Manipur mein kitne district hai ? Aur sabhi jilo ke naam kya hai ? Dosto kya aapko yah, malom hai ki manipur me kitne jile hai aur sabhi ke naam kya hai,
ager aap nahi jante hai aur janna chahte hai to aapka swagt hai hmari is website pr aapko is articl me puri jankari milegi ki manipur me kitne district ( jile ) hai.
Ager aap student ho to yah jankari aapko jarur malom hona chaiye. To chaliye ham padhna shuru karte hai.
sabse pahle ham yah padhte hai ki manipur me kitne jile ( district ) hai.
इसे भी पढ़िए – Rashtrapati Chunav Kaun Jita 2022 me
Manipur me kitne district hai ?
Ager aap yah janna chahte hi ki kitne jile hai to me aapki jankari ke liye bata du manipur me total 9 district ( jile ) hai ab ham inke naam jante hai ki in sabhi ke naam kiya kiya hai .
Manipur district ( jilo ) ke naam kya hai ?
1 | Bishnupur |
2 | Chandel |
3 | Churachandpur |
4 | Imphal purv |
5 | Senapati |
6 | Taameglaang |
7 | Thobal |
8 | Ukhrool |
9 | emphal best |
Manipur me sabse badha district ( jila) koun sa hai ?
Dosto jaise ki aap yah jaan chuke ho ki manipur me kitne district hai aur aap iske naam bhi padh chuke hai
To me aapko ab yah bataane bala hu ki manipur district me sabse badha district ( jila ) koun sa hai to me aapko bata du manipur me Churachandpur
Jansankhya me bhi sabse badha district hai. Aur yah laghbhagh 4,574 barg kilometer me faila hua hai.
Manipur me sabse chotta district ( jila) koun sa hai ?
Ab me aapko batane bala hu ki sabse chotta jila koun sa hai. Ukhrool dosto sabse chotta jila mana jata hai.
Manipur ki rajdhani koun si hai ?
Ager aap manipur me rahte ho ya fir aap manipur me kaam karte ho to aapko iski rajdhani jarur pata honi chahye.
Ager aapko is state ki rajdhani yaad nahi hai to me aapko bata do manipur ke 9 district 9 Jile ) hai inme se emphal manipur ki rajdhani hai.
Padhosi rajy
Manipur ke padhosi rajy is prkar hai. Dachhin ki simay iski mizoram se milti hai.
Mizoram ke kitne jile hai aur sabhi ke naam kiya kiya hai, aur iski puri jankari prapt karne ke liye is article ko padhe isme aapko puri jankari milegi. click here
Utter ki simay nagalend se milti hai. Aur pachchim ki simay asaam se milti hai. Aur ager purv disha ki baat kare to maymmaar se milti hai.
Bhasha koun si boli jaati hai ?
Dosto jab koai vaykti dosre stete se other state me jata hai to use sabse jyada problam bhasha me aati hai.
To isi liye me aapko yah batane bala hu ki manipur me koun si bhasha boli jati hai. Kyunki jab aap baha jao to aapko malom ho ki yaha ki bahsa koun si hai.
To me aapko bata du manipur Meitei basha boli jati hai. Aur kuchh sthan pr hindi basha bhi log use karte hai.
Ba bhart me sabse jyada basha hindi hi boli jati hai isliye bharat me 90% state me log hindi basha bolte hai.
Manipur ki purana naam kiya hai ?
Dosto manipur me jo log rahte hai unme se 90% logo ko manipur ka itihaas nahi pata hai. Aaj ke logo ko yah nahi malom hai ki manipur ka purana naam kiya tha.
Ager aap yah janna chahte ho to me aapko bata du manipur ko purane samay me kaleinpaank kaha jata tha.
Manipur kab rajy bana tha.
Bhart ke gaabo me pahle manipur ko gina jata tha. Lekin aaj ke samy me yah bhart ka ek ahm rajy ban chuka hai aur baha pr har dharm ke log rahte hai.
Aur iske alg district bhi hai. Sabse badhi baat to ab yah hai ki manipur bhart ka ek rajy kab bna to aap jaan lijiye 21 setamber
1949 son me isko rajy ke naam se ghosit kiya tha.
Manipur me koun – koun se dharm ke log rahte hai ?
Manipur me dharm ke adhar pr baat kare to manipur state me 40% hindo aur 40% log isaai dharm ke aur 8% log muslim rahte aur baaki jo jo bache dharm bache hai bah sab rahte hai.
Koun si kheti hoti hai manipur state me
Dosto yah to aapko pata hoga ki har gaab me ya har rajy me koai ek cheej famus hoti hai.
Usi prkar se pahadhi ilakhe me kheti famus hoti hai to usi prkar se manipur ki baat kare to isme kala dhaan bahut adhik matra me hota hai,
Kala dhaan ko angrejo ke jamane me erometic black ries kaha jata tha. isko bahut purane samy se eshiya me use kiya jata hai. aur aaj ke samy me bhi kiya jata hai,
Manipur ki jansnkhiya kitni hai ?
Ager aap yah nahi jante ho ki janskhya kaise pata chalti hai to me aapko bata du janskhya malom karne ke liye 12 saal me ek
baar sarkar ko jangadhna karbani hoti hai. TO 2011 ki jangadhna ke anusaar manipur me pursh ki jansnkhya 1,438,687 hai aur mihilao ki janskhya 1,417,107 hai.
Aur ager ham sab ki baat kare to sab 2,855,794 hai. bhart ke 24% log manipur me rahte hai.
Manipur ke log kaise kapdhe pahnte hai ?
Aaj me aapko batana chahta hu ki manipur me pursh log safed dhoti kurta pahnte hai. Aur sath me sefed padhdi bhi pahnte hai.
Aur ager mahilaao ki baat kre to yaha ki aourte inaafi poshaak pahnti hai. isko shail bhi kaha jata hai.
Manipur me afeem ki kheti kis jile me hoti hai ?
Imphal me afeem ki kheti ki jaati hai.
Manipur me kitne gaab hai ?
Bhart ke 28 rajy meek rajy manipur bhi hai isme gaab ki snkhya 2639 hai.
Aur in sabhi gaab me 2021 ki jangadhna ke anusaar abaadi ki baat kare to me aapko bata 10 lakh 38 hajaar 687 hai aur isme ledies ki abaadi 14 lakh 17 hajaar 107 hai.
Manipur district mein kitni panchayt hai ?
Is adhiniyam ke tahat. 4 jila parishado mein 60 jila parishad sadasy aur 161 graam panchayt mein. 161 pradhan aur 1503 jipi sadasy the.
Manipur ki graam panchayte raajy ke chaar ghate jilo mein mukhy sanvaidhaanik graam star ki sarakaar hai.
Manipur ka prasidh bhojan kiya hai ?
Bhojan parsidh kiya hai jaane. yaha pr jayada tr log uble chabl aur kangsoai nageri ke sath ek sabji ka murabb khana jyada pasnd karte hai aur iske sath
me sabse jyada slaat khate hai slate me pyaj mater erc.
Manipur ke prasidh festivals ?
- Manipur Sangai Festival.
- Ningol Chakouba
- Chumpa Festival
- Gang Ngai
- Lui Ngai Ni
- Kut Festival
- Heirku Hindongba
Manipur me kiski sarkar hai ?
BJP bhajpa ki sarkar bani huai hai .
Manipur me ghumne baale sthaan koun se hai ?
Ager aap manipur me ghumne ke liye jaane ka plan bna rahe ho to in sthan pr ghumne jarur jay barna apka gumne me koai fayda nahi hai.
Ager aap in sthan pr jaate ho to aap apna ghumna hamesh ke liye yaadgar bna dakte ho.
Dosto manipur bhart me switjarlend ke naam se jane bala nourt est me sthit rajy manipur hai. Isme Shaheed minaar bahut hi jiyada famus hai.
Isko aap dekhne jarur jay. Aur isko dekhne ke liye kaafi log jaate hai.
Purana mahl sangrhaly dosto aap manipur me kisi bhi jile me rahte ho to apne iske baare me jarur sona hoga purana mahl bhut pahle ka bna hua hai isko raja ne banbaya tha. Yah mahl bahut hi purana mahl hai. Isi liye isko purana mahl kaha jata hai.
Manipur ka raja koun tha ?
Manipur ki rajkumari ka naam chitragnda tha. yah arjun ki patni thi. Inke bete ka naam bhrbhubahn tha. To us samy me yah raja the.
Aur dosto me aapki jankari ke liye bata du. is sthan pr gobind ka mandir bahut hi jyada famus hai isko dekhne ki har vaykti thmnna karta hai.
Jheel
Bhart ek bisb me sabse sunder desh me ata hai usi prkar se is desh me bahut si cheej easi hai jo dusre desh ke log bhi dekhne ke liye aate hai. Jaise ki agra me tajmahl
usi prkar se manipur me bhi ek jheel hai jisko dekhne ke liye pure bhart se log jaate hai . Yah jheel kaafi sunder hai isko dekhne ke liye aap jarur jay.
Aur sabse badhi baat to yah hai. ki manipur rajy pahadhi ilakhe me sthit hai. Isliye ye kaafi sunder hai. Aur shanti bala rajy hai
Me aapse asa karta hu ki ye article aapko pasnd aya hoga. ager aapko yah jankari achhi lagi to isi tarh ki aur jakari prapt karne ke liye hamari websit ko
Follow kare isme aapko bahut sari jankri milegi aur indain histry ke baare me jankari padhne ke liye aage aage padhe.
Dosto india me 28 state hai usi me ek chandigarh bhi iske baare me jankari prapt karne ke liye click kare isme aapko chandigarh me kitne jile hai
Aur sabhi ke naam kiya hai sari jaankari aapko milegi. click here
Ager aap yah janna chahte ho ki apne product ko online kaise beche to ise padhe isme aapko puri jankari miegi click here
Ise bhi padhe
- Delhi mein kitne district hai
- Mizoram mein kitne jile hai
- Jharkhand ke sabhi jilo ke naam kiya hai
- Arunachal Pradesh me kitne district hai
- Andhra Pradesh me kitne jile hai sabhi ke naam
- Karnatak me kitne jile hai
- Chandigarh me kitne district hai aur sabhi ke naam
- Telangana me kitne district hai ?
Dosto Indian history ke bare mein aur Jankari prapt karne ke liye aap is book ko khared sakte ho. Jo niche hai. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.
Indian history ki best book ismein aapko Puri Jankari Indian history ke bare mein Milegi. Kharedne ke liye buy now button per click Kare.
Leave a Reply