Maithili Sharan Gupt ka Jivan Parichay ? Maithili Sharan Gupt Kaun Hai ?

Maithili Sharan Gupt ka Jivan Parichay. Maithili Sharan Gupt Kaun Hai, Puri Jankari. Padhe dosto Aaj ke is article Mein Ham maithilisharan Gupt ke bare mein baat karenge.

Aaj ke is article Mein Ham Maithili Sharan Ji ke bare mein Puri Jankari Lenge. Jaise ki Maithili Sharan Guptji Kaun Hai Maithili Sharan Guptji ka Jivan Parichay kya hai.

Maithilisharan ji ka Sahitya Parichay kya hai. Maithili Sharan Ji ka Rachna ke naam kya hai. Aur Maithili Sharan Guptji ke Mata Pita kaun hai. Aur maithilisharan Gupt ki poem kaun si hai.

Maithilisharan Gupt Ki Maut kab hui thi. Sab Kuchh Ham is article Mein aage padenge. Dosto agar aap student ho to is article Ko Ek Bar Jarur padhe. Kyunki student ki Maithili Sharan

Gupt ke bare mein padhna bahut hi jaruri hai. Maithili Sharan Ji ka Jivan Parichay Har Sal exam Mein likhane ke liye Kaha jata hai. Agar aap student Nahi Ho Fir Bhi is article Ko Ek Bar Jarur padhna.

To Chaliye padhna start karte hai. Sabse pahle ham padenge maithilisharan Gupt Kaun Hai.

Maithili Sharan Gupt ka Jivan Parichay
Maithili Sharan Gupt

Maithili Sharan Gupt kaun hai ?

Maithilisharan Gupt chhayavad Yug ke Mahan Kavi hai. Agar inki Sabse Badi Baat kare to yah Ek Bhartiya vyakti Hai. Jinhone Bharat ka naam apne sath mein Itihaas ke panno Mein likhva Diya Hai.

Maithili Sharan Guptji Kavi ke sath mein Rachnakar bhi hai. inhone bahut sari Rachna ka aavishkar Kiya Hai. Kaun – Kaun si Rachna Hai yah Ham Aage padenge.

Isse pahle Ham yah padhate Hai Ki Maithili Sharan Guptji ka Jivan Parichay kya hai.

Gupt ji ka Jivan Parichay

Dosto Maithili Sharan Guptji ka Janm 1886 Mein Jhansi Jile Ke Aas Paas chirgab Naam Ke Gaon Mein hua tha. Maithili Sharan Guptji ka Vaishya kul Mein sett Ram Charan ke ghar per hua tha.

Maithili Sharanji ke pita ji Bhagwan Ke Bhakt the aur inke Pitaji Ki Sabse Badi Baat yah hai ki Maithili Sharan Gupt Ke Pitaji Hindi Kavya ke Premi the. Aur inki sabse khaas yah Hai.

Ki yah Kavita Khud Hi Kya Karte The. Maithili Sharan Guptji Ko kavita likhane ki Prerdha Apne Pitaji Se Hi prapt hui thi.

Kyunki bachpan ke Samay maithilisharan Ji Ke Pitaji Hamesha Kavita likha Karte The. To inko Dekh – Dekh Kar Hi maithilisharan Gupt ji Kavita likhna Sikh gay the.

Ek Bar Ki Baat Hai Maithili Sharan Guptji Ke Pitaji ki kavita Ko Dekhkar Ek Nai Kavita Maithili Sharan Ji Ne likhi to unke Pitaji Ne Maithili Sharan Ji ko Aashirwad Diya.

Aur kaha Tum Ek Safal Sahi Kavi Ho. Pitaji ka Aashirwad rashtrakavi ke liye Bhavishya mein sahi ho gaya.

Maithili Sharan

Maithili Sharan Ji Ki Sabse Badi Baat yah hai ki inki Bachpan Se Hi padhaai mein man Nahi lagta tha. Inhone Prathmik Shiksha ke uprant angreji bhasha ka adhyaya karne ke liye Jhansi bheja gaya tha.

Lekin vaha per bhi Inka man Nahi lag raha tha. Aur yah Wapas aa gay the. Gupt Ji Ne Ghar per Hi rahker Apne Gyan ki vriddhi ki aur kuchh din ke bad yah Kavya Rachna karne lage ki.

