Padumlal Punnalal Bakshi Kaun Hai Padhiye Jivan Parichay

Padumlal punnalal Bakshi Kaun Hai, Aur padumlal punnalal bakhshi Ka Jivan Parichay kya hai, Aage Padhiye

Dosto aaj ke is article Mein. Ham Aage padenge Ki. punnalal Bakshi kaun hai, Aur padumlal punnalal Bakshi Kya Karte The, Lekin is Jankari ko Shuru karne, Se pahle Ham yah Jaan Lete Hai. ki agar aap, Chhatra ho ya student Ho, Kisi bhi class mein padhte ho, To aapke liye yah artical padhna bahut jyada jaruri hai,

Kyo ki is article Mein. Jo Bhi bataya Gaya Hai, Vah Sab Kuch exam Mein Pucha jata hai,

Aur agar aap 10th ya 12th class mein ho, Tab to yah artical, Aapke liye padhna compulsory Hai,

Kyunki yah question, Har Saal exam Mein, Pucha jata hai, Ki padumlal punnalal Bakshi ka jeevan parichay kya hai,

And padumlal punnalal Bakshi ka Janm kab hua hai, Pannalal ke Mata Pita kaun hai,

punnalal bakshi ki Jayanti kab manae jaati hai,

or Unki kritiya, Bhasha Shaili, Sahitya Parichay, Jivan Parichay, Sab Kuchh exam Mein Pucha jata hai,

Aagar aap exam Mein, pass Hona chahte ho, To is artical ko Jarur padhe, Chaliye Shuru Karte Hai,

Padumlal punnalal bakshi

Padumlal punnalal Bakshi ka Janm Kab Hua ?

Punnalal Bakshi ka Janm 27 may 1894 main hua tha, Padumlal punnalal Bakshi ke bare mein kaun Nahi Jaanta hai,

Inko Har vyakti Jaanta hai. Isliye yah Yad bhi Rakhna bahut jaruri hai, ki padumlal punnalal Bakshi ka Janm Kab Hua tha,

To Jaise Ki aapane padh hi liya, ki padumlal punnalal Bakshi ka Janm, 1894 mein hua tha,

Janm kahan hua tha ?


Dosto jaise ki aapane pada hai, ki punnalal Bakshi ka Janm 8894 mein hua tha,

Unka Janm ab Ham padhte hai, kis jagah kis Sthan per hua tha,

Bakshi ji ka Janm (Madhya Pradesh) ke pass Ek (Jabalpur) Jila hai,

Is Jile ke pass khedhagadh Naam Ka Ek Gaon hai. Is gaon Mein Hi, Pannalal ji ka Janm hua tha,

Padumlal punnalal Bakshi kaun hai ?

Dosto Jab Tak Hum, Kisi ke bare mein yah Nahi Jante Hai. Ki yah vyakti kiya chij hai. To jab tak Ham uski,

khubiya pata nahi kar Payenge,

Example

Yah Ek Bhains hai,

Jaise ki aapane Pada hai, Yah Ek bhains Hai, Hame yah pata chal chuka hai, ki yah Ek Bhains Hai.

To Ham Iske bare mein aasani se Jankari prapt kar lenge, jaise ki yah Ek bhains Hai, To yah Ghas khati hai,

Aur yah Hame dudh Deti Hai, Aur yah Janwar Hai, Iske bare mein Ham Anek Jankari prapt kar lenge,

vaise hi Agar Ham punnalal Bakshi, ke bare mein Jaan Le, ki yah Kaun Hai,

Tu inKi khubiya Ham aasani se pata kar sakte hai,

To Chaliye Jante Hai, Punnalal Bakshi kaun hai,

Dosto mein bilkul, Aasan bhasha mein, Aapko Bataa du ki bakshi ji kaun hai, Dosto sabse pahle Yah jante hai, ki Punnalal Ek bharat wasi Hai.

Uske bad punnalal Bakshi rachnakar bhi hai, Aur uske sath mein, aurlekhak bhi hai,

Dosto bakhshi ji ne apni aatmkatha, Aur pustake, Nibandh, sangrah etc, likhi Hai.

