Chandigarh mein district kitne Hai ? Chandigarh ke jilo ke naam kya hai ? To dosto kya aap bhi janna chahte hai.
Chandigarh district ka pura itihaash aur uske jilo se lekar uske prsidh narty ko bhi. To Phir aap bilkul sahi jagah pr aa gay ho.
Kyunki yaha pr aapko in sab bato ke baare me janne ko milega. Chaliye Shuru karte hai.
Saher ka naam shakti ki devi se lya gya hai. Jise shree chandika ke naam se jana jata hai.
Jiska mandir chandigarh kalka road pr hai. Is mandir ko Chandi mandir ke naam se jana jata hai.
Dosto me aapki jankari ke lye bata du. ise prachin shtal mana jata hai. Or hindu ke lye iska bada dharmik mahtv hai.
British shasan se bhart ki ajadi ke baad. Punjab ke bina rajdhani ke rajy ban gay halanki himachal pradesh ke shimla me asthayi sachivalay tha.
Lekin rajnitik netrutv ne adhunik or sulabh rajdhani ka nirmadh pr faisla kya. Yah pandit jawaharlal nehru ke adhunik bhart ki city thi.
Is saher ka naam chandigarh rakha gaya yah bhart ka pahla niyojit saher hai.
Kitne jile hai chandigerh me ?
Dosto ager aap chandigarh se ho. To aapka yah janna bahut jaruri hai ki chandigarh me kitne jile hai. ager aap yah nahi jante ho. To me aapko bata deta hu ki chandigarh me kitne jile hai ?
Dosto chandigarh me sirf 1 jila hai . jisko chandigarh ke naam se hi jana jata hai. Yah 118 barg kilometer me faila hua hai.
Aur ager yaha ki jansnkhya ki baat kre to 1026459 hai. Isme se 80% jansnkhya hindu ki hai. Aur 13% sikh logo ki hai .
Yaha ki sabse badhi baat yah hai ki chandigarh ek bhart ka kendrshahsit pardesh hai. Aur hariyana abam punjab ki rajdhani bhi hai. Iski sabse khas baat yah hai ki yah bhart ka mahanager bhi hai.
Dosto chandigarh district ka ghaten 1 nomber 1966 me kendr shahsit pardesh ke rup me hua tha.
Kendr shasit pardesh kaise bana
Ager aapne yah article srtating se padha hai. To aapne yah jarur padha hoga ki chandigarh ek kendr shasit pardesh hai. To ab me aapko yah bataunga ki kendr sahsit pardesh chandigarh kyu hai.
Punjab sarkar ne karib do saal pehle highchort me halfanama dakhil karate hue. Kaha tha. ki Chandigarh 1966 se pahle punjab ka bhaag tha. Lekin ab nahi hai.
Kendr ki taraf se additional solicitor ganeral satyapal jan ne kaha tha. 1966 se pahle chandigarh. punjab ka bhag tha.
Lekin 1966 me vibhajan ke baad se chandigarh kendrshasit pradesh ban chuka hai. To dosto aap jaan chuke ho ki chandigarh kab kendr shasit pardesh bana hai.
Ager aap indain history ke baare me jankari prapt karna chahte ho. To aapko me bata du. aapko apne mobile ya fir leptop ko open karna hai. Aur fir aapko google ya chrome ko open karna hai.
Open karne ke baad aapko search karna hai Goodglo.com
Aapko isi prkar se search karna hai. Jo aapko image me dikhai de raha hai. Fir jab aap isper search karoge to aap ek website pr pahuch jaouge.
Baha jane ke baad apko us website pr indian history likha hua dikhai dega.
aapko us pr click karna hai uske baad jo bhi article open honge usme sab jankari aapko indian history ke baare me milegi.
Telangana me kitne jile hai. Aur sabhi ke naam kya hai janne ke liye ise padhe.
Gaab ke naam chandigarh ke kya kya hai ?
Chandigarh ek bahut populer saher hai. Yaha pr door door se log kaam karne ke liye aate hai.
Lekin ab me aapko batane bala hu ki chandigarh me kitne gao hai aur sabhi ke naam kya hai.
Dosto ager gau ki baat kare to chandigarh me 25 gau hai. Aur sabhi ke naam kuchh is prkar hai.
1. Attawa
2. Badheri
3. Bair Majra
4. Behlana
5. Burail
6. Buterla
7. Chahar Taraf Burail
8. Dadu majra
9. Dhanas
10. Daria
11. Hallo Majra
12. kaimbwala
13. Kajheri
14. Khuda Ali Sher
15. Khuda Jassu
16. Khuda Lahora
17. Maloya
18. Mani Majra
19. Mauli Jagran
20. Palsora
21. Raipur Kalan
22. Raipur Khurd
23. Sarangpur
24. Shahpur Chauliya
25. Tatarpur
Kis kis naam se chandigerh ko jana jata hai ?
Dosto bhart ke kendrshasit pardesh ko chandigarh ke alava bhi aur naamo se jana jata hai. To aur kya naam hai chaliye me aapko bata deta hu.
Chandigarh ko city beutifull naam se bhi jana jata hai. Yah do rajy ki rajdhani hai. Punjab or hariyana ki rajdhani hai.
Dosto Chandigarh shabd ka shabdik earth hai. Chandigarh ya devi chandi ka kila – ek naam jo panchakula mein pass mein sthit ek mandir se liya gaya hai.
Aur ismein 2 satellite shahar hai- Panchkula or Mohali.
Chandigarh ki parsidh mithai koun si hai ?
Dosto is saher me sabse pasand ki jaane baali mithai ka naam hai. Gulab jamun. Dosto gulam jamun chandigarh ki sabse prsidh mithai hai.
