Giloy ke fayde, giloy ka use kaise kare. Puri Jankari Hindi mein.

Giloy ke fayde, giloy ka use kaise kare. Puri Jankari Hindi mein. aur Giloy ke bare mein Puri Jankari jaanne ke liye aage padhe. Kyunki aaj ke is article Main Giloy ke bare mein.

Aapko puri jankari milegi. Jaise ki giloy kya hai. Dosto Agar aapke ghar Main koi bhi vyakti bimar rahata hai. Aur bah aapke ghar mein kisi bhi Bimari se pareshan hai.

To is article Ko Ek Baar Jarur padhe. Aur jaane ki giloy kya hai. Kyunki is article Mein ham padenge Gilo ke bare mein Kyunki aaj ke Jamane Mein Desi Dawa ke Sthan per Gilo kaam kar rahi hai,

Isiliye aapka yah Janna bahut jaruri hai ki Gilo Kis-Kis Bimari Mein kaam kar rahi hai. Lekin usse pahle mein aapko bata du jo bade – bade doctor Hai, vah Gilo ko istemal karne ke liye Salah de rahe hai.

Isiliye is article ko Aakhir Tak Jarur padhna. Is article Mein Ham padenge ki Gilo ke fayde kya hai, gilo ko Kis – Kis Bimari Mein istemal karna chahie.

Aur Giloy ki pahchan Kiya Hai. Gilo ko kaise kharide. Iske Patte Kaise khay Patte khane se fayda kya hoga. To Chaliye padhna start Karte Hai.

Giloy

Agar aap Giloy kya hai janna chahate hai to reading more par click kar ke padhe.

Reading More

Giloy ko use karne ke fayde

Dosto Giloy ka use karne ke kitne fayde Hai. Agar aap yah Jaan Loge to aap Bharosa nahi kar Sakoge. Is Gilo Ki Sabse Badi Baat To yah hai ki yah pahle sadko per Laga Huya Raha karta tha.

Lekin iska koi bhi istemal nahi Hota tha. koi bhi vyakti iska use Nahi Karta Tha. Lekin Jab Se corona Bimari aai Hai. Jab Se iski Itni Mang ho chuki hai market Mein ki yah Milana bhi

Mushkil ho chuka hai. Aur Sabse Badi Baat yah hai ki yah bahut hi jyada aane baale samay mein mahangi bhi milne Wali Hai, Aane Wale Samay Mein. Yah acche Damo se vikegi.

Lekin is time Jyada mahangi nahi hai aur Jyada fayda kar rahi hai. isiliye Ham Sabko iska Labh uthana chahie. Aur Hame iska use karna chahie, lekin usse pahle Ham yah Jaan Lete Hai.

Ki Gilo ka use karne ke fayde kitne hai. Dosto agar aap Ayurvedic ki dawai ka istemal karte ho. To aap yah to Jante Hi Hoge. ki Ayurvedic dawai Jadi butiyo se banti hai.

Aur vah sari Jadhi butiya Jungle Se Lekar Aate Hai. To isiliye sabse Jyada iska istemal Ayurvedic Ki Dawa banane wale log Karte Hai. Aur isko Kafi mahange Daamo Mein Bechte hai.

Lakin in Logo Ko Iske fayde ke bare mein Maloom nahi hai, isiliye kuchh vyakti isko khareed leta hai mahange Damoh Mein. Lekin Jab Humko Iske fayde ke bare mein pata Hoga.

Maloom Hoga To Ham isko Khud Hi kharide lyenge aur Khud Hi iska istemal Karenge.

Giloy ke fayde

Dosto Giloy ka sabse bada fayda yah hai. ki yah Dava Har Bimari Mein fayda karti hai. Aur yah Har Bimari mein aap use kar sakte ho. Lakin aapko iska use Karne Ka Tarika Pata Hona chahiye.

giloy ke fayde

Use Karne Ka Tarika kya hai ye Ham aage padenge. Lekin is Samay Ham yah padenge ki fayde kya hai, Agar Kisi vyakti ko Bukhar a raha hai. Aur Kafi bure Halat Ho chuke hai.

Aur Bukhar jaane ka naam Nahi le raha hai, to aapko gilo Ka istemal Karna chahie. Agar aap iska istemal lagatar 10 se 12 Din karte ho. To aapka Bukhar Chala Jaega.

Aur sabse bada fayda yah hai ki agar aapke Sharir ke andar haddi ke andar Bukhar rahata Hai. To yah jad se Khatam kar deta hai. Aapko Agar Piliya hai to bhi aap iska use kar sakte ho.

Aur piliya Ki Bimari ko jad se Khatam kar sakte ho. Dosto aap ke Sharir Mein Daag yah dhabbe pad rahe hai. Aur aapke khoon mein infection hai. To bhi aap Giloy ka istemal kar sakte ho,

Agar aap iska istemal Karoge To aapka Khoon saaf ho jaega. Aur aapke Daag dhabbe bhi Mita Jaenge. Dosto Jo vyakti 30 Saal se upar hai us vyakti ko kabj Ki Bimari bahut jyada hoti hai.

Isiliye Gilo ka istemal usko karna chahie, kabj Ki Bimari aapki Hamesha ke liye mit Jayegi. Lakin aapko yah Dhyan Rakhna Hai. Ki Do Ya Teen Bimari Aisi Hai jismein Gilo Ka Jyada Matra

Mein istemal karne se Sharir per nuksan ho sakta hai. Isliye Gilo ka Kitni Matra Mein istemal karna chahie ya Ham Aage padhenge aur aap aage Jarur padhna.

Giloy Kis-Kis Bimari Mein kaam Aati Hai ?

Dosto Bimari Har vyakti ki alag – alag hoti hai. Lekin aap iska andaza Ek Bar Jarur Lagana ki doctor Har Samay Har vyakti ko same davaiya hi jyadatar Dete Hai. Alag – Alag davaiya Nahi dete hai.

Kyunki Har Dava Har marj ke liye hoti hai, isiliye Giloy ko aap free mein istemal aap Anek – Anek bimariyo Mein kar sakte ho.

kaun – kaun si bimariyo Mein use kar sakte ho Sabhi bimariyo ke naam list mein likhe Hue Hai To ek bar is list ko Jarur padhna.

Lekin Sabse Badi Baat yah hai ki is article mein aapko sirf Bimari ke naam hi nahi Milenge. Balki aaga aapko yah bhi padhne ko Milega. ki Giloy ka istemal kaise karna chahie.

Giloy ki Bimari

Gangaa Bimari gangaa Bimari Sharir Mein kitadho Ki vajah se hoti hai. Isiliye agar aap iska istemal Karoge.

To aapke Sharir ke andar ke Kitadhu khatm Ho Jaenge. Aur aapki Ganga Bimari theek ho sakti hai.
Gais aur kabj Ki Bimari Kaj Ki Bimari pet ke andar liver ke kharab hone, ki vajah Se Hoti Hai. Kyunki liver Hamara khana Nahi Pach pata hai. Isiliye Hamara pet kharab ho jata hai.

Aur kabj Ki Bimari Ho Jaati Hai, agar aap is ka istemal karte ho. To aapka pet theek ho jaega. Aur aapki kaj Ki Bimari jadh se khatam ho jayegi.
Agar Ham ek – ek Bimari ke naam se padenge. Aur uske Aage ka paragraph bhi padenge, to aapko bahut jyada time lag sakta hai. Isliye Ham direct Bimari ke naam padh Lete Hai.
vitamin a
Dhat mein kidhe lag jana
Dant ke kide
Baal ka ghirna
Pet Mai Pathri
Kamar ka dard
Dhat ka ana
vitamin 12
Corona. Corona Bimari Ek virus hai. Isiliye corona Bimari Ek dusre vyakti ko touch Karne Se Hoti Hai. Agar aap lagatar Giloy ka istemal karte ho.

To aapke andar ki kitadhu khatm ho Jaenge. Aur coronavirus se aap ke Sharir ke andar Sthan Nahi le payega. Aur aap corona Bimari se surakshit Rahoge.
Palet kam hona
hata tek
dodha bimari
Sans Rog
Mirgi Bimari
Ulti hona
hichki bimari
Bar Bar hichki Aana
TV Bimari
Dhaat ka Aana
charm rog
fever – (Bukhar)
bimariyo ke naam

Aapne jitne bhi bimariyo ke naam Padhe Hai, Sabhi bimariyo Mein faydemand Hai. Ab Ham yah padhte Hai. Ki Giloy ka istemal kaise kare aur Giloy ka istemal Kitni Matra Mein karna chahie.

Giloy ka istemal kaise kare

Giloy ka istemal Kis- Kis tarike se hota hai. Yah Jankari Logo Ko Maloom Nahi hoti hai. Lekin ab ham padenge iska istemal kaise kare. Lekin iska istemal Har tarike se nahi kiya Ja sakta.

Jaisi Bimari Hoti Hai Waisi hi iska istemal Hota Hai. Agar aapko Bukhar Ki Bimari hai to aapko Giloy ke ped ki Lakadi Ki avashyakta Hogi.

Aur aapko sabse pahle ladkiyo ka Chhota – Chhota tukdhe banane hai. FIR aapko garm Pani Mein 15 se 30 minute tak ubalna hai. Ubalne ke baad aapko Lakadi nikalkar alag Rakh dena hai.

Aur aapko Giloy ki Lakadi Ka Pani kapde se chhan kar Pina hai. Yah prakriya aapko lagbhag 10 se 15 din Tak lagatar karni hai. Agar aap iska Ras nikal kar 10 se 15 din tak lagatar Peete ho.

To aapka Bukhar jad se khatm ho jaega.

Agar aapko khansi hai. Aur aap Giloy ka istemal karna chahte ho to aapko Giloy ke ped ke patte khane Honge.

Giloy ka istemal ras nikalwa kar bhi kar sakte ho.

Giloy ka istemal Kitni Matra Mein karna chahie

Dosto Giloy ka istemal Kitni Matra Mein karna chahie Yah Jaanna bahut hi jaruri hai. Kyunki bahutsare vyakti Giloy ka istemal karte hai. Lekin use ye nahi Maloom hota hai.

Ki Giloy ka jyadatar istemal karne se nuksan bhi ho sakta hai. Isliye Yah Jaanna Hamare liye bahut jaruri hai ki Giloy ka Kitni Matra Mein use karna chahie. To main aapko bata du.

Giloy ka istemal Pratidin aapko sirf ek kaf hi Pina chahie. Yani ke aap regular 200 gram istemal kar sakte ho, agar aap ise Jyada regular istemal karte ho to aapko nuksan ho sakta hai.

Giloy ka istemal kab karna chahie

Dosto giloy ka istemal Bina Kisi Bimari ke nahi karna chahie. Agar aapko koi bhi Bimari Hai. To sabse pahle aapko Kisi doctor se mashvara Lena chahie.

Uske baad hi aapko iska istemal karna chahie. Bahut Sare log Iske fayde dekhne ke baad isko Bina Bimari Ke Bhi istemal Karte Hai. Aisa nahi karna chahie.

Giloy ke ped ki Pehchan

Patte

Dosto aapki jankari Ke Liye Main Bata Du. ki Giloy ke pedh ki pahchan karna bahut hi Aasan hai. Iske pedh per paan ke Aakar Ke patte hota hai.

Aur Giloy ke ped Ka Rang gadha Hara Hota Hai. Giloy ke ped ko aap apne ghar ko sajane ke liye bhi istemal kar sakte ho.

Online Giloy ko kharidne ke liye buy button per click Kare

Low price Buy

High price buy

Giloy ko kaise kharide aur Giloy kitne rupye kilo Milta Hai. Yah Jaanne ke liye reading-More-button per click Kare.

Ye Bhi Padhiye

Leave a Comment