Doctor Rajendra Prasad ji ka Jivan Parichay ? Doctor rajendra kon Hai ?

Dosto aapane Aisa Kafi logo ke bare mein Suna hoga jo Itihaas ke panno mein chhape hue hai Lakin is article mein aaj main Aapko Doctor Rajendra Prasad ke bare mein bataunga.

Aur Doctor Rajendra Prasad Kaun Hai And Doctor Rajendra Prasad kahan Paida Hue aur unke Mata Pita kon the.

Rajendra Prasad kis Rajya ke the Sab Kuchh Hindi mein btauga.

Doctor Rajendra Prasad ji ka Jivan Parichay ? Doctor rajendra kon Hai ?
Dr rajendr prasad

Doctor Rajendra Prasad janm kab huwa

Dosto Doctor Rajendra Prasad ka Janm 3 December 1884 main hua Tha Aur inke gaun ka Naam Tha Bihar ke Chhapra Jile ke jiradei Gaon Mein Janm hua tha.

Aur Prasad Bade gharane ke hone ke Karan se Jyada Pyar Doctor Rajendra ji Ko Mila tha.

kyunki Doctor Rajendra ji. Apne Parivar Mein sabse Chhote the, Rajendra ji ko bade bhai.

Mahendra se bahut jyada pyar tha Geradei Gaon main log bahut hi Pyar Se Raha Karte The,

Doctor Rajendra ji Bachpan Se Hi dusron ke liye Achcha Socha Karte The,

Lekin yah hai ki Doctor Rajendra ji Bachpan Mein Hi Hindu aur Musalman donon ko ek Sath kabaddi game Khela na Chahte the,

Rajendra Ji Ki Sabse Badi Baat To yah Hai Ki Rajendra ji ka Vivah 12 Sal Mein. Hi kar diya gaya,

Tha Rajendra ji ki shaadi purane Riti riwaj Ki Tarah hi hui thi,

Aur Rajendra ji ki patni ka naam rajbanshi Devi tha Jab Rajendra ji Kolkata Vishwavidyalay Mein,

pravesh kiya tha, aur jab vah Rajendra sabse Jyada number se pass hue Tu to Doctor Rajendra Ji ko 30 MHA ki chhatravriti prapt Hui Rajendra ji Medhavi ke Chatra the,

is college ki padhaai hone ke bad, Rajendra Ji Ne Presidency college mein Pravesh liya,

Aur ISI bich Gopal Krishna Gokhale ne 1905 main sarve of India society ko Shuru kar diya tha,

Aur Rajendra Ji ko ismein Shamil hone. ke liye bola gaya tha,

Doctor Rajendra Ji Ne Parivar aur Shiksha ko Dekhte hue unhone Gokhale se jodne ko mana kar diya Aur teachers ki degree Hasil kar le,

Rajendra Prasad Ji Ne teachers ki degree Hasil karne ke bad FIR doctory Puri ki.

Doctor Rajendra Prasad kaun hai

Doctor Rajendra, Bharat ke Ek Mahan desh bhakt the, Lekin uske sath mein Rajendra ji.

Lekhak bhi rahe hai, Rajendra ji Samajik aur shaikshik, Aur iske sath mein. sanskritik Vishay,

Per Hamesha Lekh likhate Rahte the, Rajendra Prashant ji ne Sahitya, Sammelan ke Andolan ko bhi Shuru kiya tha,

Aur Unki alag alag Bhasha bhi sunane ko Mili Hai,

jisme Doctor Rajendra ji ki Spashta bhasha ke saralta aur swabhav, Aur iske sath mein. Desh Bhakti ke Ek sath Darshan hote hai.

Unki bhasha mein To friend aap Jaan hi Chuke Honge ki Rajendra ji Lekhak, Aur Ek Bharat ke Desh Bhakti the

Doctor Rajendra Prasad ji ka Janm kaha hua

Dosto jaise ki Hamne Upar padha hi hai, ki Rajendra ji ka Janm Bihar ke Jile Mein,

Ek Chhota Sa Gaon tha, Gaon Ka Naam Tha jeradei, ise Gaon Mein Rajendra ji ka Janm hua tha,

