Google Search se Website Kyo Deactivate Hota Hai – Sahi Kare.

Kya aap ka website google search me pahale show hota tha aur abhi google search me show nahi kar raha hai to es post ko padh kar aap janpayege ki google search se website kyo deactivate hota hai aur sahi karne ka aasan tarika kya hai.

Agar aap ki website bilkul new hai aur google search me nahi dikhayi de rahi hai to aap us ko sabse pahale google_search console me add kaiye.

Google search console me website ko add karne ka tarika click_here

Ye post un ke liye hai jis ki website purani hai aur 2 din pahle google me dikh rha tha aur abhi nahi dikh raha hai.

Friends jab google se website par traffic ate ho aur website google_search se deactivate ho jata hai.

Us se website par kaam karne wale log toda ghabra jate hai. Aur google ke bare me ulta pulta sochane lagte hai.

Lekin friends ghabaraye aur ghalat nahi soche. Aaj ke es artcial me mai aap ko btauga google_search se website deactive kyo hota hai.

Aur es ko aasani se sahi kaise kare janne ke liye mere ye artcial pura padhe.

Website ko google search engine Kyo apne search se hataya hai.

Friends aap ke website ko google search engine kyo apne search se hataya hai agar aap google, yahoo ya bing me search kar ke

Es post par aaye hai to aap bilkul sahi jagah aap aa chuke hai.

Agar aap ke website ka koyi page google ke search se hata hai aur baki puri website google me show ho raha ho to

Aap us page ko chek kariye us page me kuch ghalat information diya hoga us ko edit kar ke sahi kar ke

search console me update kariye Aap ka page kuch din me phir se google me show karne lagega.

Agar aap ki website aur website ke sabhi post aur page google me nahi dikh raha hai to niche padhiye.

Website ko google_search me nahi dikhane ke 2 karan ho sakte hai.

Search Se Hatane Ka Karan No.1

Frands pahale aap apne website ko yahoo me check kariye kya aap ki website yahoo me show kar raha hai.

agar aap ki website yahoo me show kar raha hai to aap karan no.2 padiye Aur agar yahoo me bhi nahi show kar raha hai.

To mai aap ko btana chahuga ki aap apne site ke wordpress ko login kare aur setting option me jaye.

us ka baad Reading ke option par click kare click karne ke baad bilkul niche aaye

Jaha aap ko Search Engine Visibility ke niche.

Discourage search engines from indexing this site ka option par tick hoga us trick ko hata kar.

google search

Image me jis tahar hai usi tarah kare us ke baad Save Changes par click kar dena hai.

Us ke baad 12 se 24 ghanta wait karna hai.

Us ke baad aap ki website. google aur yahoo ke search me aana suru ho jayega.

Search Se Hatane Ka Karan No.2

Friends bina kuch ghalti ke google website ko apne search engine se nahi hatata hai. Aap Jarur kuch ghalti kiye hai.

bahut sare log jab apne website par SSL sartificet lagate hai to google_search console me https:// ke new URL ko add karte hai.

Tab website history https:// par show hone lagta hai.

Us ke baad agar aap website ka http://** ke URL ko google_search console se delete karte hai.

Tabhi website google_search par aana band ho jata hai kyo ki google ko lgta hai ki aap apne website ko google_search se hatana chahate hai.

Es liye google http aur https dono ke URL ko apne search hata deta hai.

Google Search se Deactivate Website Ko Sahi Karne Ka Tarika.

Friends Agar aap website Google search se deactive ho gya hai to aap us ko aasani se phir wapas la sakte hai.

Google search me dubara website ko lane ke liye aap google_search _console open karna hai.

us ke baad aap jo http://**** ka URL delete kiye the yo sabhi URL ko dubara se Add Property me ja kar add kariye.

Phir aap 12 se 24 ghanta wait kriye us ke baad aap google me search kar ke dekhege to aap ki website dikhne lagega.

Google Ads Kyu Dikhata hai janne ke liye click kar ke padhiye

Backlink kya hota hai aur kaise banaye janane ke liye click kare

Guest post ke bare me click kar padhe

Important Notice

  • Mai jo information aap ko diya hu yo aap ko kaisa laga comment kar ke btayiye.
  • Aap agar esi tarah ka information aage pana chahte hai to website ko subscrib kare.
  • Notification pane ke liye belicon daba kar allow kariye.
  • Goodglo ke bare me jyada jankari ke liye click_kare

1 thought on “Google Search se Website Kyo Deactivate Hota Hai – Sahi Kare.”

Leave a Comment