Mizoram mein kitne district hai. Aur Sabhi ke naam kya hai ?
Hello dosto Aaj Ham is article mein Mizoram main kitne district hai? Mizoram ke sabhi district ke bare mein Kuchh jankariya Padhenge.
Aaj Ham in do Vishay Mein Puri jankari Dene Wale Hai. Dosto agar aap Google per search kar rahe ho ki Mizoram mein kitne district Jile Hai.
Aur aap Google Chrome browser par search karke Hamari website par Aaye Ho.
Tu dosto aaj aap bilkul Sahi website per Aaye Ho. Kyunki Yaha aapko Mizoram aur Mizoram mein kitne district hai Is per Puri Jankari Di Jayegi.
Uske bad Ham Mizoram main kitne district hai aur district (Jile) ke bare mein Charcha Karenge. Ek – ek Karke. To Chaliye padhna Shuru Karte Hai.
Mizoram ke bare mein padhenge.
Agar Ham Mizoram Ki Baat kare. To Mizoram Bharat ka Uttar Purvi Rajay hai yah bahut hi Khubsurat Paryatan Sthal hai.
Jankari ke liye aapko Bata de ki Bharat Sarkar aur Mizo National front ke bich 1986 Mein. Mizoram ko Rajay banane ke liye ek Samjhauta hua tha.
Iske falSwaroop 20 February 1987 ko Mizoram ko purn Rajya Ka darja mil gaya tha.
Bharat mein sabse Adhik Saksharta wala Rajya Mizoram Ko Mana Jata Hai Kyunki Mizoram ki Saksharta Dar sabse Adhik hai.
Mizoram Bharat ka sabse Chhota Rajya hai. Aur Mizoram ka naam Mizoram ki Mul Jati Mizo Ke Naam Par Rakha gaya hai.
Mizoram naam ka matlab hota hai Pahadi Bhumi. Dosto Mizoram Mein Pahadi Bhumi hone ke Karan yah behad aakarshit Paryatan Sthal hai.
Jankari ke liye aap Sabhi ko bata de. Ki Mizoram state mein. Pravesh karne ke liye inner line permit (ILP) ki avashyakta hoti hai.
Mizoram ki Rajdhani Aizawl ke airport per is permit ko dikhana avashyak hai. Aur Mizoram Paryatan Drishti se bahut Shandar hai.
India me kitne state hai
India me total dosto kitne state hai ager aap yah padhna chahte ho to padhne ke liye click kare isme aapko india ke sabhi state ke rajdhani ke baare me bhi jaankari milegi.
Mizoram ki Prakriti aur Pahadi Drishya Ka Anand Lene ke liye. Dur Dur Se log Yaha Aate Hai. Aur bahut Lamba Samay Yahan vyatit Karte Hain.
Mizoram ke darshniya Sthalo per ghumne ke bad Sahi sabhyata aur Sanskriti Ka Pata Chalta Hai. Yahan Kai Aisi Jagah hai Jahan ghumne ke bad aapko Kafi Shanti aur Sukoon ka Ehsas hoga.
Jankari ke liye aapko Bata Den Ki Mizoram ko “song Bird of India” ke naam se bhi Jana jata hai. Mizoram Mein garmiyon ke Dinon mein bahut hi sukun mahsus hota hai.
Yaha Pahadi Kshetra Adhik hone ke Karan , Mizoram ko 23 pahadiyo ki sinkler bhi Kaha jata hai. Doston ab Ham padenge ki Mizoram Ke Kitne district hai
8 district ( Jila ) hai.
Sabhi ke naam
1) Aizawl Jila
2) kolasib Jila
3) Champhai Jila
4) Mamit Jila
5) Lunglei Jila
6) longtalai Jila
7) Saiha Jila
8) Serchhip Jila
To Chaliye Jante Hai ek – ek Karke Mizoram ke sabhi district (Jile) ke bare mein Kuchh jankariya.
1) Aizawl Jila ke bare main padhe:
Mizoram ki rajdhani Aizawl Jila hai. Iska kshetrafal 457 km² hai. Mizoram Bharat ka sabse Chhota Rajya hone ke Karan Yahan Paryatan sthal kaafi kam Paye Jaate Hain.
Yaha ki jansankhya 293,416 hai aur jansankhya ki Drishti se yah Mizoram ka sabse bada Jila hai. Mizoram ke sabhi mahatvpudh Sarkari Bhawan is Jile mein sthapit.
Mizoram Mein ghumne wali Jagah Mein sabse Pratham Aizawl Jila Aata Hai. Aizawl Jile Mein Kai Aise Sthan hai. Jo Paryatan ke liye ghumne ke liye Kafi Shandar ho sakte hai. jaise ki Hammifang, tamdil jhil, Chanmari.
2) kolasib Jila ke bare mein padhe.
kolasib Jile ka kshetrafal 1,383 km² hai. kolasib Jile ka Mukhyalay kolasib mein sthapit hai. Is Jile ki jansankhya 2011 ki janganana ke anusar 89.58% hai.
Aur Kolasib Paryatan ki Drishti se Kafi Shandar Kalakriti wala Raja hai. Kolasib Jile ka jansankhya ghanatv 61 pratyek varg kilometre hai.
Kolasib Jile mein sabse Adhik Isai Dharm Ke Log Paye Jaate Hai.
Aur iske sath Jankari ke liye aapko bata de. Ki Yaha Sikh Dharm Ke Logo Ka han koi bhi vyatit nahi hai.
Yaha Se Aaye Paryatak ka Kahana Hai Ki Isai Dharm Ke Log Yaha per bahut Adhik Mehman Nawazi Karte Hain.
3) Champhai Jila ke bare mein padhe.
Champai Jila Mizoram ka 8 va Jila hai. Aur Champai Jile ka kshetrafal 3185.83 varg kilometre hai.
Champai Jile ki kul jansankhya 2011 ki janganana ke anusar 125,745 hai. Is Jile Mein sabse Adhik Isai Dharm Ke Log Niwas Karte Hain.
Paryatan Sthal ki Drishti se champai Mizoram ka sabse Khubsurat Jila hai. Champai ki Sundar pahadiyon se Saja hua Sthan hai.
Champai Jile main Kungarvi namak Ek Gufa hai jo behad hi hi purani aur darshani hai. Aap Sabhi champai Mein tracking ka Anand bhi le sakte hain.
Jankari ke liye aap Sabhi Ko Bata De ki yah Jila vyaparik Drishti se beyhadh hi mahatvpurn hai
Jharkhand me kitne district hai ? Aur Sabhi Ke Naam Kya – Kya Hai ager aap yah jankari prapt karna chahte ho to ise padhe. click here
4) Mamit Jila ke bare mein padhe.
Mamit Jila Mizoram ke Uttar Paschim Bhag mein sthit hai. Is Jile ki Samudra Tal se unchai lagbhag 718 Meter hai.
Sadharan bhasha mein bataen to Mamit Mizoram ki rajdhani Aizawl mein sthit hai. Yah Mizoram ka chautha sabse bada Jila hai.
Paryatan ki Drishti se Dekha Jaaye to yah bahut hi Khubsurat aur aakarshak Jila hai. Mamit Jila Bada hone ke sath hi sath Mehman Nawazi ke liye bhi Jana jata hai.
Jankari ke liye aapko Bata Den Ki Mamit Jile ki Seema Bharat ke Tripura Asam se Lagti Hai.
5) Lunglei Jila ke bare mein padhe.
Mizoram ki 8 rajyon mein se ek lunglei Jila bhi hai. Lunglei Jile ki jansankhya 2011 ki Jaangana anusar yah dusra sabse Adhik Mizoram ka jansankhya wala Rajya hai.
Paryatan Sthal ki Drishti se lunglei sabse Khubsurat Paryatan Sthal hai.
Jankari ke liye aapko Bata De ki Lunga Lai ka matlab” Chattan ka pul” Hota Hai.
Lunglei Jile Mein behad Khubsurat Prakriti dekhne Ko milati Hai. Sabhi Prakriti Se Pyar Karne Wale Paryatakyo ko yah Sthal bahut hi Pasand aaega.
Jankari ke liye aapko bata de. Ki sthal Marg se Yatra karne ke liye yah Jila behad Khubsurat aur aakarshakti hai.
6) longtalai Jila ke bare mein padhe.
longtalai Jila kshetrafal 2557.10 varg kilometre hai.longtalai Jile ka Prashasnik Mukhyalay hai.
Paryatak Drishti se yah Jila behad Khubsurat aur Shandar hai. Yahan sabse Adhik Isai Dharm Ke Log Paye Jaate Hain.
Yahan ki Mehman Nawazi Kafi Adhik Uchch Koti ki hoti hai. Paryatak Yahan Aakar Kafi prasann Hote Hain.
Jankari ke liye aapko Bata Den Ki ki yah Jila Mizoram ke khane ke liye bahut hi prasiddh hai.
