Jharkhand mein kitne district hai ? Aur district ke naam kya hai ?
Jharkhand district. Yane ki janglo ki bhomi. Samrddh vanaspatiyo aur jiven se sampan hua. Ye rajye bhart ke poorv bhag mein sthit hai.
Pahle 15 november 2000 mein. Dakshin bihar ka hissa tha.
Ismein se kuchh sthan ko jilo ke roop mein bnya gaya tha. Jismein khunti. Jharkhand. pashchim Bengal. (poorv) Utter Pradesh (Paschim ) Chhatgarh (Paschim) bihar utter aur odisha (dakshin) se ghira hua hai.
Rajy 30778 varg metar mein faila hua hai. Ranchi rajya ki rajdhani hai. Jabki audyogik udeshyo ke liye sabse bada saher jamshdpur hai. Rajy ki uprajdhani dumka hai.
Aaiye jaante hai. Jharkhand districts (jilo) ke bare me
Jharkhand mein totel 24 jile hai. Chaliye sabhi ke naam ham ek – ek karke padhte hai.
No. | District | Sub-division |
01 | Deoghar | Deoghar Madhupur |
02 | Dumka | Dumka |
03 | Bokaro | Bermo. Chas |
04 | Giridih | Giridih. Dumri. Khorimahua. Saria |
05 | Koderma | Koderma. |
06 | Godda | Godda. Mahgama. |
07 | Chatra | Chatra. Simariya. |
08 | Dhanbad | Dhanbad. |
09 | Gharwha | Gharwha. Nagaruntari. Ranka. |
10 | East-Singhbhum | Dhalbhumgarh. Ghatshila. |
11 | Jamtara | Jamtara. |
12 | Saraikela-Kharsawan | Saraikela. Chandil. |
13 | Ranchi | Ranchi. Bundu. |
14 | Pakur | Pakur. |
15 | Latehar | Latehar. Mahuadand. |
16 | Hazaribagh | Hazaribagh. Barhi. |
17 | Lohardaga | Lohardaga. |
18 | Palamu | Medininagar. Chhatarpur. Husainabad. |
19 | Ramghar | Ramghar. |
20 | Simdega | Simdega. |
21 | West-Singhbhum | Chaibasa. Podahaat. Jagannathpur. |
22 | Sahebganj | Sahebganj. Rajmahal. |
23 | Gumla | Gumla. Chainpur. Basia. |
24 | Khunti | Khunti. |
Chaliye Jharkhand district ke sabhi jilo ke baare me. Vistaar se charcha karte hai. Aur Sabhi Jharkhand district ke bare mein. Jankari prapt karte hai. Aur Sabhi Jharkhand district ko ek – ek Karke padhna start karte hai.
1 Deoghar
Deoghar Jharkhand ka ek prachin shehar hai. Tatha Deoghar jile ka mukhyalay shehar bhi hai. Iska shaabdik arth devi-devtao (dev) ka nivaas (ghar) hai.
Prasiddh muslim akramankari Bhaktiyar Khilji ne Bihar ke adhigraha ke baad 1201 mein isko apni rajadhani banai.
Deoghar jila 2479 varg k.m ke kshetr mein faila hua hai.
Iski jansankhya 98,372 hai jisme 55% purush aur 45% mahilaye hai. Iski ausat saksharta dar 76% hai. Jo rashtriye ausat 59.5% se adhik hai. Purush saksharta 82% hai. Aur mahila saksharta 69% hai.
2 Dumka
2006 me bharat sarkar ne dumka ko desh ke 250 sabse pichhade jilo. Kul 640 mein se ek naamankit kia hai.
2011 ki janagnana ke anusar Ddumka jile ki jansankhya 1,321,442 hai.
Yaha pratyek 1000 purusho par 974 mahilao ka linganupat hai, aur saksharata dar 62.54% hai.
3 Bokaro
Bokaro jila jharkhand ka 24 jilo mein se ek jila hai. Yah pvi bhart ke rajy mein sthit hai. Yah bokaro jila jharkhand ke porv bhag ki aur basa hai.
Jiske kardh porv ki simay pshachim bangal se milti hai bokaro jila utter ke chhuta nagpur ke antgart ata hai.
Bokaro jila 2861 varg k.m ke bhaugolik kshetr me faila hua hai.
Bokaro Steel City Bokaro jile ke saath-saath Bokaro divisional range (Bokaro, Dhanbaad and Giridih) ka jila mukhyalay hai. Yah bhart ka bhi ek hissa hai.
4 Giridih
Giridih jila jharkhand ke utter bhag ki aur basa hua hai. Jis bajah se giridih jila ke utter ki simay har rajy se milti hai.
Is jile ka hitqwater giridih shaher mein maujood hai. Giridih jila pahle hajaribaad jile ka hissa hua karta tha.
