Subhash Chandra BOS Kaun Hai Chandra BOS ka Jivan Parichay ?

Subhash Chandra ji kaun hai, Subhash Chandra BOS ka Jivan Parichay kya hai,

Aaj Ham Iske bare mein, Charcha Karenge is artical Mein ham Subhash Chandra ke bare mein padenge,

Dosto aapane Itihaas ke Anek Mahan logo ke bare mein, Pada Hoga Suna Hoga, Aur aapane Yah bhi Kai bar Suna Hoga Ki, Bharat ko Azad karvane ke liye Kafi Logo ne. Apni Qurbani Di Hai,

Usmein se Subhash Chandra bos ji Shamil Hai, Desh Azad karne ke liye, Subhash Chandra ji Ne Apna Full yogdan diya hai,

Isiliye Aaj Ham, Subhash Ji ke bare mein Charcha Karenge, Aur ham aage yah Bhi janenge ki Subhash Chandra ka Janm. Kab Hua Subhash ji kaun hai,

Aur Subhash Chandra ji ke Mata Pita Kaun Hai, Or Subhash Chandra ji kitne padhe, likhe the Aur unhone Bharat ko Azad Karvate Samay kaun kaun se nare. Logo Ko Diye Hai,

Yah bhi padenge, aur iske sath mein inke Kuchh fact padenge, uske bad Subhash Chandra ji ke Parivar per Ham Najar Dalenge, ki Parivar mein kaun kaun hai,

Subhash Chandra ki Jayanti kab manai Jaati Hai, Yah bhi Ham padhenge.

Aur Subhash Ji Ne kaun kaun si Pustak likhi Hai, Yah bhi padenge aur iske sath, Mein Subhash Chandra ji ko kisne Mara tha, Yah bhi janenge

Aur sabse Aakhir Mein, Ham yah Bhi padenge. ki Subhash Chandra ji Ke Kitne bacche the,

Subhash Chandra BOS Kaun Hai Chandra BOS ka Jivan Parichay ?
Subhash Chandra BOS

Subhash Chandra BOS ka Janm kab Aur kaha hua ?

Vaise to Anek Logo Ne Apna yogdan Diya Hai, Bharat ko Azad karvane ke liye.

Lekin usmein se ek Gaab Se Bharat ko Azad karane wale Mahan Purush hai, jiska naam hai, (Subhash Chandra BOS)

Is Subhash Chandra BOS ka Janm 23 January 1897 mein hua tha. Subhash Chandra bos ka Janm kis Gaab Mein hua tha,

Agar Ham gaab ki baat kare to yah Gaab Mein Nahi Rahte the, Unka Janm Shahar Mein hua tha,

Shahar Ka Naam Tha, udisa ke pass katak Shahar tha,

Subhash Chandra Bos kaun hai ?

Subhash Chandra BOS bharat wasi Hai, Aur Subhash Chandra ji Swatantrata senaniyo Mein Se Ek Hai,

Bharat ko Azad karvane ke liye Anek. Logo Ne Apni Jaan Kurban Kar Di Hai, Usi mein se ek hai. Subhash Chandraji,

Inhone Apna pura Jivan Is Desh Ke Liye nikal Diya Subhash Chandraji Apne Bharat Desh ke Netaji bhi Rah chuke hai,

Aur Subhash Chandraji Ek mashhur Vakeel Ke Bete the.

Subhash Chandra BOS ke Mata Pita

Subhash Ji ke Mata Pita Kaun Hai, Chaliye Jante Hai,

Dosto Jab Subhash ji ka Janm hua tha to use Samay udisa ke pass Katak Namak Shahar Mein Subhash Chandra ji ke Mata Pita Raha Karte The,

Subhash Chandraji ka Janm katak Shahar Mein Hua Hai, Subhash Chandraji ke Pita ka naam (JankiNath Bose) tha.

SubhashJi ke Pita Katak Shahar ke bahut mashur Vakeel the. Aur uske sath mein Adhik Dhani bhi the.

Man Ki Baat karen, To Subhash Chandraji ki man housewife Thi.

Subhash Chandraji ki Man ka naam Prabha Bhati tha,

SubhashJi ke Pita bahut acche Dil, Aur Hamesha garibo ki madad Kiya Karte The,

Subhash Chandra BOS kitne padhe likhe the ?

