UP mein kitne district hai ? Aur jilo ke naam kya hai ?

UP mein kitne district hai ? Aur district ke naam kya hai ? Padhe Hindi mein. Dosto aaj ke is artical mein aapko batane wala hu. UP mein district kitne hai.

Dosto Agar aapko Google ya Chrome per search kar rahe ho ki up Mein Kitni district kitne Jile hai. Aur aap Google ya Chrome per search karke Hamari is website par Aaye Ho.

To aaj aap bilkul sahi Jagah per aa chuke ho. Kyunki aaj ke is article Main aapko Puri Jankari milane Wali Hai. UP district ke bare mein. Sabse pahle Ham yah padhnege ki UP mein kitne district Hai.

Kitne Rajya Hai. Uske baad Ham Sabhi up ke jitne bhi district jile  Sabhi Ke Naam padhenge. Ek – ek Karke. Tu Chaliye padhna start karte hai. Sabse pahle Ham padenge.

UP mein kitne district ( Jile) hai ?

Dosto aapko Maloom nahi hai. Ki Uttar Pradesh UP mein kitne Jile Hai. kitne district Hai. To Main aapki Jankari ke liye bata du. UP mein 75 vartman Mein Jile Hai. Agar aap up se belong karte ho,

to aapko yah Hamesha Yaad Rakhna chahiye. Ki Hamare Mein Jile mein kitne district Hai. Kitne state hai. Sabhi Ham ko Maloom Hona chahiye. Aapne yah to padh liya hai.

Up ke district

Ki 75 Uttar Pradesh mein district hai. Lekin ab Ham Sabke ek – ek Karke Naam padhenge. To Chaliye padhna start Karte Hai.

Table of contents
1. UP district list in Hindi ( Uttar Pradesh ke sabhi jilon ke naam
2. Uttar Pradesh mein kitne Jile Hai ?
District

Uttar Pradesh ( jile) district list in Hindi

No.District ke naam
1Agra
2Mathura
3Mainpuri
4Firozabad
5Oreya
6Etawah
7Farookhabad
8Kanpur Nagar
9Kanpur Dehat
10Kannoj
11Aligadh
12ETA
13Hathres
14Kasganj
15Chandauli
16Ghazipur
17baradhsi
18Jaunpur
19Prayag Raj
20 Fatehpur
21 Hardoi
22Lakhimpur khiri
23 Lucknow Rajdhani
24Raebareli
25 Sitapur
26Unnaab
27Kaushambi
28Pratapgadh
29Azamgadh
30Baliya
31Mao
32 Bareilly
33Badayu
34Pilibhit
35 Shahjahanpur
36Siddharth nager
37Basti
38Sant Kabir Nagar
39Chitrkut
40Hamirpur
41Mahoba
42banda
43Balramperur
44Bahraich
45Sravasti
46Gonda
47Ayodhya
48Sultanpur
4912 Barabanki
50Amethi
51Ambedkar Nagar
52Gorakhpur
53Deoria
54Maharajganj
55kushinagar
56Jhansi
57Jalaun
58Lalitpur
59Bulandshahar
60Baghpat
61Gautam Budh Nagar
62Ghaziabad
63Hapudh
64Merath
65Sant Ravidas Nagar
66mirzapur
67sonbhadra
68amroha
69bijnor
70 Moradabad
71Rampur
72Sambhali
73Saharanpur
74Shamli
75Muzaffarnagar
District list in Hindi

Dosto aap aaj ke is article Mein Uttar Pradesh mein kitne district Hai. Yah to padh hi Chuke ho, aur aapne yah article starting Se pada hai. To aap Sabhi district ke

Ek – ek Karke naam bhi padh hi Chuke Hoge. Lekin ab Ham padhenge ki Uttar Pradesh mein kitne Mandal Hai. Sabhi ke bare mein detail mein.

Uttar Pradesh mein kitne Mandal Hai ?

Friend agar aapko Maloom nahi hai. ki utter Pradesh mein kitne Mandal Hai. To mein aapki jankari ke liye bata du vartman mein Uttar Pradesh Mein 18 Mandal hai.