Lekin aaj ke samay mein giridih ko hjaaribaad jile se alag kar diya gya hai.
Lagbhag 4854 varg k.m ke kshetr me failne wale is jile ki abadi 2,445,474 hai. Jile mein pratyek 1000 purusho par 943 mahilao ka linganupat hai.
Aur saaksharata dar 65.12% hai.
5 Koderma
2011 ki janaganana ke anusar Koderma jile ki jansankhya 716,259 hai. Jile ki jansankhya ghanatv 427 nivasi prati varg k.m hai.
2001-2011 ke dashak mein iski janasankhya vrddhi dar 32.59% thi. Koderma mein pratyek 1000 purusho par 949 mahilao ka linganupat hai. [4] aur saksharta dar 68.35% hai.
6 Godda
2011 ki janaganana ke anusar Godda jile ki jansankhya 1,313,551 tatha janasankhya ghanatva 622 nivaasiyo prati varg k.m hai.
2001-2011 ke dashak mein iski janasankhya vrddhi dar 25.14% thi. Godda mein pratyek 1000 purusho par 933 mahilao ka linganupat hai. Aur saaksharata dar 57.68% hai.
7 Chatra
Jile mein 3706 k.m ka kshetr shamil hai. 2011 ki janaganana ke anusar Chatra jile ki janasankhya 1,042,886 hai, jansankhya vriddhi dar 28.98% thi. Tatha yaha pratyek 1000 purusho par 951 mahilao ka linganupat hai. Chatra ki saksharta dar 60.18% hai.
8 Dhanbad
Jharkhand rajya mein sthit Dhanbad jila ek khanan aur audyogik shehar hai. Yeh Jharkhand ka sabse bada shehar hai.
Tatha is jile mein maujood samrddh bandar. Ke karan coal capital ya city of coal ke roop. Mein bhi jana jata hai.
Iski arthavyavastha poori tarah se koyala khaan aur sambandhit udyogo par nirbhar hai.
9 Garhwa
Garhwa jile mein teen upakhand shamil hai. Garhwa, Nagar Untari aur Ranka, jo aage 20 blocko mein vibhajit hai.
Is jile mein 156 gram panchayat aur 916 gaav shamil hai. 2011 ki janganana ke anusar, Garhjwa jile ki jansankhya 1,322,784 hai.
Garhwa mein pratyek 1000 purusho par 933 mahilao ka linganupat hai. Aur saksharta dar 62.18% hai.
10 East Singhbhum
East Singhbhum 16 January 1990 ko banaya gaya tha. Jile ka 50% se adhik bhaag ghane jangalo aur pahaado se ghire hai.
2011 ki janganana ke anusar East Singhbhum jile ki jansankhya 2,293,919 hai.
Ismein pratyek 1000 purusho par 949 mahilao ka linganupat hai, aur saksharta dar 76.13% hai.
11 Jamtara
2011 ki janganana ke anusar Jamtara jile ki jansankhya 791,042 hai. Jile ka janasankhya ghanatv 439 nivasi prati varg k.m hai.
2001-2011 ke dashak mein iski janasankhya vrddhi dar 21% thi. Jamtara mein har 1000 purusho. Par 959 mahilao ka linganupat hai aur sakshrata dar 63.73% hai. janasankhya ka 30.4% anusoochit janajaati hai.
12 Saraikela Kharsawan
Saraikela Kharsawan Saraikela chhau ke liye prasiddh hai. Is jile ko 2001 mein West Singhbhum jile se alag kar banaya gaya tha.
Is jile ka gathan bharat ki svatantrata ke baad, Saraikela aur Kharsawan ki odiya riyasato se hua tha.
2011 kee janaganana ke anusar is jile ki jansankhya 1,065,056 hai. Saraikela Kharsawan mein pratyek 1000 purusho par 958 mahilao ka linganupat hai, aur saksharata dar 68.85% hai.
13 Ranchi
Jharkhand ki rajdhani ranchi jrkhand ke sabse purana jilo mein se ek hai. Ranchi ko jalprapato aur jheelo ka saher bhi kaha jata hai.
Ranchi naam uraanv/kurukh shabd rche se aaya hai. Jo kisaan ke lie jutaee karate samay upayog kiye jaane wale “baitan” ke liye hai.
2001 ki janganana ke anusar Ranchi. ki jansankhya 846,454 thi. Purusho ki aabadi 53% aur mahilayo 47% hai.
Ranchi ki ausat saksharta dar 74% hai, jo raahtriye ausat 59.5% se adhik hai. Purush saksharta 80% hai. aur mahila saksharta 68% hai.
14 Pakaur
Yeh apne kaale patthar ke lie duniya bhar mein prasiddh hai. 900,422 ( janaganana 2011) kee aabaadee wala ye jila 686.21 varg km ke kshetr me faila hua hai.
