Bihar mein kitne district hai ? Aur district ke naam kya hai ?

Bihar mein kitne district hai ? Aur district ke naam kya hai ? Dosto aaj ke is artical mein aapko batane wala hu. Ki Bihar mein district kitne hai.

Dosto Agar aap Google ya Chrome per search kar rahe ho ki Bihar Mein Kitni district kitne Jile hai. Aur aap Google ya Chrome per search karke Hamari is website par Aaye Ho.

To aaj aap bilkul sahi Jagah per aay ho. Kyunki aaj ke is article Main aapko Puri Jankari milne Wali Hai. Bihar ke district ke bare mein. Sabse pahle Ham yah padhnege ki Bihar mein kitne district Hai.

Kitne Rajya Hai. Iske baad Ham Sabhi ke jitne bhi jile hai. Sabhi Ke Naam padhenge.

Ek – ek Karke. Tu Chaliye padhna start karte hai. Sabse pahle Ham padenge. Bihar mein kitne district (Jile) Hai.

bihar me kitne district hai
district

Bihar mein kitne district ( Jile ) Hai.

Vartman Samay Mein Bihar mein 38 district hai.

  • Araria
  • Arwal
  • Aurangabad
  • Dandy
  • Begusarai
  • Bhagalpur
  • Bhojpur
  • Buxar
  • Darbhanga
  • East Champaran
  • Gone
  • Gopalganj
  • Jamui
  • Jehanabad
  • Khagaria
  • Kishanganj
  • Kaimur
  • Katihar
  • Lakhisarai
  • Madhubani
  • Munger
  • Madhepura
  • Muzaffarpur
  • Nalanda
  • Nawada
  • Patna
  • Purnia
  • Rohtas
  • Sarhasa
  • Samastipur
  • Sheohar
  • Sheikhpura
  • Saran
  • Sitamarhi
  • Supaul
  • Siwan
  • Vaishali
  • West Champaran

Dosto ab aapko pata chal gaya hoga ki Bihar me kitne district hai aur district ke name kya hai .Ab aapko pata chalega ki Bihar me kitne mandal hai.

Aur mandal ka name kya hai. Chaliye ab hum aap logo ko batate hai ki Bihar me kitne mandal hai aur mandal ka name kya hai .

Bihar me kitne Mandal hai ?

Vartmaan samay me Bihar mein 9 Mandal hai .

  1. Patna 
  2. Magadh
  3. Tirhut
  4. Darbhanga
  5. Kosi
  6. Bhagalpur
  7. Munger
  8. Purnia
  9. Saran

Dosto ab aapko yeh bhi pata chal gaya ki Bihar me kitne mandal hai. Aur mandal ka name kya hai. Abhi tak aap is post me 2 topic padh liye hai.

Pahla topic ki Bihar me kitne district hai aur district ka name kya hai . Aur dusre topic me padhe honge ki Bihar me kitne mandal hai aur mandal ka name kya hai.

Ab aapko pata chalega ki Bihar me sabse kam aur adhik population wala district koun sa hai ?

Bihar me sabse kam aur adhik population wala district koun sa hai ?

Dosto agar aap Bihar se hai to aapko pata hona chahiye ki Bihar me sabse kam aur adhik population wala district koun sa hai. Agar aapko nahi pata hai to aapko is post me pata chal jayega.

Bihar me sabse kam population wala district Sheikhpura hai aur Bihar me sabse adhik population wala district Patna hai.

Patna ka name lagbhag sab log jante honge kyu ki  Bihar ki rajdhani hai Patna .

Dosto ab aapko yeh bhi pata chal gaya ki Bihar me sabse kam aur adhik population wala district koun sa hai.

Aage padhe

Ab aapko aage post me pata chalega ki Bihar me area ke anusaar sabse bada district aur sabse chota district koun sa hai .

Bihar mein Area ke anusaar sabse bada district aur sabse chota district koun sa hai ?

Agar aap Bihar se hai to yeh pata hoga ki Bihar mein area ke anusaar sabse bada district aur sabse chota district koun sa hai .

Agar nahi pata hai aur janna chahte hai to aapko is post me bataya jayega ki Bihar mein area ke anusaar sabse bada district aur sabse chota district koun sa hai.

Bihar me area ke anusaar sabse bada district East Champaran hai aur Bihar me area ke anusaar sabse chota district Sheohar hai.

Aur Bihar me Highest Literacy Rate wala district aur Lowest Literacy Rate wala district koun sa hai ? 

Dosto Bihar me highest literacy wala district Rohtas hai . Rohtas district me literacy rate 73.33 percent hai . Aur Bihar me lowest literacy wala district Purnia hai. Purnia district me literacy rate 52.49 percent hai .

Dosto ab aapko yeh bhii pata chal gaya ki Bihar me highest literacy rate wala district koun sa hai aur lowest literacy rate wala district koun sa hai.

Ab aapko pata chalega Bihar me ghumne ke liye koun koun sa jagah hai .

Bihar me ghumne ke liye Top 5 tourist place .

1.Nalanda University

Sabse pahle aapko me bata du yeh university bharat ka sabse old university hai . Nalanda University me log dur dur se shiksha grah karne aate the.

Yeh University Gupta dynasty, Kumar Gupta ke dvara banaayi gayi thi .Iske alava yeh vahi jagah hai jaha Emperor Ashok ne sabse jyada math aur mandir ka nirmaan karvaya the.

Iski imarat me khas baat yeh dekhne ko milti hai ki ise lal stone se banvaye gaye hai aur ise dekhne ke liye log desh videsh se aate hai.

Logo ka manna hai ki Mahatma Buddha bhi yaha shikshak lene aate the .

2.Rajgir 

Bihar ka Rajgir yek yesi jagah hai jaha Jain aur Buddh dhram se sambandhit kahi chije dekhne ko mil jayegi . Yeh sthan Jain aur Buddha dhrarm ke bhakto ke liye behad hi khas hai.

Is Jagah bhagavan Buddha aur mahavir ne apne jivan ka kuch samay bitaya tha .

3. Gaya 

Bihar me dharm nagri name se prasiddh Gaya ke dusre sabse bade shahar ka name hai . Khasataur  par is shahar me sabse jyada vishnu mandir ka bahut bada mahatv hai.

Bataya jata hai ki is mandir me bhagavan vishnu ke paanv hai . Phaalgun nadi ke tat par base is shahar me log pind daan karne aate hai .

Hindu dharm ke anusaar yaisa karne se marne wale vyakti ko moksh ki prapti ho jati hai. Iske alava yeh sthaan paryatan ke liye khaphi mashahoor hai .

Kaha jata hau ki bhagavan Buddh yaha lambe samay tak ruke rahe , jis vajah se iska naam bodh gaya rakha gya .

4. Navlakha Palace Rajnagar

Khandahar  me pada hua Navlakha Palace Bihar mein madhubani ke paas Rajnagar mein sthit hai . Yeh mahal maharaja Rameshwar Singh dvara banaya gaya tha aur kaha jata hai.

Ki 1934 mein khaphi khatarnak bhookamp aaya tha jiske baad iski sanrachna mein bhi kaphi kami aa gyi thi .Vinash ke baad is Palace me ab tak koe sudhar nahi kiya gaya hai.

Is prakar yeh mahal ab khandahar me hai .

 Yeh yek shahi mahal hai aur bhale hi ye itna kshatigrast ho gaya ho , lekin phir bhi iski sanrachna ko dekha kar har koi ashcharyachakit rah jata hai . Mahal parisar mein udyaan.

Talab aur mandir shaamil  hain . Agar aap kabhi bhi Bihar jaye to yeh jagah jarur ghume kyuki is jagah par aapko ancient samay ka mahal dikhe ka aur bhi bahut kuch dekhne ko milega .

5. Vaishali 

Vaishali ek mahatvaporn purani  sthal hai jo ki kabhi Lichchhavi shasakon ki rajdhani thi . Ab Vaishali ne antim Jain teerthankar bhagavan Mahaveer ke janmasthaan ke rupe mein prasiddh arjit hai.

Bihar ki sabse khaas Baat

Yaisa mana jata hai ki Mahaveer ka janm aur paalan-poshan chhati shatabdi isa poorv Vaishali ganaraj ke kundalagram mein hua tha.

Yeh sthan 483 isa poorv mein Buddh ka antim updesh ka gavah  tha. Buddh ke samay mein Vaishali ek samriddh rajy tha.

Yeh apne khoobsurat darbari aamrapaali ke liye bhi jana jata hai. Is pracheen shahar ka ullekh prasiddh Chini yatri jaise Phaahyaan aur Hvenasaang ke yatra vrttaanton mein milta hai.

Dosto agar aap log Bihar ghumne ke liye jate hai to is jagah jarur jakar ghum le .

Dosto yeh sab jagah Bihar ke top 5 tourist jagah hai. Agar aap Bihar ghumne ke liye jaye to sabse pahle aapko enhi jagah ghumaya jayega. Bihar me iske alava aur bhi jagah hai.

Ghumne ke liye jaise ki Pavapuri, Jain dhram ka pavan sthal , Sonpur, Asia ka sabse bada pashu mela, Sher Shah Suri Tomb , Pracheen Shahar Patna , Mahabodhi Temple.

Yeh sab jagah bhi Bihar me hai jaha pura bharat ke log ghumne ke liye aate hai. 

Aapko is post me bataya gaya hai

Ki Bihar me kitne district hai aur district ke name kya hai ? Bihar me kitne mandal hai aur mandal ka name kya hai ? Bihar mein sabse kam aur sabse adhik population wala district koun sa hai ?

Dosto Bihar mein area ke anusaar sabse bada district aur sabse chota district koun sa hai ? Bihar me highest literacy rate wala district koun sa hai.

Aur lowest literacy rate wala district koun sa hai aur Bihar me ghumne ke liye top 5 place koun se hai.

Yeh sab topic aapko is post me bataya gaya hai aasaan bhasha me. Agar aapko Bihar ke bare me janna hai to is post ko padh lijiye ka sab pata chal jayega.

Agar aapko Bihar me ghumne ke liye jana hai aur aapko pata nahi hai ki Bihar me koun koun si jagah hai ghumne ke liye to aapko yeh post help kar sakti hai.

Kyuki is post me Bihar ke top 5 ghumne ki jagah ke bare me bataya gaya hai.

Bihar district padhne ke baad ise bhi padhe

Makeup kit online shopping karne ke liye uski Jankari Hona bahut jaruri hai. Jankari pane ke liye reading more button per click Kare. Aur artical Ko Ek Bar Jarur padhe. Is article main aapko Puri Jankari makeup kit online shopping ke bare mein Milegi. Padhne ke liye reading-more button per click Kare.

Punjab mein kitne district hai. Sabhi district ke naam kya – kya hai. Padhne ke liye reading more button per click Kare. Ismein aapko Puri Jankari Milegi Punjab district ke bare mein.

Dosto Indian history ke bare mein aur Jankari prapt karne ke liye aap is book ko khared sakte ho jo niche hai. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.

Buy now Low price

Indian history ki best book ismein aapko Puri Jankari Indian history ke bare mein Milegi. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.

Buy now high price book

Leave a Comment