Subhash Chandraji kitne padhe likhe the, Jis Jamane Mein Subhash Chandraji ka Janm hua tha.

us Samay Jyada log padhe likhe Nahi Hua Karte The,

Lekin us Samay padhe Likhe Jo log Hua Karte The, Unki Ijjat bahut jyada Hua karti thi. Usi Mein Se Ek Hai, Subhashji ab Ham yah janenge ki Subhash Ji Ne Kitni padhaai Kari thi,

To Chaliye aage Padhate hai,

Subhash Ji Ne sabse pahle Katak ke gaab ke school mein Apna admission karaya, Aur vaha se unhone apni primary Shiksha ko pura Kiya.

Uske bad Subhash Ji ne 1909 Mein Railway Nasha College mein Apna admission karwaya,

Uske bad main Subhash Ji Ne 1915 Mein 12th class second division se pura Kiya, 12th class complete karne ke bad Subhash ji Ne Presidency college mein. Apna admission karaya,

Uske baad BA ki padhai karne ke liye admission liya. BA ki padhai Third year second year ki hoti hai,

Lekin Subhash Ji Ne Apna admission karaya, To padhaai karte samay Adhyapak se Subhas Ji Ki Ladai Ho Gai. Is ghatna se Subhash Ji Apne paper Nahi De Paye.

Uske bad Subhash Ji Ne 1919 Main Ba Fisrt division se pass kiya,

Aur uske sath mein katak University Mein dusri Jagah per Sthan prapt Kiya, Uske baad subhash ji ne apna ICSE ki Pariksha ko pura Kiya,

Unhone 1920 Mein ICSE Pariksha Mein Fourth Sthan prapt Kiya,

Subhash Chandra BOS ke nare

Bharat ko Azad karvane ke liye Anek Logo. Ne Apna yogdan Diya Hai. Yah to aapne Pada Hoga,

Lekin usmein se ek Subhash Ji bhi hai, Jisne Apna pura Jivan is Bharat desh ko Kurbaan Kar Diya,

Mager Jab Bharat ko Azad karvane ke liye. Jung chal rahi thi,

To Subhash Ji Ne naujawano ka Hosla badhane ke liye Kuchh Aise Nare Diya Hai, Jisko bolne se Dushman bhi, Bhag Jaaye aur Hosla bhi badh Jaaye,

To ab Ham padhenge Subhash Ji ke Diye Hue nare ,

Dosto Subhash ji ka sabse mahatvpurn Nara yah tha,

ki Ham Tumhe Khoon Denge, Tum Hame Azadi do.

Is nare ka matlab yah ki Hai, ki Jis Sarkar ki Desh par Hukumat chal rahi thi, us Sarkar se Subhash Ji Ne Kaha Ki, Tum Hame Azadi Du, Ham Tumhe Apna Korbani Denge.

Unka Kahana tha, ki Hame Azadi har kimat per leker Rahoge,

Subhash Chandra BOS Ke Fact

Ab Ham Subhash Chandra ji ke bare mein. Kuchh Aisi bate janenge Jo apne Shayad Suni Ho|

Subhash Chandra ji ka sabse bada fact ye hai, ki Jab Bharat ko Azad karvane ke liye Subhash Chandra ji ne apne Kadam baday,

To Unhone ICSe job ko istifa De Diya

Uske bad Subhash Chandra BOS ka sabse bada Fact ye hai, ki Subhash Chandra BOS ne British Sarkar se bola,

Ham Tumhe Khoon Denge, Tum Hame Azadi do

Subhash Chandra BOS Ne Japan, aur Germany Desh se Bharat ko Azad kar bane ke liye madad Mangi, To British Sarkar Ne Subhash Chandra ji ko marne ka Aadesh de diya tha,

Subhash Chandra ji Ki Sabse Badi Baat yah hai, ki aapane Jab Bhi Kisi Itihaas ke Purush ke bare mein Pada hoga, To vah Apne Parivar se Garib rahe hai,

Lekin Subhash Chandra ji Ki Sabse Badi Baat yah hai, ki Subhash Chandra ji Apne Ghar Se mashhur Vakil aur Dhani baap ke bete the,

Subhash Chandra ji ka sabse bada fact ye hai, ki Subhash Chandra ji ke Pita Subhash Ji ko ek Sanskrit vidwan banana Chahte the,

Lekin Bharat ko Azad karvane ke liye, Subhash Ji ko Apne papa ka ya Sapna chhodana Pada,

Subhash Ji ka ek fact ye bhi hai, ki Jab Hamara Desh Azad ho gaya, To Subhash Ji Wapas Apne Desh Bharat Laut Aaye,

Jab tak Hamare Desh Mein Azadi Nahi Mili Jab Tak Subhash Ji ko Desh ke bahar Rahana Pada,

Bharat desh ko Azad karvane ke liye-Subhash Chandra ji ne kya kara ?

