Best Sanitizer Brands In India Hindi Review Top 10 Sanitizer Company Ka

India me sanitizer brands to bahut hai but jo best sanitizer company hai aur top 10 me aate hai mai un ka hi review duga.

Agar aap best brands ka sanitizer konsa company hai janna chahte hai to mera ye article pura padhiye ga.

Kyo ki es article me sabhi 10 best sanitizer brands ka Review diya gya hai.

Article start karne se pahale aap ko ye janna chahiye ki sanitizer kya hai esko use se phayda kya hai.

Sanitizer yek chemical hota hai jo viruse ko marne ka kaam karta hai esko 2 prakar se bnaya jata hai.

  1. Alcohol – yek sanitizer bnta hai jis me alcohol 60% se 90% tak hota hai jo n-propahol se bnaya jata hai.
  2. Non Alcohol – dusra sanitizer jo bnta hai us me alcohol nahi hota jo triclosan se bnaya jata hai.

Sanitizer ke use se viruse ko mara ja sakta hai jis bhi jagah par virus ho us jagah par sanitizer dalne se viruses mar jata hai.

Niche mai india ka 10 sab se achi Sanitizer companies ka review rank ke hisab se de raha hu aap dekhe.

  • dettol sanitizer

Top 10 Sanitizer Brands

Here Is List Of Top 10 Sanitizer Company In India – Ranked – Ye 10 Sanitize Ki Sab Se Achi Company India Me Hai

S.No.CompaniesRatingView
1Himalaya8.50View Latest Price
2Dettol8.10View Latest Price
3Lifebuoy 7.80View Latest Price
4Sterillium7.30View Latest Price
5Patanjali7.00View Latest Price
6Santoor6.90View Latest Price
7Savlon 6.30View Latest Price
8Vitro5.80View Latest Price
9Boroplus5.70View Latest Price
10Oriley5.30View Latest Price

#1. Himalaya Sanitizer Review Hindi Me | Online Himalaya Hand Sanitizer

Himalaya sanitizer india ka sab se acha sanitizer company hai ye sanitizer me bahut sara jadhi buti mix kar ke bnata hai.

Eska hand sanitizer india me sab se jyada use hone wala hand sanitizer hai enka daya 99.9% useful ka hai.

Himalaya hand sanitizer online kharid sakte hai aur offline bhi karid sakte hai har jagah available hai.

Himalaya Sanitizer review aur jyada dekhne ke liye niche photo par click kar ke review dekhe.

Best Sanitizer Brands

5000 ml Himalaya Sanitizer

Its best Sanitizer in india

VIEW AT AMAZON

#2. Dettol Sanitizer Review Hindi Me | 2 No. Hai Dettol Hand Sanitizer

Dettol sanitizer ki bahut purani company hai eska hand sanitizer ko bahut acha mana jata hai.

Sanitizer ke alaya bhi bahut sare product dettol bnata hai jaise sabun, antiseptic cleansing, disinfectant spray, etc

Dettol sanitizer ka review aur jyada dekhna chahte hai to niche diye cat-lock par click kar ke review dekhe.

#3. Lifebuoy Sanitizer Review Hindi Me |no.3 Hand Sanitizer Lifebuoy Hai

Ji ha aap ne bilkul sahi padha 3no. par hai hand sanitizer ke mamale me lifebuoy eska sanitizer bhi bahut acha hota hai.

Lifebuoy hand sanitizer ka khusbu acha hota hai aur skin par koyi side effects soap nahi hai.

Lifebuoy sanitizer ka reviews aur jyada dekhane ke liye niche diye cat-lock par click kar review dekhe.

#4. Sterillium Sanitizer Review Hindi Me | Sterillium Hand Sanitizer 250ml

Sterillium ka bhi sanitizer top 10 company me 4 no. par aata hai sterillium ka sanitizer aap bina soche le sakte hai.

Enka hand sanitizer chote market me bhale hi available na ho but aap online kharid sakte hai .

Sterillium sanitizer reviews aur jyada dekhane ke liye niche diye cat-lock par click kar ke review dekhiye.

#5. Patanjali Sanitizer Review Hindi Me | Patanjali Hand Wash Or Sanitizer

Patanjali sanitizer uske liye best hai jo bar bar hath nahi dhona chahte hai . patanjali ka sanitizer bahut jyada time tak apna asar banaye rakhta hai.

Ye brands india ke alawa other desho me bhi bahut use hota hai.

Patanjali ka hand sanitizer har patanjali ke retails store par available hai aap ja kar le sakte hai.

Agar aap store par nahi jana chate hai to patanjali ka hand sanitizer online shopping kar ke bhi kharid sakte hai.

Patanjali sanitizer ka reviews aur jyada dekana chahte hai to cat-lock par click kar ke review dekhiye.

#6. Santoor Sanitizer Review Hindi Me | Hand Sanitizer Spray Ka

Santoor ka hand sanitizer spray 99.99 usefull hai . santoor ka hand sanitizer spray india me sabhi badhe store par available hai.

Agar aap store par bina jaye online magana chahte hai to hand sanitizer online bhi kharid sakate hai.

Sabhi online selling sites par available hai.

Santoor sanitizer ka review aur jyada dekhana chahte hai to cat-lock par click kariye sanitizer ka review dekhe.

#7. Savelon Sanitizer Review Hindi Me | Aur Hand Sanitiser Ka

Savelon sanitizer best brands me se yek hai sanitiser ke mamle me enka hand sanitizer bahut good hai.

Ye company ka sanitiser 100 bimariye se door rakhta hai aur 100 bimariyo ke liye 9.99% useful hai.

Savlon sanitizer review aur jyada dekhane ke liye niche link par click kar ke reviews dekhiye.

#8. Vitro Sanitizer Review Hindi Me | Hand, Mobile leptop, Remote Sab Ka

Vitro Sanitizer ko hand ke alaya aap mobile phone, leptop, remote ke liye bhi vitro ka sanitizer use kar sakte hai.

Ye company ka sanitizer vip jagho par dikhane ko milega vitro ka sanitizer shopping mall ke alaya bade satore par milega.

Vitro sanitizer ka reviews aur jyada padhane ke liye niche liye cat-lock par click kar ke review padhe.

best sanitizer brands ke suchi me en ka name 8 number par aata

#9. Boroplus Sanitizer | Hand Sanitizer Face Acne Review Hindi Me

Boroplus Sanitizer chehara ( Face ) par use kare ke liye best hai boroplus face ke liye hi sanitizer bannata hai.

ye company ka cream bahut acha hota hai thand me use karne ke liye eska cream use karne se chehara soft rahta hai.

Hand par 3ml le kar apne pure face par lagane se aap ka face sanitiz ho jata hai aur 3ml le kar hand sanitize kar sakte hai.

Boropuls ka reviews aur jyada dekhane ke liye link par click kare ke boropuls ka review dekhiye.

Best Sanitizer Brands

BoroPlus Advanced Anti-Germ Hand Sanitizer, 300ml

India Me Best Face Sanitize Boroplus Hai Ye Sanitas Face Wash Keliye Good Hai

VIEW AT AMAZON

#10. Oriley Sanitizer Review Hindi Me | Hand, Body, Room, Car All In One

Oriley sanitizer ko hand ke alaya pure body ke liye use kar sakte hai aur room ya car me bhi use kar sakte hai.

Enke sanitizer me 70% alcohol mix hota hai oriley ka sanitizer top 10 me 10 no. par aata hai.

Oriley sanitizer ka reviews aur jyada dekhane ke liye niche diye link par click kar ke review dekhe.

Hum aasa karte hai ki India me sab se best sanitizer brands kyn hai aap ache se samgh gaye hoge.

Sanitizer ko to bahut se log jante bhi nahi the ki kya hota hai lekin jab se coronavirus aaya hai sabhi log ache se jan gaye hai.

Pahle badhe office aur hospital me hi use hota tha lekin abhi har log sanitizer ko use krna chahte hai aur krna bhi chahiye.

Agar aap safe rahna chahte hai to best brands ka sanitizer, mask aur sefti kit ko hamesa apne paas rakhna hoga tabhi aap safe rah payege.

Jab bhi koyi new aadmi se milna ho to us se 1 mitter door rahe aur hath to bilkul nahi milaye aur mask laga kar baat kare.

jab aap rahege safe to aap ka family rahega safe jab aap ka pariyar rahega safe to pura desh rahega safe.

Sanitizer Ka Use Kab Kare

Sanitizer ka use aap ATM use kare ke baad jaru kare aur kisi dukkan se kuch saman lene ka baad use kare.

Kisi dusre ka phone use karne ka baad aur market me kisi bhi door ka handil tuch karne ke baad use kare.

Kisi friends se haath milane ka baad aur yo chij ko tuch karne ke baad jis ko bahut sare log tuch karte ho.

Paisa ka len den ka baad aur kisi product ka len den ka baad bhi apne ko sanitiz kare

Office me kaam karne walo ko jab bhi koyi file aap ka office ke bahar ka ho aur aap ko tuch karna pade.

Uska baad apne aap ko sanitiz kare ya phir sabun se haath jaroor dhoye . aur pen use kiye to pen ko bhi saf kare.

Hand Sanitizer Use Kaise Kare

Friends hand sanitizer ka use bahut jyada nahi krna hai jab aap ko lage ki use krna hi chahiye tabhi kare.

Agar aap ko yek din me bahut sare logho se lenden karna hota hai to aap hand gloves ka use kare.

Hand gloves chang karne ka baad saboon se hath dhoye ya phir waha saboon pani nahi hai to sanitizer use kare.

Sanitizer use karte samay aag wale jagah ya aag lagane wale saman se door ho kar use kare.

Agar aap hamare blog ko aage bhi padhana chahate hai to apna email fill kar ke mere blog ko subscribe kare.

Thanks For Reading my blog

Best Sanitizer
Ye Bhi Padhiye

Top 10 Pen Drive Company Ka Review

Top 10 Shirt Brand Ka Review

Mutual Funds Kya Hai

Share Market Kya hai

Friends Aap ko mera ye hindi blog kaisa laga comment kar ke mughe btaye. acha laga to share kare.


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *