Telangana me kitne district hai? Aur jilo ke naam kya hai ?

Telangana me kitne district hai? Aur jilo ke naam kya hai ? Telangana Bhart ka rajy hai ? Telangana me kitne district ( jile ) hai .

Aur sabhi ke naam kya hai ager aap yah jankari pana chahte ho. Aur aap google ya chrome pr saerch karke hamari is website pr aay ho.

To aaj aap bilkul sahi jagha pr aa chuke ho kiyunki yaha pr aapko puri jankari milne baali hai telangana ke baare me To chaliye padhna start karte hai.

Telangana aur andhra pardesh pahle ek hi rajy hua karte the. Lekin kuchh samay pahle hi isko andhra pardesh se alg kar diya hai. Aur ek naya rajy ke naam se 29 ba rajy banaya gya hai.

Telangana me kitne district hai? Aur jilo ke naam kya hai ?

Telangana Ki rajdhani hydrabad hai. Yah yaha ka sabse badha saher mana jata hai. Hydrabad ko 10saal ke liye talangana Aur andhra pardesh ki rajdhani ke roop me niyukt kiya gya tha.

Telangana ka arth hai. Telgu bhasiyo ki bhumi.

Telangana rajy kab bna tha ?

Jaise ki aap pahle hi padh chuke ho ki talngana andhra pardesh ka hissa tha. Lekin ab aapke man me yah sabal jarur aata hoga ki yah kab aur kitni san me yah rajy bana to me aapko bata du. Tengana 2 june 2014 me ek rajy bana tha.

Telangana me kitne distrcit ( jile ) hai ?

Is rajy me totel 33 jile hai jinke naam ham aage padhenge. Lekin usse pahle me aapki jankari ke liye bata du . Telangana me pahle 21 jile hua karte the. Lekin andhra pardesh se kuch jile banaye gay hai. isliye yah sab milaker 33 jile ban gay hai.

Ab ham sabhi ke naam padh lete hai. Ki 33 jilo ke naam kiya – kiya hai ?

District ( jilo ) ke naam kiya hai ?

Yah rahe talngana district ke 31 jilo ke naam

No.Naam
1Aadilabad jila
2Bhadradi Kotha Godam
3Hyderabad 
4Jagityal 
5Jangaab
6 Jaishankar Bhopal Palli
7Jogulamba Gadwal
8Kamareddy
9Karimnagar
10Khammam
11Komaram Bheem
12Mahabubabad
13Mahabubnagar
14Mancherial
15Medak
16Bhed chal Malka ji Giri
17Naagar Kurnool
18Nal Gonda
19Nirmal
20Nijamabad
21Peda Palle
22Rajanna Sircilla
23Ranga Reddy
24Sangareddy
25Siddhi pet
26Suryapet
27Vikarabad
28Banparti
29Varangal Gramin
30Varangal Arben
31Yadadri Bhuvan Giri
32Naraydhpet
33Sammkka mulugu

Dosto ab aap sab district ke naam padh chuke ho. Ab ham yah padhte hai. ki sabse badha jila telangana me koun sa hai,

India me kitne state hai aur sabhi ke naam kiya hai Aur sabhi state ki rajdhani ke naam kiya hai ager aap yah janna chahte ho to click kre aur ise padhe.

Telangana me sabse badha district (jila) koun sa hai ?

Dsoto me aapki jankari ke liye bata du telangana me sabse jyada badha saher hydrabad hai, yah saher kaafi populer hai .

Ab me aapko btata hu ki telangana ki rajdhani koun se hai

Ager ham hydrabad ki janskhnya ki baat kare to hydrabaad me 40 lakh se bhi adhik nibasi hai isliye yah sabse badha district mana jata hai .

Aur sabse chhute district ki baat kare to me aapko bata du jansnkhya me sabse chhuta district komrmbhim hai isme sabse kam jansnkhya hai . Isme 5 lakh ke aas paas nibasi rahte hai.

Telangana ki rajdhani koun si hai ?

Hydrabaad telangana ki rajdhani hai , yah pahle andhra pardesh ki rajdhani bhi hua karti thi lekin ab yah telangana ki rajdhani hai.

Padosi rajy telangana ke koun koun se hai ?

Telangana ke padhosi rajy koun koun se hai chaliye ham yah bhi jaan lete hai . Telangana ke padhosi rajy ke naam

Karnatek

Maharashtr

Andhra pardesh

Odhisa

Yah sab padhosi rajy hai,

Telangana ki bhsha koun si hai ?

Jab ham iski baat kar rahe hai to ham ye bhi jaan lete hai ki isme koun si bhsha boli jaati hai ?

Telangana me telgu bhsha boli jaati hai .

Telangana district me ghumne layak jagha ke naam

Dosto aap student ho ya fir aap worker ho aur aap ek achi sthan ki tlash kar rahe ho jaha pr aap ghumne ke liye ja sko to ab me aapko kuchh

telangana me ghumne baali jaghu ke naam batane bala ho. jaha pr aap jaker apni yatra ko yadgar bana sakte ho

sabse pahle ham ghumne baali jagho ke naam jaange aur uske baad ham unke baare me ja nenge,

  • Hydrabaad
  • Medak shaher
  • Nijamabaad
  • kareemnager
  • Mahbubnager
  • khamamm
  • Aadilbaad
  • Ramagundem
  • Sangag reddi
  • Barng gal

Dosto hamne jo bhi aapko naam batay hai yaha pr aap jarur ghumne ke liye jay, chaliye ab ham inke baare me kuchh mahtbpurdh jankari prapt karte hai,

ki yah kyu ghumne ke liye manai jati hai. Aur yaha pr kya dekhne ke layk hai. Sabke baare me ham ek ek karke padhte hai.

