Table of Contents
Blogger par website kaise banye
Dosto kya aap janna chahte ho ki Blogger par website kaise banye ? Aur Free Blog Banane ka Tarika kya hai. Aur aap free me blog banane ke baare me google par ya chrome par search kar rahe ho ki free me blogger par website kaise banye.
ager aap bhi janna chahte ho ki Blogger par website kaise banye ? aur paise kaise kamay Janne ke liye is article ko pura padhe.
Isme aapko puri jankari milegi jaise ki Website kya hai Blogger par website kaise banye ? Website ki full seo setting kaise kare, to chaliye padhna shuru karte hai.
Dosto website ko free me Blogger.com par kaise banye. Isko janne se pahle ham yah jan lete hai ki website kya hai aur blogger kya hai.
Kyunki website ko banana bahut hi asaan hai lekin jo iske baare me nahi janta hai use bahut muskil lagta hai.
Agar aap toda paisa kharch kar ke apna website bnawana chahte hai.
To GoodGlo.Com par publice Blog website kya hai aur Blog website kaise banaye ko padh kar apna website banwa sakte hai aur Free me website khud se banane ke liye ye article aakhir tak padhe
Aur aaj ki jankari aapko asaan bna degi ki Blogger par website kaise banye ? To chaliye ab sebse pahle padhte hai ki website kiya hai.
Website kiya hai
Blogger par website kaise banye
Dosto website ko ham asaan bhasha me home ya store ke naam se jan sakte hai, kyunki ham apne ghar me saman rakhte hai.
Dukan me bhi saman rakha jata hai. Isi tarah website me bhi smaan rakha jata hai. website bhi ek prkar ka store hota hai.
Aur dosto me aapko bata du hamara ghar kisi sthan par hota hai. Aur us sthan ka naam bhi hota hai.
Ise trah se website ka name bhi hota hai Aur sthan yani ke jagha bhi hoti hai. Website ke naam ko ham domain name khte hai.
Aur website ke sthan ko ham hosting kahte hai. To ab aapke man me yah sawal ata hoga ki yah domain name aur hosting kiya hai.
jab ki blogger par website banane ke liye aap ko domain aur hosting ki jarurat nahi padegi lekin jankari ke liye isi jan lege to acha rahega .
Ager aap nahi jante ho ki doman name kiya hai aur hosting kiya hai to chaliye ham aapko smjhate hai.
Domain name kya hai
Domain name kya hai ? Dosto jab hamare ghar me kisi baby ka janm hota hai. To uska naam jarur rakha jata hai. Aur uski sabse badhi baat yahi hai ki jab baby ka naam ek baar rakh diya jata hai.
To fir us bachhe ka naam jab bah badha ho jata hai, to bahi naam rahta hai badla nahi jata hai. Isko aur asaani se samjhte hai.
Dosto jab aap kisi dukaan par jaate ho to uska naam jarur hota hai aapne dekha hoga,
ki jab aap kisi medical par medicine kharidne ke liye jaate ho to us medical ka naam jarur hota hai.
Aur jab aapko us medical ka naam yaad ho jaata hai,
to aap dubara bhi daba lene jate ho Usi parkar se ek website ka naam rakha jata hai to isi ko domain name kaha jata hai,
Aur jab aapka domain name asaan hota hai ek baar padh kar yaad ho jata hai to log dubara bahut asaani se aapki website par aa jaate hai,
Ab ham yah jaan lete hai ki hosting kya hai.
Hosting kya hai
Dosto hosting kya hai? Yah janna bahut hi asan hai, maan lijiye ki aap koai store rakhna chahte hai.
Chahe aap kisi bhi cheej ki dukaan rakhe to aapko ek sthaan ki need hoti hai. Aapko ek khaali dukaan ki aavyshkta hoti hai.
To jab aap bah dukaan kiray par le lete ho ya fir aap ek dukaan bna lete ho to aap usme aapni pasnd ka sman rakte ho.
Dosto to isi trah ek website ko bnane ke liye uske liye jameen kharidna hoti hai To isi ko hosting kahte hai Hosting ke baare me aur janne ke liye click kare.
To dosto me ummed karta hu ki aapko samjh aa gya hoga ki domain name kiya hai. Aur Hosting kya hai.
Lekin ab baat aati hai ki domain name ko kharide kaise aur hosting ko kaise kharide.
Iske baare me jankari padhne ke liye Ise padhe.
Domain name ko aur hosting ko kharidne ke liye aapko paise ki jarurat hogi. Aur ager aap blogging me new ho. Ya fir aapke paas paise nahi domain aur hosting ke liye.
To aap bilkul chinta na kare Aaj ke is artcle me me aapko ab batunga ki Blogger par website kaise banye ? Aur free me blogging kaise kare.
Blogger par website kaise banye ? yah jaane se pahle me aapko batana chahta hu ki blogging kya hai.
Blogging kya hai
Blogger par website kaise banye
Blogging kya hai chaliye jaante hai. Dosto jab ham apni famly ke saath me rahte hai to aapke famly membar me ek vakty aesa hota hai.
Jo ghar ka owner kahlata hai. Aur bahi vaykti aapke ghar ko sambhalta hai. Ghar jaise ki ghar ki safai karta hai.
Aur khana banata hai. Khane ko banane ke liye market se saman lata hai jaise sabji. To bahi vaykti ghar ka sara kaam karta hai. Usi prkar se websie ka bhi owner hota hai.
Aur bah webste ko maintain karta hai website ki dekhbhaal karna website ko Design karna website par content ko uplod karna,
Aur fir artcle ko share karna website ki seo karna yah sab kaamo ko milakar isko blogging kaha jata hai,
Blogging ko asaan bhasha me ham yah bhi kah sakte hai ki apni
knowledge apna khud ka kisi bhi field me experience ko logo ke paas tak pahuchana share krna yah sab blogging kahlata hai.
To dosto ab aap yah sab jaan chuke ho jo ek website ko banane bale ko pata hona chahye ab ham yah padhte hai ki ek Blogger par website kaise banye ?
Blogger par website kaise banaye
Dosto blogger par website ko free me banane ke liye bahut se tool use kar skate ho.
Lekin me aapko bata du ki ager aap website ko apni compny ke liye bna rahe hai
Aur aapko us website se koai bhi ern nahi karna hai to aap wordpress free tool se website ko bna sakte ho.
Lekin ager aap website ko bna ker paise bhi ern karna chate ho to aapke liye sabse jyada best blogger.com hai.
Blogger kya hai
Aaj ke samay me blogging bahut popular ho chuka hai. Aur har vaykti bloging karna chahta hai.
Lekin bloging ko karne ke liye aapke paas website hona chahiye aur website ko banane ke liye aapke paas paise hone chahye.
To jo logo ke paas paise hote hai. Bo log website ko bna lete hai, lekin jin logo ke paas paise nahi hai ya fir paise kharch nahi krna chahte hai
Aur free me website ko banana chahte hai. To is keliye blogger.com ko google 23 agust 1999 me bnanya.
Taaki jo log paise kharch nahi krna chate hai Blogger par website ? aur jo logo ke paas paise nahi hai aur website ko bnana chahte hai. To isi liye google ne blogger.com ko bnaya. Blogger par website kaise banye ?
Blogger par website kaise banye
To dosto ab ham aa chuke hai us jagha jaha par ham ana chahte hai ab ham yah janenge ki Blogger par website kaise banye ?
aapko bta du website ko chahe aap wordpress par banao ya fir blogger par website bnana bahut hi asaan ho jata hai jab aapko ache se jankari ho.
Lekin ager aapko jankari nahi hai to aap kisi par bhi website ko bnao aapke liye yah kaam kathin hota hai.
To isiliye me aapko ab jankari dunga ki free me Blogger par website kaise banye
Ager aap Blogger par website kaise banye iske baare me bikul bhi nahi jaante ho aur janna chate ho to chaliye me aapko btata hu.
Blogger par website ko bnane ke liye aapko hamare batay gay stap by step tips ko follow karna hai .
Free Blog Banane ka Tarika
Aapko blogger par website ko bnane ke liye sabse pahle aapke paas mobile ya pc. and computer hona chaye. Ager aapke paas ek bhi chej hai to aage padhe.
Aapke paas internet hona chaye
Fir aapko google chrom ya iske alava aapko kisi bhi browser ko open karna hai.
Open karne ke baad aapko search karna hai blogger.com ya fir aap isko bhi search kar skte ho. Bloggpost.com
5 Search karne krne ke baad aapke samne website search hogi aur aapke samne dikhai degi. Aap image me dekh sakte ho aapko is trah dikhai degi.
Aapko is trah se dikhai degi ?
Free Blog Banane ka Tarika
6. Fir aapko isper click karna hai. click karne ke baad aapke samne iska dashboard dikhai dega kuchh is prkar ka jo ki image me dikh raha hai.
7. dashboard open hone ke baad aapko beech me dikhai dega craete your blog.
Aapko is create your blog is jagha par click karna hai. Uske baad Aapse yah gmail id ko magega aapko gmail id ko fil karna hai. gmail id ke paas apke gmail id ka password dene ke liye khega aapko password fil karna hai.
Fir aapke samne yah is trah se dikhai dega.
Aapki website ka dashboard open ho jayga Lekin dosto abhi aapki website banker complete nahi huai hai abhi aapko aur kaam karna hai.
Aako sabse pahle isme creat blog ka option dikhai deta hoga aapko us pr click karna hai.
Isper click karne ke baad aapko kuchh isprkaar ka interfec dikhai dega.
Aapko apne website ka jo titel rakhna hai usko yaha par likhna hai jab aap likh dete ho aur ager bo sahi hai.
To aapko next par click karna hai aur sahi nahi hai to aapko titel chang karna hai aur dusra dal dena hai. Fir aapko next butten par click karna hai.
Blogger par website banane ka tarika
8. Fir dosto aap jaise hi next butten par click kroge aapko fir ek form fil karna hoga aapko isme url likhne ko kahega.
Aapko isme aapke website ka jo url rkhna hai usko daal dena hai Jo ki aapki website ka addrass hoga. To chliye me daal deta hu.
Jaise ki aap dekh sakte ho ki maine aapko dikhane ke liye daal diya hai fir aapko save par click karna hai.
Ager yah URL sahi to aapko koai bhi erer nahi dikhai dega. Lekin ager aapka URL sahi nahi to aapko erer dikhai dega.
Ager aapko erer dikhai de to aapko URL ko change kar dena hai.
Fir jab aap save par click kar dete ho to aapko apke website ka dashboard dikhai dega. Ab aapki website 60% complete hai. Fir aapko aur kaam karna hai.
Dosto aap dekh sakte ho ki website ka dashboard dekh raha hai yaha se aap apni website me kuchh bhi chang ker sekte ho.
Aapne ager yah website ko pahli baar bnaya To aapko yah dashboard samjh nahi ata hoga lekin aapko bikul bhi chinta nahi karni hai.
Kyunki me aapke liye smjhna bikul asaan bna dunga.
Chaliye me aapko btata hu dashboard ke baare me.
Aapko ek site me kaafi likha hua dikh rha hoga.
Aapko sab ke baare me smjhata hu.
Lekin me aapko bata du aapko ek sade me dikh raha hoga likha hai all Aur baha aapko 00 dikh rhe honge jab aap apni website par
Article likh kar uplod karuge to baha par aapko sab dikha dega ki kitne artcle aapki site par hai Article ko kaise likhe janne ke liye click kare
Ab ham sab ke baare me jaan lete hai jo aapko ek side me dikh rha hai.
Blogger.com site ki full setting
Dosto aapko sabse pahle me btata hu posts ke baare me aap jab is pr click karuge to aap new post likh sakte hai.
Fir aapko stats likha dikh rha huga aapki site par kitna trafic hai aap dekh sakte ho.
Comments me aapko jis ne bhi comment kiya hai aapko dikhay dega.
Earnings me aapko jab google adsense aprovel ho jata hai fir aap use karte ho.
Google ads kiya hai janne kiye liye hamare website GoodGlo par publice ye artical click-kar-padhe
Fir aapko page Dikhai dega aap isme aapni website par page bana sakte ho.
Layout isme aap apni website me kiya dikhana chahte hai aur kiya aap nahi rakna chahte hai aapko sab kar sakte ho.
Settings me aapko seo ki setting karni hoti hai.
Fir aapko likha hua sabse neche milega view blog yaha se aapki website dikhai degi
To mai ummed karta hu ki aapko Blogger par website kaise banaye ? samgh aa gya hoga. Isi trah ki aur jankari prapt karne ke liye hame follw kare comment kare.
Full Review
Dosto me umeed karta hu ki Blogger par website kaise banye sajh gye hoge.
Ise bhi padhe
Blog par Traffic Kaise Badhaye
Apne product ko online kaise beche
Dosto ager aap blogging me naye hai aur aap blogging me success pana chahte ho to aap is book ko jarur kharede.
Leave a Reply