15 Latehar
Latehar jila 4 april 2001 ko astitv mein aaya. pahle. Yah Palamu jile ka ek upakhand tha. Latehar apni samriddh prakritik sundarta, van, van utpaadon aur khanij bhandar ke liye prasiddh hai.
558,831 ki abadi ke sath jile ka kshetraphal 3660 varg km hai.Latehar ek adivasi jila hai. Jismen lagbhag 40% abadi anusoochit janajatiyo se sambandhit hai.
Aur kul abadi ke 66% se adhik mein anusoochit jaati aur anusoochit janajaati shamil hai.
16 Hazaribagh
Hazaribagh jile ka naam iski rajadhani Hazaribagh shehar ke naam par rakha gaya hai. Hazaribagh shabd do urdu shabdon se bana hai.
Hazar ka arth hai 1000 aur baag ka arth hai baag.
Jo Hazaribagh ka shabdik arth hazaron baagon ka shehar banata hai.
Sunder drishy aur ghane jangal Hazaribagh ko Jharkhand ke pramukh paryatak aakarshanon mein se ek banate hai.
17 Lohardaga
1983 mein Ranchi, Lohardaga aur Gumala namak teen jilon mein vibhajit hone ke baad Lohardaga jila astitv mein aaya.
Jain granthon mein bhagavaan mahavir ki Lore-a-yadaga ki yatra ka ullekh hai, jiska arth Mundari mein aansoo ki nadi hai. Akbar par prasidh pustak ‘Ain-e-akbari.
Mein ‘Kismate Lohardaga’ namak sthan ka bhi ullekh hai. Lohardaga shehar kee jansankhya 46,204 hai aur iske ausat saksharta dar 71% hai, jo raashtreey ausat 59.5% se adhik hai.
Arunachal me kitne jile hai ager aap yah jankari padhna chahte ho to click kre isme aapko puri jankari milegi jaise ki isme kitne jile hai aur sabhi ke naam kiya hai yah sab jankari prapt kare click here
18 Palamu
Palamu jila bhi jharkhand ke 24 jilo mein se ek hai. Is jile ka head quarter Dalton Shahar Mein sthit Hai. Aur Palamu Jila Palamu division Ke antargat Aata Hai.
Yah pahle Jharkhand ke Pargana ka hissa hua Karta Tha lekin ab Pargana Se Alag kar diya gaya hai.
Is Jile ko 31 December 1891 paraagna ke bantware ke bad alag Kiya gaya tha. Isase pahle Palamu Palamu pahle bahut hi mahatvpurn anumandal Hua Karta Tha.
Palamu Jile ko Jharkhand ka ek bahut hi mahatvpurn hissa Mana Jata Hai. Kyunki iska pura ilaka jungl se ghira hai. Aur Pahado se ghira hai.
Palamu Jila ka pahla naam palanu Hua Karta Tha. Sal 1700 se pahle in jagaho per Raja Maharaja ka shasan Hua Karta Tha. Lekin 1700 se bad Yahan per angrejon ne apni Hukumat Jama Di.
aur 1947 Tak angrejon Ne Yahan per Hukumat kari
Jile mein 5043.8 varg k.m ka kshetr shamil hai aur iski abadi 1,533,176 hai. Yeh samrddh khanij sansadhano ke lie jana jata hai.
19 Ramghar
Ramghar jharkhand ke 24 jilo me se ek hai. Yah bhi jharkhand ka hissa hai. Ramghar jila pahle hajaariprsaad jile se mila hua tha. Lekin 2007 mein isko Hajaaribaad se alg alg kar diya gya hai. Dosto ager aap ramghar nahi gai ho. To ek baar ghumne ke likye jarur jay. Yah saher kaafi khubsurt hai. Aur dosto me aapki jankaari ke liye bata du. Yah sehar jansnkhya me kaafi adhikh hai.
20 Simdega
Jharkhand ka Simdega jila Gumla jile se 30 april. 2001 ko bana hai. Simdega Jharkhand rajya ke dakshin-pashchim bhaag mein sthit hai.
Simdega shehar is jile ka prashasnik mukhyalay hai. Janasankhya ka 24.2% anusoochit jaati se hai. Aur 15.6% anusoochit janajaati se hai.
21 West Singhbhum
West Singhbhum 16 January 1990 ko astitv mein aaya.
Jab purane Singhbhum jile ko vibhajit kya gaya tha. Chaibasa iska jila mukhyalay hai.
Iska bada hissa lauh aur ispaat udyog ke liye upayog kie jaane wale lauh ayask ke bhandaar se bharpoor hai.
India mein kitne state Hai. Dosto agar aap Janna chahte ho to aap bahut hi aasani se yah Jankari prapt kar sakte ho. Aapko sabse pahle chrome ko open karna hoga. Chrome ko open karne ke baad aapko search karna hoga.