Bharat ko Azad Karbane ke liye, Anek logo ka naam aata hai, usme se ek Subhash Chandra ji bhi Kafi popular hai,

Subhash Chandra ji ko pahle log Pyar Se Neta Ji ke naam se bhi bola Karte The,

Aur Subhash Chandra ji ne icse ki padhai ko pura kar liya, Aur vah job kar rahe the,

Lekin Jab unhen Gandhi ji ke bare mein Pata Chala to. Subhash Chandra ji Gandhi ji ke sath Jude Gaye,

Jab Gandhi ji savinay Ashyog Aandolan chala rahe the, To Subhash Ji Ne Milkar Apna Full Yogdan Diya,

Uske baad Subhas ji jo kaam kar rahe the, usko chhodh diya,

Or Bharat ko Azad karvane ke liye Apna full Yogdan De Diya,

Sabse Badi Baat To Yahi Hai, Ki Jab Bharat ko Azad karvane ke liye Subhash Chandra ji ne apne Kadam Badhaye,

To Subhash Chandra ji Ne for world block naam ki apni Ek party Banai,

Aur Iske bad sabse mahatvpurn bad yah aati hai, ki Subhash Chandra ji ko Bharat Azad karvane ke liye Apna Desh chhodana Pada tha,

Bharat ko chhodkar Europe chale gaye the.

Subhash Chandra BOS Ki Beti

Dosto Subhash Chandra ji Ne Jab shaadi ki to unhe 2 Santan hui thi, Lekin ab Ham Subhash Chandra ji ki beti ko Jaanenge Ki Subhash Chandra BOS ki beti kaun hai,

Dosto Subhash ji ki beti ka naam (Anita Bose pfaff) hai, Jo abhi Is Duniya Mein hi, Baki Unka Parivar Shahid ho chuka hai,

Subhash Chandra BOS ki Jayanti

Dosto Apne Suna Hoga Jitne Bhi,

Is Desh Ke Mahapurush Hai, Sab Ki Jayanti manai Jaati Hai, Dosto Subhash Chandra BOS ka Janm 23 January ko hua tha,

Isliye Subhash Chandra ji ki Jayanti 23 January ko manai Jaati Hai,

Subhash Chandra BOS Ki Maut Kaise Hui ?

Subhash Chandra Ji Ki Maut Nahi hui thi, Unhen Mara gaya tha,

kiyonki Subhash Chandra ji Ko Goli Markar Hatya kar di Gai Thi,

Chandra ji ki Hatya Mein Pandit Jawaharlal Nehru ka Hath tha, Lakin Pandit Jawaharlal Nehru ne apni Marji se Subhash Ji ko Nahi Mara,

Unhone dusre vyakti ke Kahane per Subhash Chandra ji ki Hatya kar Dali,

https://www.youtube.com/watch?v=stBHDQf3bsY
Subhash Chandra BOS by BBC

Dosto agar aap Subhash Chandra BOS ke bare mein, Aur Jankari padhna chahte ho,

To is link per click Karen, aur is book ko khariden is Book mein,

Puri Jankari Di gai hai, Subhash Ji ke bare mein, to click Kijiye Apne Ghar per magaye Gaya๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

๐Ÿ‘‰๐Ÿ‘‰๐Ÿ‘‰Click here

Aur agar aap Itihaas ke Logo ke bare mein, Book kharidna chahte ho to is Link per click karo

Click here

Isko Bhi Pade ismein Bhagat Singh ke bare mein bataya gaya hai,

Bhagat Singh Ji Itihaas ke popular aadmi hai,

๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡๐Ÿ‘‡

๐Ÿ‘‰๐Ÿ‘‰๐Ÿ‘‰ click here

Dosto agar aap online shopping karne mein interested ho, To ek bar is article ko Jarur pahnana,

Ismein top website bataiye Gai Hai, Jahan per aap Achcha product khareed sakte ho,

๐Ÿ‘‰๐Ÿ‘‰๐Ÿ‘‰click here


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *