lakh tak Loan le sakte ho.
Usse pahle aapko bank se. Loan lene ke liye Kuchh props dene Hote Hain, Example aapko apni salary proof Karni Hogi.
ki aap Kitna kamate Hain, Taki Bank aapko loan De sake, Aur Agar aapka koi business hai,
To aapko apna banko ka karobaar dikhana Hoga, Ki aapka kitne ka business hai, Aur agar aap loan home per le rahe hain,
To aapko Apne Ghar Ki kimat ka proof Dena Hoga, Bank aap ke Makan ki kimat. government kimat Lagati Hai,
Jaise ki agar aapka Makan 10 lakh ka hai, to aapko bank loan 6 lakh ka Degi, Aur aapko Samay Degi Paisa Jama karne ka,
Agar aap Paisa Jama Kisi Kardh se nahin Kar Paye. To Bank paisa Aapke Karobar ya FIR aapke ghar se Vasool karegi.
Home loan Kaise le bank se
Dosto agar aap home loan, Lena Chahte Hain, To aapko Kuchh document ki avashyakta hoti hai,
Jo Main aapko bataunga doston home loan lene ke liye, aapko do chij ki avashyakta avashya padegi,
- Aadhar card
- PAN card
Yah do document Aise Hain, Jo aap Kisi bhi chij per loan lene ke liye, Bank per Jaate Hain, To aapko avashyakta padati hai.
Lekin home loan ke liye, Hamen Kuchh Aur Bhi chahie, Jaise aapko home loan lene ke liye Ghar Ki registry.
Chahie aur uske sath ghar ka dakhila khareej.
Bhi Hona chahie, Aur aapka Ghar one four three Hona chahie. iske sath aapko Ek karantar ki jarurat avashya padegi,
Aur karantar Ke Bhi Kuchh document Lagte Hain,
Jo aap Jab bank main loan lene ke liye, Jaenge to aapko manager Bata dega,
Aapane Sare documents ekatrit, Karke aapko bank office, Bank manager Ke Pass Jana Hoga,
Aur FIR aapko Apne sare. Documents bank manager se. Aproved karane, Honge aur jab aapke,
Document manager pass kar dega, To aapke ghar per Ek Bank ki taraf se verification Kiya Jaega,
Jo Bank ki taraf se team Aaegi, vah verification success hone, ke bad aap ka loan. aapke Man pasand bank account mein transfer kar diya jaega,
Bank se Business loan Kaise le
Agar aap business karne ke liye. Loan Lena Chahte Hain. To is artical ko. and Tak Jarur padhe.
Dost agar aap business loan Lena Chahte hain,
To aapko loan Lene Main. koi problem Nahin Hogi. aap bahut aasani se loan Le sakte ho.
Agar yah artical And. Tak padhoge 100% aapko bank loan Degi. To doston Bank ke Kuchh point hai,
jo point agar aap Bank ke successful follow karte ho. To aapko bank loan Jarur Degi
Point number One
Agar aap new business start karne ke liye, loan Lena Chahte Hain, To aapko Mudra loan ko apply karna chahie, Mudra loan lene ke liye 1 month ka process Hota Hai.
Business loan lene ke liye aapka, business 3 years old Hona chahie, Aur aapka three years old current bank account open Hona chahie
Jis bank se aap loan Loge, iske sath mein, aapke pass txt record Achcha Hona chahie, aur aapke pass ITyaar bhi Hona jaruri hai,
Agar aapke pass yah Sare documents hai, to aap bank se business loan ke liye, apply kar sakte hain,
Aur uske bad aapke business ko, verify karne ke bad aapko loan aapke khate mein, transfer kar diya jaega!
Bank se loan lene ke bad return kab karna Hota Hai
Doston bank se loan lene ke bad return karne ke do tarike Hote Hain,
- Jab aap aap bank se loan lete ho, Tab se aap apni Kist ki Tarah paisa dena start kar dete Ho, isase Aapka Paisa Thoda Thoda Karke Chala Jata Hai,
- Dusra Tarika yah hai, ki aap ek bar Mein. Hi byaaj ke sath paise Jama kar do, ismein aapko yah batana hota hai, Bank ko ki aap Paisa kitne yaar mein, Return Karoge,
Education loan Kaise le
Doston aajkal ke Jamane Mein. Ham apni self study karne ke liye. education loan bhi le sakte hain,
Education loan lene ke liye Kuchh create area hai, jo Hamen follow karna padenge, Education loan lene ke liye,
Hamen sabse pahle Bank Jana Hoga, usse pahle Hamen entrance exam. badi badi Jo University hoti hain,
Unke Bade exam nikalna Honge, FIR vahan ki fees form aapko Bank Mein, dikhana Hoga, Jis Ke Madhyam se aapko loan bank Degi,
Best education lon of private bank and government bank donon se le sakte ho
Government bank se loan lene ke fayde
Agar aap study karne ke liye, Government bank se loan lete hain, To ismein aapko study ke liye, biyaj kam liya Jaega,
Aur aapko paisa, Jama karne ka samay. Bhi Jyada Diya jata hai,
Private bank se loan lene ke fayde
Agar aap private bank se, Loan lete ho, padhaai ke liye. To ismein aapko byaaj Bhi Jyada Dena Hoga, Aur private bank Mein.
Paisa Jama karne ka samay bhi kam Milta Hai,
Bank se Loan lene ke fayde
Dosto loan lene ke Anek fayde Hain, Loan Lekar aap Business man, Ban sakte hain, aap apna Karobar Khol sakte hain,
Yah sirf aapko shop openj kar sakte hain, Ya FIR aap home loan Le sakte hain, jisse aap apna naya ghar banaa sakte ho,
Aur bahut sari Bank to aisi hai. jo home loan bhi deti Hain, aap apne Jarur Yad Kam ko pura kar sakte ho,
Loan Lekar and loan Lekar aap apni study complete kar sakte ho!
Bank se Loan lene ke nuksan
Doston Jis Prakar. Loan lene ke fayde Hain. usse Jyada nuksan bhi hote hain, Loan Lene se Hamari India mein 50% log Aise Hain,
Jo Puri Jindagi Karz ko utharne Mein hi, Nikal Dete Hain, ut karj complete nahin kar paate Hain, Kyunki iski bajaya Hai,
Ki Jis Jagah se loan liya Jata Hai, vah companiyan Hamen lalach deti Hain, Taki Hamara Loan khatm Na Ho,
Ham Ek Loan ko final karte hain, Aur dusra Le Lete Hain, Aur Hamara loan chalta rahata hai, ismein Ham kabhi bhi Khush Nahin Rah paate Hain,
Doston loan Lene Se. Har vyakti ko Bachana chahie,
Shar market kiya hai, kaise start karen, Shar market mein invest kaise karen, janne ke liyn click karen 👇👇👇👇👇
Share market Kaise Start Karen and investment kaise karen
Ager aap online shoping site se shoping karte hai to aap esa jaror padhen 👇👇👇👇👇
Leave a Reply