Uttrakhand mein kitne district hai. Aur Sabhi Ke Naam Kya Hai ? Padhe. Aaj ke is artical mein main aapko Puri Jankari dene wala hu.
(Uk) Uttrakhand ke bare mein, kitne district hai. Aur Sabhi Ke Naam Kya Hai. Dosto Agar aap Google per search kar rahe ho ki ( UK ) Uttrakhand
Mein district (Jile) kitne hai. Aur aap Google ya Chrome per search karke Hamari is website par Aaye Ho.
To dosto aaj aap bilkul sahi Jagah per aa chuke ho. Kyunki is article Main aapko Puri Jankari Di jayegi. Uttrakhand ke bare mein.
Sabse pahle Ham yah padhnege ki UK mein kitne (district) Rajya Hai. Iske baad Ham Sabhi ke Naam padhenge, ek โ ek Karke. Tu Chaliye padhna start karte hai. Sabse pahle Ham padenge.
UttraKhand mein kitne ( Jile) hai ?
Dosto ager aap Kisi exam ki taiyari kar rahe ho. Chahe aap UPSC ki taiyari kar rahe ho, ya 12th class ki taiyari kar rahe ho.
To aapko yah Maloom Jarur Hona chahie ki Uttrakhand mein kitne district Hai. Agar aapko Maloom Nahi Hai To Main aapki jankari ke liye bata do.
Dosto Uttarakhand mein 13 vartman Mein district Hai.
Uttarakhand ke district ke naam
Uttarakhand ko short cut mein UK Kaha jata hai.
UK (Uttrakhand) ke 13 district hai. Yah to aap Jaan Chuke Ho. Lekin sabhi ke naam kya – kya hai. Agar aapko Maloom Nahi Hai.
To Aage padhiya aapko niche table Mein Sabhi Ke ek-ek Karke naam mil jaynge.
1 | Almodha |
2 | Bageshwar |
3 | Chamoli |
4 | Champawat |
5 | Dehradun |
6 | Haridwar |
7 | Nainital |
8 | Pudhigadhbaal |
9 | Tihari Garhwal |
10 | Uttarkashi |
11 | Pithoragarh |
12 | Rudhraprayag |
13 | Udham Singh nager |
Dosto Uttrakhand ke 13 district Hai. Jo ki Yaha per aap padh Chuke Ho. Ab Ham sabhi ko ek – ek Karke inke bare mein Jankari prapt Karte Hai.
Uttarakhand Sabhi jilo ke baare mein padhiye
Almodha
Dosto Almodha Bhartiya Rajya Uttrakhand ka ek mahatvpurn Nagar hai. Almodha Jila Mukhyalay bhi hai. Aur Almodha Jilla Kumao, Himalaya,
shrankhla Ki Ek Pahadi ke pass dakshini Kinare per sthit hai.
Bageshwar
Dosto ab Ham Bageshwar ke bare mein padhte hai. Chaliye padhna start karte hai. Mein aapki Jankari ke liye Bata Du.
Dosto Bageshwar Bharat ke Uttrakhand Rajya Ka Ek mahatvpurn Jila hai. Bageshwar Nagar Ki Tarah bana Hua Hai.
Bageshwar Uttar purv Mein Pithoragadh jila pashchimi mein Chamoli Jila tatha Dakshina Mein Almora Jila ke pass sthit hai.
Chamoli
Dosto Jis Prakar almodha-bageshwar yah sab Uttrakhand ke district Hai. Usi Prakar Chamoli bhi Bhartiya Uttrakhand Rajya Ka jila Hai.
Barf se dhaka parvatott ke bich yah Jagah sthit hai. Aur yah bahut hi jyada Khubsurat Lagti Hai.
Aur iski Sabse Badi Baat yah hai ki Chamoli Alaknanda Nadi Ke Paas Badrinath Marg per sthit hai.
Champawat
Bharat mein sthit Uttrakhand Uttrakhand ka District Champawat hai. Champawat Ek Nagar hai. Aur yah Uttrakhand ka mahatvpudh jila bhi hai.
Dehradun
Dosto Dehradun Uttarakhand ka distric hai. Yah to aap Jante Hi Ho. Lekin main aapki Jankari ke liye Bata Du ki Dehradun Ek Smart City hai.
Aur yah Kafi popular Shahar hai. Dehradun Jile ka Mukhyalay Hai. Jo Bharat ki rajdhani Delhi se 230 kilometre Dur Ghati Mein Basa Hua Hai.
Dosto iski Sabse Badi Baat yah hai ki Jab 2 November 2000 ko Uttar Pradesh Rajya Ko Banaya Gaya Tha.
Usi Waqt Uttrakhand Rajya Ka gathan Kiya gaya tha to use Samay Uttrakhand ka antrim Rajdhani Banaya Gaya Tha. Lekin ab yah Uttrakhand ka distric hai.
Haridwar jile ke bare mein padhiye
Haridwar
Dosto Haridwar Ek popular Shahar hai. Aur Haridwar ko Haridar bhi Kaha jata hai. Yah Bhartiya Rajya Uttrakhand ka ek bahut hi bada distric hai.
Nainital
Nainital dosto aapne Kabhi Na Kabhi Nainital ka naam Jarur Suna hoga. Kyunki Nainital Ek bahut hi acchi aur Khubsurat Jagah Hai.
Is Jagah per Har Koi vyakti ghumne ke liye Jana chahta hai. Aur ghumne ke liye is Jagah per Lakho log Jaate rahte hai. Aur yah Uttrakhand ka district hai,
Is Jagah per aapko thand Hamesha milati hai. Dosto is Jagah Ki Sabse Badi Baat yah hai ki Yaha per Hamesha garmi Nahi Hoti hai.
Uttarakhand District ke best naam
Podhi gadhbal
Pudhi Gadhwal Bhartiya Rajya Ka Uttrakhand ka distric hai. Aur Paudhi gadhwal Mukhyalay Paudhi hai.
Paudhi Gadhwal 5,440 varg kilometre ke Bagal Mein basa hua hai. Aur yah Jila Ek Gole ke roop Mein banaa Hua Hai.
Yah Paudhi Uttar Mein Chamoli Rudraprayag aur Tihari Gadhwal mein hai. Paudhi Gadhwal Kafi Bada aur Kafi sundarta Ke Karan mashhur hai.
Aur is Jagah per Kafi bade – bade Jungle aur Pahad Bane hue hai.
T-hari Gadhwal
Tehri Garhwal ko Tihari Garhwal bhi Kaha jata hai. Yah Bharat ka Rajya Uttarakhand ke pass sthit hai. Aur yah Uttrakhand ka jila hai.
Iski Sabse Badi Baat yah Hai Ki parbato ke bich Mein yah Sthan sthit hai. Aur yah bahut hi jyada Sundar Hai.
Is Jagah per Lakho log Har Samay ghumne ke liye Jaate aur Aate rahte hai. Iski sabse badhi baat yah hai. Ki Yah Sthan Dharmik Sthal ke roop mein bhi Kafi prasiddh hai.
Yaha per aap Chamba, Budha, Kedar, Mandir Aadi ke darshan karne ke liye Ja sakte ho. Aur Yaha per aap Sabhi Ke Darshan kar sakte ho.
Aapne jitne bhi Mandir ke naam Pade hai. Ye Sabhi Mandiro per aap Jab Chaho Jab Ja sakte ho. Jab Chaho a sakte ho.
Uttarkashi Jila
Uttarkashi
Dosto agar aap employ Ho worker ho ya FIR aap student ho. To aapne Kabhi Na Kabhi Uttarkashi Shehar ka naam Jarur Suna Hoga.
Yah Shahar 155 kilo – meter Dur Rishikesh mein sthit hai. Yah Shahar Uttrakhand ka Rajya hai. Aur yah Rajya Uttarkashi Jile ka Mukhyalay bhi hai.
Ye shahar Bhagi Rati nadi Ke Pass Basa Hua Hai. Uttarkashi Dharmik Drishti Se Ek mahatvpudh Aur Kafi popular Shahar Hai.
Is Shehar Mein Bhagwan Vishwanath Ka prasiddh Mandir banaa Hua Hai. Aur Is Shahar Mein Kafi log Mandir per Darshan karne ke liye Aate Jaate rahte hai.
Is Jagah per aap jab Chaho Aa ja sakte ho.
Pithoragadh
Dosto Pithoragadh Shahar Uttrakhand Ka Raja Hai. Uttrakhand ko to aap Jante hi hoga Uttrakhand Bharat ka Rajya hai.
Pithoragarh Uttarakhand ka ek Pramukh Shahar Hai. Pithoragadh ka purana Naam sorghati tha. Lekin iska naam Badal kar Pithoragadh Rakh Diya gaya hai.
Ab Is Shahar ko Sabhi log pithoraghadh Naam Se Hi Jante Hai.
District ka naam
Rudraprayag
Dosto ab Ham Uttrakhand ka shahar Rudraprayag ke bare mein padenge. Aur Rudraprayag Bharat ke Uttrakhand Rajya ke Gadhwal Mandal ke
Rudraprayag Jile Mein sthit Ek Nagar Ki Tarah Nagar Panchayat ke roop Mein banaa Hua Hai. Aur disto Rudraprayag kalank Nanda Nadi Ke Panch
Prayag mein se ek Mana jata hai. Aur iski Sabse Badi Baat yah hai ki Yaha per alaknannda aur Mundakini Nadi Ka Sangam sthit Hai.
Hindu Tirth sthal Kedarnath yaha se 86 kilometre Dur per hai. Aur Sabhi log vaha per Tirth Yatra karne ke liye Jaate rahte hai.
Udham Singh Nagar
Udham Singh Nagar Bharat mein sthit kaafi popular Shahar hai. Aur yah shahar Uttrakhand ka district Mana Jata Hai.
Uttrakhand mein gina jata hai. Yah Jila Mukhyalay Rudrapur hai. Isliye ye Kashipur, Khatima, Sitarganj, kichha, Jahazpur, Bajpur, Gadarwara, Rudrapur,
Kafi Naam Ke Gaon is Road per sthit hai. Udham Singh Nagar pahle Nainital Jile Mein banaa hua tha. Lekin ab yah alag Jila Ban chuka hai.
Uttrakhand mein kitne Mandal Hai ?
Dosto Uttarakhand mein vartman samay mein 2 Mandal sthit hai. Lekin Sarkar Ke Aadesh Se Ek Aur Mandal badhane wala hai.
Jiska Naam gairsaidh hai. Yah bhi ab Uttrakhand ka Mandal banane wala hai. Lekin ab aapke man mein yah Sawal Aata Hoga.
Ki Jo vartman Samay Mein Uttrakhand ke Mandal Bane hue hai. Inke naam kya hai to main aapki Jankari ke liye Bata Du Inka naam hai.
- Gadhwal
- Kumao.
Dosto Humne aapki Jankari ke liye aajke is article mein Puri Jankari Uttarakhand district ke bare mein Dene Ki Koshish kari hai.
Agar aapko yah Jankari Pasand Aaye Ho. To Hamare is website ko follow Jarur Kare. Aur Aane Wale artical Ko pane ke liye
padhne ke liye Hamari is website ko subscribe bhi Jarur Kare. Aur is article ko share bhi Jarur Kare.
Ise bhi padhe
Dosto agar aap student Ho ya fir aap aap Bharat ke bare mein Jankari prapt karna chahte ho. To niche Link per click Kare is article main aapko UP mein kitne district hai.
Ye Puri Jankari milegi UP mein kitne district hai aur Sabhi Drishti ke naam kya – kya hai. Sabhi aapko padhne ke liye Milenge. Padhne ke liye reading More button per click Kare.
Dosto agar aap ladies ho aur aap makeup kit online kharidna chahte ho ya FIR aap Men Ho, To aap apne friend ya
FIR family mein kisi ko makeup kit lakar dena chahte ho. To aap niche Diye Gaye reading more button per click Kare.
Aur is article Ko Ek Bar Jarur Pade. Kyunki is article main aapko makeup kit ke bare mein Puri Jankari milegi jaise ki kaise kharide online. Aur best makeup kit kaun si hai.
Dosto Indian history ke bare mein aur Jankari prapt karne ke liye aap is book ko khared sakte ho jo niche hai. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.
Indian history ki best book ismein aapko Puri Jankari Indian history ke bare mein Milegi. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.
Leave a Reply