Best pen drive konsa hai janne se pahle ye Janna chahiye ki USB flash pen drive kya hota hai aur eska use kya hai .
Jis Jagah par ham apne computer ka backup bana kar rakhate us ko USB, flash pen drive kahate hai.
USB pen drive yo products hai jis se data, audio, video aur image yek computer se dusre computer me tranfar karte hai.
Ab janate hai best USB pen drive kyn sa hai. to friends market me bahut sari company pen drive ki hai.
Mai aap ko india ki 10 sab se achi USB, flash pen drive ki company ko rank ke hisab se list niche de raha hu aap dekhe.
Top 10 Best Pen Drive Company
Here Is A List Of Top 10 Pen Drive Brands In India – Ranked – Ye 10 USB Flash Pen Drive Ki Sab Se Achi Companies Hai.
S.No. | Companies | Rating | Size | Views Price |
1 | Samsung | 9.90 | 2TB | VIEW LATEST PRICE |
2 | SanDisk | 9.70 | 1TB | VIEW LATEST PRICE |
3 | H.P | 9.40 | 500GB | VIEW LATEST PRICE |
4 | Toshiba | 9.10 | 128GB | VIEW LATEST PRICE |
5 | Sony | 8.80 | 64GB | VIEW LATEST PRICE |
6 | PNY Turbo | 8.50 | 32GB | VIEW LATEST PRICE |
7 | Kingston | 8.20 | 16GB | VIEW LATEST PRICE |
8 | Strontium | 8 | 8GB | VIEW LATEST PRICE |
9 | Generic | 7.60 | 4GB | VIEW LATEST PRICE |
10 | Corsair | 7.10 | 32GB | VIEW LATEST PRICE |
#1. Samsung USB Flash Drive Review – Hindi – 2TB Hard Disk ( SSD )
aap ko bta du ki Sam sung pen drive pure duniya me sab se jyada use hone wala pen drive hai eska quality bahut acha hota hai.
Jis ko 1tb, 2tb hard disk me ram chahiye hota hai yo samsung ka USB kharidta hai kyo ki ye kharab nahi hota.
Best USB flash drive hai samsung ye ranking ke mamle me 1 no. par aata hai . aur rating 9.90 hai.
Sam sung usb flash drive ka aur bhi review dekhane ke liye niche diye photo par click kare aur review dekhe.
#2. Sindisk USB | San disk Pandrive Review – Hindi – 1TB Pen Drive (SSD)
Pendrive ( SSD ) ke mamale me Sindisk company ka ranking 2 no. par aata hai aur rating 9.70 ka hai.
San disk 8gb se le kar 1tb tak ka ssd bnata hai eska sab se kam ram jo hai yo 8gb aur sabse jyada 1tb hai.
400gb ya 1tb hard disk lena ho to sandisk ka le aur jyada review dekhana hai to photo par click kar ke review dekhe.
SanDisk 1TB SSD USB-C, USB 3.1, for PC & Mac & IP55 Rated
Sandisk is the best USB company in india
#3. HP USB | HP Pen drive Review – Hindi – 500GB Flash Drive ( SSD )
HP pandrive 500gb ka USB ( hard disk ) bahut acha bnata hai eska ssd kharab nahi hota bahut acha quality ka hota hai.
Pen drive (USB) ke mamale me hp company ka ranking 3 no. par aata hai aur rating 9.40 hai.
HP pen drive review aur jyada dekhane ke liye niche diye photo par click kare aur review dekhe.
#4. Toshiba USB | Toshiba Pen Drive Review – Hindi – 128GB Flash Drive
Toshiba pen drive ki company pahle VCD banata tha jab Se VCD ka use kam huya us ka baad se ye USB banale lage.
Eska flash drive bhi bahut acha chalta hai ye 4gb se 128gb tak ka usb banate hai.
Toshiba company ka ranking 4 no. par aata hai aur rating ke mamale me 9.10 hai.
Toshiba pen drive review aur jyada dekhane ke liye niche diye photo par click kariye aur review dekhiye.
128GB USB Pendrive (White) Tosgiba Yamabiko TransMemory U203
128gb ka sab se acha pen drive ye hai
#5. Sony USB | Sony Pen Drive Review – Hindi – 64GB Flash Drive (SSD)
Sony pen drive ki bahut purani company hai eska rank toda kam hai but ye bahut achi USB ki company hai.
Pen drive ( SSD ) ke mamale me Sony company ka ranking 4 no. par hai aur rating 8.80 hai.
Sony electrical ka bahut sara product bnata hai eska ka har product orignal aur best quality ka hota hai.
64GB flash drive ka aur jyada review dekhane ke liye niche diye photo par click kare aur review dekhe.
#6. PNY USB | PNY Pen Drive Review – Hindi – 32gb Pendrive (SSD)
PNY USB dekhane me bahute acha dikhta hai is ka look bahut acha hota hai aur quality me bhi acha hai.
Song, video, flim, image, store karne ke liye aur car me song sunne ke liye 32gb pendrive best hai.
PNY pen drive ka look acha hota hai esliye car me use ke liye best hai kyo ki car me acha look ka ssd use hota hai.
PNY pan drive ka ranking 6 no. hai eska rating 8.50 hai . aur jyada review dekhane ke liye photo par click kar ke review dekhe.
#7. Kingston USB | Kingston Pen Drive Review – 16GB Flash Drive ( SSD )
Kingston ka price toda kam hota hai aur kam ram jaise 16gb pen drive ke use ke liye best hai.
Ye ssd dekhane me bahut khubsurat dikhta hai eska look bahut acha hota hai aur strong bhi hota hai.
Kingston usb ka ranking 7 no. par aata hai aur rating ke mamle me 8.20 ka hai.
Kingston ka aur jyada review dekhane ke liye niche photo par click kar ke review dekhiye.
#8. Strontium USB | Strontium Pen Drive Review – 8GB USB Pen Drive
Strontium company bahut acha pen drive banta hai but ye only 4gb se 64gb tak ka hi pen drive banata hai.
Ye company ka 8gb pen drive bahut hi acha hai yek dam stron ki tarah majbut hai.
Jyada ram ka USB to nahi bnata but jo bnata hai best bnata hai eska ranking 8 no. par aur rating 8.00 hai.
Strontium pen drive ka review aur jyada dekhana hai to niche diye photo par click kar ke review dekhe.
#9. Generic USB | Generic Pen Drive Review – 4GB Pen Drive ( SSD )
Generic company chote size me usb banata hai jaise 4gb, 8gb ye jyada ram ka usb nahi bnata hai.
Eska pen dirve ka ranking 9 no. par hai aur eska rating 7.60 hai Generic ka pen drive har colors me bnata hai.
Generic pen drive ka review aur jyada dekhane ke liye niche diye photo par click kariye aur review dekhiye.
#10. Corsair USB | Corsair Pen Drive Review – Hindi – 32 GB Pen Drive
Corsair company 32 GB se jyada ka pen drive bnata hai ye kam ram ka pen drive nahi bnata hai.
Ye market me new company hai Eska Ranking 10 no. par aata hai Corsair USB ka rating 7.10 ka hai.
Corsair ka review jyada dekhane ke liye niche diye photo par click kar ke corsair ka review dekhe.
Note – top 10 best pen drive companies me jitna bhi company aata hai sab trastebal hota hai ne sandeh aap top 10 me kisi company se product le sakte hai.
USB Drive Full Form Kya Hai | USB Flash Pen Drive ka kitane name hai
U.S.B ka full form – universal . serial . bus
USB flash pen drive market me 5 name se jana jata hai esko har state me alag name se bolte hai log.
- USB
- Pen Drive
- Hard Disk
- USB Flash Pen Drive
- Universal Serial Bus
Ham aasha karte hai ki aap usb kya hai aur kaise kharide kyn sa sabse acha hai ye sab kuch ache se samgh gaye hoge.
Ab baat aata hai kaise use kare to aap pen drive use karte samay pen drive ko jyada hilaye nahi.
Use hone ka baad ache se cover kar ke kisi dabbe me rakhe jaha hawa ( air ) nahi jaye
Pani ( Water ) se door rakhana hai kyo ki hard disk ka andar chep laga hota hai us me jung lag sakta hai.
Toda sa agar usb flash driver eska sefti rakh dege to aap yek usb ko life time use kar lege kabhi kharab nahi hoga.
Friends mere lekh kaisa laga comment kar ke bataye aur kuch dout hai to bhi commernt kare.
Thank you for the great information and news. I like your blog very much, I added it to my follow list.
I like your blog very much, you provide good information, you share useful articles with people, thank you
Your blog is a success, very complete. Ahhh when passion is there, everything is 🙂 Ashla Alfy Ward