Aisa Mana jata hai ki Mizoram ke Khane Ka Swad is Jile mein Main Sahi Roop se Pata Chalta Hai. Agar aap Mizoram ke Khane Ka Swad Lena Chahte Hai.
To yah Jila aapke liye ekadam Sahi sabit hoga.
7) Saiha Jila ke bare mein padhe.
Saiha Jila Samudra Tal se unchai 729 Metar hai. Jankari ke liye aapko bata de. Ki is Jile ki sankhya Kuchh Samay pahle behad Adhik Teji se badh rahi hai.
Saiha ka matlab hota hai “Hathi ka dant” Yahan Jane Wale Paryatan Yahan ki khubsurti se Kafi Khush Hote Hain.
Jankari ke liye aap Sabhi Ko Bata De ki yah Jila samarik Drishti se bahut Adhik mahatvpurn Jila hai.
Aisa Pata Chala Hai Ki is Jile Mein Prachin Sabhi Samarik ki ruprekha dekhne Ko milati Hai.
8) Serchhip Jila ke bare mein padhe.
Serchhip Jila ka kshetrafal 1421.60 varg kilometre hai. 2011 Ki janganana ke anusar Yahin ki jansankhya 64937 hai. Is Jile ki sarthakta 97.91% hai.
Paryatan Drishti se yah behad Khubsurat aur ghumne wali Jagah hai. Is Jile Mein Kai Aise jagah hai Jahan Paryatak ghumna behad hi Pasand Karte Hain.
Jankari ke liye aapko Bata de ki is Jile Mein. Ghumne ke bad aapko Mizoram se Judi Har Jankari bahut hi aasani se prapt ho jayegi.
1. Mizoram ki rajdhani kya hai?
Ans= Aizawl.
2. Mizoram ki Bhasha kya hai?
Ans= Mizoram ki mukhya Bhasha “Mizo” hai.
3. Mizoram ka mukhya tyohar kya hai?
Ans= Chhapra Kuut.
4. Mizoram ko Rajya ka darja kab mila tha?
Ans= 20 February 1986
5. Mizoram ki lambi Nadi kaun si hai?
Ans= talwng
6. Aizawl Jile mein sthit Gufa ka kya naam hai?
Ans= Puzing
7. Mizoram Mein kul kitne Jile Paye Jaate Hain?
Ans= 8
8. Mizoram ka sabse bada Jila kaun sa hai?
Ans= Aizawl
9. Mizoram ke Paryatan Sthal ka naam bataen?
Ans=Champhai
10. Mizoram ki Saksharta Dar kitni hai?
Ans= 91.58
Dosto Humne Aaj aapki jankari ke liye Mizoram ke Sabhi district ke bare mein. Jankari dene ki Puri koshish ki hai.
Iske sath hi Sath Humne. Mizoram se Pariksha Mein Puche jaane wale sabse Adhik prashno ke bhi Uttar aapko diye Hai.
Mizoram or Mizoram ke district se Jude Kuchh prashn Uttar.
Agar aap kisi bhi desh ya Fir rajya se Judi jankar ko prapt karne mein. Ruchi rakhte Hai. To Ham Hamari website per Isi Tarah ki jankariya aapke liye.
Lekar Aate Rahte Hai.
Agar Aapko Hamari yah Jankari Pasand Ayi Ho to, Hamare is website ko follow Jarur Karen. Aur Aane Wale artical Ko padhne ke liye
Hamari website ko subscribe bhi Jarur Karen. Agar aapko Hamare artical Pasand Aaya ho to comment bhi Jarur Karen aur Iska sath – sath Apne doston ke sath share bhi Karen.
Ise bhi padhe. Dosto is artcal mein apko uttrakhand mein kitne distric hai. Puri jankari milegi. padhne ke liye reading more butten per click kare.
Dosto ager aapki koai shoping shop hai. Aur aap apne product ko onile sell karna chahte ho.
To please ek baar is article ko jarur padhe ismein aapko online product ko beche. Sab sikhaya jayga. Padhne ke liye reading more butten per click kare.
Dosto Indian history ke bare mein. Aur Jankari prapt karne ke liye. Aap is book ko khared sakte ho jo niche hai. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.
Indian history ki best book ismein aapko Puri Jankari Indian history ke bare mein Milegi. Kharedne ke liye buy now button per click Kare. Ye book hi kam price Mein available hai. Aur iski Sabse Badi Baat yah hai. Ki ye book ko aap apne ghar per home delivery kara sakte ho. To der kis baat ki jaldi book kare
Leave a Reply