Kya aap top 10 highlighters brands konsa hai janna chahti ho to mai aap ko es article me top 10 highlighters barnds konsa hai sabhi ko details me btaugi.
Highlighter makeup ka ek aisa hissa hai ki highlighter ke bina makeup adhura hi rahega .
Yah chehra ke vishesh hisse ko highlight karne ka kam karta hai. Top 10 Highlighters Brands.
Highlighters ka istemal sab makeup ke bad Kiya jata hai.Iska istemal naak per chik , bonus, galon ki.
Table of Contents
Highlighter Use Karne ka Tarika
haddiyon per upari hote or mattha Jaise hakurr Shannig aur attractive dekhne ke liye Kiya jata hai.
Itna hi Nahin iska upyog aap use jagah kar sakte hain jahan aap apne face ko highlight karna chahte hain.
Jaise aapka face Aur bhi khubsurat dekhne lagta hai highlighter ke bagair hamara makeup adhura hi rahega.
Vaise to market mein bahut Sare Highlighters hain lekin main aap jo best hoga usi ko btaugi.
kyunki market mein ham jaate Hain To sochate hain kaun sa highlighter hamare liye Sahi Hoga.
Kaun Sa Nahin Hoga isliye aap ise pura padhe aapko mai acche highlighter ke brand ki jankari de rahi hu.
Aapko Aisa highlighter ka naam batao gi jismein se aap ko highlighter jarur Pasand aayega aap use market se le sakte hain ya online buy kar sakte hain.
Agar aap top 10 highlighters Brands ke bare me ache se janna chahti ho to mere ye article pura padhiye.
Top 10 Popular Highlighters in India
1.Maybelline New York face studio master cream.
Ham sabko maloom hai ki Maybelline ka har product bahut hi achcha hota hai ya ek populer brand hai.
jo ki sabhi mahilaon ke liye sabse best aur trusted brand hai.
- Best affordable highlighter in india
Is highlighter ki packaging Dekhne mein kafi attractive hoti hai. Yah highlighter market me 2 rang mein uplabdh hai.
Ek rang molten gold hai or dusra rose gold hai.
Yah highlighter chehre ko shandar gale aur metalik chammak dene mein madad karta hai. Aur yah kafi aasani se bland bhi ho jata hai.
Apne inhi khubiyo ke wajah se sabse achcha highlighter mana jata hai. Aap aasani se online parches kar sakte hain kya ya kisi paas store se le sakte hai.
2. The baam Mery Lou manizer AKA the luminezer Seemer highlighter
Best highlighters ke list mein agla naam highlighter Ka aata hai yah highlighter chehra Assamese blend ho jata hai .
Aur hamare chehre ko kafi naram aur chamakdar banata hai or chehre ko kafi naram aur chamakdar banata hai.
Is product ki packaging bahut acchi hoti hai aur iski makhmali banawat samirdhrang Aur iski pigment kafi acchi hoti hai.
yah product chehre ko gardan ko kafi chamakdar rakhti hai. Highlighter ko aap ice per bhi laga sakte hain ya eyeshadow kaafi kam karta hai.
yah product aasani se uplabdh nahin hai market mein aap isse Logpri se online order kar sakte hain.
3. Siwana Seemar Highlighter ( Highlighters Brands)
Is highlighter ki baat Karun to yah sab se best Hoga aapke liye kyu ki 1 pack mein iske 5 shadow hote Hain.
Yah 5 colour aapko ek product mein shamil hai ise aap aasani se mix Karke ya Apne skin se milakar iska upyog kar sakte hain.
yah highlighter Kafi asani se bland hota hai aur usko thoda sa lagane per kafi chamakdar dekhne lagta hai.
Ye highlighter ko pack bahut hi amazing tarike se kiya hota hai.
yah highlighter lagbhag 6 ghante tak aapke face par rah sakta hai aur iske rang bahut hi gehra hota hai.
is highlighter ka cost BHI Jada Nahi hai aap online order kar sakte hain ya offline bhi le sakte hain.
4. Face sheer blusher and highlighers
Yah ek aisa highlighter hai jo ki blusher ka bhi kam karta hai aur face ko bhi highlight karta hai.
Is highlighter ki packaging bahut hi shandar hoti hai aur aisi Lagane liye ek applicator laga hua hota hai.
jisse aap aasani se plant kar sakte hain.
Yeh chehre aur gardan ko Kafi chamkila banaa deti hai.
Kis highlighter ka cost abhi jyada Nahin hai 50% online shopping me discount chal raha hai aap isse jaldi online order Kare.
5. L’Oreal perish glow Mon Amor highlighters.
Agar aap sabse achcha highlighter khoj rahe hain liquid mein To yah highlighter aapke liye best hoga.
L’Oreal Paris big cosmetic ki jaaneman ek Company hai jo chehre ki chamak Aursundarta ko badhaya sakta hai.
or aap ke skin ko bahut hi Accha light Deta hai.
Company ki mane to aloe vera shiny look pane ke liye isse mousturizer ya Foundation ke sath milakar pure chehre par lagaya ja sakta hai.
Jisse aapke chehre ko natural look mile. Loreal ek popular brand hai.
isko bhi aap online order kar sakte hain yah market me kisi ache mall se bhi le sakte hain.
6 . Weight and wild megaglo highlighting powder.
yah ek aisa highlighter hai ki yah ek Kafi naram powder highlighter hai jiske Karan ise sabse achcha highlighter ki list mein shamil Kiya jata hai.
Aur yah Kafi achanak se band ho jata hai aur face per Kafi achcha hai light bhi karta hai.
Weight and wild highlighter natural look create karta hai. Agar aapka face oily hai to aap ke face per yah highlighter lambe samay tak rah sakta hai.
is highlighter ko aap kam matra mein bhi use karte hain to aapke face ko Kafi acche se highlight and blend karta hai.
Is highlighter ko aap ise par bhi laga sakte hain aur yah market mein aapko kam price mein available hai.
7:- Incolor waterproof packing highlighters
ye highlighter ko company guarantee deti hai ki yah waterproof highlighter hai. Jaise chehre per lagana bahut hi aasan hai best highlighter for fair skin ke liye bhi hai
Yah highlighter kaise andhar eyeshadow mein uplabdh hai ise ek bar lagane par 5 se6 ghante tak tika rahata hai.
Is highlighter ki packaging bahut hi shandar hoti hai market mein aap is kisi shopping site ya kisi dukkan se le sakte hain.
Properties,yah highlight aapko lightweight hoti hai isliye yah chehre per bahut the
good film deta Hai yah aapko char rang mein easily maujud hai ya chehre Ka ek
natural glow deta hai aur ismein main to aachaar rog visheshagya dwara pramanit bhi hai.
Yah highlighter smile bahut hi good hai lekin bahut se logon ka yah highlighter bahut sari ladkiya use karte hain.
bas mein lagane se yah kabhi kabhi gir jata Hai kyunki aur drive hota hai aur rui ya ungali se aap istemal kar sakte hain.
lekin yah highlighter aapko 5 ghante Tak dikhao deta hai isliye kafi actress log usekarte hain.
yah aapko double coat or single coat main bhi good looking banta hai.
8:-Swiss beauty brick highlighter
yah highlighter aapko brick highlighter isliye kaha jata Hai kyunki ismein brich kitarah saja hua hota Hai, agar aap use karte hai to ismein natural glow milta Hai.
isase aap 7 se 8 ghante Tak aapke chehre per Tika hua hota hai ise aap simply rui ya ungali ke sahayata se aap apne
face par highlight kar sakte hain. Is highlight main aapko micro Seema formula vah hota hai isliye bahut hi shandar hota Hai.
yah kafi lambe samay Tak chehre per Tika huwa hota hai isliye kafi logise use karte hain.
yhighlighter mein aap Brush ka use karke aap apne face per esly apply kar sakte hain.
yah highlighter thoda kaficostly hai Anya utpad ke mukabale mein lekin agar
aapko acche highlight lena hai to ise aap per avastha lekar ki ya 5 sets se mein
uplabdh hota hai aur 5 sets mein highlight kafi acche dikhte Hain.
9:- NYX professional makeup sculp and highlight dyo
yah highlighter aapko 2 in 1 cream highlighter kaha jata Hai yah Hai later main aapko press bhi milta Hai jiski vajah se aap apne chehre par aasani se laga sakte hain ya
highlighter ka men maksad hai ki agar aapka screen bahut hero ki hai to aap ise use karke aap creamy kar sakte hain
A highlighted dekhne mein kafi premium feeling deta hai isliye ya friendly highlight
Abhi kaha jata Hai yah cream aap kaun do side mein aur kafi jyada set mein bhi Mil jata Hai.
yah cream aapko chehre per isliye blind ho jata hai aur aap ise bus aur rui ki sahayata se aap isliye pay kar sakte hai.
Is highlighter chauki ya creamy hota hai isliye ise use karne ke bad tight se band kr de
kyunki yah liquid hota hai aur isliye flow ho jata Hai or best highlighter for oily skin ke liye bhi hai
10:- miss Claire Bros and highlighter makeup studio plate
Miss Claire Kaya packet charges mein milta hai isliye ise bahut log use karte hain aur yah aapko kafi prabhavi hoti Hai.
kyunki yah aapko easily blend Ho jaati Hai.
ye company ka dawa hai ki ise aap istemal karne se aap ko 3D look bhi milta hai. best highlighter for dry skin ke liye hai.
isliye kafi market mein popular hai yah highlighter EP 810 ghante Tak deikhera sakte hain.
ye highlighter thodi si matra mein kafi floor ho jata hai. Aur lambe samay Tak chalta hai.
es highlighter ko aap kisi bhi offline market mein Mil jata Hai agar paas ke dukkan mein nahi mile to
aap online market mein ek bar jarur check kar le Online Shopping me discount bhi mil jaega.
App ko mera ye top 10 highlighter brands ki jankari kaisi lagi comment kar ke btayiye aage bhi esi tarah ki jankari.
ke liye mere website ko follow kariye.
Thanks For Reading .
Ye Bhi Padhiye
Leave a Reply