Doctor Rajendra Prasad ji Kyon prasiddh Hai

Dosto Rajendra ji Kyon prasiddh Hai, Agar aapke man mein,Yah Khyal Aaya Hai,

To Aage Jarur padhna, Dosto Itihaas Main, Apne Naam LikhwaNa Koi, Aasan kaam Nahi Hai.

vaise hi Doctor Rajendra ji ne, bhi Kuchh Chamatkar dikhaye Jiske Karan Doctor Rajendra ji ka naam Itihaas Mein,

Chhap Gaya, Doctor Rajendra Ji N,e Bharat ke liye Apni Jaan Kurban kar di,

Aur garibo ki madad karne mei hi, pura Jivan Bita Diya. Doctor Rajendra ji desh bhakt them,

Aur uske sath mein, Lekhak bhi the, Aur Lekhak ke sath mein, Nibandh kar Bhi the,

Isiliye Doctor Rajendra prasiddh hai,

Prasad Ji Ne Bharat ke liye kya – kiya jiske karen pirsiddh hai ?

Dosto Apne Suna Hoga Ki, Bharat ko Azad karane Mein, Kafi Logo Ne yogdan Diya Hai, jaise ki Lal Bahadur Shastri,

Mahatma Gandhi, Subhash Chandra BOS! etc, Logo Ne Apna Balidan Diya Hai, Is Desh Ki Ajadi per,

Lekin kya aapko Maloom Hai, Jaishankar Prasad Ji Ne, Bharat ke liye kya kiya tha, To main aapko bata do,

Jay Shankar Prasad Ji Ne Bhi Bharat ko Azad karane mein, Ful yogdan diya hai,

Aur Rajendra ji Hamare Desh Ke Rashtrapati bhi Rah chuke hai, Doctor Rajendra Hamesha dusro,

Ki bhlayi Ke Liye Hi, Kam Kiya Karte The, Doctor Rajendra ji, Ne doctory, mastery,

Aur Vakilath Ki Bhi padhaai ki thi, Rajendra ji Hamesha kurta Pajama pehna Karte The,

Kuchh log to Unki majak, Bhi Banaya Karte The aur Doctor Rajendra student time mein topper bhi Rahe chuke hai.

Rajendra Prasad ji ka janmdin

Dosto aapane Mahatma Gandhi, Lal Bahadur Shastri ka, janmdin to suna hi hoga,

in dono ka Janmdin 2 October ko Manaya jata hai, Aur jo Itihaas Mein, Log Hai Sab Ka Ek Saal Mein Ek Baar JanamDin aata hai,

Aur log manate hai, Lekin kya aapko Pata Hai, Doctor Rajendra ji ka janmdin kab Manaya jata hai,

Tu kab Manaya Jata Hai,

Dosto Doctor Rajendra ji ka janmdin. sab Logo Ki Tarah hi, Sal Mein 3 December Ko Janmdin manaya jata hai,

Doctor Rajendra Prasad ki Rachna ke naam

Ab Ham padenge, Doctor Rajendra ki Pramukh rachnaei, To chliye start karte hai,

Rajendra ji ki sabse Pahli Rachna ka naam hai, Bhartiya Shiksha Dosto is Naam Se Hi,

samajh ata Hai. Ki ismein inhone Bharat ke padhaai ke bare mein, bataya hai,

Aur unhone Bhartiya Shiksha prapt ki thi,

Prasad ji ki dusri Rachna ka naam hai, Gandhi ji ki Den. Dosto yah Rachna Kitni Saral,

Aur Aasan bhasha mein, baatai gai hai, is Rachna ke naam se hi Pata Chalta Hai, Gandhi ji ki Den ka matlab hai,

ki Gandhi ji ki vajah Se Hi, Hamara Desh Azad hai,

Aur ham sab log Itni Shanti se Apna Jivan Bita rahe hai, ISIko Gandhi ji ki Den Kahate Hai,

Aur third Rajendra ji ki Rachna ka naam hai, Shiksha aur Sanskriti is Rachna ke naam se yah Pata Chalta Hai,

Ki Rajendra ji ne Shiksha prapt ki,

Aur vah Sanskriti aur Samajik Shikshak Adhik, bhashao ka, Lekh Bhi Kya Karte The,

Aur Iske bad Rajendra ji ki Four Rachna ka naam hai, Meri aatmkatha is Rachna Mein, Rajendra ji,

Ne apne Jivan ke bare mein bataya hai,

Rajendra Prashad ji ki Rachna Ham padh chuke hai, Ab Ham Aur aage ki Rachna. Dekhte hai,

Doctor Rajendra ji ki. Meri urope Yatra yah Bhi Ek Rachna hai,

Iska matlab yah hai, ki Doctor Rajendra ji Ne Jivan mein bahut Yatra Ki Thi,

Prasad ji bhyasha

Rajendra ji ki bhasha Khadi boli hai Aur inke bhasha ke shabd

Suodh tatha vyavaharik the, isiliye Ye Rajendra ji English, Urdu, Bihari, Sanskrit,

Aadhi vasiyon ka upyog Karte The, Lekin Sabse Badi Baat,

To Yah hai, ki Doctor Rajendra ji ki Bhasha Mein Kahi,

Per bhi banawati pen Nahi Dikhai Deta Hai, iska matlab hai ki Jhooth bolna,

Doctor Rajendra Prasad ji ka parivar

Apne Parivar Mein, Sabse Chhote vyakti the, ISI Karan se Doctor Rajendra Ji ko sabse jyada pyar Apne Ghar se mila tha.

Doctor Rajendra ji ke Parivar Mein, Unki Mata, bade bhai Aur Pita the pita ka naam Shri Mahadev Shaya tha.

Inke Pita ji Ne Kolkata Vishwa vidyalay se (BA) English Vishay se BA ko pass kiya tha,

Aur Rajendra ji ke Pita Ne.

ISI college se (LLB) ki Pariksha Bhi prapt ki, Aur iske sath mein. inhone ma Ki Shiksha bhi Puri ki,

Doctor Rajendra Prasad ji ki study

Dosto Agar Ham Doctor Rajendra ji ki. padhaai ki baat kare, To Doctor Rajendra Ji.

Ne sabse pahle teachers ki degree prapt ki, teachers ki padhaai puri ki, Uske bad Doctor Rajendra Ji Ne,

Doctori ki padhaai complete ki, Aur Doctor ki padhaai complete karne ke bad,

Rajendra ji ne apni padhaai Nahi chhode Aur uske bad unhone vakalat ki padhai complete ki,

Doctor Rajendra ji ka Sahitya Parichay Jaane

Doctor Rajendra ji ka, sahityik Parichay bahut hi, Prabhavit karne wala hai, Sabse pahle Ham yah Jante Hai,

Ki Doctor Rajendra ji. Bharat ke Ek desh bhakt the, Aur uske sath hi Doctor Rajendra Ji Ne,

Lekhak ka bhi Kam, kya Doctor Rajendra ji, Lekhak bhi the, Aur uski sath mein,

Samajik, shikshit, Aibam Sanskriti Bhasha ke, Upar Doctor Rajendra ji Hamesha, Apne vichar likha Karte The

Aapane jaise ki, Rajendra ji ke bare mein, Bahut Kuchh pada hai, Bahut kuchh jana hai,

Aur ISI Prakar aap Hamari. is website per Lal Bahadur Shastri, Mahatma Gandhi, etc! Itihaas Ke Jo Mahan log Hai,

unke bare mein Jankari prapt kar sakte ho, Agar aap Itihaas ke bare mein, Janna Pasand Karte Ho,

Aur aapko Achcha lagta hai, Itihaas ke bare mein padhna, Aur Hamare Har, Desh bhakt ka yah farj banta hai,

ki Hamen Hamare Itihaas mein, Jo Mahan log Hai, unke bare mein, sari Jankari Hasil honi chahie,

unhone Hamare liye kya kiya tha, unhone Hamare liye Apne Jivan Ko Kaise bitaye hai,

Agar pahle yah Mahan log pareshani Nahin uthate, To Aaj Ham Apne Desh Mein ham ajada Nahin Rah paate,

Agar aap Kisi Prakar ki Itihaas Ke Logon ke bare mein. Jankari Hasil karna chahte ho To Hamari website ko follow Jarur karna,

Dosto ager aap jaishanker prsada ke bare mein jane na chhahte ho to es articla ko jarur padhna

Doctor Rajendra Prasad ji ka Jivan Parichay

aap ko mera ye artical kaisa laga comment kar ke btayiye

Ise bhi padhe

Online mobile recharg karne ka tarika

Leave a Comment