Aur Rachna Hindi ki Patra Patrika Mein nirantar prakashit Hone Lage. Gupt ji Aachary Mahaveer Prasad Dwivedi ko Apna Guru mante the. Inke Chhote bhai Siyaram Sharan

Gupt bhi acche aur bahut prasidh lekhak the. Inke bhai ka Hamesha man Rashtra ke Prem mein bahut hi jyada lagta tha. Desh Ke Swatantrata ke liye Gupt Ji ko Jail ki yatra bhi Karni Padi thi.

Kyunki Maithili Sharanji Desh se bahut hi jyada pyar karte the. inki Desh prem ko dekh kar Agra Vishwavidyalaya ne ek de lete ki upadhi se sammanit kya tha.

Aur is Mahan vyakti ka 1964 mein nidhan ho gaya tha.

Naam Maithili Sharan Gupt

Pita ka naam Shri Ram Charan Gupta

Janm 1886

Janm Sthan chirgaab Jhansi (Uttar Pradesh)

Lekhan Vidya Kavya

Bhasha
Shaili Shodh Sahityak aur Khadiboli Shaili pirbandatmak. Alankirat. Updeshatmak. Vivaradhatmak. Mishr,

Pramukh
Rachna Bharat Bharati, Saket, Yashodhara, dwapar, Jay Bharat, Vishdhu Priya,

Nidhan 12 December 1964 sun

Sahitya
Mein sthan Rashtra Kavi ke roop
Jivan Parichay

Maithili Sharanji ka sahityik Parichay

Maithilisharan Gupt Kavi ke failed mein bahut hi jyada prasiddh hai. Maithili Sharan Gupt ji aadhunik Yug ki khadi boli ke Nirmata Mane Jaate Hai.

Hindi sahitya ka pratyek Pathak Apne Saral aur Sidhe aur Prati bhasaili kevi se prachit karaya hai. Maithili Sharan Gupt ji Rashtra Premi the. Aur ISI Karan se inko Kai bar Jail ki yatra bhi karni pade thi.

Sharan Guptji ki Rachna ke naam

Bharat Bharati, Saket, Yashodhara, dwapar, Jay Bharat, Vishdhu Priya, dosto vaise to Maithili Sharan Gupt ji ki bahut sari rachnay Itihaas ke panno mein likhe hue hai.

Lekin Ham Sabhi Ke Naam aapko Bata Nahi Sakte hai. Lekin aapne jo upnaam Pade Hai yah sab Maithili Sharan Gupt ki Rachna ke naam hai.

Maithili Sharan Gupt ka Janm Kab Hua tha ?

Maithili Sharan Gupt ji ka Janm kab hua tha. To main aapki Jankari ke liye Bata Du is Mahan vyakti ka 3 August 1886 mein Janm hua tha.

Aur Inka Janm kaun se Sthan per hua tha Agar aapne Piche Jivan Parichay starting Mein nahi pada hai. To aage padhiye.

Maithili ji ki poem

Bharat Mata ka mandir yah
Samta ka sambandh Jaha.
sabka shivkalyadh yaha hai.
Pabai Sabhi Prasad Yaha.

Jaati Dharm yah samprday ka
Nahi bhed byabdhan Yah
Sabka Swagat sabka Aadar
Sabka sam Samman Yaha.
Ram Rahim Buddh isha ka .
Sulabh Ek Sath Dhyan Yaha.
bhinn bhinn Bhav Sanskritiyo ke. Goodh Gaurav ka gyan Yahi.

Nahi chahiye Bhuddhi bair ki
Bhala Prem Ka unmared Yaha
Sabka shib kaliyadh yaha hai.
Pabai Sabhi Prasad Yaha.

Mila Saibya ka Hame Pujari
Sakal kam us Nyay ka
Mukti Labh Kartavya Yahi Hai.
Ek ek anuyayi ka
Koti Koti Katha Se Milkar.
Sabka shiv kalyadh yaha hai.
Pabai Sabhi Prasad Yaha.
poem

Maithili Sharan Gupt ke Mata – Pita

Maithili Sharan Gupt ke Pita ka naam Shri Ram Charan Gupt tha inki sabse khaas Baat yah hai ki yah Bhagwan Ke Bhakt the.