Yah sab Kuchh Ham aage padenge, bistaar mein.

Padumlal punnalal ke Pita kaun hai ?

Ab Ham yah Jante Hai, Ki padumlal punnalal Bakshi ke Mata Pita kaun hai,

Dosto padumlal ke Pita ka naam punnalal Bakshi tha, Aur unke pitaji Baba the, Aur uske sath mein hi Sahitya Anuragi the, Aur uske sath mein bahut hi Naram swabhav ke the,

Yani ke bahut hi Acche Dil Ke the, Aur Hamesha dusro logo ki bhalai Ke Liye Hi, Kam Kya Karte The,

Aur iske sath mein. Unki Mata bhi acche kaam mein Ruchi rakhti thi, Aur Saath mein Sahitya Main bhi Kafi Ruchi rakhti thi,

Padumlal punnalal Bakshi ka Dharm

Padumlal punnalal Bakshi, Hindu caste se hai, Aur yah hindu, dharm ko hi maante the,

Pnnalal ka pura naam kya hai

Padumlal punnalal Bakshi yah Naam to, Aapane Pada hi hoga, Yah Naam Inka pura naam hai,

Lekin Jab punnalal Bakshi, ka Janm hua tha, To Inka naam padumlal tha, inke Pita ka naam punnalal Bakshi tha,

To ye dono naamo ko milakar padumlal punnalal Bakshi Rakh Diya Gaya tha,

Padumlal punnalal Bakshi ki Jayanti

Dosto agar aap Hamari is website ko follow karte ho, To Aap jante hoga ki, Jo Hamare Bharat Desh ke Mahan Purush Hai,

Unki Jayanti Jarur manae Jaati Hai, Usi Prakar Padumalal ji ki bhi Jayanti manae Jaati Hai,

Padumlal Bakshi ki Jayanti 27 may ko manae Jaati Hai, Sal Mein Ek Bar jab may Ka Mahina aata hai, Aur my Mein 27 tarikh Aati Hai, To is tarikh ke din pure Bharat mein, Padumlal punnalal Bakshi ki Jayanti manae Jaati Hai,

Padumlal punnalal Bakshi ka jeevan parichay

Dosto Jeevan Parichay padumlal punnalal Bakshi ka, Har exam Mein Pucha jata hai, Aur har Sal Pucha jata hai,

Isliye yah padhna Hamara bahut jaroori hai, ki paddumalal punnalal bakhshi ka jivan parichay kiya hai, Chaliye jante hai,

Jeevan Parichay

Dosto Jivan Parichay main. Kuchh Aisi Khaas Baat hoti hai, Jo likhna bahut hi compulsory hota hai,

Agar in Bato ko exam Mein, Likh dete ho, To aapko hundred percent marks pure Milenge,

To chaliye jante hai, ki kaun kaun si baat likhna bahut jaruri hai,

Sabse pahle aapko ye bataana chahiye, jo niche likha hai,

1 Naam

Padumlal punnalal Bakshi

2 Pita ka naam


punnalal Bakshi

3 Janm


Janm Batana Bhi bahut jaruri hai, Padumlal punnalal Bakshi ka Janm 27 Mai 1894 mein hua tha,

4 Janm sthan


Yah bhi batana bahut jaruri hai, ki Janm kis jagah, kis Sthan par Hua Hai,

Padumlal ka Janm Madhya Pradesh ke Jabalpur Jile ke pass, kheragarh Gaon Mein hua tha,

5 Shiksha (study)


Yah bhi batana bahut jaruri hai, ki Ham Jiske bare mein Jivan Parichay likh rahe, Bahe kitne padhe likhe the,

Bakshi ji b.a. kare hue the,

Itna Sab Kuchh likhna, Bahut hi compulsory Hai, Uske bad Unki Kuchh khubiya ya FIR Jo kam Kiya Karte The, vah likhna hai,

