Kedarnath Singh ka Jivan Parichay ? Kedarnath Singh Kaun Hai ?

Kedarnath Singh ka Jivan Parichay. Kedarnath Singh Kaun Hai. Dosto Aaj Ham aapke liye is article mein Kedarnath Singh ke bare mein Jankari Lekar Aaye Hai.

Aaj ke is artical Mein Ham Kedarnath ji ke bare mein baat karenge, inke bare mein padenge. Jaise ki Kedarnath ji kaun hai. Kedarnath ji ka Jivan Parichay kya hai.

Aur Kedarnath ji ka sahityik Parichay kya hai, Kedarnath ji ki Rachna ke naam kya kya hai, aur Kedarnath ji ka Janm kab hua tha. Kedarnath Ji Ki Maut kab hui thi.

Aur iske sath mein Ham inke Mata – Pita Ke bare mein bhi padenge. Aur sabse Aakhir Mein Ham inki Bhasha – Shaili aur Janm Sthan aur yah kitne padhe likhe the yah Bhi janenge.

To Chaliye padna start karte hai. Sabse pahle Ham padhenge Kedarnath ji kaun hai. Dosto agar aap student ho aur aap Aane Wale Samay Mein 12th year 10th class ke exam ki taiyari

kar rahe ho aur aap paper Dene Wale ho, to yah article aapke liye bahut hi jaruri hai. Kyunki Aaj is article main aapko Kedarnath ji ke bare mein padhne ko

Milega Kyunki Kedarnath ji ka Jivan Parichay Har Sal Hindi ke paper mein likhane ke liye kaha jata hai. Isliye is article Ko Ek Bar Dhyan se Jarur padhe. To Chaliye Padhna start Karte Hai.

Kedarnath Singh

Kedarnath Singh ji kaun hai ?

Sabse pahle Ham yah padhate Hai. Ki Kedarnath kaun hai, to main aapki Jankari ke liye bata du Kedarnath ji Itihaas ke Mahan rachnakar aur Kavi hai.

Kedarnath ji ne apne Jivan mein bahut sari Rachna ka aavishkar Kiya Hai. Aur inhone sampadan Ka Bhi aavishkar Kiya Hai. To dosto ab Ham padenge ki Kedarnath ji ka Jivan Parichay kya hai.

Kedarnath ji ka Jivan Parichay

Kedarnath ji ka Jivan Parichay bahut hi Chhota Sa Hai. Kyunki Kedarnath ji bahut hi kam Is Duniya per jeevit rahe hai. To Chaliye Ham sabse pahle Kedarnath ji ka Jivan Parichay padte Hai.

Kedar Nath Singh ka Janm San 1934 Mein Uttar Pradesh ke Baliya Jile ke Chakiya Gaon Mein hua tha. Kedarnath Ji Ne Banaras Vishwavidyalay se San 1956 isbi mein Hindi mein aur

San 1964 Mein PhD ki upadhi prapt Kari thi. Aur PhD ki upadhi prapt karne ke baad Kedarnath Ji Ne Anek college mein Adhyapak ka kam kara tha, aur ant Mein Jawaharlal Nehru

Vishwavidyalay Delhi ke Bhartiya Bhasha Kendra ke Adhyaksh per bhi inhone kaam kiya tha. Kedarnath Ji Ne Kavita bar gadhe ke Anek pustako ki Rachna ki thi.

Is Mahan vyakti ka nidhan 19 March 2018 ko Inka nidhan ho gaya tha.

Kedar Singhji ka sahityik Parichay

Dosto Kedarnath Singh ki kavitao ke Vishay aur Sanskrit Manavta tatha logtatve par aadharit rahi hai. Kedarnath Ji Ne Kavita aur gadde aur iske sath mein kritiyo aur Rachna ka bhi aavishkar kiya hai.

Kedarnath Ji Ne Kavita Mein Gaab Shahar ka dwont spasht Drishtigaat Kiya Hai. Bagh inki Pramukh lambi Kavita hai. Jise nai Kavita ke chhetra Mein mil ka Pathar Mana jata hai.

Kedarnath Ji ko bahut Sare Inam Se sammanit Kiya Gaya Hai. Akaal Mein Saras ke liye San 1989 Mein Sahitya Akademi Puraskar ke sath hi maithilisharan Gupt Samman kumaaran are sharten

Puraskar Keral Dinkar Puraskar Jivan Bhartiya Saman Odisha main unko Saman Diya gaya tha.

Kedarnathji ki Rachna ke naam

Kalpana aur chhayavad, Srishti ka para, yaha se Dekho, Bagh Akaal Mein Saras etc. Dosto aapne jitne bhi Rachna ke naam perdhe Hai. Yah sab Kedarnath Ji Ne Hi banae hai.

Aur yah bahut hi famous rachnakar the, Kedarnath ji ne apne Jivan Mein Kafi rachnao ka aviskar Kiya Hai. Lekin aapko sirf itne hi Rachna ke naam padhne ko mile hai.

Inke aur bhi Rachna ke naam janne ke liye niche buy button per click Kare. Jab aap is per click Karoge To aapko Ek Amazon per book Milegi aapko yah book khareed Lena Hai.

Buy now click here

Is book main aapko Kedarnath ji ke bare mein Puri Jankari milegi.

Kedarnath Singh ji ka Janm Kab Hua tha ?

1934 San mein Kedarnath ji ka Janm hua tha. Jab Kisi bhi Din Kisi Mahan vyakti ka Janm Hota Hai. To vah Din vah tarikh Yadgar Ban jaati hai. Aur 1934 Hamesha Yad Sabhi Logo Ko Rahegi.

Kyunki es din is Mahan rachnakar ka Janm hua tha. Jiska Naam Kedarnath hai. Aur aap Iske bare mein padh hi rahe ho. Ab Aage ke article Mein Ham Kedarnath ji ki kavita ke bare mein padenge.

Rachna ke bare mein to aap pad hi Chuke Ho.

Kedarnath Singh ki kavita

Agar Dheere Chalo
Bah Tumhe Chho Legi Doudho to chhut Jayegi Nadi
Agar Le Lo Sath
vah Chalti Chali Jayegi Kahi bhi
Yaha tak ki Kabadi ki dukaan Tak bhi
Chhod Do
To Vahi andhere Mein karodho Taro ki aankh bacha kar
Bah Chupke Se Rach Legi
Ek samuchi Duniya
Ek Chhote se Ghonge Mein
Sachai yahi hai
ki tum Kahi Bhi Raho Tumhen varsh ke sabse kathin Dino Mein Bhi Pyar Karti Hai Ek Nadi Nadi Jo is Samay Nahi Hai is ghar mein
Per hogi Jarur Kahi na kahi
Kisi chataya
Ya phooldan Ke Niche chupchap Baithe Hui kabhi sunana
Jab Sara Shahar so Jaaye
To kibadho per kaan Laga
Dhire Dhire sonna
Kahi Aas paas
Ek Maada ghadhiyala ki karaha Ki Tarah
Sunai Degi nadi!

Kedarnath Singh ke Mata – Pita

Kedarnath Singh ke Mata – Pita ki agar Ham baat kare To inke Mata Pita ka naam Kahi Bhi Itihas ke panno mein likha hua nahi hai.

Aur Kahi Bhi inke Mata – Pita ka jikr Nahi Hua Hai. Ab Ham yah padenge ke Kedarnath ji kitne padhe likhe the.

Kedarnath Singh Kitne Padhe likhe the ?

Hindi ke Mahan rachnakar Ne sabse pahle 10th aur 12th class Ki Shiksha ko pura Kya. Aur Iske baad Hindi Vishay se m.a ki Pariksha ko pura Kya, Pariksha ko pura karne ke baad

PhD ki padhaai ko complete Kya. Aur yah sab Shiksha prapt karne ke baad Kedar ji ne college mein Adhyapak ke roop mein bhi kam kya tha.

Jab Koi vyakti Koi Bada kaam karta hai to uski sabse badhi padhaai hoti hai.

Kedarnath Singh ki Bhasha – Shaili kiya hai ?

Bhasha

Kedarnath ji ki Bhasha atyant Saral aur Madhur aur Meethi Bhasha thi. Purana ji ki bhasha ke sambandh mein kaha gaya hai. ki Bhasha ko Lekar Ja nirantar nirikshan Karte Rahte the.

Ki Bhasha kaha hai kaise bachegi aur kaha bitawla hai. Aur kaha viksit kiye Jaane Ki avashyakta Hai. yah Sab Jante Rahte the Kedarnath ji.

Shaili

Kedarnath ji ki Shaili muktak Shaili hai. Kedar ji ne apne Jivan Mein sabse Jyada muktak Shaili ka hi upyog kiya hai. Inki Shaili Manav mulya ke Sanchar ke liye sadaiv Priya Sarath rahi hai,

ismein manushya ki kabhi na nasht hone wale Urja tatha aadami jijibisha hai,

Kedarnath Singh ka Janm sthan kya hai ?

Kedarnath ji ka Janm sthan Uttar Pradesh hai. Agar Uttar Pradesh mein kis jagah hua tha iski Baat kare to main aapko bata du Uttar Pradesh ke andar Baliya Jile Mein Chakiya Gaon Mein

Kedarnath ji ka Janm hua tha. Jab bhi Kisi Mahan vyakti ka Janm hota hai. To vah gaon ka naam Itihaas ke panno mein likha jata hai. Aur vah Hamesha ke liye famous ho jata hai,

Jo ki aap padh rahe hai. Kedarnath Singh ka Gaon chakiya gao ka naam Famous Ho Gaya. Aur Hamesha ke liye Itihas ke panno Mein Likh Gaya hai.

Kedarnath Singh Ki Maut kab Hui.

Is Mahan vyakti ka 19 March 2018 mein Maut Ho Gai Thi. Aur yah Hamesha Hamesha Ke Liye Is Duniya Ko Alvida kah Gaye.

Kedarnath ji ke fact

Dosto Kedarnath ji ka sabse bada fact yah hai, ki Kedarnath Ji rachnakar Hai.

Aur Kedarnath ji rachnakar ke sath mein kavi bhi hai.

Dosto Kedar ji ka sabse bada aur sabse mahatvpurn fact yah hai. Ki inke sath mein inke Mata – Pita ka Kahi Bhi jikr Nahi Hua Hai. Itihaas mein.

Kedarnath Ji Ne m.a aur PHD ki padhai ko pura kiya tha.

Dosto aapko yah article Agar Pasand Aaya ho, to Hamari website ko follow Jarur karna. Kyunki Ham is website per Indian history ke bare mein Logo ke bare mein Jankari dete rahte hai,

aur agar aap student ho to Hamari is website ko Jarur follow karna. Kyunki Student ke related Ham bahut sari Jankari Lete Rehte Hai. Agar Yah artical aapko Pasand Aaya ho to isko share Jarur Kare.

Aur aapka koi bhi question ho to comment Karke Hamse Pata Kare.

Itihaas ki Mahan Mahila Mahadevi Verma ke bare mein Jankari prapt karne ke liye inka article padhne ke liye reading More button per click Kare. Mahadevi Verma ke bare mein Puri Jankari Milegi.

Jaisi ke mahadev Verma kaun hai. Mahadevi Verma ka Janm kab hua tha. Aur Mahadev ke Mata – Pita kaun hai. aapko Puri Jankari Milegi.

Reading More

Dosto agar aapki shopping dukaan hai. Aur aap apne product online bechna chahte ho. To reading more button per click Kare. Ismein aapko Ek artical padhne ke liye Milega. Ismein aapko Puri Jankari Milegi Apne product ko online Kaise bheche. Puri Jankari milegi.

Reading More

Kedarnath Singh ki best book low price khareedne ke liye buy now button per click Kare.

Buy now

Leave a Comment