Aur Hindi Kavya ke bahut hi Bade Premi aur inki Sabse Badi baat yah Hai. Ki maithilisharan Gupt Ji Ke Pitaji Swoyam Kavita likha Karte The.

Aur isi Karan se maithilisharan Gupt Bachpan Mein hi Kavita likhne Sikh gaye the.

Maithili Sharanji Kitne Padhe – likhe the ?

Maithilisharan Gupt ko Bachpan Se Hi padhaai mein man Nahi lagta tha. Ek Bar ki baat hai Maithili Sharan Gupt Ji ko English Bhasha ka gyan lene ke liye Jhansi bheja gaya tha.

To vaha per Inka man Nahi laga aur yah vaha ki padhaai Chhod Kar Ghar per hi aa gay aur apne pita ji ke sath mein hi yah Kavita likhna Sikhe.

Aur yah Aane Wale Samay mein bahut Bade Kavi Ban Gay.

Gupt ji ki Bhasha Shaili kiya hai ?

Maithili Sharan Guptji ki Bhasha Shaili Chaliye padhte Hai. Gupt ji Kavi ke field mein Kafi badhe prasiddh the. Aur Gupt ji Khadi boli ka istemal Kya Karte The.

Aur Gupt Ji ne Sabhi rachnao Mein Khadi boli ka hi istemal kya hai. Ghut Ji se a purv Khadi Boli Mein Kavita honi Aarambh Ho Gai thi.

Lekin yah doso se purdh thi. Mahavir Prasad Dwivedi Ji Ne Khadi boli ko doso se Mukt kar uska Kafi Samman kiya tha.

Shaili Maithili Sharan Gupt ji ki

Gupt ji ki Shaili Badhi hi Saral aur bahut hi Aasan hai. Inhone apne Kavya mein kisi nishchit Shailiyo ki Pradhanata Nahi Di Hai.

Gupta Ji Hindi sahitya Mein natak kar geet kaar rachnakar aur prabandh kar the.

Sharan Gupt ji ka Janm sthan kya hai ?

Dosto Maithili Sharan Guptji ka Janm Sthan kya hai Chaliye main aapki Jankari ke liye bata du. Maithili Sharan Guptji ka Janm Sthan Uttar Pradesh Hai.

Uttar Pradesh mein kis Gaon Mein hua tha to padhiye chirgao Jhansi ke pass Maithili Sharan Ji ka Janm hua tha.

Maithili Sharanji Ki Maut kab Hui.

12 December 1964 Sun mein Maithili Sharan Ji ka nidhan hua tha. Agar aapne starting Mein Jivan Parichay pada hai. To Inka nidhan Jarur Pada hoga.

Maithili Sharan Gupt ke Guru

Dosto ager aapne ye artical starting se pada hai. To aapne yah Jarur pada hoga. Ki Maithili Sharan Guptji ko padhaai Mein man Nahi lagta tha. Aur inhone Kavita likhna Apne Pitaji se Sikha tha.

Lekin Jab yah acchi – acchi Kavita likhane Lage the. Tu Maithili Sharan Guptji Aacharya Mahaveer Prasad Dwivedi ko Apna Guru mante the. Inka Guru ka naam Aacharya Mahaveer Prasad Dwivedi tha.

Desh Ke Mahan Purush Raskhan ke bare mein sari Jankari janne ke liye reading More button per click Kare. Is aapko raskhan kaun hai raskhan ji ka jivan parichay kya sab Kuchh janne ko Milega.

Reading More

Dosto apne product ko online Kaise bache ager aapki koai shopping website hai. To is article ko ek baar jarur padhe. Is article ko padhne ke liye reading More button per click Kare.

Reading More

Dosto Maithili Sharan ji ke baare mein aur Jankari hasil karne karne liye aap inki book ko khared sakte ho book aapko bahut hi kam price mein Jayegi aur iski sabse badhi vaat yah hai ki aapko ye book kharidne ke liye kahi bhi jane ki avashyakta nahe hogi aap ghar baite is book ko khared sakte ho. Ya fir aap niche di gai link per click karke bhi is book ko khared sakte ho.

Maithili Sharan ji ki book high price

Maithili Sharan Ji ki book low price

Leave a Comment