Example

Sampadan

Padumlal ji ki Saraswati, Aur Chhaya yah dono sampadan hai,

Lekhan Vidha


Padumlal ji lekhak Hai, yah to aapane padha hi hoga, Lekin inhone kya kya likha hai yah bhi batana bahut jaruri hai,

jaise ki Kavya Kahani, Aalochana tatha, Nibandh yah sab Kuchh Hamare Paddumalal Ji Ne likha hai,

Bhasha Shaili

Dosto Bhasha Shaili bhi likhna bahut hi jaruri hai, Jis vyakti ke bare mein likh rahe hai, vah kaun si Bhasha use karte the,

Padumlal ji ki Bhasha, Aadarsh, Pravah Mein bhavatmak, vichar atmak, Etc, Aur khadhi boli us karte the,

Sahityik Parichay kya hai ?


Ab Ham yah padenge ki Sahitya Parichay kya hai, Padumlal ji ka. Chaliye start Karte Hai,

Sahitya Parichay

Padumlal Ji ne Sahitya Parichay Mein, Seva ko hi Apna Jivan ka Pramukh uddeshy Mana Hai,

Padumlal ji ki Bhasha Shaili kya hai ?

Jaise ki aapane shortcut Main, To padh hi Liya Hai, ki Paddumalal ji ki Bhasha Shaili kya hai,

To chaliye ab ham vistar mein padhte hai, ki bakhshi ji ki bhasa shaili kiya kiya hai,

Lekin sabse badhi baat ye hai, ki dosto basha aur shaile alag – alag hai, chaliye jante hai,

Bhasha

Padumalal ji ki bhasha bahut hi. Aadarsh Bhari hai, Aur uske sath mein, Unki Bhasha Aur vichar Shuddh hai,

Aur Unki bhasha mein Khadi Boli. Bhi Najar aati hai. Lekin Bhasha ki Drishti mein, Agar Dekha Jaaye,

Tu padumlal ji aur Shuklaji bahut hi, Samanya rahe hai. Unki Bhasha bahut Mili Juli rahi hai,

Padumlal ji Shukla ji ki hi Tarah Bhasha bola Karte The. Premi Bhasha. Meethi Bhasha. Saral bhasha,

Aur Urdu, English etc, Anek bhasha ka upyog Kiya karte the,

Shaili


Dosto padumlal ji ki Shaili Gagar aur Sagar mein Shakti, ke barabar hai. Aur Inki Anek Saheliya Hai, Chaliye Jante Hai.

1. samikshatmak Shaili

Dosto sabse pahle, Samikshatmak Shaili padumlal ji ki hai. Yah Shaili inke Sahitya, Aur nibandh Mein Se prapt Hui Hai,

Aur Unki ismein Bhasha gambhirta. Aur dhard bbhari tatha Sanskrit Bhasha ka ismein upyog Kiya gaya hai,

2 bhavnatmak Shaili


Bhavnatmak Shaili ya shaili inke. Kathatmock nibandh mein, se Dikhai Deti Hai, is Shaili mein Dono saras Hai,

Aur Iske Vakya Chote Chote hai. Aur Bhav Bade Sundar dhang se prakat Hote Hai,

3 Bicharatmak Shaili

Dosto vicharatmak Shaili Bakshi Ji Ne bahut hi kam nibandh Mein, bahut hi kam upyug ki hai,

Is Shaili Mein, Unki Bhasha chhote – chhote baccho ki tarha Pradarshan karti hai,

4 Vyakhyatmik Shaili


Yah Shaili padumlal ji ki. Alochnatmak nibandho mein Dikhai De hai. Aur ismein Gambhir Bato ka upyog Kiya gaya hai,

Dosto me ummed karta hu ki aapko yah artcle pasnd aya hoga. Aur saari jankari samjh me bhi aai hogi.

Ager aapko inke baare me jankari pa ker achha laga ho to is artcle ko share jarur kare aur isi prkar ki aur jakari prapt karne ke liye hame follow kare.

Aur sabse badhi baat yah hai ki ager aap aur kisi mhan istahs ke kisi vaykti ke baare me jankari prapt karna chahte ho. to comment kare.

Punnalal Bakshi ka jivan parichay

Indian history best book buy now click here

Ise bhi padhe

Online product Kaise beche

Leave a Comment