No..jilo ke naam
1AgraAgra, Firozabad, Mainpuri, Mathura,
2AligadhAligarh, ETA, Hathras Kasganj,
3 AllahabadAllahabad, Fatehpur, Kaushambi, Pratapgadh,
4AzamgadhAzamgarh, Baliya, Mau,
5BareillyBadayan, Bareilly, Pilibhit, Shahjahanpur,
6colonyBasti, Sant Kabir Nagar,  Siddharth Nagar,
7ChitrakootBanda, Chitrkut, Hamirpur, Mahoba,
8Devi Patan (Gonda)Bahraich, Balrampur, Gonda, shravasti,
9Ayodhya Mandal ( purv Mein Faizabad)Ambedkar Nagar, Barabanki, Ayodhya, Sultanpur, Amethi,
10GorakhpurDevriya, Gorakhpur, Kushinagar, Maharajganj,
11JhansiJalaun, Jhansi, Lalitpur,
12KanpurAuraiya, Etawah, farookhabad, Kannauj, Kanpur, Dehat, Kanpur Nagar,
13LucknowBaghpat, Bulandshahar, Gautam Budh Nagar, Ghaziabad, Marathi, Hapur,
14MerathBaghpat, Bulandshahar, Gautam Budh Nagar, Ghaziabad, Marathi, Hapur,
15MirzapurMirzapur, Sant Ravidas Nagar, Sonbhadra,
16MuradabadBijnor, Amroha, Moradabad, Rampur, Sambhal,
17SaharanpurMuzaffarnagar, Saharanpur, Shamli,
18VaranasiChandauli, Ghazipur, Jaunpur, Varadhsi,
Mandal name

Dosto aap jaise ki Yah pedh hi Chuke Ho. Ki up ke andar 18 Mandal hai. Lekin insab Mein sabse bada Mandal kaun sa hai.

To main aapki Jankari ke liye bata do 18 Mandal Mein sabse bada Mandal Lucknow Mandal Hai. Ismein 6 Jile Hai. Aur yah sabse bada Mandal UP ka hai.

Uttar Pradesh mein kitne Mandal Hai yah to aapne padh hi liya hai. Aur sabse bada Mandal kaun sa hai. Yah bhi Aap jaan Chuke Ho.

Lekin ab aapke man mein yah Sawal Aata Hoga Ki Lucknow sabse bada Mandal UP ka hai. To Lucknow mein kitne Jile Hai Chaliye padhte Hai.

Lucknow mein kitne Jile Hai ?

Vartman Mein Lucknow mein kul 6 Jile Hai. Aur jilo ke naam kya hai. Chaliye aage padhate hai.

Jilo ke naam

1. Unnao
2. Sitapur
3. Lakhimpur khiri
4. Raebareli
5. Hardoi
6. Lucknow
Jilo ke naam

Ab Sabse Badi Baat yah aati hai. Ki Uttar Pradesh mein kitne Gaon Hai. Chaliye padhte hai. Lekin yah jaanne se pahle main aapko Bata Du.

Uttar Pradesh bharat ka shetrafal ke Aadhar Mein sabse bada 4 number per Rajya Aata Hai. Jiski Rajdhani Lucknow hai. Aur Iski sabse Badi Baat yah hai.

Ki Uttar Pradesh Rajya Ka gathan 24 January 1950 ko hua tha. Aur yah Rajya 240,928 barg kilometre mein faila hua hai. Isse Bada Rajya koai dusra Nahi Hai.

Uttar Pradesh ke andar gaon ki sankhya kitni hai ?

Uttar Pradesh Mein Gaon kitne hai. Yah jaanne se pahle Ham yah Jaan Lete Hai. Ki Uttar Pradesh ke andar gaon ki sankhya kitni hai? Vartman Mein UP ke andar gaon ki sankhya 57,607 hai.

Aapne yah to Jaan hi liya hai, ki Uttar Pradesh ke andar gaon ki sankhya kitni hai. Ab Ham yah Jante Hai Ki Uttar Pradesh ke andar sabse bada gaon kaun sa hai.

Sabse bade gaon ka naam

Up ke andar sabse bada gaon gahmer Gaon Mana jata hai. Is gaab Mein San 2011 ke anusar 25,995 lagbhag log is Gaon Mein Nivas Karte Hai.

Yah gaon Uttar Pradesh ka hi nahi balki India ka bhi sabse bada gaon Mana jata hai.

Dosto aapane kisi chij ke bare mein agar acchi bate Suni Hai. To Uske bare Mein Kuchh galat Bhi Sune Hoga. Jaise ki paani hai. Pani ke bahut jyada fayde Hai. Iske bina Insan jeevit Nahi Rah sakta hai.

Lekin Usi Prakar se iska nuksan bhi hai. Bahut jyada fayde hote hai. Usi Prakar Se Uske Kuchh nuksan Bhi hote hai.

Isi perkar Ab Ham yah padenge ke Uttar Pradesh ka sabse Chhota gaon kaun sa hai. Aur Bade gaon ka naam to aap Jaan hi Chuke Ho.

Sabse Chhota gaon ka naam

Uttar Pradesh ka sabse Chhota madhopatti Gaon hai, isko isliye Chhota bola Jata Hai. Kyunki ismein sabse kam nivasi rahte hai. Ismein dosto lagbhag 75 Parivar rahte hai.

Lekin main aapki Jankari ke liye bata do is Gaon Ki Sabse Badi Baat yah hai ki aapko is gaon ke andar 47 gharo ki family ke log IAS officer Milenge.