India mein kitne state hai. goodglo.com.
Yah Search karne ke baad aapke Samne ek website aaygi. Jo image Mein Hai. Isper aapko click karna hai. Aur yah artical aapko padh lena hai ismein aapko Puri Jankari mil Jayegi.
22 Sahebganj
2011 ki janganana ke anusar Sahebganj jile ki jansankhya 1,150,567 hai. Jile ka janasankhya ghanatv 719 nivasi prati varg k.m hai.
2001-2011 ke dashak mein iski janasankhya vrddhi dar 23.96% thi. Sahibganj mein har 1000 purusho par 948 mahilao ka linganupat hai. Aur saaksharata dar 53.73% hai.
23 Gumla
Bahut lambe samay tak. Gumla Jharkhand ke logo ke liye ek vyapar kendra tha. Log vastu vinimay pranali ka upayog karke maal ka adan-pradan karne ke lie yahan aate the.
Aur is jagah ko gaw-mela kaha jata tha. Maana jata hai. Ki Gumla naam do hindi shabdo se bana hai. Gaw ka arth hai gaay aur mela ka arth hai mela.
Yah sthaan gau-mela ke naam se jana jane laga. Aur phir yeh shabd gumla mein badal gaya.
24 Khunti
Jharkhand me ek sthan hai. Jo dachhdi site me basa hua hai. Is sthan ko hi khunti kaha jata hai. Aur dosto sabse badhi baat yah hai ki. Khunti saher ka hitqwatr khunti sehar me sthit hai. Khunti jila pahle raaji jile ka hissa hua karta tha. Lekin ab alg kar diya gya hai. Aur ek naya jila banaya gya hai. Jiska naam Khunti rakha gya hai. Is jile ko 12 september 2007 me banya gya hai. 2007 se pahle ye sthan raaji jile ka ek mahtbpurdh hissa hua karta tha. Yha ki sabse khaas baat yah ki yah per sabhi jaati ke logh rahte hai .
Jharkhand me ghumne baale shtan
Dosto jab ghumne ki baat aati hai. TO duniya me ghumne ki kahi kami nahi hai. Lekin jab hamre bhart ki baat aati hai.
To bhart me bhi ghumne baali jagaho ki kami nahi hai. Hamre bhart me bhi kaafi sthan ese hai. Jo dekh kar rahne ka man karta hai.
Usi prkar se gumne baali jagha me jharkhand ka bhi naam ata hai. Ab me aako batane bala hu 4 sthan ke baar me. Agr aap kabhi nahi gay.
To ek baar jarur jay ghumne ke liye. Aujr ager aap in sthan par rahte ho. To comment me apne saher ki sathti ke baare me jarur batay. To chaliye ghumne3 baali jagho ke naam padhte hai.
Dosto baise to jharkhnd pura hi kaafi khufsoort hai. Lekin isme bhi kuchh sthan kaafi populer hai.
1 Telaiya dam
Telaiya dam. Ye dosto ek band bana hua hai. Jo chaaro taref hari bhari haryali se ghira hua hai. Yah dam kodrma me bana hua hai. Isko 1953 me banya gya tha. Yah pr bhi kaafi log ghumne ke liye aate hai.
2 Betla National Park
Dosto betla national park jharkhand me hai yah sabse puraane park me gina jata hai. Yah ki sabse khas baat yah Hai. Aapko yah pr haathi ghumte hua kaafi milenge. Ager aapne haathi nahi dekha hai. To aap yah ja sakte ho. yah gumne me koai rok tok nahi hai . Isliye isko mukt park bhi kaha jata hai.
3 Chandil dam
Chandil dam ek bhut hi khufsoort jagha hai. Dosto yah piknik me dekhi jaane baali sabse jyada achhi jagha hai.
4 Moti jharna
Moti jharna yah bhi jharkhand me sthit hai. Is sthan ko sardi me dekhne baale log dekhte hi rah jaate hai.
Mizoram mein kitne district Hai. Jaanne Ke Liye reading more button per click Kare. Ismein aapko Sabhi district ke naam Milenge.
Apne product ko online Kaise bheche. Jaanne ke liye reading More button per click Kare.
ise bhi padhe
Delhi mein kitne district hai
Mizoram mein kitne jile hai
Arunachal Pradesh me kitne district hai
Andhra Pradesh me kitne jile hai sabhi ke naam
Karnatak me kitne jile hai
Chandigarh me kitne district hai aur sabhi ke naam
Telangana me kitne district hai ?
Manipur mein kitne district hai ?
Dosto Indian history ke bare mein. Aur Jankari prapt karne ke liye. Aap is book ko khared sakte ho. Jjo niche hai. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.
Indian history ki best book ismein aapko Puri Jankari. Indian history ke bare mein Milegi. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.
Leave a Reply