Dosto ager aap janna chahte ho ki india me kitne state hai aur sabhi ke naam kiya hai to ise padhe. click here
Bhart ka chandigarh ke paas ke shahar ke naam
Dosto chandigerh ke saath me ham kucch chandigerh ke kuch paas ke sahher ke naam jan lete hai. Chandigerh ke paas kafi sahher hai.
Jo sabhi ke naam is prkar hai.
Kharad, bharat
Pinjore, bharat
Balka, bharat
Kurali, bharat
Baddi, bharat
Kasauli, bharat
Dagshai, bharat
Sabathu, bharat
Rajpura, bharat
Rupnagar, bharat
Nalagarh, bharat
Solon, bharat
Ambala, bharat
Sarhind, bharat
Khamanon, bharat
Yah sabhi chandigerh ke paas ke sahher ke naam hai.
Chandigarh ka master plan
Chandigerh district ka master plan le corbuziere dwura kya gya manav sharer ke anurop hai. Jisme unhone rajdhani kshetra 1 dil ko shaher ke kendra sector 17
Fafdo ko avkash ghati ke roop me paribhasit kya hai. Or isi tarah ki mul avdharnayen rah rahi hai. Kam kar rahi hai. Sharir or atma or parisancharan ki dekhabhal kar rahe hai.
Chandigerh mein kya famous hai ?
Chandigerh me aap ghumne ke liye ja sakte ho yah saher ghumne ke liye kaafi parsidh hai. Yaha pr kaafi cheeje dekhne ke layk hai. Jo aap jarur dekhna chahye.
Jab aap chandigerh me ghumne ke liye jay to in sthano pr jarur jay. Yaha pr chidhiyagher ko kaafi log bahut door se ghumne ke liye aate hai.
Aur yaha pr nek chand ka rouk garden bhi kaafi parsidh hai. Yaha pr kuchh jheele hai jo dekhne ke layk hai.
Chandigarh ka sebse bada gaau ke naam
Chandigerh ke sabse badhe gau ke naam
Attawa, Badheri,
Bair Majra
Yah gaau chandigerh ke sabse badhe gaau hai.
Chandigarh ka bojan kon sa hai ?
Dosto chandigerh me rajma chabel bahut famus hai. Is rajma chabel ki sabse badi baat yah hai ki In chabel se aap pet bhar sakte hai. Aur yah itna sasta milta hai. ki aap 100 se 150 ropay me pet bhar ke khana kha sakte ho.
Chandigerh ko kisne banaya tha ?
Is saher ko sabse pahle bhart jab ajad ho gya tha to jab bhart ke pahle prdhanmntri bane unhone ise banaya tha. Is sthan pr badhe badhe tukdhe pay jaate hai. isliye ise pather ka tukhdha bhi kaha jata hai.
Chandigarh me kitne socter hai ?
Dosto me aapki jankari ke liye bata du chandigerh me 60 totel sactor hai. Jisme 17 socter sabse jyada famus hai.
17 sector kyu parsidh hai ?
Chandigarh ko paidel ka sorg bhi kaha jata hai. Chandigerh ka sector 17 prmukh kmrshiyal kendr hai. Yaha ke centrel plaja me badhe – badhe restorent bane hue hai.
Isliye yah prsidh hai. YAha ki sabse badhi baat yah hai. Ki is saher me bina kisi yatayat ke saer ka maja le sakte ho. Ager aap ghumne ka plan kar rahe ho.
Hara bhara Chandigarh
Chandigarh ek suniyojit shahar hai jo apani vastushilp yojana or pardeshiyo ke liye duniya bhar men jana jata hai.
City beautiful’ Chandigerh ka master plan swiss-french architect le corbuziere ne taiyaar Kiya tha. Yeh bharat ka kendra shasit pradesh (ut) hai.
Or hariyana or punjab rajyo key. Rajdhani ke roop men. Karya karta hai. Shahar ka naam shakti key man devi chandi ke naam par rakha gaya tha.
Isaka mandir chandi mandir shahar ke liye chaynit sthal k aspas sthit hai.
Chandigarh district Shahar Samudra tal se 365 meter key unchai. Per shivalik hills k pair ke niche ek suramya city mein sthit hai
iski pahadi par ek sundar ‘sukhna vanyajeev abhayarany. Shahar ki paristhitik, paryavaraniy or soundarya samriddhi co or bachata hai.
To aap ek baar chandigerh me sector 17 me ek baar jarur jay. Ya fir aap ghumne ka plan bana rahe hai to bhi aap chandigerh sector 17 me jarur jay.
Dosto aapse ummed karta hu ki yah jankari chandigarh ke baare me aapko pasand aai hogi. aur isi prkar ki jankari prapt karne ke liye hamari is website ko follow jarur kare.
Andhra pardesh me kitne jile hai. Aur sabhi jilo ke naam kya hai Aur andhra pardesh me sabse badha gau koun sa hai. Aur sabse chhota gau koun sa hai. Ager aap yah jankari padhna chahte ho. to ise ek baar jarur padhe.
Affiliate marketing kaya hai. Affiliate marketing kaise shuru kare ager aap affiliate markting karna chahte ho to is article ko ek baar jarur padhe isme aapko puri jankari milegi affilait markting ke baare me.
Ise bhi padhe
Delhi mein kitne district hai
Mizoram mein kitne jile hai
Jharkhand ke sabhi jilo ke naam kiya hai
Arunachal Pradesh me kitne district hai
Andhra Pradesh me kitne jile hai sabhi ke naam
Karnatak me kitne jile hai
Telangana me kitne district hai ?
Manipur mein kitne district hai ?
Leave a Reply