Dosto aap up ke nivasi ho. Aur aap up ke kisi Gaon ya Shahar Mein Rahte Ho. To aapka yah Janna Jaruri hai. Ki up ke andar Kitne rto office hai.

Ager aap up ke andar Nahi rahte ho to bhi aapka janna jaruri hai. Kyunki agar aap exam ki taiyari karte ho, kar rahe ho, to is jarur padhe.

Agar yah aapko Maloom nahin ki Uttar Pradesh ke andar kitne registration RTO office Hai. To main aapki Jankari ke liye bata do Uttar Pradesh ke andar lagbhag 87 ya 80 RTO office hai. 

Ab Sabse Badi baat hai aati hai, ki yah RTO office Kis – Kis Shahar Mein sthit Hai. In Sabhi shahro Ke Naam ham padhenge.

  • Saharanpur
  • Muzaffarnagar
  • Bulandshahr
  • Ghaziabad
  • Meerut
  • Noida
  • Bagpat
  • Shamli
  • Bijnor
  • Moradabad
  • Rampur
  • Amroha
  • Badaun
  • Bareilly
  • Pilibhit
  • Shahjahanpur
  • Hardoi
  • Lakhimpur Kheri
  • Lucknow
  • Raebareli
  • Sitapur
  • Unnao
  • Amethi
  • Hapur
  • Sambhal
  • Bahraich
  • Barabanki
  • Faizabad
  • Gonda
  • Sultanpur
  • Ambedkar Nagar
  • Shrawasti
  • Balrampur
  • Azamgarh
  • Basti
  • Deoria
  • Gorakhpur
  • Mau
  • Siddharth Nagar
  • Mahrajganj
  • Padrauna
  • Sant Kabir Nagar
  • Ballia
  • Ghazipur
  • Jaunpur
  • Mirzapur
  • Sonbhadra
  • Varanasi
  • Sant Ravidas Nagar
  • Chandauli
  • Allahabad
  • Fatehpur
  • Pratapgarh
  • Kaushambi
  • Kannauj
  • Etawah
  • Farrukhabad
  • Kanpur Dehat
  • Kanpur Nagar
  • Auraiya
  • Agra
  • Aligarh
  • Etah
  • Firozabad
  • Mainpuri
  • Mathura
  • Mahamaya Nagar
  • Kanshiram Nagar
  • Banda
  • Hamirpur
  • Jalaun
  • Jhansi
  • Lalitpur
  • Mahoba
  • Chitrakoot Dham

Dosto aapne yah jitne bhi Naam Pade Hai. In sabhi jagah per RTO office hai.

Fact Uttar Pradesh

Dosto ab Ham Kuchh up ki Kuchh Rochak bate padenge.

  • Uttar Pradesh (UP) ka sabse bada fact yah hai. Ki is state mein 75 Jile Hai. Jo ki pure India mein Iske barabar Nahi Hai.
  • Jitni Abadi up Ke Andar hai. Itni abadi wala koi bhi state India mein nahi hai. Sabse Jyada Abadi wala state up hai.
  • Up ke andar RTO office 87 hai jo ki itne Jyada Kisi bhi state mein nahi hai.
  • Up ke andar Gaon aur Shahar dono hai. Lekin sabse Jyada Gaon up ke andar sthit Hai.

Aaj ke is article Mein Humne aapko Puri up ke bare mein Jankari Dene Ki Koshish kari hai. Humne aapko Uttar Pradesh ke bare mein sari Jankari batai Hai.

Jaise ki UP mein kitne gaon ki sankhya hai. UP mein kitne nivasi Rehte Hai. Aur up mein RTO office kitne hai. up ke andar district kitne hai. Sabhi Kuchh Hamne bataya hai.

Agar koi aapka koi question ho aur aap Humse pata karna chahte ho, To Hame comment Jarur Kare. Yah article aapko Pasand Aaya ho to share Jarur Kare.

Aisi hi aur Jankari prapt karne ke liye Hamari is website ko subscribe Kare.

Ise bhi padhe. Is article main aapko India mein kitne state hai. Yah Jankari Milegi, India ki sari Jankari aapko article Mein mil Jayegi. Aur India ke kitne state hai.

Ye sabhi state ke naam bhi aapko padhne ke liye Milenge. Padhne ke liye reading More button per click Kare.

Reading More

Dosto Agar aapka Koi shopping ki dukaan hai. Aur aap apne product ko online bechna chahte ho to reading aur button per click Kare.

Ismein aapko pure Jankari Milegi product ko online Kaise bacha Jata Hai. Sikhaya Jayega.

Reading More

Dosto Indian history ke bare mein aur Jankari prapt karne ke liye aap is book ko khared sakte ho jo niche hai. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.

Buy now Low price

Indian history ki best book ismein aapko Puri Jankari Indian history ke bare mein Milegi. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.

Buy now high price

Leave a Comment