Hydrabaad

Telangana me sabse khubsurat shaher Hydrabaad ko mana jata hai, Kiya aap yah jante ho ki Telangana bhart ka pachba sabse badha saher hai.

Aur iski sabse badhi baat yah hai ki is saher ko telangana aur andhra pardesh ki rajdhani bhi kaha jata hai

Hydrabaad me kya dekhne ke layk hai chaliye ab ham ye baat karte hai,

Dosto telangana me kuchh masjid hai jo kaafi popular hai Isme ek Makka masjid bhi shamil hai jo kafi log dekhne ke liye jate hai.

Aur yaha pr chaar minaar hai jo dekhne ke layk hai. Iske sath me puraani habeli bhi hai, Aur yaha pr shaahi masjid bhi hai, Aap jab bhi hydrabad jay to in sthano ko jarur denkhe

Ab ham baat karte hai medak saher ki

Medak saher

Medak saher me aesi cheeje hai. JO shayd aapko aur sthano pr nahi milengi.

Yaha pr neel gay paya jata hai, Bahut se log to yah jaante hi nahi hai ki nelgay hota kiya hai,

To me aapko bata du Neel gay ek kafi bishaal Aur shaktisaali janber hai jo hours ke smaan dikhai padhta hai.

Aur yaha pr tenduya sust bhalu, battekh bhi rahte hai jo ki aap baha jaker dekh sakte ho. In sabhi cheejo ke alava yaha pr koti lingeshwar swami mandir kaafi parsidh hai. Isko bhi aap jarur dekhe,

Nijamabaad

Ab ham baat karte hai Nijamabaad saher ki aapne kabhi na kabhi Nijamabaad saher ka naam jarur suna hoga,

Kyunki is saher ko har rajy me dharmik shaher ke naam se jana jata hai. Aur isko khusurat ka khajana bhi kaha jata hai.

Yah saher kaafi khubsurat hai. Yaha pr ek se ek acha mandir bna hua hai, Me aapko kuchh Nijamabaad me parsidh sthano ke naam bta deta hu,

Jo dekhne ke layk hai, Sabse pahle nomber pr ata hai shre raam sager baandh , Nijamabaad ka kila Ali saager baandh,

nijaam sager baandh Yah sthan parsidh hai Aur inme domakonda ka kila yah to aapko jarur dekhna chaye. Aap jab bhi kabhi Nijamabaad jay to in sthan pr jarur jay.

kareemnager

kareemnager nager dosto premiyo ke liye koai sworg se kam nahi hai Yah sthan bahut hi khubsurt hai . Jo ki yaha pr log har saal ghumne ke liye jaate hai.

Kiya aap jante ho ki magermachh kaha dekhne ko milte hai. Ager aap yah nahi jante ho to me aapko bata du.

Magermachh kareemnager me dekhne ko milte hai ager aapne magermachh nahi dekhe hai. Aur aap dekhna chahte ho to jaker jarur dekhe.

Mahbubnager

Mahbubnager ka naam padh kar aapko lagta hoga, ki yah koai premiyo ki jagha hai.

Lekin me aapko bata du yaha pr yah sthan badhe talab aur jheel jharne ke naam se parsidh hai, jaise ki Badha talab, Mallela theetharm jharna, Aur mayuri narsari, in sabhi sthano ki bajah se Mahbubnager khubsurt mana jata hai,

khamamm

Telangana rajy me khamamm apne raajsi kile ke liye kaafi parsidh hai. Raajsi kila sthanmbhadri pahadi pr shtith hai.

Is kile ki sabse khaas baat yah hai ki yah kila 1000 purana mana jata hai aur sabse badhi baat to yah hai ki is kile me hindu dharm aur

islam dharm ka misradh dikhai deta hai, Ise baat ke karn yaha pr hindu aur islam dharm ke dono log ghumne ke liye jaa sakte hai.

Barng gal

jab aap Barng gal me ghumne ke liye jaate hai to aapko yaha pr Khubsurat pahaadh, Banyjeeb, kile, mandir etc aapko dekhne ko milte hai.

Yaha pr har saal log laakho ki sankhya me aate hai. Dosto yaha pr paakhal jheel, Aur raampp jheel bahut sunder hai isko aap ek baar jarur dekhe.

Aur ager mandir ki baat kare to yaha pr hjaar sthamb mandir kaafi parsidh hai.

Dosto me aapse umeed karta hu aapko yah jaankari pasnd aai hogi isi prkar ki aur jankari ke liye hamari is website ko follow kare.

Chandigarh me kitne jile hai. Aur sabhi jilo ke naam kiya hai iske baare me jankari prapt karne ke liye ise padhe isme aapko chandigarh ke baare me puri jankari

Milegi jaise ki isme ghumne baali jagha koun koun si hai. Aur iski rajdhani kya hai, Yah sab jaane. click here

Ager aap online shopping karte ho to aapko logpri.com site ko bhi jarur chack karna chahye yaha pr low price me kaafi quility bala product sell kiya jata hai.

Ise bhi padhe

Telangana ki history ko janne ke liye aap ( Telangana History, Movement & Culture (Telugu Medium) is book ko jarur khrede isme aapko puri jaankari milegi.


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *